Zakat kaise nikaalen ? l ज़कात कैसे निकालें ? l A.M.Qasmi l Zakat kitni nikalen l

  Рет қаралды 615,597

AMislamiczone

AMislamiczone

5 жыл бұрын

Zakat kaise nikaalen ? l ज़कात कैसे निकालें ? l A.M.Qasmi l Zakat kitni nikalen l
Zakat kin logon par farz hoti hai? • Zakaat kin logo par Fa...
Shobit0688@gmail.com
mobile and whatsapp 7417810799

Пікірлер: 611
@Muftiamqasmi
@Muftiamqasmi 5 жыл бұрын
Kuch samjh na aaye to comment kr den...kal cover kr diya jayega
@bplbiker
@bplbiker 5 жыл бұрын
Asslamu alaykum mufti sahab mene apke videos ke kuchh comments ke jawab dene ki koshish ki he agar mera ye amal galat he to baray meherbani mujhe bataye me aainda se kisi comments ka reply nahi karunga....
@israrmohammad2803
@israrmohammad2803 5 жыл бұрын
Assalamo alaikom ham janna cahenge ki agar hamare pas sona chandi kuch nahi hai sirf makan hai aur uski kimat utni hai ki sade 52 tola candi khareed sakte hain to kya karen kya aap bataye
@aatifhussain9764
@aatifhussain9764 5 жыл бұрын
Moulana sahab mai ye puchna chahti hu ki agar roza k halat m haiz aa jaye to kya kuch kha sakte hai ya roze k halat m rahe plz ap iska jawab denge bahut meharbani hoga
@bplbiker
@bplbiker 5 жыл бұрын
@@israrmohammad2803 agar makaan bechne ke liye khareeda tha ye soch kar ki aage chalakar bech denge... to us par zakat deni hogi... or agar makan me rehne ka irada hai use bechna nahi he to us par zakat nhi deni hogi
@makhbulkhan3645
@makhbulkhan3645 5 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Asif se padta hai Ayatul Kursi Hindi mai Kursi Hindi mai
@azrazaid9283
@azrazaid9283 4 жыл бұрын
मुफ़्ती साहब जो सवाल लोग पूछते हें उसका जवाब भी ज़रूर देना चाहिए आपको कियुकी सभी लोग बिज़्नेस वाले नहीं होते आप सैलरी वालों के बारे में भी बताओ और pf fd LIC आदि के बारे में भी बताओ
@manzooralam2273
@manzooralam2273 3 жыл бұрын
Home
@rumananaz2760
@rumananaz2760 3 жыл бұрын
Subhan Allah bahut hi ache tareeqe se smjhaya.. Shukriya Mufti sahab..Allah hum sabhi ko nek taufiq ata farmaye..Aameen
@Vortexvids88
@Vortexvids88 2 жыл бұрын
Allah Taala ham sabko Jakat dene ki toufiq ata farmaye ameen❤ ya Rabul Alamin
@Rajakhan-ru4rt
@Rajakhan-ru4rt 4 ай бұрын
Aamin
@AkhtarHussain-ey9xg
@AkhtarHussain-ey9xg 4 ай бұрын
Jazak Allah
@MohdhamidQasmi
@MohdhamidQasmi 4 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب اللہ تعالی اور ترقیات سے نوازے میں مولانا محمد حامد القاسمی انڈیا صوبہ یوپی سے ہوں ماشاءاللہ اپ بہت اچھی بہن کرتی ہیں اللہ تعالی اپ کیا علم میں اضافہ فرمائیں اور زیادہ
@md.muntazirmuntazir7993
@md.muntazirmuntazir7993 5 жыл бұрын
Sahi me molana sahi bat he aap ki
@shahzad3099
@shahzad3099 3 жыл бұрын
Kya apne employee ko zakat de sakte hai ....jab hum salary poori nahi de pa rahe hai lockdown/ Corona ki wajah se business band hai isliye.
