وعلیکم السلام مصالحہ کافی زیادہ ڈالا آلو کا زبردست بہت مزیدار 😋
@ShaziaKhurram3 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@TahirAli-uy1xh4 жыл бұрын
ak k sath baat kr k kafi acha laga
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thanks,
@sarachefbeautyuk71543 жыл бұрын
Big like
@ShaziaKhurram3 жыл бұрын
Thanks,
@AMNAMUGHAL77614 жыл бұрын
Bht acha mery kids ka favrt ha prathy Wala anda agar ap prathy ko pehly Thora sa aik side se cook Kar layn to perfect ho jay ga.mai phr piza ki tra cut Kar dayti hun maza ajata ha
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
jee aap ka idea acha hai. main try karon gi. lakin i think jese aap kah rehi aisy time kuch ziyada lage ga. aur hume order ready jaldi jaldi karna hota hai.
@AMNAMUGHAL77614 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Han ye bat b sai ha log jesy pasnd karty ap wesy e do Allah bht day Rizaq me barkat or izzat k sath aamen
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@AMNAMUGHAL7761 bohat bohat shukriya. Allah aap ko bi aur aap ki family ko bi apne hifzo iman main rakhe.
@faiharazzaq16174 жыл бұрын
I am also a home chef but you are great Itna thora tym ma ap video+order dono kam kr rhi ha👍
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thanks,
@hmusman85564 жыл бұрын
I prod of you.. or ap jysi tamaam mehnat krny waliion ko Allah pak ap k kaam mn itti brkt dy k ap s ap k kaam smbhala na jay or yeh chota sa kitchen 1 bary kitchen mn tabdeel ho jay best of luk sister love you
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thank you Bhai, JazakAllah
@farzanatanveer32124 жыл бұрын
Mashaallah 👌 v.nice work sister Allah Pak apko sehat tndrusti ata frmay our apke Kam m brkt ata frmay aameen.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Ameen, Allah pak aap ko aur aap ki family ko bi apne hifzo iman main rakhe, Ameen
@fatimaskitchen80974 жыл бұрын
Zabardst ALLAH PAK apky kamm Ma or tareqi Dy AMEEN..humrey Karachi ma Rider bhht jaldi machaty hainn order pick krty hi Katy hainn
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
waha riders ziyada hon gy aur order pass pass ke ziyada hon gy. actually Karachi ziyada abadi wala ilaka hai shaid es liye.
@fatimaskitchen80974 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram g g bilkull Karachi ka tu sbko hi pata ha or yahan kafi rider's hin
@ejazahmed31394 жыл бұрын
Assalamualaikum aapi k c hn ap?but achi vdo hy.api me rat me aaloo ka bharta bana k frig me rakhti hy subha tk aloo pani chor dety hn
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
w salam, actually jab aap alo main piyaz aur namak dalte hain tab pani chorte hain. aap bharta main piyaz aur namak na dalain wesy hi rakhain, jab paratha ya tiki bnani ho tu tab piyaz aur namak dala karain, pani nahi chore gy na smell aye gi jitne din marzi rakhe.
MashaAllah sister, you’re doing really great job. Keep it up
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thank you so much 😊 JazakAllah
@muhammadsayaan9474 Жыл бұрын
@@ShaziaKhurramMujy ap ki hr respi boht achi lgti hai sistr
@asjadulfat3574 жыл бұрын
Masha Allah both khob
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@tauseefahmed45194 жыл бұрын
Very good Ma'am. Aap say bohot kuch seekha hai. Mein bhee inshallah food panda Kay sath Kam karoon gee mery liyee Dua kijyee ga.please.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Jee zaror, Allah Talah aap ko aap ke maqsad main kamyaab kare. Ameen.
@tauseefahmed45194 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Aameen summa Aameen.
@taimoorkhan45564 жыл бұрын
Very good sister
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thanks a lot
@ashisohail50844 жыл бұрын
Ap paratha konsa aate k banati h
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Aata main utility store ka use karti hon. apne ghar ke liye bi aur foodpanda ke liye bi 800 Rs main 20 kg ka thela milta hai.
@maryambeautyvlogs37644 жыл бұрын
Ap atta us karte hy ya maydha
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
atta hi use karti hon, same jo hum ghar main roti khate hain.
