Allah ka wajod arsh par hai os ka ilam qudrat bashahat har jagah arsh par hai mgr kifeyat hami nahi bataya gaya hai .
@Hussain.cosmix8 ай бұрын
کوہ طور کا واقع بتائیں ۔ جب موسیٰ علیہ السلام اللہ کو دیکھنا چا رہے تھے
@islamicstatusvideos93774 ай бұрын
Allah rabbul izzat arsh per mustawi hai quran is ki gavahi deta hai lekin deobandi ka akida Allah har jagah mojud hai zatt ke attbar se app bhot acha hai lekin deobandiyo se dard te ho saf saf nahi Bolte lekin mante ho ❤
@SamiullahKhan-j5f3 ай бұрын
استوی کا کوئی معنی تو ہوگا جیسے ید وغیرہ کا ہے ، ہاں اسکی کیفیت اللہ پر چھوڑدیں گے
@owaispz8 ай бұрын
Assalamualaikum. Allah ki sifaat ache se bayan kar rahe the last mein aa kar. Allah ka koi shape nahi hai. Shapeless hai karke allah k uper bohtaan laga diye. Allah k haath aur dono haath seede hai. magar kaisa hai sirf allah jaanta hai Allah k pair hain aur chehra hai sab sahi hadees se sabit hai. Phir kyun shapeless karke confuse kara rahe hain. Jo bi hai Quran aur sahi hadees k daleel de kar supprt karein. Insha'allah sab ko fayda hoga. May allah guide us to the right path.
@mdminhajuddinkhan30146 ай бұрын
Agar aap bol rahe hain ki allah har jagah nahi hai aur apne makhlooq ke baahar aur alag hai. To is hisaab se allah aur uska makhlooq dono fir kis jagah hain. Aur wo chiz to allah se bada hogaya. Fir allah quran mai sura qaf ke andar kyu Keh rahe hain ki "ham tumhare nass se bhi zyada tumsey qareeb hain". Aapse guzarish hai allah ke bare mai yesab baaten band karden. Kyun ki ye baaten aapke aqal se ikathi ki hui concepts se aarahi hai, isliye ye haq nahi ho sakta, milawat hona te hai. Allah ki zaat ko koi bhi aqal aur alfaz bayan nahi kar sakti.
@mdhassanashraf24512 ай бұрын
@@mdminhajuddinkhan3014 har jagah ilm Murad h bhai
Alama nasir rehmani ka bayan suno..Allah kaha hY..quran ki 25 ayat say bataya kzbin.info/www/bejne/r4a3e5Sng8aApqMsi=I3-OkewGJfC8v2B0
@A.s.Kissan2 ай бұрын
Sabse pahhi baat ye hai ki Allah ki misaal aap us cheez se samajhna chahte ho jo jism wali hai halanki Allah Jism se Pak hai isliye aap ka Apne hisab se ye kahna ki Allah makhlooq khaliq se badi hai ye sahi nahi, makhlooq ka mukabla khaliq yani Allah se karna hi galat hai, kya aap ne kabhi हवा ka muqabla kisi insaan se kiya? To jis tarah aap hava ki lambai aur motai nahin naap sakte usi tarah dunya की kisi bhi cheez ka mukabla Allah se nahin kar sakte, ki ye Allah se bada hai। Aur time ko Allah ne banaya hai isliye hamesha Allah time se pahle rahega aur time se bada rahega, aur is se aage nahi sochna chahiye. Kiyunki hamari aql ki ek had hai aur Allah lamahdood hai.
@A.s.Kissan2 ай бұрын
Mufti sb ki poori baat sunein to aap samajh sakte hain. Thoda sunkar comment nahi karna chahiye.
@sahilrana28178 ай бұрын
Bkwas facts aur examples de rha hai ye aadmi
@VECOX_ZYRW8 ай бұрын
Adabn aap se gujarish hai ki aapni bkwas band rakhay
@abdulrafay27308 ай бұрын
Tu batade phir.......
@ilovemyindia86544 ай бұрын
Tu bata de
@nazmabilal30032 ай бұрын
@@abdulrafay2730 Surah Taaha Surah no. 20 aayat no. 5 Allah bata raha h ki wo arsh par kaayam h. Ilm and taakat se Allah har jagah h.