@suhailanees2218
@suhailanees2218 3 жыл бұрын
Bahut achi tarah se samjhaya hai Bilkul sahi hai
@shekwahab1050
@shekwahab1050 5 жыл бұрын
Masha allha bhai bhot bohot sukriya
@JugadGarden
@JugadGarden 3 жыл бұрын
मुफ़्ती साहब अस्सलामोअलैकुम! क्या ज़कात में दुकान के समान को मुस्तहक़ लोगों को देना दुरुस्त है?
@rockstargaming2586
@rockstargaming2586 Жыл бұрын
Thanks a lots Mufti sahab
@Seekho_Shorts
@Seekho_Shorts 5 жыл бұрын
Thnxxx 😊
@retrogaming902
@retrogaming902 5 жыл бұрын
Assalam alikum sir case muqadme me phanse huye ho to usse nijat pane ke liye kya.karen kuch bataiye bahut pareshani me h hum log aapki bahut maharbani hogi sir.
@vazieradivekkar2775
@vazieradivekkar2775 5 жыл бұрын
Mufti sahab. Kya Ghar ki property Jo bhade se dete hai uski Bhi zakat nikalni Hoti hai? Please jaldi Jawan dijiye.
@saidunnisaruhina1915
@saidunnisaruhina1915 5 жыл бұрын
Assalamu alaikum Warahamathullahi wabarakathhu Agar mere paas 8 pawan sona aur 1laak cash hotho zakaath Kithna dena hai bathayenge pls
@shabanabucksh2
@shabanabucksh2 3 жыл бұрын
Humare parents nahi h ,aaj hume pata chala ki hum per bhi farz h zakat, Hum pehli baar zakaat nikalnege usk liy kuch aur farz h ,
@khairunnisha2490
@khairunnisha2490 3 жыл бұрын
Thankyou sir i have same problem.
@aneesgour1968
@aneesgour1968 Жыл бұрын
Mufti Sahab Ham yah puchna chah Rahe Hain Ki jisse Duniya Mein to behasrat Gaya Allah Tala usko vahan Sab Kuchh Dega Uske vahan Puri Ho Allah Jannat Naseeb kare
@SyedInsafIslam
@SyedInsafIslam 5 ай бұрын
1 साल के कमाए हुए पैसों की जकात देनी पड़ेगी या फिर जो हमने बचा के रख पैसा कुल पैसों की जकात जोड़ने पड़ेगी
@MohdDanish-qu9sx
@MohdDanish-qu9sx 4 ай бұрын
Bhai 1 saal ke peso ki nhi ji bhi jitna bhi maal dolat Sona Chandi sabhi Mila kar uska dhaai parsent nikalna hoga
@nasimkumbhar6192
@nasimkumbhar6192 4 жыл бұрын
Salam. Mufti shab kya urte apne geno ki zakat khud hi de ya sohar nikal sakta h.baray karam jarur video banay ispe
@mokbulhussain5287
@mokbulhussain5287 5 жыл бұрын
Assalamu Alaikum wa rahmotullha hi barkatu chandi ka anguti aur hat ka beslet mord hazrar pen sekta hai kiya uska video upload kijiyea
@rafiuddeenrafi-811
@rafiuddeenrafi-811 4 ай бұрын
Assalamualaikum ,,,,,my name is Ayeza khan from sitapur. Agar sona ,chandi or kesh milakar 2 lakh tak ho ,to zkat deni hai ,or agar zkat dene ke paise na ho to kiya kare .,plz batayen
@sabirshaikh5117
@sabirshaikh5117 4 жыл бұрын
Ji ustad belkul
@apnabiharms273
@apnabiharms273 5 жыл бұрын
Isha namaz aqat kitne baje se suru hota hai or ager 8 pm tha bhul se 7:45pm azan dediya Or namaz, taraabi padaha. Kya namaz, taraabi huwa ya nahi
@zoyakhan5983
@zoyakhan5983 3 жыл бұрын
Masha Allah bahut accha sa samjhaya
@naziyas.ks.k6159
@naziyas.ks.k6159 2 жыл бұрын
Walaikum Assalam 😊🤗
@dynamicclasses2701
@dynamicclasses2701 4 жыл бұрын
Assalamualikum mufti Sahab Mjhe thora confusion hai ki agar Kisi ki salary 50 k ya 1lakh hai ar wo isme se Kuch Kuch save krta hai ar ramzan mn hisab krta hai to wo sahebe nesab ko pahunchta hai to kya uspr bhi zakat hai ya agle saal ramzan mn zakat farz hoga Ar issi tarah Kisi Ka general store Ka shop hai to usme to samam aata jata rahta to kya uska bhi zakat farz hoga dena?
