अमीनाबाद me food , चाट भी एक्सप्लोर कीजिए , kha best chat milti h , please 😊
@savitakasansaar12 күн бұрын
Vaise jahan tak Maine khaya hai mujhe Aminabad ka jo pani ka batasha hai aur chat jyada pasand nahin I hai lekin han kuchh shop jo hai famous hai Jaise pandit Ji ki chat agar aap khaoge to usmein tast lagega aapko vah acchi rahegi baki agar aapko bhookh lagi hai na to sari tikiya acchi lag jayegi😉😉😄😄 Waise aapke kahane per ek bar explore jarur karenge Aminabad ka street food
@Nora-y4s12 күн бұрын
@savitakasansaar pandit Ji ki char to bahut famous hai but mujhe location hi nahin mil rahi thi, kabhi ek do bar Maine khaya lekin dobara mujhe location nahin Mili jab main bahut sal mein baad gai 🥲
@savitakasansaar12 күн бұрын
@Nora-y4s chalo ab jayenge to location k saath chat ka bhi taste batayenge ok
@RiyaPandey-vs1kn13 күн бұрын
Di crop vale sweater aur skirt dresses book jha milti h udhr hi lgte hai n pls bta do
@savitakasansaar13 күн бұрын
Haanji udhar ki shops lagti h
@Steven-x2k3g13 күн бұрын
Thanks for the analysis! Could you help me with something unrelated: My OKX wallet holds some USDT, and I have the seed phrase. (alarm fetch churn bridge exercise tape speak race clerk couch crater letter). Could you explain how to move them to Binance?
@niks969412 күн бұрын
Dii yh jewellery ki shops kis side me h..?
@savitakasansaar12 күн бұрын
Book shops ke samne hi dukanen lagti Hain pura sidhe chalte Jana ek side per aapko jewellery ki dukanen dikh jaayengi
@saumyaverma371112 күн бұрын
11 tk shops open ho jati h ??
@savitakasansaar12 күн бұрын
@saumyaverma3711 haan but 12,1 tak jao to sabhi dukane lg jate h
@anamikasingh132914 күн бұрын
Dii ap kitne bje gye the. ..Mai to 2_4 yhi thi...aap ni dikhe 🙁❤️