@obaidrashid15452 жыл бұрын
Chinese rice egg fired etc etc carrot 🥕 peans mater 🥜 capsicum shamla March ager season m y na available ho to ap pher kia used kartey hay for good taste in Chinese rice else sauce 4 22
@ShaziaKhurram2 жыл бұрын
already answered on other video you have asked. please check it.
@foziaferoze8036 Жыл бұрын
Ap apni city mention krin tke ap ki video dekh kr jo ordr kerna chahye wo kr sake
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Faisalabad sy hon.
@ahmadgohar1314 жыл бұрын
Excellent work mashaAllah 👍 keep sharing.you are really doing a great job.jazakaAllah
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thank you, I will
@sarachefbeautyuk71543 жыл бұрын
MashaAllah
@ShaziaKhurram3 жыл бұрын
Thanks, JazakAllah
@hafsaaltaf12564 жыл бұрын
AsslamuAlikum mam plz ap mujhe reply dena or khcuh guide b kr dy ma b ap ke trha ghr ma resturant open kia h monday sy live pockup's ky name sy ma kesy preapre kro sub
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
aisy btana tu mushkil hai, aap videos deekh lo main almost sab kuch hi btaya howa hai. ager kisi baat ki samaj nahi aa rehi tu wo specifically pooch lain main bata don gi.
@MANO23-l1b Жыл бұрын
Good vd lkn ap sth sth ub ki price bh btyakrr
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Device pa price show ho rehi hai, wesy bi bata diya karon hi.
@TahirAli-uy1xh4 жыл бұрын
hi mashallah ap ki video boht perfect hy ap kaise hain
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thanks, i am fine and i hope you also doing good.
@muhammadtahirali12294 жыл бұрын
Alhamdulillah, i checked your latest videos daily before sleeping. Allah protects you to all evils. Ameen
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@muhammadtahirali1229 JazakAllah :)
@asifsheikh17974 жыл бұрын
Muhj bi apna khana foodpanda ko dena h mri help kary sister plzzz
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
baki deekh lain system acha hai, lakin management bohat tang karti hai.
@roohizahara29124 жыл бұрын
Sister aap aaloo or anday kaa paratha ki raita or ketchup samaat kya qeemat rakhi hay or aap kaa kitnaa kharcha aaya hay or please her panda order ki jaab bhi video banay in kaa kharchaa or kya qeemat. vo zaroor bataeya gaa
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
main pehle paratha saath raita diya karti thi lakin dehi 120 Rs kilo ho geya hai tu mehnga parta tha, phir main raita ki jaga ketchup ke sashe dena shoro kar diye wo 2 sashe 3 rs ke parte hain. kimat show hoti hai, jab device pa order dikhati hon tu waha price bi show ho rehi hoti hai.
@easycooking25944 жыл бұрын
Zbrdast
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Thank you very much 😊
@Faiz-d4m Жыл бұрын
BJ abhi alo k Parth or Andy waly Parth k price bata dy
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
130 Rs dono ka same rate hai.
@CH-HUSSAI4 жыл бұрын
Api salam khush rahen m bhe homechef job karna chahti hon mujhe plz guied karen registration kese kis taranh karon mujhe kuch samajh m nai a raha
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
w salam, easy hai, lakin behter hai ke na karain, ab kaam wesa nahi raha jese pehle tha. new rolls ke baad profit na hone ke braber rah geya hai. registration fee bi lena shoro kar di hai i think 2000 Rs lete hain. phir 40% se oper commission lete hain. es liye ab main kisi ko mashwara nahi deti ke karain.
@AbdulHadi-ms8of4 жыл бұрын
Ap menu kis trhan itna sata manage krti hyn agr menu same hi rakhen tu yani apne bata k apne 8 trhan k parathy rakhe hn or biryani daal chawal ap kese krti hyn plz bataen humn b
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
main sara kuch half cook kar ke rakhti hon. aur jo cheez khatam hoti hai wo saath saath bana ke rakhti hon. phir main aisi items rakhi hain jo aik dosri item main use hoti hain. like parathas main ata sab ke liye same hi ghondnah hai. Biryani ke chawal aur daal chawal ke chawal same hi hain. mere menu main pratha omelet bi hai. aur ande wala paratha bi. sada paratha pa anda laga dain tu ande wala paratha ban geya. ager osi anda ko wesy paka lon tu wo pratha omelet ban geya. aisy manage karti hon.
