@@AsmaKhan-r4d Walaikum assalam Aaisa nahi hai quraan to har language mein padhi ja sakti hai aur purani baten jo hadise hoti hai vah bhi har language mein available Hoti Hai To isiliye ham language ko bich Mein nahin Rakh Sakte kyunki language Ko bhi jaane wala Allah Pak hai na har koi apni language mein kar sakta hai Allah Ki baten English mein bolane wale English mein karenge Jo Maharashtra Mein rahte vah Marathi mein karte hain aur jo Bangal mein rahte ho Bangali Mein karte Hain To Allah Ki Jo kitab Hai vah har language mein available hai aur Hadis se bhi har language mein available hai to isase mujhe nahin lagta ki koi fark padhna chahie
@AsmaKhan-r4d17 күн бұрын
Nahi..mire..bahana...ap..galat..bol..rahi..ho... Allah Pak ke din ki baten Apne Arabi Urdu mein ki jaaye to behtar hoga.... Kyunki apna Islam sabse bada aur Bagh majhab hai..., sabse acchi language Arabi hai Urdu mein jaane wali baat hai... Koshish karo aap Urdu mein baat ki jaaye..... Aadi Gair Muslim ke liye baat kar rahe the AAP achcha nahin lag raha tha bilkul ganda lag raha hai....
@AsmaKhan-r4d17 күн бұрын
Aajkal kitabi logon ne bhi ulti Sidhi... Likhi hai..