Jaaney kese baandhay tuney Ankhiyon k dor Mann mera khincha chala aya Teri ore Mere chehrey ki subah Zulfon ki shaam Mera sab kuch hai piya Ab se tere naam Nazron ne teri chua Tou hai yeh jaadu hoa Honey lagi hun main haseen Afreen afreen afreen Afreen afreen afreen
@travelIndia0007 Жыл бұрын
1:48 start
@_arishhh_04 ай бұрын
Thanks 🎀
@MyOwnSpace-q7x2 ай бұрын
Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor Man mera khincha chala aaya teri or Mere chehre ke subh zulfon ki shaam Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam Nazron ne teri chhuwa To hai yih jaadu hua Hone lagi hoon main haseen Aafreen Aafreen Aafreen Chehra ik phool ki tarh shaadaab hai Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai Chehra jaise ghazal chehra jaan-I ghazal Chehra jaise kali chehra jaise kanwal Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi Chehra ik khaab bhi chehra taa'beer bhi Chehra koyi alf lailawi daastaan Chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi Afreen afreen Afreen afreen Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen Afreen afreen Afreen afreen Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi Aafreen aafreen Aafreen aafreen Aafreen
@HHt3762 жыл бұрын
Sir shafquat Amanat Ali Khan KY bhi upload kren aur surili akhiyon wale ki bhi
@NOMUSICGUY2 жыл бұрын
Which song of his?
@HHt3762 жыл бұрын
@@NOMUSICGUY shafquat Amanat KY Tu hi Mera,lakh jatan,aur bhi Bhat sary
@HHt3762 жыл бұрын
Aur rahet Fateh Ali KY sary superhit songs like Surili akhiyon wale etc