Yeh baat main bhi sochti thi ke israel ke products boycott karein lekin yeh socho ke jitne bhi staff hain woh Kahan ke hain agar humlog boycott karenge to outlet band ho jayega aur usse kafi log berozgaar ho jate aur berozgaari galat kamon me mubtila kardeti hai aur phir log chori wagaira karna shuru kardete hain apni zaroori yat ko poora karne ke liye. To kya better hai fr renchise ka kuch %israel ko dena ya apne desh ke logon ko berozgar bana dena kyunki Sarkari Naukri to bhool hi Jane wali baat hai.Think about this
@Deeniyat_Salman6 ай бұрын
Ye kuch kuch % milkar hi bohot kuch hojata hai, and baat rahi berozgari ki, to karne ko aur bhi bohot kuch Halaal kaam hain, staff ko khudse hi include nahi hona chahiye us feild mein jismein israel ka fayda ho, hum palestine Jakar to mazloomon ki madad nahi kar sakte, to jo humare bas mein hai utna to karna chahiye. Aakhirat mein jab sawal hoga ke palestine ke liye kya kiya, to itna to keh sakte hain ke unke khilaf jo Weipons use kiye gaye usmein humare paison ka hissa shamil nahi hone diya, humari ye chotisi koshish hi wahan bohot badi saabit hosakti hai
@planelover2346 ай бұрын
This is NOT S SAUDI BRAND. ITS A FAKE RESTRAUNT OPENED BY SOME LOCAL
@Deeniyat_Salman6 ай бұрын
Al baik is Saudi brand headquartered in Jeddah, and how the Restaurant can be fake? they give profit’s some percentage to franchise.
@planelover2346 ай бұрын
@@Deeniyat_Salman there is no franchise odf albaik outside saudi arabia and Uae. their logo is very different, even their name font is totally diffent. their nuggets dosent look like that. please check the info.
@Deeniyat_Salman6 ай бұрын
Sorry, Yes U R Right, i checked now. My freind Zaid who is in the video misinformed me that time
@TheSalmanmahmood6 ай бұрын
Thumbs up is Israeli as well.. it belongs to Coca-Cola brand. Furthermore, this is not the same Al Baik from Saudi. They are just using the same name.
@Deeniyat_Salman6 ай бұрын
Yes, thats why title is Al Baik Hyderabad, Not Al baik saudi