@shafiquesheikh7397
@shafiquesheikh7397 5 жыл бұрын
Mere Provident account mein Jo balance hai uspe Jakat dena hai kya Yeh balance abhi mere pass Nahi magar retirement ke baad milenga halanki Mera balance hai Agar Jakat dena hai to kya ispar har Saal dena hai
@hafeezuddin50
@hafeezuddin50 3 жыл бұрын
Walaikum Assalam w rahmatullahi w barakatuhu
@mohammadarshad7227
@mohammadarshad7227 5 жыл бұрын
Bhut achche
@saddamhussainrazananagar2013
@saddamhussainrazananagar2013 5 жыл бұрын
Assalamu alaikum hazrat Mera aap se sawal hai hi ki jacket Ada karne ka koi waqt mukarramah hai kya aap hamein is par jarur bataye khuda Hafiz
@AtifKhan-cj7xw
@AtifKhan-cj7xw 5 жыл бұрын
Mufti sab hamare pas jamin plot hai to uspe bhi jakat deni hai batayiye
@shafishaikh5411
@shafishaikh5411 4 ай бұрын
Sone ka kis rate se nikalna chahiye,matalab Sona bechane ka rate pakadna hai ya kharidneke rate se nikalna hai,
@ranjitali8105
@ranjitali8105 5 жыл бұрын
Mufti sab, agar government public fund me cash jama hain tow zakat farz hain? Please bataiy
@ZubairKhan-id9xy
@ZubairKhan-id9xy 4 жыл бұрын
Humko v iska jwab chahiye
@mohammadguddu6855
@mohammadguddu6855 2 жыл бұрын
Masha Allah
@dr.mudrikaahmed2989
@dr.mudrikaahmed2989 5 жыл бұрын
Tax payers of home lone are intended to zakat or not.
@MohAhmedRajasharifiMohAhmed
@MohAhmedRajasharifiMohAhmed 5 жыл бұрын
Aslamalekum wa rahmatullahi wa warkathu buaijan ek sawal hai jinke pas sona chandi baenk baelans na ho o ka kare
@technogamerkafan2742
@technogamerkafan2742 5 жыл бұрын
Assalaam alaikum. Mufti Saab mere pass takreeban 2 lakh rupeka soon a hy. Lekin wo hamesha girvi me rahete hy. Urika interest play Karnak liye BHI Muslim hota hy. Kya aisi health me BHI zakath farz ganga hy ? Please Aap hame batayen.
@Entertainment.bharat92
@Entertainment.bharat92 3 ай бұрын
Mere pas 20 lakh ka stocks hai ..kya 20 Lakh pe 2.5% dena hoga? Jabke Mera profit usme sirf 2 Lakh ka hai 18 Lakh to mujpe karz hai Credit
@rukhsanaparveen4748
@rukhsanaparveen4748 5 жыл бұрын
Kiya zqaat woh bhi dyga jinke uper qrza h or on par zywer to h mger woh byych nhi sakte
@tajuddinkhan2001
@tajuddinkhan2001 4 жыл бұрын
Maulana Sahab ek video mein aapane bola ki business ke saman ke upar jacket nahin. Business se kamae hue paise ke upar jakat Hai .
@abcdefghi5503
@abcdefghi5503 4 жыл бұрын
Zin piso p humne pichle sal zakat nikal liya hi to Kya un piso ko chorkr Jo is sal kamaya hi un piso p zakat nikalenge ya total zitna Pisa hi uspe zakat nikalenge
@arshiyaanjumanjum5975
@arshiyaanjumanjum5975 5 жыл бұрын
Assalamuallekum wr.. Mufti Sahab agr 50 gram sona h, aur 2:30 gram chabdi h to kya jakat h...
