Es par aap manazrah keyun nahi farmata han in Shaa Allah
@kamranakmal4914 Жыл бұрын
💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯 3:20
@juntyjanmoni29874 жыл бұрын
بلکل صحیح فر مایا آپ نے
@muneermir61908 ай бұрын
دونوں مذہب والے، سو، فیصد ٹھیک ہیں دونوں کے پاس دلائل ہیں
@qariAdilpakistan3 жыл бұрын
بھائی تین تین ہوتی ہیں تین ایک کیسے ہوگئیں عقل کے اندھو
@vasimansari19194 жыл бұрын
Very good
@MalikKamran0004 жыл бұрын
So nice
@faisalaslam58775 ай бұрын
Esi tarah sa baandi wali hadees main jab nabi s a w na ausko moominah kaha gaya hai ausko muztarab kah kar zaeef qaraar dana ki koshish karta han......
Kisi din Mufti Sahib al alaan Ahl Hadith ho jai ga IA
@MalikKamran0004 жыл бұрын
Us din mujhy bhi batana.. Mufti shb ahle hadees hanfi he hain . lekin ap ki tarah ghair muqalid nai
@DAWAHTIME14 жыл бұрын
Nai istalaha gharnay sa pehlay muqallid ki definition samajh la. Kiu apna mzazq banwa rahay ha ap. To yeh istilah jo sujhi ha jai apnay akabir ko samjhai keh ap to asal ma ahl Hadith hanafi ho. Jab woh is per razi ho tab a kar baat karna to ap ki baat ma wazan ho ga werna to yeh mehaz khali baat hi ha
@MalikKamran0004 жыл бұрын
@@DAWAHTIME1 Istilaah ghumaa nai rha bal k haqeeqat main jo ibtidaa main ahle hadees kaha gia hai wo sab muqalid thy . yahan tak k imam bukhari jesa ahle hadees bhi Imam shafi ka muqalid tha. Baqi taqleed or muqalid ki tareef hamain ati hai masla ap ka hai k ap k molvi ny aik ghlat taareef hamary naam sy mansoob kr k ap ko parha di or ap apny molvi ki andhi taqleed krty howy usi ko maan rhy hain . Kash ap taqleed ki taareef he main apny molvioon ki manny k bajaiy tehqeeq kr laity.
@vasimansari19194 жыл бұрын
Sahi baat hai
@sulmanansari75144 жыл бұрын
Nabi apne beti ka sadi gair muslim se keya kol by maulana bat hajam nahi ho raha
@MalikKamran0004 жыл бұрын
konsi baat hazam nai ho rahi hai thori clearity karo
@sulmanansari75144 жыл бұрын
@@MalikKamran000 maulana apne baya me bol rahe k nabi ne apni ek beti ki sadi kiya us taim o larka musalman nahi huwa tha ap dobara sun lejya baya ko
@MalikKamran0004 жыл бұрын
@@sulmanansari7514 Nabi ko nabawat 40 saal ki umar main mili or us waqt Nabi A.S ki 4 betian thin or kuch ki shadi bhi ho chuki thi. Mery bhai jab Nabuwat sy pehly k ahkaam or thy or nabauwat k baad k or. Jab ahkaam nazil he nai howy thy to un py amal bhala kesy mumkin hai
@rizwanhussain86124 жыл бұрын
mufti saab phir bhi aap ne ghalati ki hy.. aik hukmaran aik waqat main mulk ke saray baray shehroon main jahan jumma perhna farz hota hay... akaila kesay perhaa sakta hy.. plz think again.
@DAWAHTIME14 жыл бұрын
Mufti Sahib apni opinion ko 4 mazahib per thopa. Shafie mazhab ma 3 talaq ain Sunnat ha or Hanfi ma bida'at kia. In 4 ma koi bhi 3 talaq ma har baat per muttafiq ha. Kiu mislead kar rahay ha
@MalikKamran0004 жыл бұрын
Ap mufti shb k bary farma rhy ho k mislead kr rhy hain. halan k sorat e haal yeh hai k ap jo bolna chah rhy hoo wo likh nai paye or jo likha hai wo smj nai aarha . or mislead k taany Mufti shb ko .
Bhai yah abi hanifa r a ki baat nahi hai yah sahi muslim ki hadees hai jis par ahl e hanafia bhi ausko sahi kahta han magar jab 3 tallaq ki baat aati hai tu es hadees ko rad karta han......
