Is video ko dekhne ke baad kisi aur video ko dekhne ki zaroorat nahi. Kamal ka method h. Mujhe niddle mai dhaga dalna bhi nahi aata tha aur aaj maine suit stitch kiya wo bhi perfect thank you so much sir . Allah aapko hamesha iska ajar dai .
@nancy908942 жыл бұрын
Aap ki sikhai stiching se suit ki fitting perfect aati ha sir …ab koi problem nahe aati..thanku so much😊
@shabanakureshi85912 жыл бұрын
Didi aap se ek saval puchna he aarmhol aage or piche aarmhol nap ke Sar kating karte he par silai lagate vakt dono ko milage ke jo 1 inch ke aasif pas jyada hota he vaha kat lagake kat se silai lagate he said silai or bay ki silai nahi multi he plis Didi javab jarur dena me chenal par abi nai aai hu plis javab dena
@shabanakureshi85912 жыл бұрын
Aas pas ke badle aasif likha gaya he didi
@nishudevi80752 жыл бұрын
Apka method bikul sahi hota h Thanku for vedio
@aaqidsayyed26672 жыл бұрын
Thank you sir bahut acche useful video hai aapki sab video bahut helpful hoti hai
@aartirani58442 жыл бұрын
sir apke ye chhote chhote tipas hi boht achhe hote h.mujhe apki hr vidio boht achhi lgti h
@shahinsarkhawas46462 жыл бұрын
Bahot acchi information 👍 aapke suit ke pattern se maine jitane bhi kurti silai muze custmer ki abhi tak koi takrar nahi aai fitting badhiya aati hai aapka bahot bahot shukriya 👍
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Thank you for comment
@MonaMona-qj7hw2 жыл бұрын
Mai bhi suru se aapki guidelines ko follow krti hu
@saddammohd32882 жыл бұрын
Assalamualaikum sir ap ju bhi sikhate hu bahut bahut bahut achhe se sikhate hu aap jesa koyi bhi nahi samjata mene tu ap se hi sikha hai thanks sir allah ap ko sehat de
@arshiyatabassum32862 жыл бұрын
Sir mai aapke bataye hue method se cutting karke banati hu mashallah ekdum sahi fitting ati hai sir
@deepikasharma56002 жыл бұрын
Sir aap bhut achha sikhate ho 🙏🙏🙏
@neerusharma92752 жыл бұрын
Sir main apke bnaye huye method se hi cutting karti hu.bahut achi fitting aati hai.thankbu so much sir.
@kaur_navuu7995 Жыл бұрын
thnku so much sir...aap bhut bdia sikhaate ho
@ravidkhan95852 жыл бұрын
Thank you so much. Sir ge aap ka method boht boht easy hota hy.
@Sneharani67112 жыл бұрын
🙏 thank you , बहुत अच्छा व्हिडिओ
@MonikaGoel4562 жыл бұрын
Thanku sir namaste aap bhut acha btae ho
@simmivlogs91952 жыл бұрын
Sir mene b apki videos se plazo cut krke bnaya tha... Ik dm perfect bna tha.. Ready made jesa.. Customer baut kush hua tha, 😊😊😊😊😊
@shahedaanjum14142 жыл бұрын
Sir ap sahi sikha rahe ho
@Hajerasbr2 жыл бұрын
Assalamu Alaikum ji Sar ji aapka Jo method Hai vah bilkul sahi Hota Hai kabhi mere ko dikkat Nahin Hui aapke method se cutting karne mein
@manasisathe22292 жыл бұрын
Thank you sir very good information
@hudashaikh49422 жыл бұрын
Sir ur videos are very helpful for us🥇😇
@poonamverma-qh8hw2 жыл бұрын
Thank u sooo much sir for giving this detail information 😇
@paramsangha75692 жыл бұрын
Thankuuuu sir very important infarmation
@nrk80482 жыл бұрын
Sir please pant me miyani lgani btaye aasn me khichav bhut aata h
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Ok wait for video
@sukeshinijogdand69932 жыл бұрын
Informative video, thank you very much👍
@anupamasharma94352 жыл бұрын
Thank you so much sir it will be very helpful for me
@swalehatalha22 жыл бұрын
Thanks sir please or videos upload krte rahein hame bht help milti h.sir please pant me bhi rumal lagana btaein kyunki rumal ki jagah se pant bht phat jati h
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Ok
@salmapathan16412 жыл бұрын
Assalamualaikum JazakAllhah khàir for your support and help ful video
@lakhvirkaur9992 жыл бұрын
Very nice informative video
@anitasharmababy29517 ай бұрын
Sir ap k video sai mughy salwar shut silny aa gya h sir thanks
@Saleemakhan-i4w11 ай бұрын
Nice info thanks sir
@vanshika5472 жыл бұрын
Thank you so much sir g for tips 😊
@Arts_by_Gurleen7 ай бұрын
Thank you so much sir 😊
@davinderdeswal71352 жыл бұрын
Pathani salwar ki cutting & stiching bata do please
@sunitasaini662 жыл бұрын
Nice Tips sir
@tabassumnaz63992 жыл бұрын
Bhaijaan collar suite ki armhol bataye hr size me
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Wait
@SalimKhan-uo3xj2 жыл бұрын
Nice 👌 👌 video
@deepscloset8932 жыл бұрын
Hello sir maine jab se apke btaye tareeke se armhole length, teera aur front rakh kr suits stitch krne shuru kiye hai tab se mere suits perfect bante hai koi hi suit hoga jinka problem aaya hoga mostly 95% theek bethte hai thank you🙏 so much sir abhi maine apna boutique bhi open kra hai apke liye course aur chart k hisaab se hi main kaam krti hu thank you🙏 God bless you 🙌 Sir ek request hai plz 🙏 aap ek video bnao jisme boat neck front aur back deep neck rakhte hai usme thodi problem aayi maine teera ,modha back deep k hisaab se cutting kr diya tha lekin unke woh modha bohat tight tha suit fsa hi nhi chest size 42" Plz 🙏yeh bhi explain kre
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Aapne classes join kiya h paid wala to waha pic send kare agar nahi to aap jarur kare aapko bahut fayda milega
@sudhaparmar65862 жыл бұрын
Thank you sir 👍 👍 👍 👍
@vaultzninjagamer4542 жыл бұрын
Aap ne second chest ka nap lia hai kai....?
