Album: Abbas Ke Hote Huay 2003 Aye Mere Maula Hussain NohaKhuwan: Syed Ameer Hasan Aamir Kalam: Bilal Kazmi Audio: Mayur Multi Track Video: Basharat Rizvi Label:M-International Get connected to www.safeereaza.com
Пікірлер: 11
@ZaidiSahab12724 ай бұрын
Ye Nauha Sun k Mera Bachpan Yaad Ata h 🥹
@AL-MukhtarAurangabad4 жыл бұрын
Labbaik ya Hussain.as
@yazainabs.a62542 жыл бұрын
Salam ya mere mola aaqa hussain a.s
@asifserver94234 жыл бұрын
Amir hasan sada jeo ameen
@sayednajafali39414 жыл бұрын
One of my childhood noha... I listning this noha again nd again... Love from jammu kashmir..
@NohakhwanZahraofficial4 жыл бұрын
(Lyrics of the heart wrenching kalaam) Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Khoon kiyekalbe Ali a.s Munise islam e nabi Fatema zehra s.a ka pisar Ibne rasoole arabi Haye purhaul biyaban h Koi monisoyawar bhi nhi Dasht me tanha hai hussain a.s ibne Ali a.s Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Zist ki aas nhi Mera Abbas a.s nahi Koi ab paas nahi Haye uthe huwe khaimo ka dhuwan Shame gariban ka ye purhaulsama Fauje jafa ki yalghar Haaye ab kisko bulaun paye imamdad ye zainab s.a ne kaha mere khuda chinti hai chader meri Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Warise aale aba Qaidiye joro jafa Jab sue shaam chala Gir pada khak pe gush khake shahe deen ka pisar kaanpte honthon se bus itna kehkar Baap begoro kafan dastebala me hai pada aur kafan tak bhi nahi haye re gurbat meri Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Waliye hardojahan Yaad hai wo bhi saman Di jo Akbar a.s ne zaban Khaich li rote huwe apni zaban banu e muztar ke pisar ne bhi sare khaima dahan se tere Waliye kauno makan shahe zaman sakiye kausar ke pisar roze dahum haaye teri tashnalabi Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Garm maqtalki hawa Phool gumlaya huwa Haaye wo chashmaha Asre aashur sare karbobala ahle aza teere sitamgar se fakhat gardane asgar hi nahi chid gaya dasht me mamta ka gala Sath me hulqoome tammmane padar a.s haaye wo naawak figani Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Khoon rotatha jahan Dukhtare shahe zaman Haaye Abbas a.s ki jaan Sham hote hi sakina s.a ki rida chini gohar cheene laino l.a ne tamacho se aziyat dekar Haye afsos sitamgaro ne itna bhi na socha ki ye beyaro madadgaar hai beti sheh a.s ki Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Dard ka lehja bilal Gum ka aina bilal Ye tera noha bilal Khoob amir ne padha dard me dooba huwa ye nauha e gum uth ne lagi aahobuka ki awaz Ab tamanna hai ke likha h jo ye nauha e gum jald ho maqbool sare bargahe aalenabi a.s Aye Mere Maula Hussain a.s Aye mere aaka Hussain a.s Salaam Ya Imam Hussain a.s ibne Ali a.s