@AbdulHadi-ms8of4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram well done ap buht mehnat kr rahi hn ma sha Allah
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@AbdulHadi-ms8of Thanks, JazakAllah.
@CristianoRonaldo-bx7jx4 жыл бұрын
Kia hum food panda ma selected days ma different khany rahk sakty hain?
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
haan jee, rakh sakte hain.
@CristianoRonaldo-bx7jx4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram yani monday tuesday ko same dishes aur Wednesday Thursday ko same asey?
@asgharsyed1634 жыл бұрын
Ap Kon say citi say hain
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Main Faisalabad sy hon.
@food2912 жыл бұрын
Aap ko kitna time hoa hai monthly incom kitni he
@ShaziaKhurram2 жыл бұрын
muje chore hoye 1 saal sy ziyada ho geya hai, foodpanda ab bilkul bi theek nahi hai, specially for homechefs ke liye.
@ayeshaprinces12812 жыл бұрын
Order lene ka tariqa btaye
@ShaziaKhurram2 жыл бұрын
foodpanda ke saath register hona parta hai. phir hi order ly sakte. lakin muje foodpanda theek nahi laga es liye main choor diya, ab aagy kisi ko foodpanda pa kaam karne ka kehti bi nahi.
@iqraarojkakitchen3754 жыл бұрын
Sis raita alg charges hoty hai
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Ager extra mange tu alag charge karte hain. wesy main siraf Biryani ya pulao saath hi reta deti ho.
@iqraarojkakitchen3754 жыл бұрын
Allah bless u sis
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@iqraarojkakitchen375 JazakAllah, Alla aap ko aur aap ki family ko apne hifzo aman main rakhe.
@gurrmalai4 жыл бұрын
Salam sis aap bht acha kaam ker rhi ho.kya aap bata sakti hn k es kaam mein kitna profit hota hai.or aap ne kitne ki investment Ki start mein
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
kaam tu bohat acha tha, pehle profit bi bohat acha tha, ab aisa nahi hai, ab new rolls bana diye hain, kai kisam ke jarmane laga diye hain, commission 40% kar diya hai. ab tu registration fee bi lena shoro kar di hai 2000 jo pehle nahi hoti thi. es liye behter hai ab na hi karain. es kaam main bilkul profit nahi raha, new ke liye tu bohat hi mushkil hai.
@gurrmalai4 жыл бұрын
Thanks for ur feedback 👍
@sister44354 жыл бұрын
Anda kachy parathy py ni dalty. Phly dono side se pratha pka k phr anda dalty hen phr usko dosri side palat k pkaty hen.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
jee aap theek kah rehi. lakin time order ready karne ka time kam hota hai. es liye jaldi jaldi aisy hi kar lete hain. aur theek pak jata hai. kafi arsa sy aisy hi bana rehi hon.
@fatimaskitchen80974 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram hmmm sahi bol rhi ho AP jb order aty Hain tu PHR Short cut mainy kam krna prtaa ha waisy bhht achy make Kiya apny dono prhaty
@khajisstafashion Жыл бұрын
Api monthly km se km b Kitna earn kr skte hain me b start krna chatti ho
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Yae depend karta hai orders pa, shoro main kam hi hote hain.
@anilashahid41124 жыл бұрын
Aoa jo packing paper aap ne use kia ha us ko kya kehte hain aur ye kahan se milta ha
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
yae humare yaha packing wali shop sy milta hai aur esy khaki paper roti wala bolte hain. 100 Rs per kg milta hai.
@roasteddesisnacks79684 жыл бұрын
Sister ye aaloo ka parathy ka kia rate ha apka ?? Or anda paratha ka??
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
jab main device pa order dikhati hon tu waha show ho raha hota hai. Alo pratha 70 ka aur anda pratha 90 ka hai.
@gulskitchen55424 жыл бұрын
Aoa mai nai 5sep KO registration kar waye thee msg mobile pay aya that jald numaida rabta karega magar nai KIA koye contect no dain ta k mai pata kar sakoon kafi preshani Hai plz help
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Rush ki waja sy delay ho geya ho ga. aap un ki helpline pa contact kar ke deekh lain.
