Habib Hashmi sb, ek Oonchey shayer hain, jab tarnnum se padhtey hain,un ki awaz dil ki gahraion ko choo jaati hai, shayeri mey unki dilse nikli dard bhari awaz,Hashmi sb ki zindgi ka bhot kuch bayan kr jaati hai.bhot kam shayer aisey hain jo mushairon k zariye urdu ko zinda Rakhkhey hain.habib Hashmi sb ki khuda umr daraz karey. Dr Zahir Khan.
@mohammadmahmood5127Ай бұрын
सुभानल्लाह बहुत ही उम्दा शायरी है ।
@mohammadaslam35332 жыл бұрын
Bohet bary rutby wally shaair hain (Allaha or rutby buland Kary Ameen)
@asmafareed5227 Жыл бұрын
The magic of Urdu language is unexplainable only to be felt,yes Habib hashmi is very well amongst Ghalib Mir and Robert Browning!!
@kalimullahmisbahi38065 ай бұрын
Ye shabni leje ka shayer bad e wisal bhi hamri sama aton men hameshaa Zinda rahega Khuda bakhshe bahut si khubiyan thi marne wale men
@shahidsultanazmi2827 Жыл бұрын
واااہ واااہ عدیم ھاشمی صاحب 💕💕💕💕💕💕💕
@tubarashid52762 жыл бұрын
Halke fulke deel daul ke Hashmi sb ki itni bhaari ghazal.
@mahmed379320 күн бұрын
اتنی Khoobbsurat غزل کے بيچ ایک صاحب Khwahmakhwah Bolkar disturb کر رہے ہیں
@ikangiras4 жыл бұрын
बहुत ख़ूबसूरत ग़ज़लें , कितनी अजीब बात है कि मुशायरे के नाज़िम ने हाशमी साहिब के कई शे'रो के काफियें शाइर के बोलने से पहले बोले और बहुत सारे काफ़िये ग़लत निकले , बड़ी अजीब कोशिश है नाज़िम साहिब की . इस तरह से सुनने वालों का रस भंग होता है .
@ibrahimdadamiyan39074 жыл бұрын
बहोत खूब बहोत अच्छे अच्छे अशआर कहे साहेब ने
@moinahmed46442 жыл бұрын
No
@seematabassumshayara108111 ай бұрын
VERY GOOD 👍
@firozaparveen60334 жыл бұрын
Bahut hi khubsurat Shirey sir. .bahut umda Tarannum..jawab nahin..Aapki shorty baar baar sunneko dil chahta hai.. Lajawab....keep it up Sir...
@shahidsultanazmi2827 Жыл бұрын
Azamgarh up India 🇮🇳
@manzoorhussain60664 жыл бұрын
Behtreen urdu .behtreen poet ..habeeb hashmi sahab urdu ko sambhal kar rakhne ki koshish main hai ..jabke hukumat isko khatam karne ki poori koshish kar rahi hai ..ye hamari bhi zimmedari hai ke ham apne bachchaun ko urdu bhi sikhayen .chahey taleem kisi zaban main dilayen.. sardarji log apne bachchaun ok gurmukhi zaroor sikhatey hai ..
@Hareem-e-Adab2 жыл бұрын
Stage Secretary has left no stone unturned to destroy the rhythmic and poetic effect of the ghazal. It seems as if he did not know the alphabet of Urdu poetry.
@ImranAhmed-lr2er3 жыл бұрын
He is a living legend
@noyanthewarrior9123 жыл бұрын
nizamat kaun kar raha hai bhai pura mood kaharab kar diya 😭
@firozaparveen60334 жыл бұрын
I am totally agree with janab Indu kant....
@Hareem-e-Adab2 жыл бұрын
سٹیج سیکرٹری نے بہت بور کیا ہے۔ اس نے پوری غزل میں جاہلانہ شور مچائے رکھا ہے۔ ہر شعر میں غلط قافیہ ٹھوک دیا۔ اصل شعرمیں اپنی جاہلیت کا ثبوت پہلے پیش کر دیا۔ خدا کے لئے آئیندہ کوئی صاحب انہیں سیکرٹری کے فرائض نہ سونپے۔ ایک بار پھر غزل سنئے اور دیکھئے کہ ان صاحب نے کیا کیا نہ غضب ڈھایا ہے پوری غزل کا ستیا ناس مارنے میں!