Friends aap sbhi ko maine is video me jo liquid fertilizer dal ker dikhaya hai wo apke gher ke kichten waste yani vegetables & fruits peels se taiyar kr skte hai ager aap is liquid fertilizer ko bnane ka detail me treeka seekhna chahte hai toh is video ke description me aapko video ka link mil jayega
@AnkitMishra_AM454 жыл бұрын
Hai
@preetijain57984 жыл бұрын
Sar mane mogra laygaya 7 . 8 aaya but khil nhi rhe h kay karu plz answer me
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Mogre ki cutting bhut jruri hoti hai aur cutting ke saath usme fertilizers jo maine btaya hai us trh apply kriye
@preetijain57984 жыл бұрын
Cuutig kase hotih
@preetijain57984 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati sar m mane 3 din phle lagaya tha but vo mogra aa rha h but khil nhi rha h kay kaaru kuch bato plz
@pachymasnaidu5814 Жыл бұрын
Very nice dear and nice plant,s
@neonblade2092 жыл бұрын
Very nice ❤ information 😊
@raghunathsharma76263 жыл бұрын
Dal.k badle.seeweed dal sakte hai kya fool k liye
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Ha seeweed bhi de skte hai lekin jb humara kaam km kharch me ho jaye toh kisi aur cheej ki jrurt nhi
@vijendrakumarjain23883 жыл бұрын
Aap ne liquid fertilizer ka naam nahi bataya.Aap great hain
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Sir ye liquid fertilizer kitchen waste se taiyar kiya hai ispe alag se video hai aap video ke description me dekhiye link hoga nhi toh aap video section me ja kr dekh skte hai asuvidha ke liye mafi chahunga sir
@arbindrastogi6093 жыл бұрын
Super nice
@tusharsinha37164 жыл бұрын
Sir maine abhi July me bela ka plant lagaya tha. Starting me plant grow kia 3 flowers bhi nikle but abhi kuch dino se plant ki growth ruk gai hai. Kuch suggestions dijie k kre??
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Plant ko seedhi dhoom me rkhiye unki cutting kriye aur jo nodes ke pass ki leaves hai unhe bhi hta dijiye
@DhananjaySingh-jq1vx4 жыл бұрын
Thanks I also want to ask this thank I subscribe you
@gangotritour82553 жыл бұрын
मोरपखीं का पोधा सुख रहा हैं।koi upay batao usmein Sabhi Tarah Ke fertilizer jase epsom salt,dap, banana fertilizer, koala, haldi sab dalkar dekhe leya
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Plant ke sukhne ka karan ya toh pot me rootbound ho gai hai ya soil mix bhut hard hai aur ek baat plant ko bhut jyada fertilizer dene se bhi khrab ho jata hai plant sbse pehle ap check kriye ki plant ke pot me roots toh nhi bhut bhar gai hai use space na mil rha ho toh unki extra roots km kriye fir use soil mix me lgaiye
@subhashsubhash71682 жыл бұрын
Kitne inch ke gamle mai lagye mogra 7inch ke pot mai laga sakte 🙏
@AbhijeetPrajapati2 жыл бұрын
Ha lga skte hai lekin apko jldi jldi root bount ki problem milegi is liye ager aap 10 se 12 inch me lgaye toh jyada accha hai
@pradeepkakade65914 жыл бұрын
Helpful information bro..👍👌❤️ Thank you..🙏
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Welcome
@TaraChand-kt7zh Жыл бұрын
Bahi me parjati hu muje gudhal ka fartilaijar
@lokeshkanodia76943 жыл бұрын
Good information
@arunpandey97264 жыл бұрын
Very good tips.
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Thanks
@sadafparveen71522 жыл бұрын
sir maine is plant ki reporting ki thi isme lal mitti thi an 4 din baad iski kaliyan apne aap girne lgi hain kya wajah he
@AbhijeetPrajapati2 жыл бұрын
Kbhi bhi plant blooming pe ho toh repot na krein kuch din me new Roots growth hone ke bad shi hoga
@sandhyapanditskincares36424 жыл бұрын
U example very nicely 👌👍 sir ji
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Thanks
@saymetulika4 жыл бұрын
Mere mogre mai first time thodi flowering hui hai... Or flowering ke liye kya hum used tea leaves ko sukha kar ke bhi paudhe mai daal sakte hain?