@ayeshabhatti9724 жыл бұрын
Ya ap ko time bohat laghta ho g preparation ma y log kitna time daty hai tyar karna k lya
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
15 min dete hain, main wesy ab foodpanda choor chuki hon. foodpanda ab bilkul theek nahi raha. profit na hone ke braber hai
@ayeshabhatti9724 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Acha thanks for reply Vsa videos m ap ki bohat mehnat Dakhyi daty hai Aghir profit hi nhi ha to kya fadia phir acha kyia ap n chor dya
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@ayeshabhatti972 haan jee, esi liye choor diya ke mehnat ziyada hai aur profit kam.
@nabeeljamshed Жыл бұрын
As me ap ko kitna profit hota ha
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Almost 35 percent profit hai.
@nabeeljamshed Жыл бұрын
Mujhy registration karani ha food panda par plz halp me
@gogliplay59404 жыл бұрын
Slam sis very informative sister mujhy ek month hony wala hai par orders zyada nae hain is week to bohat hi kam ho gaye hain shayad salan or chawal k items nae hain is liye aisa howa mai darti hon k bna k rakho koi order na aya to kya karon gi ghar me khud bi naw kha sakty kyun k sas ghar k liye alag se subha subha hi bna daiti hain plz guide and help me
@gogliplay59404 жыл бұрын
Or packing k liye ap jo material use karti hain us k bary me detail bi btaye with price or jin me ap prathy wrap karti hain wo kya hai mai to butter paper me karti hon or wo mehnga par jata hai
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
aap ke rates tu ziyada nahi hain. aaj bi aik sister ka message tha main ne un sy menu aur rates ka pocha tu unho ne bohat high rakhe hoye thy. aap bi check karain rates ziyada tu nahi hain. baki orders ka koi pata nahi hota hai kab aur kitne aye gy. sometime Foodpanda humy plenty dalta hai aur area shrink kar deta hai. os ki waja sy bi orders kam ate hain. aur secondly aap thora thora khana bana liya karain ziyada na bnaya karain. try karain half cook kar ke rakhe. os sy khana ziyada time nikal leta hai.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
butter paper tu bohat mehnga hai wo 2 Rs ka aik parta hai. aap packing wali shop sy plain radi ly wo aap ko 90 ya 100 Rs per KG mile gi. main bi wohi use karti hon.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
packing pa meri aik video bani hai wo deekh lain. prices ki aik aur video bana don gi. aisy sab ki price btana kafi lamba ho jaye ga.
@gogliplay59404 жыл бұрын
Bohat shukriya ap bohat achi hain sab ko har bat ka achy se reply karti hain ap prices k sath zaror video bnaye ga packing ki chezon ki.
@shahlanadeem5099 Жыл бұрын
Plz price bhi bata diya krain jazak Allah
@ShaziaKhurram Жыл бұрын
Ab main nahi karti kam
@usamaahmed11544 жыл бұрын
Sis apka rozka menu same hota hai yaa alag alag?
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Jee same hota hai. aur main sab ko yaehi suggest karti hon ke menu same rakhe. daily change na karain.
@Mamakchatkharay4 жыл бұрын
Assalam o Alikum
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
w salam 😊
@opgamer-ee4dp4 жыл бұрын
Mujy mss aya ha ky pasy jma karway 2000
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
haan jee, 2000 registration fee hai. lakin mera mashwara hai ke na karain, ab yae kaam itna profit wala nahi raha. new ke liye tu bohat hi mushkil hai. bohat se jarmane shoro kar diye hain. order late pa cancel pa. khana psand na aane pa. phir commission 40% kar diya howa. ab kuch nahi bachta. es liye behter hai na karain.
@samiaainszz43314 жыл бұрын
Mam ap ko sab se ziada orders kis cheez par aty hai please tell us???
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
sab sy ziyada order Matka Biryani ke ate hain aur os ke baad Aloo wala paratha ke ate hain.
@samiaainszz43314 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram thanks mam you are great
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@samiaainszz4331 Thanks :)
@lifewithwarda26354 жыл бұрын
Sis mera aaj first say tha homechef ka lkn koi order recieve ni hua plz reason bta de
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
yae aisy tu nahi bata sakti. aap ne timing kiya rakhi hai? aur menu kiya hai?
