in this video I will try to elaborate Law of Guardianship in pakistan ☆ a breif introduction to Guardian and ward Act 1890 ☆ part 1 #Guardian_and_ward_Act #law_9f_Guardianship #AdvocateOnline
Пікірлер: 31
@gulahmad35814 жыл бұрын
Good sir
@asifrandhawasafdar5774 жыл бұрын
Better
@MAkram-xn7vk5 жыл бұрын
Awesome
@ProPakistani-r4t5 жыл бұрын
Nice lecture
@shabbirbadhgujjar14804 жыл бұрын
اللہ تعالی آپ کو اچھی اچھی بات کر نے کی جزآئے خیر دے
@sameerdilawer5658 Жыл бұрын
Dear sir g ager judge sorti bond magay ager banda sorti bond na day sakay to per kaya oo ga
@javedehsan27462 жыл бұрын
Aslam o alikum Humble request! Main apny chohty bhi ka property guardian hu 2020 Sy ,aur Mera Bhai papa ki Army pansion leta hu post office Sy.ab bank account open kr Wana Hy pansion Ka kisis bank Main . Kia guardianship certificate new Lena huga pansion k leyee ya property Wala chall jaey ga ..plz guide me Jazzak Allah 😔
@sherazkhan79944 жыл бұрын
Sir mulaqat maheene me kitne dafa aur kitne dair tak Bache se ho sakte he
@infoworld19035 жыл бұрын
Pt1 kya hota hai sir is per b video banayen, or iski ahmiyat kya hai
@jawariajawaria67073 жыл бұрын
Aoa sir bap ki death k bd bacho k guardian kn ho ga agr maa bap ki separation ho ge ho kuch buch balig h kuch na balig
@fash23145 жыл бұрын
Salam, bhai kya guardian form hasil karne ke liye maa ya baap ko 5 lakh rupe as a security deposit court ko dene parhte hain? aur agar koi na de sakta ho to uska kya law hai?
@fiazahmmad99485 жыл бұрын
ager bap ki death ho jaye to bacha man k pas rhy ga ya dada k pas or bap ki koe jaidad bhi na ho to kea chacha bhi bachon ko paal sakta hy
@naghmanaaz87775 жыл бұрын
Sir mre shohr ne 2008 mae khula ki base pr talaq di khud wo high court ka readr h mere 3bachy 2betia or ek beta os ne dady ki jaidad sale ki bacho ko haq nie dia or na hi aj tk bacho ka koi kharch dia sir kya mae by court bacho ka kharch le skti hu os se plz plz sir ap zror rply krain
@sherazkhan79944 жыл бұрын
Allah reham kre
@advocateonline834 жыл бұрын
G aap bilkul ly sakti hn
@shamsatarar86065 жыл бұрын
Sir where is the second part of the said act
@hayaahmed33365 жыл бұрын
Salaam sir...mere bhai ki death hogai 2 saal pehle mere bhabhi ko talaq hogai thi bhai ki life me..3 bache hain bhai k woh hamare pas agaye thy apne abu k sath aik 10 year..beta 7 saal...aik 5 saal ka..bhabhi ne bache chore thy khud or ab wapis agayi bache lene 491 ka section lagaya usme court ne aik bacha maa ko diya..2 hame diye after that woh guardian ship k liye court gai or 2 month pehle baqi 2 bache le gyi...meri bhabhi badkirdar hai alcohol peti hai ab aap btaow main bache kaise lun
@deviladvocate84085 жыл бұрын
* Agar Apka Wakeel Court mein, Bhabhi ka Kirdaar khraab sabit kr day ,to ap ko bht faida ho sakta hai, * Morever agar bhabhi kisi aur se shadi kr lay gi tb bhi faisla ap k haq mein hosakta hai , *Morever agar ap Ye sabit kr dein k ap k Mali Halaat bachon ki maa se ziada achay hain, * Aur ghr walay bhi ziada parhay likhay hain aur ap k ghr ka mahool bhi bht acha hai ,tb bi ap ko benefit mil sakta hai
@hayaahmed33365 жыл бұрын
@@deviladvocate8408 thank you so much
@AdaabAudioStation5 жыл бұрын
Asalam alikom jnab Baap ki waseyat ki kya ehmiyat h us k wafat k bad ????
@advocateonline835 жыл бұрын
Wassiat agr 100 rupee ki ho to 33 rupee ki had tak amal ho ga baki warasat ban jae ge
@anwarkhokhar59745 жыл бұрын
Minor child k maa educated nahi aur nahe financially mazboot ho aur residence k area Mae school na ho tu Bache ki custody Father ki mil sakti hae? Please
@tlpmediaforcepakistan49515 жыл бұрын
Asalam-O-Alaikum Agar maa ne shadi kar ly he aur bacha 7 mah ka he to uskelye kia hoga bab le sakta he k nh? Rehnmai Karen Mehrbani or bacha paida karne k bad wo maa nh uthati or bad me apne walid k thro blackmail kary k ya 250lak do ya is beti ka rishta do fir naa karne par wo 491 file kar k bacha le jaen to bab kia kary jo bachi ki costady mil saky Q K Bab ko daot he ke wo log uski bachi Ko seall out Kar sakty hen
@shahzaibgaming78685 жыл бұрын
Aur minor Khud case file Karen lekin uski limit time Upar Ho Jaaye to iska Koi side effect To Nahin Hoga minor ko uska Haq milega
@shahzaibgaming78685 жыл бұрын
Guardian minor ki property ka Jaaye to Kanoon kya Kahta Hai
@farwakazmi33685 жыл бұрын
Can you share these notes with me, like pdf file of these notes.
@shabbirbadhgujjar14804 жыл бұрын
Hi
@zmu48204 жыл бұрын
Dunia roz baroz Nitnew or Advance hona chahti hai, or ho b rhi hai, 1890 sy aj 2020 tk130 saal hogy, Dunia badl gi, Mosam bdl gy, mgr ye Qanoon 1890 ka hi rha😂😂😂😂😂😂 kesa phuduu Qanoon hai or Qanoon bnany waly,,