@shwetachoudhary74352 жыл бұрын
Thanku for this information sir
@rashidbuneri11702 жыл бұрын
Arif bhai round armol mein losing dena hai ya nahin
@aartibassi-fj1ui Жыл бұрын
Thank you bhai👌👌👌
@himachalicreatorramakausha56182 жыл бұрын
Thank you so much
@shahinsarkhawas46462 жыл бұрын
Sir aapke suit pattern bahothi sahi hai perfect kurti bante hai thank you very much 👍
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Thanks for comment
@shortsentertainingworld69762 жыл бұрын
Sr chest Mai to one inch plus karte hai
@BarkhaNaaz-l7l Жыл бұрын
Sleeve shoulder ke pass sei kyu khinchta hai, Sir ispar video banae please its a humble request
@manvisaini27922 жыл бұрын
sir mujhe sleeveless blouse ptli step wali blouse ki cutting ka video banaiye
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Ok wait
@RajatKumar-pk8xg Жыл бұрын
Thanks bhai
@deepikasharma56002 жыл бұрын
Vry nyc vdo sir, meri ek problem h m jb bhi back neck 3 inch ka bnati hu to meri baju me jhol ya kohni k pass salwat si pad jati hai plzz sir btaye kya problem hai kaise theek hoga
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Ok wait
@muthujesi16357 ай бұрын
Thank you sir ji...
@beautifulnature89342 жыл бұрын
School dress ke liye caller aur Jeep laga ke video bnao please gyp ke upar Patti
@ShaikhMuskan-jk9xh3 ай бұрын
Sir je chak dark liye acha bahot h par lait h
@jyotibindal88522 жыл бұрын
🙏🙏 thanku ji
@beautifulnature89342 жыл бұрын
Thanks sir 💕💕💕💕💕🌹🌹
@ashasehrawat41402 жыл бұрын
Bhai ji armhole me plate kitne andaaj par dalni chahiye
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Armhole ka center or 3 inch ki plate
@ashasehrawat41402 жыл бұрын
Bahut dhanyavad bhaiji
@MehboobclothhouseDilli62 жыл бұрын
Thankyou so much
@mrsfarrukhraza Жыл бұрын
Assalamu Alaikum.... Aksar full sleeves wali kameez main back armhole main kheenchao perta hy , iski kia waja hosakti hy mujhy samajh nahi aarahi ... Cutting main kahan masla hy maloom nahi .... Peechy sy armhole tung lagta hy ....
@kirtiyadav38372 жыл бұрын
Sir jab main suit me baju joint krti hoon to nishan dono baju pr ek hi hota h but ek baju badi ho jati h or dusri baju choti
@rupa26192 жыл бұрын
Sir apke sare video dekhti hu .apko kai bar request Kiya ki blouse ke map leker bhi sikhaye.que kicustomer mujhe jab measurement ka blouse dete hai too San ki cutting alag Hoti too map Lene me pareshaan I still hai.aur front and back Lamar se chora bada hota hai.too pls Joo ladies ghar per silai Karti unki problem bhi dur hood jayegi
@bhartimukeshsaini10592 жыл бұрын
Thank you sir
@Hard__4442 жыл бұрын
Thanks.please 3layer cancan frock ki lambai Kam kaise jare bataiye.
