Plz tell are there hd chanels in this pack and after 5 month do we have to recharge per month or for 5 months
@iamintopgear4 ай бұрын
Bhai 2-3 din pehle ek aur plan aya hai Airtel ka 599 plan (30Mbps + Rs 350 worth live tv channels + xtream play premium subscription). But the best value for money plan I find is Jio's 888 plan (sab kuch de diya ismein Jio ne almost).
@HarbirSingh-n3p4 ай бұрын
GM sir Maine pehle bhi pysha tha mere 399 wala plan Airtel laga aur Airtel black dish Maine nhi Li kisi aur ko ladke ne lagayi hai aur mere only net hai aur Maine five month ke net ke paise diye aur ab Airtel black ko todna hai wo kaise ho sakta Jo 199 plan ho Jaye only net aur Maine call ki thi Airtel black ko to wo bole nhi hatega aur Maine band karne ka bola aur wo bole 199 nhi hoga 599:ho jayega aur jis ladke ne lagaya tha wo Airtel se ja chuka hai wo bola ho jayega call Karo AP koi hal batao sir Airtel black todna only net ke paise Dene abhi July Tak hai validity..
@updeshkumar20233 ай бұрын
Channels name or list bta skte ho kya paid Channels milte hai kya
@KumarKumar-uz7yz3 ай бұрын
Ye batao 5 month ke bad sirf fiber ka recharge kar skate hai.
@KumarKumar-uz7yz3 ай бұрын
Kya 5 months ke baad alag alag recharge kar skate hai.
@Swapnil_IMA3 ай бұрын
Plan shift karana padega
@GAROU.1614 ай бұрын
10 hrs ho gaye money paid kiye hue koi agent nahi aaya abhi tak , kya karu?
@atharv_bambal2 ай бұрын
Aagye the kya? Aur konsa plan liya tha apne?
@HeereshDhakad-r9d4 ай бұрын
kyo logo ko pagal bana rhe ho aadhi adhuri jankari de kr details kyo nhi bta rhe ki jio me 30 GB/day milta h or channels bhi internet se chalte hain jio me or airtel me 110 GB/day milta h or channels bhi internet se nhi chalte bilkul saprate Dish Anteena se chalte hain
@Khannaff4 ай бұрын
Best Kon sa hai
@user-hv1lv5yn7y4 ай бұрын
Jio is always better It also gives android stb Airtel also gives but it doesn't have ott apps and one major problem in airtel is calling problem jio has seperate Calling application@@Khannaff
@hvsk013 ай бұрын
Daily ka 30gb uda doge ky tum 10Mbps se Mere pass plan h max 500 gb b uda du month m wo b bhut badi baat h
@HeereshDhakad-r9d3 ай бұрын
@@hvsk01 nhi me nhi uda paunga itna lekin mere waha 5,6 Mobile chalte hain or TV bhi to chances to hain na kisi ne kisi bhi din thoda bhi jyada chala liya yaa aisa kuch download kr liya to 30 GB itna jyada bhi nhi h na dost
@hvsk013 ай бұрын
@@HeereshDhakad-r9d nhi hota bhai Mere yha b chalte h 2 mobile+tv Kyuki jo 5-6mobile ki baat kr rhe ho wo sb bhit jyada data use nhi krte honge mushkil se 2-3 phone aise honge Easily last krega 1TB/month Wese b 4TB ek saath dete h, ho sakta h tum 1st month sirf data khatam krne k liye 800 GB tak use b kr lo, next month fir 500-600 GB hi use kroge
@AshokChoudhary-ke8km3 ай бұрын
Bhai 398 vale jio me set box milega ya ni
@Rajanikumariasr19 күн бұрын
No
@bittudewangan8164 ай бұрын
Airtel me installation charges lagta hai kya bhiya🤔
@Riteshkumar-tt9we4 ай бұрын
Yes 500Rs
@beforestart4 ай бұрын
yes 500
@Pawan48884 ай бұрын
installation charges free bolte hai...lekin 1300 se 1500 lete hai router+stb ka.isme sab include rehta hai.
@dipakvispute27544 ай бұрын
TV ke sab channel HD hote hai kya
@Riteshkumar-tt9we4 ай бұрын
@@dipakvispute2754 nhi SD hote h
@PradeepKumar-wi5xe4 ай бұрын
एयरटेल के इस प्लान में dth का सेकंडरी कनेक्शन के बारे में डिटेल से बताइये।
@vivaravi14 ай бұрын
Jio 398 plan chalu hai ya nahi?
@Duniyahiladunga4 ай бұрын
Bhai jio 199 backup plan band ho gya hai kya
@himanshujais82924 ай бұрын
Please make video on full details black 699
@beforestart4 ай бұрын
ok
@soumitradutta79143 ай бұрын
Data not unlimited. 1000GB for every month.
@dharmendrasinghrana20002 ай бұрын
1000 gb mein se 700 gb set top box hi kha jata hai kya Kaya chal jata hai isme
@mitleshverma73894 ай бұрын
🤬😡 Airtel kabhi mt Lena bhai warna Paisa barbaad hojyga Maine 2 din phle hi liya xtreme black 899₹ ka +DTH enki service ne rula diya local say bhi ghatiya hai vo log to 4 hrs. Main problem resolve kr dete hai ye log 24hrs letr hai aur usmy bhi nhi krte preshan hogya main Airtel broadband say aur paise bhi refund nhi krte aur abhi tk DTH bhi lga aj net bhi band pada hai
@DevSharma-k1x16 минут бұрын
Local kite me mil rha h
@lavleshrajpoot34 ай бұрын
Nahi Bhai 3300 leta hai.
@MutualfundShort2 ай бұрын
Mera 3300 liye 6month ka bola
@SajadGanie-vc5dh4 ай бұрын
Airtel is best
@nandaankit4 ай бұрын
Mere se kal Airtel k 3300 liye
@sumitraj02083 ай бұрын
Airtel ka fiber recharge khatam ho jata hai to TV chalega
@Rajanikumariasr19 күн бұрын
Yes
@sumitraj020818 күн бұрын
Apko kaise malum hai kabhi try Kiya hai@@Rajanikumariasr
@sumitraj020818 күн бұрын
@@Rajanikumariasr aapne kabhi try Kiya hai
@deepsagarpatil3 ай бұрын
Bhai Airtel 10Mbps lgwane me benefit h kya?? 2 laptop online class, TV occasionally movies in hd (quality confirm pls), 6 phones connected with mostly ott Ye sb same time pr connect h sb to kya 10Mbps sufficient h Airtel k Pls with example bta bro
@the_kaushik3 ай бұрын
Bhai jitne jyada device connect kroge utni speed kam hogi so in my choice ye enough nhi hai itne devices ke liye ek sath agar ek time pe 2-3 chala rhe ho toh enough hai
@deepsagarpatil3 ай бұрын
@@the_kaushik ok Pr ye 2 3 m kya kya include h tv , laptop ya ।mobile 1 aisi video bnao bro jisme 10 Mbps k benefits or disadvantage koo lekr jisme a z tk sb include hoga ki kaise or kya kya connect kr skte ho limit kitni rhna chahiye tv pr ott dekhte h to st m kya kya chala skte ho Or kya quality pr kisme or kitne m kya kya dekh skte ho Vgrh vgrh ye sbse best hoga bro pls ek video pls