Assalamualaikum Hazrat Sahib Khususi DUA Tawjhho aur Rizq AAFIYAT SHIFA Barkat ke liye Khususi DUA Tawjhho farma de Aameen Summa Aameen
@FAIZESIMNA21 күн бұрын
وعلیکم السلام ورحمت اللہ وبرکاتہ اللہ پاک فضل فرمائے
@saalimyusufi496219 күн бұрын
Assalam alaikum hazrat.. Mera ek dost jo qadri chishti silsile me bait hai usne ek baat ye kahi ki imam abu hanifa bus ek aalim the wo wali nahi the..aur unke upar ilzamat bhi lagae ki wo imam jafar sadiq ke shagird the lekin unhe pasand nahi karte the agar aimma e karam se muhabbat karte to unki fiqh manzar e aam par hoti..kaha gai 11 imamo ki fiqh?uska kehna hai ki muhaddiseen aur imam abu hanifa jaise logo ne unki baato ko chhipa diya...hadeese zyadatar gadhi hui hain jo khulafa e rashideen ke baad gadhi gai... Hazrat mai bhi confuse ho gaya hun kyunki muhaddiseen aur chaaro imamo ke difaa ke liye mere paas koi ilm nahi...mera sawaal bedhak lamba hai lekin bara e meherbaani ispe roshni daaliye kyunki mere paas jawab to nahi lekin mera dil ye hargiz maanne ko taiyyar nahi.....jazakallah...
@FAIZESIMNA19 күн бұрын
@@saalimyusufi4962 mazkura ilzaam ko pehle dalail ki roshni mein sabit kya jaye phir uska ka jawab diya jaye ga. aur aap se guzarish hai ke aap imam azam abu hanifa ki hayaat wo khidmaat se mutaalliq kitab mutala kijye. aap ke sare confusion door ho jayenge.
@saalimyusufi496219 күн бұрын
@FAIZESIMNA hazrat kon si kitab ka mutala kiya jae??
@saalimyusufi496217 күн бұрын
@@FAIZESIMNA hazrat kis kitab ka mutala kiya jae?? Aap kaun si kitabein tajweez karenge???jazakallah