Assalam Alaikum Bhai Aap ki videos new learner's ke liye buht faida mand hn. But Agr aap aluminum profile ki Cutting ke formulas bhi Btaya krn to ziada behtr hai. Spose DC 26 Width mn lgta hai to 24 number kina katna hai. D29 kesy Kam ya ziada krna hai width ya hight mn. Isi trha doors aur double glazed ke formulas etc....
@pakistanart5 жыл бұрын
G bhai aaj meri video upload ho gi is baare ma
@decoraluminumandsteelssarg57705 жыл бұрын
@@pakistanart G mn ne aap ki video daikhi hai jis mn aap ne cutting ke size btaye hn. Thanks Ab isi trha double glazed aur doors ke bary mn bhi video upload kr dn. Next koi video shower caben ke about bhi bna ln. Thanks 😘
@pakistanart5 жыл бұрын
G bhai sab video bnaao ga ma khod aik aik kar k video upload karta hno ta ke samjh ma aye. AgAR aik video ma bitaya to video lambi ho jati hai. AB video GSL section ke size par ho gi
@decoraluminumandsteelssarg57704 жыл бұрын
@@pakistanart جناب جو ڈرل بٹس یعنی ورمے استعمال ہوتے ہیں وہ کس سائز کے ہوتے ہیں اور کس جگہ ان کا استعمال ہوتا ہے؟
@pakistanart4 жыл бұрын
@@decoraluminumandsteelssarg5770 bhai ma koshish karo ga ke kal is par b tafseel se aik video bna dno
@smartofficetv673611 ай бұрын
Bhai jaan rubber aur brush ine donon per check karne per ek video mukmmal banaa denge shukriya (size check)❤❤❤❤
@muhammadmansoor71504 жыл бұрын
آپ کی ویڈیوز بہت شاندار ہیں۔آپ سے درخواست ہے کہ چیزوں کی قیمتیں بھی بتا دیں تاکہ ہمیں ان کا پوری طرح علم ہو جائے شکریہ
@pakistanart4 жыл бұрын
Ok bhai
@AmirKhan-mj4ko4 жыл бұрын
keep it up brother , aur please Aluminium ki windows ki price k bary may bhi video banayen aur apny shop ka address bhi den
@pakistanart4 жыл бұрын
Ok bhai
@AmirKhan-mj4ko4 жыл бұрын
@@pakistanart Thx for a quick response, Bhai Openable windows k bary may bhi zaroor batayen
@pakistanart4 жыл бұрын
@@AmirKhan-mj4ko g zaror bitao ga do din tak door ki mukamal vidao upload karo ga
@AmirKhan-mj4ko4 жыл бұрын
@@pakistanart Thx a lot
@sultansahib33042 жыл бұрын
Bhai door sliding ka size 13×7 hae...pochna ye hae k ..es size main alminim ke price km ho jati hae?q k mukhtalif videos Sy suna hae k...jtni bari widow ya sliding door ho to size ke waja Sy alminim rait(price) km ho jata hae...Kya ye durust hae?
@pakistanart2 жыл бұрын
bhai square foot main rate kam aye ga
@sultansahib33042 жыл бұрын
@@pakistanart Bhai samjh nhe aye
@almuneebaluminiumglass89212 жыл бұрын
new accessories J.10C aluminium & Glass
@aaqibsaghir0074 жыл бұрын
Double glaze ka bi hardware mention kr dein
@pakistanart4 жыл бұрын
Ok bhai
@aaqibsaghir0074 жыл бұрын
@@pakistanart bhai ap ka whatsapp num chahye
@smartofficetv673611 ай бұрын
Brush ka mukmmal size check Karne Ka tarika bhai
@FaisalKhan-bm2fr4 жыл бұрын
Wheel price kam se kam zada se zada kya hain aur kon sa wheel best hai
@pakistanart4 жыл бұрын
Bhai double glass ka wheel ya single glass ka
@FaisalKhan-bm2fr4 жыл бұрын
@@pakistanart window mein 2 glass slid hai aur aik slid mein 2 wheel hain
@pakistanart4 жыл бұрын
Bhai japan ka original wheel 350 ka ha or sab se sasta wheel 35 ka ha laykin ap khas ya doorset ya jet in main se koi b lagwa le 65 tak aye ga or ye bohat ache ha
@FaisalKhan-bm2fr4 жыл бұрын
@@pakistanart jazak Allah bhai
@FaisalKhan-bm2fr4 жыл бұрын
@@pakistanart Bhai 350 ka pair hai ya aik 350 ka hai
@weini19884 жыл бұрын
full aluminum OEM ODM and CNC center
@amazanxariamaz53953 жыл бұрын
دروازے کے سیکشن کے نمبر کی تصویر ویڈیو بنا کر بھیجیں
@mainpakistanhon8634 жыл бұрын
Bathroom ki window ka standard size kia hai
@pakistanart4 жыл бұрын
Wese to bath room ke hisab se hota ha agar bath chota ha to 24*24 kafi ha agar bara ha to 36*42 theek ha
@mainpakistanhon8634 жыл бұрын
@@pakistanart chota hai 6*5sq feet ka
@pakistanart4 жыл бұрын
24*24 ya. 24*18 kar le
@mainpakistanhon8634 жыл бұрын
@@pakistanart thx bhai yani k 2*2 sq feet
@pakistanart4 жыл бұрын
G
@rubywoo85784 жыл бұрын
Net window ko permanent kese band krain
@pakistanart4 жыл бұрын
Ap sirf net wale frame ki bat kar rahe hain ya sath jo glass wala frame ha slide wala uski
@rubywoo85784 жыл бұрын
@@pakistanart net wala frame just...
@pakistanart4 жыл бұрын
Stopper laga kar ya secrow laga kar ya silicon laga kar b fix kar sakte hai