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Yes dal skte hai
@naeemnoorwala72084 жыл бұрын
میں فرینکفرٹ جرمنی میں رہتا ہوں اور میں نے موتیا کا پودا پاکستان سے چار سال پہلے منگوایا تھا دو تین سال سے پھول لگ رہے ہیں لیکن پھول بہت چھوٹا ہے۔موٹے پھول لینے کے لئے کیا کرنا ہو گا؟میں اس کی گرافٹنگ بھی نہیں کر سکتا کیونکہ دوسرا کوئی پودا مل نہیں سکتا مہربانی کرکے پھول بڑے لینے کا طریقہ بتا دیں۔شکریہ۔
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Please type hindi Or english
@chaitalibhasme3 жыл бұрын
Nice 👌👌👌👌
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
🙏
@santoshkitchenfood51143 жыл бұрын
Nice video bhai
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Thanks
@vijendrakumarjain23884 жыл бұрын
Mr abhijeet why u don't tell name of liquid fertilizer .u r very smart
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Sir because this liquid fertilizer video is on my other video and you can go on description box and open link and learn how to make liquid fertilizer i mentioned this video comment section and tell about this fertilizer
@mohseenshaikh76133 жыл бұрын
Superbb vid bhai Ap ne jo orange potash use kiye wo kitna% potash hota h
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Kuch mili me hoga isme
@mohseenshaikh76133 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati npk 0 0 50 isse powerful hota h kya Mere pas potash me wohi h
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Aap npk 19 19 19 use kra kriye nhi toh npk se accha hai aap DAP aur urea use kriye
@mohseenshaikh76133 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati Ok bhai Bs ek sawal mere pas h ye 3no Bt kaise use kru..plz help
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Plant me spoon me 1/4 part lijiye aur stem se doori per circle me isko mitti me use kriye aur pani dal dijiye
@shreyashekhar86683 жыл бұрын
Kya isme sirf chai patti de sakte hai?
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Ha de skte hai chai patti ko dhul kr daliye taki chinti na lge
@bagwanihouse45074 жыл бұрын
Love u Bhai bahut achi video hai
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Thanks
@ritikranjanranjan56194 жыл бұрын
Thanks
@naturalworldforever71274 жыл бұрын
Very nice but main bahut bar lagaya Nahin lag raha hai sukh ja raha hai mera migara kya is cutting se lagane per hundred percent success ho jaega? apke to bahut hi beautiful flower khilte Hain 👍👌👌
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Thanks Ha cutting 90% success ho jati hai barish ka mausam cutting ke liye accha hai cutting nhi lg pa rha toh nursery se plant le lijiye 50 to 100 rupees me milta hai aur jo process Maine btaya wo kriyeg flower jrur bloom hoga mai cutting per video dunga
@naturalworldforever71274 жыл бұрын
Thank you sir ji
@praveshdixit82643 жыл бұрын
Mogra ka plant nurseryme kitne ka milta hai
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
50 se200 jaisa ap plant lenge us according
@praveshdixit82643 жыл бұрын
Thanku
@laddugopalji71893 жыл бұрын
Bhai ji bely ka plant 1 hour sunlight k sth summer mai jinda reh skta h kya please bataiye
@activitywithfun49044 жыл бұрын
Ab hard pruning kr sakte h kya iski.or grow kr sakte h
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Ha is time kr skte hai barish bhi ho rhi
@activitywithfun49044 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati ok thanxs
@sapnagupta89434 жыл бұрын
Potash kaha se laye kuch homemade btaiye
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Home made me aap chai ki patti jo channe ke bad bachti hai use plant me daliye
@sapnagupta89434 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati thank you so much for such a nice suggestion
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Welcome
@sapnagupta89434 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati 😊
@DeepakKumar-fy4sd2 жыл бұрын
Bhayya cheeti se pareshan hoon.....
@AbhijeetPrajapati2 жыл бұрын
Haldi paowdee aur neem khali ko mitti me milaiyr
@prachirawat69634 жыл бұрын
Ye mogra ki kaunsi variety hai? Chameli?
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Ye mogra me bela hai
@vidhishukla10754 жыл бұрын
Beautiful flowers👌
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Thanks
@narijaindani96274 жыл бұрын
Sir hum kadi patte k green beej ko uga skte h
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Nhi green nhi ugega pka hua hona chahiye
@shipragupta55874 жыл бұрын
Sir Maine mogra plant 1 week pahle hi nursery se lakar lgaya hai but wo sukh rha continue watering bhi Kar rhi hu fir bhi
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Plant ko kuch din shade me rkhiye bhut jyada water bhi plant ko khrab kr deta hai
@sangeetadhama43534 жыл бұрын
Shipra ji mera b mogre ka plant nursery s lane k bad sukh gya tha bt mene use fr dhoop m rkha or pani ka dyan rkha or ab uspr proper leafs aa gai h.
