Recited by Br. Abrar Husain and Written by Agha Sarosh @ IEC Husaini, Chicago 1/10/2011
Пікірлер: 13
@ashfaqmerchantofficial54014 ай бұрын
Behterin adayegi Salamat rahe aap sab Duas
@sureelaykhane15965 ай бұрын
Mashallha
@AbbasAli-ic5sk5 жыл бұрын
جزاک اللہ محبۃ کثیر یا ابرار بھائ.
@sureelaykhane15965 ай бұрын
Us taraf lakhon ka lshkar saj Raha tha k bad samajh nahi a Raha kia bola ha piz send me
@sureelaykhane15965 ай бұрын
Bohat ala Kalam ha or AP ne to Kamal kar dis
@ashfaqmerchantofficial54014 ай бұрын
Full kalam Tegh e HAIDER ( as) ke muqamil kaun tehra sar samet Ho gaya manzar se gaib apne pasmanzer samet Wo tau kehiye bait e murtuza par raham ghalib aa gaya Warna ai jibreal kat jati zamee'n shahpar samet Pehle sar antar ka kanta phir kiya maehab pe waar Lash marhab ki giri lekin sar e antar samet So gaye kis shaan se tegh o ke saye mein ALI ( as) Dusra hota tau chal deta kahi bistar samet Ban hi nahin pata kajawo ka jo mimber dekhiye Ayaein baligh utarti arsh se mimber samet Wo tau qamber ne jo hath utho'n ki fauran chod di Warna kah dete ALI (as) ke lejaiye qamber samet Chadh ke jis mimber pa HAIDER ( as) ko bhura kehte the log Jaan jaye ge jahanum usi mimber samet PANJETAN ke naam jinke baad bano par na ho Doob jayegi wo sari kashtiya langar samet ASGER (as) O AKBER ( as) ko dekha tau ye boli KARBALA Agaye IBNE ALI ( as) QURAN O PAIGHAMBER ( as) samet . Ishq ke aadab koi HUR se seekhe ai sarosh Daal di qadmo mein SHEH ke daulat e bistar samet
@MohammadAli-qq6eb3 жыл бұрын
Yeh ash aar toh agha sarosh ke kahe hue hain na ?
@Bulb4663 жыл бұрын
Ye kalam janab Agha Sarosh sahab ka hai.
@shozabtaqvi1106 жыл бұрын
mashahallah
@rizwanhaidersyyed57074 жыл бұрын
Lyrics Bhai plzz
@rizwanhaidersyyed57074 жыл бұрын
Lyrics plzz
@fakharabbas44284 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/hXXMdJpvfNKMp8U YOU CAN GET LYRICS FROM HERE.