اے میرے بابا جاں ہورہی ہے اذاں سر چھپاوْں کہاں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
@syedmohammadgufranrizvi3 жыл бұрын
Jazakallah Kia Tareekhi Nouha Hai😭
@mhmlisteners46323 жыл бұрын
Sadqy BiBi Pak s.a🤲🏻😭
@hajishahidhassan75813 жыл бұрын
Haye mazloom💔💔💔😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@zulphie2013 жыл бұрын
Maashallah.. Remake is just SubhanAllah 🌹
@ammarhussainchandio10733 жыл бұрын
Shahid Bhai Mola a.s Apko Salamat rakhy, thanks for the remake of one of my all time favourite nauhas of yours. For me the entire 2006 album is masterpiece with heart wrenching titles such as Naukri Shabbir Ki a.s, Ay Mere Baba Jan, Aey Mere Bhai Hussain a.s, Ye Kon Arha Hai, Ya Moosa-e- Kazim a.s. ❤️❤️
@fizzaAli121421 күн бұрын
Jo bhi ye noha sun raha ha mary bety aur shohar ki sehat k liye dua kr dain. Jazak Allah
@Mahaahmedvlogs19 күн бұрын
Allah pak bimar e karbala ke waste sehat o salamti ata kare elahi ameen❤
@FatimaJaan-yg3co6 күн бұрын
salam hoo us prjos nao ek islam kai liya aapnia khandam ko isl pa fida kiya ❤❤❤❤ 6:09 😭😭😭😭 slm ho sakeena a/s pa❤❤❤❤😭😭😭😭
@meesumraza72133 жыл бұрын
Aye mere baba jaan Us waqt jab ke zainab, darbar mein gayi thi qaari namaziyo se mehfil saji hui thi zalim ye puchta tha, ghazi tera kaha'n hai baalo se mu chupaye zainab ye keh rahi thi aye mere baba jaan ho rahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? Majma e aam mein, be watan be amaan, agaya karwaan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 1. Mein bhi hoon marziya, Bint e Khayrun Nisa, Mere lehjay mein hai, baba teri adaa. Naam Zainab mera - baba jaa'n tune jo rakh diya - baba jaa'n day di apni zubaan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 2. Baba jaan mein rida maangti reh gayi, Bamo dar saj gaye, jite ji margayi, Halqa e Shaam mein - baba jaa'n naam sunkar mera - baba jaa'n margaya naatawan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 3. Ruk na paya mere bawafa ka wo sar noke naiza se aane laga khaak par behen ko dar ba dar - baba jaa'n dekh ke nange sar - baba jaa'n seh na paaya jawa'n - baba jaa'n Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 4. Kal thi maa aaj mai bhi hu darbaar mein misl e zahra khadi hu mai aghyaar mein us taraf hai shaqi - baba jaa'n is taraf reh gayi - baba jaa'n be padar betiya'n Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 5. Shaam e ashoor se, shaam o kufa talak Maine manga nahin hai khiraj e fadak Meri chadar say hai - baba jaa'n meri maan ka sukoo'n - baba jaa'n sunle zalim jahaan 6. Haath kanoon pe hai, neel gaalo'n pe hai Aur nisha'n jo Sakina ki shaano pe hai Har nisha'n se yehi - baba jaa'n aa rahi hai sada - baba jaa'n baba jaan baba jaan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 7. Aisa khutba diya maine darbar mein Likh raha hai jo Yawar tere pyaar mein Lehjaye hayderi - baba jaa'n har azaan ke liye - baba jaa'n hai sadaa e azan Allahu akbar, Allahu akba
@awara_insane23 күн бұрын
❤
@user-im8nt7qk5b6 күн бұрын
Masha Allah boht pyari awaz ha Masha Allah
@tehzeebhasnain46263 жыл бұрын
After nadeem sarwar, this guy has separate fan base. I have been listening to shahid sahib since his noha " bus bibi razi ho jaye"
@MrAyazhussain3 жыл бұрын
Meer hassan and shahid bhai ka parhne ka andaz bohat pyara hai...
@AbidAli-ut6sv3 жыл бұрын
Inka 2009 & 2010 ke nauhe bohot maqbool rahe
@tufailabbas32843 жыл бұрын
Bilkul... Alag hin fanbase hain in ki .. ur me tb se fan hun jb se yeah noha parha tha Shahid Baltistani ne
@pakistanzindabaad66893 жыл бұрын
@@ProudToBeHussaini72 tum Kon ho fail pass krny waly wo to mola ko pta hy or Allah ko pta hy
@pakistanzindabaad66893 жыл бұрын
@@ProudToBeHussaini72 where from
@alijanlibra92833 жыл бұрын
Shahid bhai ♥️♥️
@johnsayed3 жыл бұрын
Maine anjuman shabbe daariyo mei bahot padha hai ye nauha... shahid bhai ki wajah se mujhe ye kalaam padhne k liye har jagah bulaya jata raha Meri umr lag jaaye shahid bhai aur unki paak fmly ko.. sayed hu insha allah dua qubul hogi 😥❤
@AnoFati7865Ай бұрын
Mashallah Bhai bht pyra noha prha apny Allah pak apko hmesha abad rkhyn Ameen Summ Ameen 😊