@ZubairKhan-id9xy
@ZubairKhan-id9xy 4 жыл бұрын
Humko v iska answer dijiye
@sabiakhan7006
@sabiakhan7006 5 жыл бұрын
Assalamoalaikum multi sahb sadhe 52 tola chandi aaj ki date me kitte ki hogi.dusra swal ye ki Maine apne bhai ko 40000 rs udhar de rakha Kya uska bhi zkat bnega
@ashumohammad3896
@ashumohammad3896 5 жыл бұрын
Masaallha
@md.abdulkalamansari786
@md.abdulkalamansari786 5 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@sarakhan4059
@sarakhan4059 4 жыл бұрын
Mufti sahab agar hisab karke jakat nikal liya jaye aur ramjaan ke baad de to hoga ya nahi please batayiye
@a.iqubal4351
@a.iqubal4351 2 жыл бұрын
Income tax jo pay karte hain uska hisab hoga zakat k calculation me?
@amjadbeg1
@amjadbeg1 4 жыл бұрын
Assalamalaikum mufti sahab pregnancy Ke duran Kya pade ki normal delivery ho
@mdameeralamrazaqadrialam141
@mdameeralamrazaqadrialam141 2 жыл бұрын
Mashaallah
@rasuljavaliya8362
@rasuljavaliya8362 5 жыл бұрын
Life insurance ki Amt par bhi zakat nikal na padta hai???
@TIStudios_
@TIStudios_ 5 жыл бұрын
Mere pass rehne Ghar nahi hai aur Ghar ke liye Maine thore paise jama kiye hai abhi Tak Ghar ke paise pure nahi huve hai Kya uspar zakaat hai?
@sahanakhatoon1484
@sahanakhatoon1484 4 жыл бұрын
Puri family ka gold calculated kar ke zakat nikala jata hai...ya per person ke alag alag se calculated karna hai
@Sohail12324
@Sohail12324 5 жыл бұрын
Hamne plot leya hai , or niyat bechne or rakhne ki bhi ho or plot ke abi rupey Dene ho to zakat kese de
@MohdSaqib-im8lt
@MohdSaqib-im8lt 5 жыл бұрын
Assalamualaikum. Hazrat Aap kis madarse se faarig hain?
@gaminggames3606
@gaminggames3606 4 жыл бұрын
Mene last year jis amount par jakat nikala tha,kya usi amount par iss saal bhi jakat Dena hoga
@ajajmakarani456
@ajajmakarani456 5 жыл бұрын
Agar loan chalu Hain fix paise rakhe hue ho to Kya vo paiso pee bhi jakat lagu ho gi
@sabanadeem9853
@sabanadeem9853 4 жыл бұрын
Assalamoalaikum.... Kya jo payment aati hai... Har sal account mai save ho jati hai... To is sal ki jakat mai pichle sal k paise p zakat hogi ya pure paise p jitna account mai save hai....