@motivationalworld1114 жыл бұрын
Maine mogra 1 mahine pahle nursery se laaya tha ,uski pttiya pili bhi hue but phr green ho gyi,but usme kaliya nhi aa rhi kya kren,pls suggest
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Cutting kriye aur fertilizer dijiye
@motivationalworld1114 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati fertilizer me kya de sir
@manjupatel27514 жыл бұрын
Kya hum roj roj gudai krr sajte hai kyuki hamari yha ki mitti sakt ho jaati h pani dene ke baad....????
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Koi baat nhi skhat hone dijiye week me ek bar kriye gudaai
@manjupatel27514 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati roj roj gudai karne se kya nuksaan hota h???
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Nuksaan nhi hota lekin kuch din per krne se usske roots grow ho jati hai jisse plant ki growth hoti hai
@activitywithfun49044 жыл бұрын
Aapne sare fertilizer 1 bar me hi dal diye ??
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Ha dal skte ye organic fertilizer jitta Maine btaya hai dal skte hai ek sath
@anamzaidi35333 жыл бұрын
Kya bela or mogra ek hi hota h
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
Dono me anter hai but ye ek hi family se hote hai
@anamzaidi35333 жыл бұрын
Kya antar h ?
@AbhijeetPrajapati3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/a5LKnHdpqdeXmdk kzbin.info/www/bejne/l52phHulgd2orJI In dono video ko dekhiye apko anter pta lg jayega jisme title mogra (bela) sath me likha hai wo bela hai bela ki patti gol sir hoti hai aur flower ke patle bhi gole hote hai jbki mogra me leaves aur flower dono nukeele hote hai
@emanuelbarla85303 жыл бұрын
AddPublicCommentEBarla
@basantipandey30964 жыл бұрын
👌 👌
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Thanks
@shubhrant44113 жыл бұрын
Bhai itna jyada video editor mat use kar Kuxx dikhta nai hai saaf
@deepikabudhwani64884 жыл бұрын
What is dap?
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
DAP is diammonium phosphate. It is chemical fertilizer
@AnkitMishra_AM454 жыл бұрын
Mogra or bela alg alg palant
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Yes
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Ha mogra aur bela alag alag plant hote hai lekin sb ek hi variety ke plant hone ke karan log inhe kuch bhi bol dete hai
@AnkitMishra_AM454 жыл бұрын
To kaise pahchane
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Mogra ke flower nukeeli pankhudi ke hote hai aur leaf bhi jbhi bela ki ke flower ki pankhudi gol aur patti bhi gol jaisi hoti hai is topic per mai video bna dunga
@mohseenshaikh76133 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati bhai apne ye video bnay ho kya Maine to just 3/4 din hi pehle apke channel dekhna shuru kiya hu Or han subs b kiya hu bell icn b press kiya hu😀😀
@motivationalworld1114 жыл бұрын
मोगरे का पौधे में कितने दिनों में फूल आने लगते है
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
20 se 25 din lgte hai cutting krne ke baad
@motivationalworld1114 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati आपके पास फूलों के बीज मिल जायेगा क्या सर्?अगर है तो कृपया अपना न. दे।
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
I am not seller
@vijaymunshi20873 жыл бұрын
You r perhaps using all fertilizers.isnt too much
@urmilsharma77684 жыл бұрын
Aap ne 6 trah ke fertiliser btaya h mix fertiliser me kya kya h nahy btaya
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Liquid fertilizer Uska link description me diya hai ya video ke end me video milegi
@DhananjaySingh-jq1vx4 жыл бұрын
Agar isme patiya छड़ jaye toh kya kare please reply
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Patti ya branch ager sad rhi toh use kat ke jrur se hta dikiye
@DhananjaySingh-jq1vx4 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati ok
@DhananjaySingh-jq1vx4 жыл бұрын
Mere mogre ke plant mein ek flower aaya fir do din ke bad sd gya Mai kya kru 🙄🙄
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Mogra flower 2din hi rehta hai fir gir jata hai jb flower bloom ho jaye plant me toh plant ki ktaai kriye aur use hlka gober khad DAP fertilizer dijiye aur liquid fertilizer jo maine btaya hai wo bhi
@DhananjaySingh-jq1vx4 жыл бұрын
@@AbhijeetPrajapati thanks
@naghmafaraz46984 жыл бұрын
As salamo ale kum
@narijaindani96274 жыл бұрын
Yaar fir hum use dhup me sukha k use kr skte h
@AbhijeetPrajapati4 жыл бұрын
Jb tk ki tree per nhi pkega acche se tb tk grow nhi hoga seeds
@v_rajnish4 жыл бұрын
थोड़े हिंदी शब्द भी सीख लीजिये और हम सबको भी सिखाइये।