Radhe radhe di 🙏 ❤very nice video aur information mein aapke video ka hi intj kar rahi thi
@Kishorikripa22 сағат бұрын
Thanks for liking 🙏😊 radhe radhe
@swetagupta873320 сағат бұрын
Radhe Radhe ji annpurna jayanti cal hai na 🙏
@Kishorikripa20 сағат бұрын
Haa ji
@manjeetbhardwaj685718 сағат бұрын
Didi kya vart me mungfali or gud ki papad kha sakte hai
@Kishorikripa17 сағат бұрын
Haa ji kha sakte hai
@seemaupadhyay394218 сағат бұрын
Nice. Mam app ne jo ulte hath ke akughte me chandi ki ring dali h. Vo shukr grah ke liye dali h. Aur bola jata hai ki ladies ko ukughte me chandi ki ring dalni chiye is se bimari se dur rhete h. Kya ye sahi h
@Kishorikripa14 сағат бұрын
Ji is baare mein mujhe jyada jaankari to nahi hai par haa chandi ki ring ya chain ya kadha jarur pahan kar rakhna chahiye jisse man shant hota hai gussa kam aata hai aur chandi shukar se bhi judhi hai to chandi jarur pahanni chahiye but mere husband mere liye ye ring laye the to mujhe badhi aai kisi bhi ungli me fit nahi aa rahi thi to unhone wapas karne ko bhi kaha par maine mana kar diya ki aap itne man se laye ho to me ise wapas nahi kar sakti isliye meine ise anguthe me pahan liya tha 🙏😊
@dhr98013 сағат бұрын
Mam kya sunday ko tulsi pooja kr sakte hai
@Kishorikripa12 сағат бұрын
Jal na chadhaye sirf sham ko diya jalate hai
@kajalgupta885820 сағат бұрын
2 lawang lena hai
@Kishorikripa19 сағат бұрын
Haa ji
@dhr98013 сағат бұрын
Mam snan to hm bhagwan ko morning mei krvate hai aur katha day time kr sakte hai ya morning mei hi kr le
@Kishorikripa12 сағат бұрын
Haa ji bilkul kar sakte hai
@Satnamkaur692020 сағат бұрын
Radhe Radhe ji aapke pass Jo laxminarayan ji ke prtima hai unko aap snan krate ho ya nhi aur apne ye prtima khan se le hai koi link ager ho toh please share kre please
@Kishorikripa19 сағат бұрын
Haa ji hum hum unko har shukarwar ekadashi purnima par sada jal se snan karate hai aur ye humne online nahi liye hai ye do saal pahle akshay tritiya par ek shop se liye the mujhe bahut hi jyada pasand aaya tha prabhu ka ye swaroop 🙏😊
@devzone99720 сағат бұрын
Poornima vrat katha aur satyanarayan vrat katha dono ki katha ek sath padh sakte h kyonki kuch logo ka kahna hai ki poornima vrat katha ko chandrvyapini poornima karte hai aur satyanarayan vrat katha udya thithi me karte hai aap mujhe apni rai de ❤
@Kishorikripa19 сағат бұрын
Nahi humare yaha to aisa nahi hai aap dono katha ek sath padh sakte ho
@devzone99719 сағат бұрын
@@Kishorikripa Thank you 🙏 mai bhi aisa hi karugi aapne mera confusion door kar diya
@Laddugoppalshorts16 сағат бұрын
Ya kuvari ladki kar sakti hai😊😊 kya
@Kishorikripa14 сағат бұрын
Haa ji bilkul kar sakte ho
@Madhujadhav-l4z20 сағат бұрын
Purnima ke din khir Shobha banani hai ya sham ko ek video mein aapane bataya tha amavasya ko subah banate hain Purnima ko sham ko banani chahie yah sahi hai kya aapki subah banate ho ya sham ko
@Kishorikripa19 сағат бұрын
Ji purnima ki kheer sham ko hi banai jati hai amavashya me subah kheer banti hai
@Madhujadhav-l4z14 сағат бұрын
Didi aapane yah Puja sham ko kari hai kya
@sushmakala347720 сағат бұрын
Hare krishna 🙏🙏Aapko itna time kaise mil pata h ghar k sabhi members ka kaam bhi karna padta h mandir jao vrat m pooja bhi achhe se karo Thakur seva bhi h mala jaap bhi karo ghar ka kaam bhi bahut hota h aap video bhi banate ho....aap apna daily routine ka vlog bhi banayen time k saath 🙏🙏♥️♥️
@Kishorikripa19 сағат бұрын
Ji subah jaldi uthne se saare kaam time se ho hi jate hai aur jo mera rest karne ka time hota hai me us samay video edit karti hu jo aap sabhi ke sath share kar saku aur baaki kanha ji sab kara le jate hai unhi ki shakti se bas chal raha hai sab 🙏😊
@sushmakala347711 сағат бұрын
@Kishorikripa m bhi morning m 4:30 Uth jaati hun pr kaam nipate hi nahi hain busy reti hun aap bahut achhe se sab karti hain hume bhi bataiye🙏🙏♥️♥️