@shaikhmohsin162
@shaikhmohsin162 5 жыл бұрын
Mere makaan aur dukan he jo kiraye pe diye he..to kya uss par jakat hogi...agar ho to dukan aur makan ki kimat pe hogi? Jawab dene ki guzarish he
@akhlakh73
@akhlakh73 4 жыл бұрын
Janab kya insurence jama hota h Jaise ki PLI SBI LIC ye sabhi me kisht jama hota h to kya in paiso me bhi zakaat dena hai
@bobybegum8805
@bobybegum8805 5 жыл бұрын
Moulana sahab agar dukan me bechne ki saman na hokar Kam karne ki machine ho to kya uspe jakat farj hai
@drmohammadrafiqgauri780
@drmohammadrafiqgauri780 5 жыл бұрын
Kya sade sat tola sona aur sade bawan tola chandi ko chhod Kar jakat deni hai ya inki keemat bhi rakam me jod Kar jakat nikal ni hai kya ji
@m.s.parveen3619
@m.s.parveen3619 4 жыл бұрын
Assawalkum Mufti Sahab mera name Nuzhat parveen h maine Kuranshreef ka kuch he para abhi tak padha h Ramzan tak mera Kuranshreef khatam nahi ho payegha to Kya maine jitne bhi pare padhe unhi pare ko bakhsh du plz Mufti Sahab jald se jald batiye plz
@MehboobAli-tl4km
@MehboobAli-tl4km 5 жыл бұрын
Assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuh mere ko sugar hai ji kya mein sugar mein roza rakh sakta Hoon mere ko pyas badi lagti hai
@niyamatkhan3110
@niyamatkhan3110 4 ай бұрын
assalamualaikum v rahmtullahi v barkathhu Hazrat mere pass ek 18 chhakka truck hai jiska jo maine loan per liya hai 5000000 karj hai mahine ka ₹11500 kist jaati hai tu jakat kamai ka Banega ya ki puri gadi ka jaise ki Maine ek gadi 60000 usmein diesel ka Mal ka kharch aur Plus kist ka jo uske bad bachega use per jakat hoga ya ki pure meherbani karke mujhe iski jawab den Abhi 2 mahine hue hain maine truck liya hai
@dilshad767
@dilshad767 3 жыл бұрын
apse pahle bhi sawal pucha tha ki agar aurat sahib e nisab hai uske pass sirf sona chandi hai aur cash nahi hai to sona chandi par jo jakat aayegi vo sona chandi bech kar jakat bharege ?
@MRNVORA
@MRNVORA Жыл бұрын
Koi keh ra hai 87gram sona hona chaiye koi kehta hai 52.5 tola chandi honi chaiye ...sona ho rha hai 469,800 ka or chandi sirf 41,212 ki hoti hai....kese zakat nikale ?
@shakirpathan9653
@shakirpathan9653 4 жыл бұрын
Assalamu alaikum Salary ki upar loan liya hua he to kya zakat dena honga Salana kamai 5 Lac aur loan 7 lac he hame bataye mufti sahab
@farahqureshi8160
@farahqureshi8160 5 жыл бұрын
Bank ke andar FDR Mein Paisa Jama Hai Aur Ek Saal Baad paisa niklega to use par jhakaat nikalna wajib hai ya nahin
@histologylessons4817
@histologylessons4817 3 жыл бұрын
Assalamualaikum bhai saab..meri bahen ki shadi mere zimmedari hy..my ne 2.5grms sona leke rakha hy bahen ke shadi ke liye..mere apne pas to sona 0.5gm bhi nahi hy...but my doctor hu..meri tanqa 70k..but ye tanqa b unke dehaz k liye utha rakkhe hy...kya is pe b zakat dena padega mujhko..meri bahen baligh hy..sona aur cash mere pas hy filhaal..zara jùldi answer de...ye ramzan me ada karna hy zakat
@tauheedkhan380
@tauheedkhan380 3 жыл бұрын
Mufti sahab jaise mere pass pass xylo car hai business ke liye usi ko chala kar main apna ghar chalata hoon to uski qeemat jod kar uspar bhi zakat nikalna hai uski qeemat lagbhag 3,000,00 hai
@bushraaliya8453
@bushraaliya8453 4 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Mai Ramzan me Ittekab me baithti ho 10 din ke liye pr sab kahte h ladki ke liye 3 din ka hota h plz aap hme btaye kitne dinka baithna chahiye hme ye mera chautha baar ittekab rhega aur plz ye bhi btaye kis kis cheej ke liye bahar jana chahiye mai waju bnane bahar jati ho to uspar bhi sawal karte h sab plz maulana sahab mere sawalo ka jaldi jawab dijye ga plz jawab dijye ga
@ayatkhan741
@ayatkhan741 4 жыл бұрын
Bhn 10 ka hi sunnt h mens wmns dono kelie ap sahi baithi h....
