Very nice ek hi video me sare daut clear kar diye sir thanx
@Darkmorphosis10 күн бұрын
Cha gaye guru ❤
@autocareers8 күн бұрын
Thanks..
@ayushkawalkar55096 ай бұрын
Very informative thank you 😁
@Entertainment-cx2si5 ай бұрын
Thank you for information 😊❤❤
@jmvlogs60212 ай бұрын
Sir ek video insurance related bana vo na First party insurance and third party insurance ka
@autocareers2 ай бұрын
Ok
@jatt_ramsa_choudhary2 ай бұрын
Sar ji non cashless wala payment owner ke alava ham dusre ke khate mein bhi le sakte hain kya agar payment owner nahin driver pay kar raha hota hai to
@jatt_ramsa_choudhary2 ай бұрын
Please reply quickly sir
@abdulhussain80184 ай бұрын
Really good
@autocareers4 ай бұрын
Thanks
@himanshuchauhan13098 ай бұрын
Sir koiy pucha raha ki body shop ka bara ma kiya knowledge hai to kiya reply kra samna wala ko please tell me dear
@Nandkishor-dp9pi5 ай бұрын
Estimate and supply estimate kaise banaye aur kis kis point pe dhyan diya jaye
@autocareers5 ай бұрын
Accident vehicle ka jab aap estimate banaye to pehle vehicle ko achi tarah se check kar le ki kon kon sa parts damage hai external and enternal parts dono eske liye ek technician ko apne pass rahe jab aap vehicle ko check kar rahe ho ise aapko andar ke damaged parts ka andaja lag jayega..uske baad aap har parts ko note karke final estimate banaye, jab aap last me invoice banate hai , to jo part ager estimate me chut gaya vo aap final invoice me mention kar sakte hai, eg. Engine parts , ab engine overhaul hone ke baad pata chalega na ki andar kya kya parts damage hai .....vo sara aap invoice me baad me mention kar sakte hai....
@nishantchauhan70565 ай бұрын
Well done.. 👍👏🏻👌🏻
@abdulhussain80184 ай бұрын
Mera body shop ha ma ase gari banana chata hu but Mera kya document lagega
@pradeepkumar-bp8cj4 ай бұрын
Thanks bro
@autocareers4 ай бұрын
Welcome
@lovesharma-il7xm9 ай бұрын
Sir me apse bat karna chahta hu video se related
@autocareers9 ай бұрын
Ji, bataeye AAP kya kehna chahte hai..
@lovesharma-il7xm9 ай бұрын
Sir ek video insurance se related bana do fist party insurance me kya kya milta h or kitni sal Tak milta or gadi jitni purani hogi kita percentage jata h or ye kese pata kare ki is policy me claim mil sakta hai