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Ok
@arvinderkaur39352 жыл бұрын
Thanks so much sir
@SumanSharma-mt2qy2 жыл бұрын
Aap 7 ,kabhi 7.5,btate ho armhole....exact formula btaye plz
@anitasharmababy29517 ай бұрын
Sir blous ka nap laina bhi batta digiy sir
@gogofunnyvideo10482 жыл бұрын
Thank.you.sir
@uzmasiddiqi81902 жыл бұрын
Expert
@muskan_art51102 жыл бұрын
Good evening sir mera ak side ka teera gerta h mera size h bust 40 h or waist 36 h or hip 20 h suit ke fetting back say nahe aate h teera problem h 7 inch ka neck hota h please sir solution btya
@bablisoni44352 жыл бұрын
Jb bhi astin cutting karti hu to kapda JyadA lagta h uske bad asteen choti ho jati h parfect cutting kaise Kare
@anwar89162 жыл бұрын
Thank you so much for this🙏
@geetasachdev66242 жыл бұрын
Muj suit ki papar cutting chai price kya hai please message kar ke batana pls
@nrk80482 жыл бұрын
Thanks sir
@Arts_by_Gurleen7 ай бұрын
Sir armhole to smjh me aagya pr front bhi btao k kaise rakhna hai
@midhatnoormidhatnoor7993 Жыл бұрын
Apki boutique kahn h ?
@farheenzaidi93592 жыл бұрын
Thankyou sir
@vaishnavisharma93702 жыл бұрын
Sir 18 .50 armhole aya h to fix utna hi le ya thoda bda kr ya km kr ke le
@SohanSingh-fk1xx Жыл бұрын
Master ji, Namaskar Mene ek kadhaayi wala kameej press Kiya par uski sari bindi tter gayi. Ese kameej ki press kese karna hai. Thanks in advance Namskar
@KiranMishra-mv3gj6 ай бұрын
Sar boat neck gale mein Kitna teera rakhna chahie har size ka chart banakar daliye
@vijitatejwani24712 жыл бұрын
Sir pent ki pent se naap Lena sikhiye plz
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Ok
@rakheekohli632 жыл бұрын
Sir aap pls savi fashion studio ki video jaroor dekhe
@vijaylaxmipt28882 жыл бұрын
Very good information sir Sir, please make video on difference between normal neck, collar neck and boat neck for 36 size
@vijaylaxmipt28882 жыл бұрын
With armhole difference
@Bayanhazratji Жыл бұрын
Bhai jaan chat ka fiks naap leke kitna bhadaye bataw bhai
@amanpreetkaur63112 жыл бұрын
Marks to show nhi hote proper .marker dark use kyea kro pz
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Video quality badao aap
@PreetiSharma-oi8jl2 жыл бұрын
Bust round me 3 inch kyu add karege.....????. Add kene se to size bada ho jayega customer ko
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Nahi hoga is par video aane wali h bahut jald
@user-gurveer Жыл бұрын
🙏🙏
@Nagar2719 ай бұрын
❤❤
@neetu30172 жыл бұрын
Sir me aapke andaje se armhole leti hu to baju choti pad jati he armhole bada ho jata he kyu
@deepikabagkar61062 жыл бұрын
🙏
@saimanoornoor3076 Жыл бұрын
mairy suit my arml my buhot kharabe ate hy thek nai hote
@sunitasangwan34422 жыл бұрын
सर आप suit भी stitch करते हो
@sirajsidd2922 Жыл бұрын
Chakk dark use krye pta nhi chl rha
@iznakhan58682 жыл бұрын
Hello sir 👋
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Hello
@iznakhan58682 жыл бұрын
@@AminaBoutique 🤗🤗🤗🤗
@sarvarybegum41842 жыл бұрын
👍👍👍
@najmashaikh57642 жыл бұрын
Aap ke bãaye huve method se kameez achi banti hai par shoulder down karte hi kameez shoulderse girne lagti hai. Lease aisaa kyu hota hai jawaab dena.
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Aap gale ki taraf se jab kandhi jodo to pona inch dabana Or baju ki side se aadha inch isi hisab se gale ka deep bhi badana fir nahi hoga
@Gurbanishorts062 жыл бұрын
Thank you so much sir koi alltration nhi atti hammere suit bahuht ache stitch hote h sir stich suit main kan kaise nikalte h us pr video banouna g
@AminaBoutique2 жыл бұрын
G video upload h check kare
@henapraveen9039 Жыл бұрын
Front me armhole ki deep 6 inch hi rakhna hota hai
@saykanur47102 жыл бұрын
May samjhy nahi vai
@anithamartyr68502 жыл бұрын
What's app pe message Kiya hai.koi jawab nahi aaya
@nooresahernoor-np2fl Жыл бұрын
Difficult method
@prashantbhoyar6596 Жыл бұрын
Short bahi cut map ekar
@apachesharma152 жыл бұрын
Saaf Dikhai nhi de raha
@AminaBoutique2 жыл бұрын
Video quality badao
@sksahil63604 ай бұрын
Ulta pulta baat nahin karna sab theek se baat karna Sab bhi Sikh Raha Hai Na