@starshort2919
@starshort2919 5 жыл бұрын
Very Nice
@hasnainansari4326
@hasnainansari4326 5 жыл бұрын
अस्सलामो अलैकुम एक बात ये है कि मुझ पर ज़कात फ़र्ज़ है और माल का अंदाज़ कर पाना मुश्किल है फिर भी मैं ये मान लेता हूं कि मेरे ऊपर 10 हज़ार की ज़कात फ़र्ज़ है और मैं 11 हज़ार से 12 हज़ार या इससे भी ज्यादा ज़कात के नाम से दू तो क्या ये सही होगा बराए मेहरबानी शुक्रिया इसके लिए भी बताए...
@kafeelkhan7380
@kafeelkhan7380 5 жыл бұрын
Agar malik e nisab hone k bawjood kisi shakhs per karz ho to kya karz mines hoga isme se ya nahi ..maslan kisi shsks k paas sadhe 52 tola Chandi to hai per us per usse jyda usper karz ho to kya usper jakat farz hai ya nhi
@MohdDanish-qu9sx
@MohdDanish-qu9sx 4 ай бұрын
Yehi same sawal Mera bhi hai lekin ye molana kisi ka jawab nhi dete hen
@shahinshaikh927
@shahinshaikh927 2 жыл бұрын
Moulana sahab Jo rate me sona kharide the usi rate me nikalna h zakat ya aaj jo rate chal raha h us rate me nikalna hai
@ayshafirdous6744
@ayshafirdous6744 3 жыл бұрын
RAMZAN MUBARAK... Saari Mubarak baad..... Or mufti sahab 2lakh 50 hzaar ka zewar h magar Magar paisa nahi h zkaat niklne ke lie To kya kare
@mdfaizalkhan6467
@mdfaizalkhan6467 3 жыл бұрын
Haa aap pe bhi farz hai zakat 2.50 persent nikale us me se
@tanzimnaz5646
@tanzimnaz5646 3 жыл бұрын
Sukrya
@Aman_Explorer_02
@Aman_Explorer_02 5 жыл бұрын
Provided fund, ya mutual fund aise chize jinka hisab pata nahi hota kyuki he apke hath me nahi Hoti... To kya Inka hisab maturity ke saal me hi lagaya jayega ya har saal counting hogi... Agar har saal counting karna hai to kaise kare sakte hai..
@isaquebiisaque2736
@isaquebiisaque2736 2 жыл бұрын
Rly employee ka hisab bataiy
@mehekkhan2963
@mehekkhan2963 3 жыл бұрын
Walekum Assalam waramatul lahe waba rakatu hu
@saharakhatun6693
@saharakhatun6693 4 жыл бұрын
Mufti sahab ager kisike pass cash to he per dusro ko diya huwa he aur jamin he to uss pe kya jakat ferj he
@aneesgour1968
@aneesgour1968 Жыл бұрын
Assalamu Alaikum Mera Bhai Gunga Bahra tha vah Duniya Moto be Hasrat Gaya Uske dil mein bahut Hasrat Thi
@umamsanjeeda9433
@umamsanjeeda9433 3 жыл бұрын
Mufti sahb m apni kamai me se poore saal zakaat deti hu ..kya mujhe Ramazan main alg se deni hogi ???
@javedmiya2037
@javedmiya2037 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab hamare paas sadhe bavan tola chani se bhi kam h or sona bhi sadhe sat tole se kam h to zakaat sone k hisab se de ya fir chandi ka hisab lagaye ya fir dono ko jod kar hisab lagakr de please batayen
@tabassumarshi3595
@tabassumarshi3595 5 жыл бұрын
Kiya ek tole gold per zakat vajib hai
@aamirshakh4746
@aamirshakh4746 2 жыл бұрын
Salam Walekum Mufti Sahab kya Jo Insan Har mahine Apne paison mein se 2.5% nikale aur Ramzan a jaen to Fir Bhi jitne paise Hain Unki zakat nikaalni Hai Hogi kya
@mjunaidabmuqueem4385
@mjunaidabmuqueem4385 5 жыл бұрын
Mere paas saal bhar me 350000 rupees aamdani aati h lekin kuch bhi baaki nhi rehta to kya mujh par zakat farz hongi ?
