Helps with sur... and vocals. Mohd Rafi Sahab used harmonium at concerts too!
@raseldewan66502 жыл бұрын
@@Farhadmusic29 Lekin R F A K is best without harmonium
@anielkhaderoe1792 жыл бұрын
where are the woman ?
@blueeye-002 жыл бұрын
Which women
@yahasanmujtabayahussainsha68292 жыл бұрын
N.F.A.k. wali baat nahi hai...sorry.but its true.perfection ki bahut kami hai..
@Iamsheery2 жыл бұрын
There’ll be no other N.F.A.k man stop comparing them 👍
@muhammadsaeedqadri30162 жыл бұрын
Right bhai boht pheeka hai
@sammem_mir58412 жыл бұрын
Bhai baat yea h ajkl jisko knowledge nai hota ho bi ustad logon ko agy bolta hea.....jis level per aj yea han .....beshak inki skills ki waja say han....nfak saab ki dastar ki baat pehly hea but inki skills ki waja say log inko appreciate kartea han.....agr apko koi acha nai lagta iska matlab yea nai kea wo skill less hea ...kiya pata apko knowledge na ho us skill k bary mea jo uskea pass hea
@yahasanmujtabayahussainsha68292 жыл бұрын
Skills toh aaj sab k paas hai,atif aslam k paas bhi hai,himesh k paas bhi hai aur rahi hamari knowledge ki baat toh janab ham taansen ho ya na ho kaansen zarur hai,aap hi sach batana gana gale se gaya jata hai lekin isme jab tak rooh shamil na hogi sunney walon ko maza nahi ayega,,Rafi sahab ,mehendi hasan sahab etc ye log kya thhey baat nikli toh dur tak jayegi..rehne do ham gana bhi jante hai aur gawana bhi jante hai,duniya mein aur bhi kalakar hai bas aaj ka zamana aisa hai andhi pees rahi hai aata aur kuttey kha rahe hai