@lifewithwarda26354 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram timing 12 pm _ 7 pm
@lifewithwarda26354 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram our menu ma biryani haleem, potato balls, chicken gola kabab, our spaghetti
@lifewithwarda26354 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram sis plz help karde muje bhut zaroorat hai
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@lifewithwarda2635 jee warda kiya help chahiye aap ko?
@MuhammadHamza-sm6fq4 жыл бұрын
MashaAllah sister kya ap bta skti apki monthly ya weekly kitni earning ho jti hai aur apko join kye kitna arsa hua hai?
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Muje takriban 6 month ho gy hain. aur meri weekly payment 20 sy 25 hazar tak ati hai.
@MuhammadHamza-sm6fq4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram MashaAllah ap foodpanda home chef ki aur tips ki videos bhi bnae ya pura course bnae ji meei ap hr chez ko detail sy smjhae Request hai kindly.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@MuhammadHamza-sm6fq jee main koshish tu kar rehi ke har topic pa video bnao aur bana bi rehi hon.
@MuhammadHamza-sm6fq4 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram Boht shukriya
@entertainmentvideos14414 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram aoa Kasi hain food panda pe start Karne Ka faida ha? Or easily ho jata ha
@zayanmuhammad40754 жыл бұрын
Ma b home chef banna chahti hu par dar lgta hy order na aya tu mery sary paisy zaya hu jaye gy I am single parent with a son I need some business kia yeh kaam paisy deta hy ?
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
ager aap es kaam ko main business ke toor pa lena chahte hain tu mushkil hai. es sy ghar ka kitchen tu chal sakta hai lakin, pora ghar nahi.
@usamaahmed11544 жыл бұрын
Sis food panda say weekly payments multi hai ya monthly plz reply
@chbabu23014 жыл бұрын
Weekly milty hain mainy b poocha tha keh rhi thi pehly 25 30 hazaar mil jaty thy ab orders kam aaty hain to
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
Weekly payment transfer hoti hai bank account main.
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
haan jee, commission bhara diya hai foodpanda ne os ki waja sy rates barhane pare aur rates bharne ki waja sy sell kam ho gai hai.
@usamaahmed11544 жыл бұрын
Thanks
@muhammadhuzaifa71884 жыл бұрын
Aap ka menue kya hai poora, main b home chef hun, prr abi 2 din hoy live hui hun food panda py, koi sale nh order nh aaya, disappointed hun 🙁☹️
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
oh ho, ya tu menu theek nahi ho ga y phir time kam deti hon gi. yae bi ho sakta hai ke rates ziyada hon. Menu ider dena possible nahi hai, aap muje facebook pa message kar lain. main dy don gi.
@muhammadhuzaifa71884 жыл бұрын
Facebook py kis name sy hain aap
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@muhammadhuzaifa7188 Same, @EasyTotke
@Kanwal19803 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram great
@gonikhan44334 жыл бұрын
Aoa kesi hain ap, maine ap se pochna tha k ap ne tablet li hai muje unho ne tab bejh di hai or keh rahe hain k ye free hai. Ye to nahi ho ga k wo bad mai paise kat len gay
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
nahi muje tab nahi mila tha, mere phone main hi application install karwai thi. Tab free hai lakin os main aik sim bi ho gi net ke liye, os ka wo monthly charge karain gain.
@gonikhan44334 жыл бұрын
@@ShaziaKhurram plz ap ye b bta den k orders mi kitne paise kat te hain jese ap 220 ki bryani deti hain to us mi se kitne paise cut krte wo
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
@@gonikhan4433 Foodpanda 40% leta hai. 220 ka 40% 88 Rs hain. so 220 - 88 = 132 Rs hume milain gy.
@hussainbrothervlogs47214 жыл бұрын
Hmm. Foodpanda tu shaid kisi ko b reply nhi kr raha
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
haan jee kuch aisa hi lag raha hai. aap foodpanda ki helpline pa call kar ke deekh lain.
@asifsheikh17974 жыл бұрын
Muhj bi apna khana foodpanda ko dena h mri help kary sister plzzz
@ShaziaKhurram4 жыл бұрын
haan jee, try kar lain, lakin ab itna faida nahi hai es main, commission barne ki waja sy profit bohat kam ho geya hai, aur new rolls main jarmane lagate hain, registration fee 2000 rakh di hai.