@asifsheikh6461
@asifsheikh6461 5 жыл бұрын
to isme hamarepr karja hoto wh mins hoga kya
@jeeshanjino2260
@jeeshanjino2260 3 жыл бұрын
Agr kisi k paas 7tola se Kam hai us pr bhi farz hai agr hai to gold ka Kya price lgaye ki us ka aaj price hai ya jo us ka sale price hai
@nehaali1311
@nehaali1311 5 жыл бұрын
Paise jo bank me fix h toh uska v jakat nikalna hoga
@Sabirkhan-jr8wl
@Sabirkhan-jr8wl 5 жыл бұрын
Asslamualikum muptiy sab me janna chata agr kisika sona chndi girvi rkha ho kya ose bi jakat dani h
@sajdabegam73
@sajdabegam73 Жыл бұрын
Khet ka dhan aya par use bech kar Rakam le li to bataye ki dhan pe 5%ya rakam ka 2.5%jakat nikale Mufty sahab jawab jald Dene ki koshish kare Allah Hafiz
@khanprincess9943
@khanprincess9943 5 жыл бұрын
Agr Kisi shaqs ke bht sare makaan hen Jo khali padhe he ya kirayedaar hon unse aamdani ho to uska kya hukm he??
@bplbiker
@bplbiker 5 жыл бұрын
Agar makan bechne ke irade se khareede the to makan ki bhi zakat deni hogi chahe jitne bhi makan ho lekin agar makan bechne ki nhi balki rent pr dene ki niyat se khareede the to makaan pr zakat nhi hogi albatta rent ki jo raqam aa rahi he wo cash me jodi jaygi or us par zakat deni hogi... ba sharte rent ka pesa or jo bhi sona chandi ya maale tijarat ho sabka pesa sahibe nisaab tak pohoch jay...
@asifnawaz1464
@asifnawaz1464 4 жыл бұрын
Hazrat y btayye ki biwi ke pas zebar h or shohar k pas Mall h or dono k milne se nisab pura hota h to zakaat kon ada kre ga
@commonman1676
@commonman1676 5 жыл бұрын
Bhai main baher se paise kama ke apne bhai ke account me bhejta hu jabki us paise haqeeqi malik hamare father hain kya mere bhai ko jakat deni hogi ya father ko... Jabki paise maine kama ke diye hain... To kya main jakat doonga lekin meri milkiyat me nhi h......
@Mudassirkhan3
@Mudassirkhan3 Жыл бұрын
Sukreiya
@zaherajabin9126
@zaherajabin9126 4 жыл бұрын
Jis zewar aur jama rakam pe pichle saal zakat nikali hai us pe is saal phir se zakat nikalna padega ,agar har saal nikale to wo kuch saal k baad to sara zewar aur rakam to khatam ho jaige
@lalmuhammad4553
@lalmuhammad4553 5 жыл бұрын
Assalamualikum. Fitra kese nikale.ek log pe kitna fitra nikale.
@nazirhusain7093
@nazirhusain7093 4 жыл бұрын
Hamare paas Sona aur chanadi ki value jod kar sade 52 tola chandi ke rate se zyada hai to zakat kewal 52.5 ki deni hai ya zyada ki bhi deni hai
Double Stacked Pizza @Lionfield @ChefRush
00:33
albert_cancook
Рет қаралды 118 МЛН
1,000 Diamonds! (Funny Minecraft Animation) #shorts #cartoon
00:31
toonz CRAFT
Рет қаралды 40 МЛН
Как бесплатно замутить iphone 15 pro max
00:59
ЖЕЛЕЗНЫЙ КОРОЛЬ
Рет қаралды 8 МЛН
小宇宙竟然尿裤子!#小丑#家庭#搞笑
00:26
家庭搞笑日记
Рет қаралды 15 МЛН
Zakat kaise den ? | Zakat dene ka sabse Asan Tareqa | Mufti A M Qasmi
14:00
Maa Baap Ke Inteqal Ke Baad Har Aulad Par Ye 12 Haq Hote Hai Maulana Shakir Noori
19:46
Saddam Islamic Channel
Рет қаралды 3,5 МЛН
Double Stacked Pizza @Lionfield @ChefRush
00:33
albert_cancook
Рет қаралды 118 МЛН