@ameenshaik80064 жыл бұрын
Kya imam Abu hanifa Ne kisi sahabi ko dekha
@MalikKamran0004 жыл бұрын
G han 17 k qareeb ki ziarat ka zikar hai riwayat main
@MohsinKhan-ne7zy3 жыл бұрын
Imam abu hanifa tabi hein
@faizovlogs4 жыл бұрын
Imam tameya se Mistake ho skti ha tu imam Abu hanifa se b ho skti h phir Rafa ul yadain k bare me , Phakki
@MalikKamran0004 жыл бұрын
Bilkul Imam Abu hanifa sy bhi ho sakti hai. lekin imam abu hanifa koi aik shaks nai thi 40 ulama us doar ki committe thi jo masail py ghoar kr k fatwa daiti thi. lihaza 7 wen sadi k imam ibn e taimia r.h k muqabilay main ahnaf ka qaol is lihaz sy bhi ziada motabar hai.
@faizovlogs4 жыл бұрын
@@MalikKamran000 tu jin Jin masail se rujo Kia h hanfi ulma me, maslan gumshuda khawand pay bivi ka 90 saal Tak intazar karna, is se rujo Kar Lia h hanfi ulma ne or imam Malik ka 4 saal intazar ka fatwa qabol Kia ha,,,, is k bare me Kia khyal ha
@faizovlogs4 жыл бұрын
@@MalikKamran000 arz ye h k 1 nya muslam ko AP qurano sunnat pakraye gay ya fikah hanfi, agr qurano sunnat tu wo rafaul yadain ki ahadees dekhe ka bukhari Muslim me tu us ki Kia jawab den gay bhii
@faizovlogs4 жыл бұрын
Us commite k jb Chand masail pay rujo hua h tu baqio se b ho skta h k NH?
@MalikKamran0004 жыл бұрын
@@faizovlogs Dar asal fiqah hanfi koi alag thalag cheez nai hai . Quran o Hadees ki wo tashreeh hai jo sab sy motabar sahaba ibne masood sy sabit hai. new muslim jo us k ilaqy main fiqah rayej hogi us pe amal kary ga. Baqi jo ap jawab bukhari shareef ki khary ho kar peshab or zoja ko bosa dainy wali hadees ka daity ho usi tarah ka hum rafa yadain wali hadees ka bhi dain gy. or bukhari 200 saal bad likhi gai or ibn masood nabi k sath tens of years raha. hai . 200 saal bad wali likhny waly aik ghair tabii o ghair sahabi imam bukhari r.h ki baat motabar hai to ibn e masood k amal sy kia chir hai.
@shakilahmedgorayajutt71593 жыл бұрын
مفتی صاحب بات کچھ کر رھے ھیں، لیکن مقلدین کاعمل اس کے برعکس ھے، امام ابوحنیفہ رح جب فوت ھوئے اس وقت احادیث جمع نہیں ھوئ تھیں امام صاحب کی وفات کے بعد ائمہ محدثیںن نے محنتیں کرکے یہ پاکیزہ علم جمع کر دیا جو صحاح ستہ کی شکل میں موجود ھے،حضرت کی باتیں سن کر یقین ھو گیا مقلد شخصیت پرست ھوتاھے،دنیا میں ھر انسان سے غلطی ھوئی سوائے مقلدین کے امام کے،،،،جس سے ائمہ اہل سنت نے حدیٹ بھی قبول نہیں کی، نہیں یقین تو صحاح ستہ میں اپنے امام کی سند ایک حدیث پیش کر دیں ،اور مجھے جھوٹا کر دیں، ھے کسی مقلد میں ھمت یہ جسارت کرنے کی،کہتے ھو امام اعظم اور نبی کی ایک حدیث نہیں دکھاتے، لگے رھو آنکھیں بند کر کے، عقل کو تالے لگا کے،
@bhatjaved87664 жыл бұрын
Abu dawood #730
@MalikKamran0003 жыл бұрын
???
@JunedKhan-pl4gt5 жыл бұрын
Gandu m btau
@MalikKamran0005 жыл бұрын
Apny walideen ki tarbiyat hamain mat bataain
@muhammadyahya20434 жыл бұрын
🖐🖐
@taqwaofone4674 жыл бұрын
can anybody give me refrences of all the hadees used in this video
@MalikKamran0004 жыл бұрын
G bilkul
@taqwaofone4674 жыл бұрын
@@MalikKamran000 de jiya phir
@MalikKamran0004 жыл бұрын
14 August ko Pakistan main chuti hai . inshaAllah usi din don ga. Tab tk k liay maazrat. Wesy agar ap har hadees k alfaz google karain to inshaAllah apko khid hawala jaat mil jaiyn gy
@MalikKamran0004 жыл бұрын
@@taqwaofone467 14 August ko Pakistan main chuti hai . inshaAllah usi din don ga. Tab tk k liay maazrat. Wesy agar ap har hadees k alfaz google karain to inshaAllah apko khid hawala jaat mil jaiyn gy