Bhai ji Airtel Air fiber booking ka laya Airtel sim card hona chahiye kya ❤❤
@ayanbhunia2833Ай бұрын
Koibhi sim chala ga
@thirdinvasion-fh2cv24 күн бұрын
2500 me kitne month ka plan diya h 499 wala? Installation charge kya lga?
@GigaWhiff24 күн бұрын
installation free hai 2500 me gst dalke i guess apko 3002 pay karne pade ge
@Krishna-1R16 күн бұрын
499 wala 2355 ka 4 month
@Krishna-1R16 күн бұрын
6 month ka 3500 somthing
@RiteshDilliwala6 күн бұрын
.
@Beingcurioustech24 күн бұрын
bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.
@Officialjaat0952Ай бұрын
Iska price
@FunnycommenteryАй бұрын
4g network pe work karta hai kya . unlimited
@mohdabass9143Ай бұрын
Yes 4g pe work karta hai
@Funnycommentery21 күн бұрын
@mohdabass9143 thenx 3k me 6 month plan ke sath lag gya hai speed achaa hai or
@SHIV.98021 күн бұрын
Monthly recharge kitne ka hoga bhai jio better hai ya airtel@@Funnycommentery
@pulkitjain8759Ай бұрын
Kitne month ka plan hai?
@AsiqtumharaАй бұрын
2500 me 6 manth only wi fi dono 3 manth
@Jee9914 күн бұрын
1tb data 120mbps par 😂 galtise baju Wale ko password pata chal jayega toh kitne din me khatam kar dega batao 😂
@Harshitmalav052 күн бұрын
3-4 din me khatam
@surajdivyakirtiАй бұрын
bhai total kharcha kitna aya plan kaun sa liye kya ye faizabad district me available hai.
@surajsj33294 күн бұрын
Net connection karke Airtel airfiber main chalake dekhati bhai speedtest may kuch samaj nahi ata KZbin Google Chrome open kerte to samaj ata
@GK_Gyaan_9Ай бұрын
Bro aap se kuch baat karni hai reply me
@TechDhuruvАй бұрын
Batao
@unusualroasting1542Ай бұрын
@@TechDhuruvbhai Maine bhi instal krwaya hai but speed 10mb per s se uppar nahi jaa rahi kya kru
@vikashshalot867Ай бұрын
Bhai isme jio ki trah fluctuation hota hai kya , jaise ki suddenly internet stop ho jaye and phir 5-10 second mai automatic chalu ho jaye
@gopalpatel7655Ай бұрын
😂😂😂
@sourabhroy4253Ай бұрын
Nahi bhai maine domo lagwa rakhe hai ghar airtel badiya chal raha 5g tower mere yaha se airtel ka 5km hai phir badiya chal raha jio ka bagal mai hi hai 300meter ke aas pass
@Manglungaming9 күн бұрын
This WiFi is totally wasted
@sartajsingh3492Ай бұрын
Itne speed 😂😂😂to 4g roter par mil jaate hai
@siddharthattri8227Ай бұрын
Bhai vo aapke plan ke hisaab se speed milta hai. Aur free 5g adhiktar plans se remove ho chuka hai aur bhot jald bache hue plans se bhi chala jayega. Aur isme 1tb 5g data milta hai jo har tarike se affordable hai compared to normal sim.
@Jee9914 күн бұрын
Wifi me 4g 5g kaha voto fix speed deta hai yeh to air fiber aaye tab se sala 5g tower se connect kar rahe hai ye log 😂
@Jee9914 күн бұрын
@@siddharthattri8227 1tb data 120mbps par 😂 galtise baju Wale ko password pata chal jayega toh kitne din me khatam kar dega batao 😂