बहुत ही सुंदर होती है दिशा की दशायें किससे बचो किससे दोस्त बनवो 🎉 धन्यवाद नमस्कार 🎉
@nirmalaraghuwanshi73997 күн бұрын
Thank you so much sriman ji, aapne to meri problem solve kr di
@loksapps54554 ай бұрын
Sir west facing plot par bhi video banaye please
@Lucky-274 ай бұрын
Aise slide read karne me asani hoti hai mobile me.. Thank you Sir👍
@bhagwatsinghkanawat99724 ай бұрын
समझा नहीं सर
@amitkhanna10312 ай бұрын
प्रणाम,ए सी यूनिट आप के सुझाव से ही लगाया है।
@PremBhagat-n5m4 ай бұрын
Welcomesir... ❤. Thank. You. Verymuch
@sureshthapa63264 ай бұрын
Thanks a lot for a very useful, informative and important video with superb narrative. 👏👏👏👌👌👍🙏🙏
@shakuntalamehta90164 ай бұрын
Your explain very well
@666vivekmahajan4 ай бұрын
❤sir very nice 👍🙏 thank so much you❤
@anitadixit89004 ай бұрын
Thanku sir ji
@BalwinderKaur-qp9ij4 ай бұрын
Thanks sir ji
@DrAnandBhardwajVastuConsultant3 ай бұрын
So nice of you
@reenakumari70933 ай бұрын
East facing Road and west facing Road is available for plot.Which side septic tank can be constructed
@abinashr53254 ай бұрын
thanks dr sir ❤❤❤🎉🎉🎉🎉
@DrAnandBhardwajVastuConsultant3 ай бұрын
Always welcome
@MukarbMukarbali4 ай бұрын
Very nice
@Lucky-274 ай бұрын
💯 ✔️👍
@friendsoffriendforever72864 ай бұрын
Sir Good Afternoon, Main aapki sabhi video dekhta hun or bahut hi kam ki jankari aap dete hain. Mere par ke 200 gaj (31.5 x 57.14) ka corner plot hai. Plot me north 28.5° right side ghuma hua hai. NW or SW me road hai. Main is plot per hostal banana chahta hun. Kripa guid karen. Dhanywad
@DeepakFouji4204 ай бұрын
Radhe Radhe Sir Mera plot size LxB , 55x36 hai or south facing hai plz vastu ke hisab se naksha ki video banao sir
@ManishKumar-tm8icКүн бұрын
Sir, septic tank yadi room k niche hai to kya us room mai office bana sakte hai yadi nhi to iska remedies kya hoga
@manojkumaragrawal51324 ай бұрын
Sir ji namaskar Mera polit gumi hui hai sw me road h uska pani konsa disha se nikalu
@ganeshgoswami2907Ай бұрын
Namaskar sar kaise hain aap main bhi aapka subscriber hun sar bahut time se aapko ki video follow kar raha hun bahut kuchh sikhane Ko milta tha aapki video se.. sar mere Ghar ki Jo entry hai jo men gate hai compound wall ke sath mein to vah bhi north west mein a raha hai aur jo ghar ki main entrance hai main door hai sir vo bhi Northwest mein a raha hai to fir uske liye main kya kar sakta hun mujhe kisi ne bataya ki aap Northwest ka Makan ka Kaun hai use Kone se aapki Jo compound wall a rahi hai vahan Tak aap hi copper ki wire dal dijiye to uski negativity kam ho jayegi sar mere pass aur koi option nahin hai entry ke liye to please sar kuchh bataiye mujhe jisse Northwest ki
@arunbhauka1273 ай бұрын
Sir, NE ke room me ne me choti window hai, usse hame next flat ka sewage pipe cross kar raha hai aur usi ke flat ko touch kar ke ja Raha hai ,duck bana hua hai, suggest remedy
@dayaramsharma77954 ай бұрын
Pranam sirji, gande pani ko bina joint pipe se bahar nikalna to thik hai par pipe ki ek nischit size hoti hai agar jyada duri hai to joint kar ke le ja sakte hai n
@amitadubey40012 ай бұрын
Sir AC ka outer unit S and SW me aa rha he and garam hwa usi side ja rhi he AC ki … koyi upaaye batayen please 🙏🏻 … but AC drainage hamne floor ke under East ki side nikaali he
@kritika.6214 ай бұрын
Sir jameen ki energy boost karne ke liye upay bataen
@pushpendrabeniwal94474 ай бұрын
आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी।लेकिन समस्या यह है। हमारे मकान का रास्ता दक्षिण दिशा में है। और वही को पानी की निकासी भी हमें मजबूरी में करनी पड़ रही है। क्या आप इस विषय में हमें कुछ जानकारी दे सकते हैं?
@kritika.6214 ай бұрын
aur bhi video hai check Karen
@parmod29834 ай бұрын
🙏🙏ji
@prititamboli19698 күн бұрын
Mera kitchen west ka chota tank NE me he open area me because bahar jagah choti he remides kya he
@bhagwatsinghkanawat99724 ай бұрын
गुरुजी, कुआं N में है 500फीट दूर,नौर्थ में कमरा है नोर्थ के कमरे से बाहर की साईड से SW से अन्दर ला सकते है या नहीं मकान SW मुखी है
@Jas4u3jv4 ай бұрын
Sir mere ghar ke SW me open varanda 4feet hai(main door se outside but upar chajja hai) walls ko boundary consider ki jae to 3feet cut, but floor ko boundary consider ki jae to 3 feet + 1feet extension towards west. I'm confused.. Woh extension hai ki cut....?
@Lucky-274 ай бұрын
Itna thoda cut ya extension not serious.
@meghajain92994 ай бұрын
mera prashn south architecture se juda hua hai. waha central courtyard ek step down kar k banate hai or kabhi kabhi usme ganeshji ki pratima b hoti hai. kya yah vastuanukool hai?
@shakuntalamehta90164 ай бұрын
Sir, my house sever line passes through ground floor bedroom. Which is on Northwest corner of my house. It touches northwall .
@RakeshKumar-er9uh4 ай бұрын
जय श्री कृष्णा सर मेरे घर के बाहर साउथ में सेफ्टी टेन्क बना दिया क्या रेमेडी करू
@kritika.6214 ай бұрын
ghar ke bahar ok h
@richaagrawal87643 ай бұрын
Sir west me shaft de sakte hai.. w3 w4 me shaft de sakte hai
@amezingworld2042 ай бұрын
Sir namaste mera ghar ka sabhi pipe line ghar k bahar se nikali h jo ki nw se hoti hui sw se east k pass SE nikali h kya bahar se bhi nikalna sahi nahi hota h SW se koi upaye bataye please me pareshan ho gai hu sir khet ki jamin h hamari
@kanchanbagdi3537Ай бұрын
गुरुजी मेरा सेफ्टी टैंक तो सही दिशा में है लेकिन ज्यादा काम होने का वजह से सेप्टिक टैंक के ऊपर नहाने का शौचालय बन गया जराबताइएगा नमस्ते
@Truelife_living_im54 ай бұрын
Mera road sw or NW hai..main door west 5 hai
@shankarlalsen4972 ай бұрын
दक्षिण मुखी प्लाट में पानी की निकासी कहा से निकाले
@rajeshsony95593 ай бұрын
Sir sefti ank ki lambi aur chaudi kis tarah hona chahiye Surya bhedi ko dhyan dete hai
@_The_Scalper_Trader3 ай бұрын
Sir mera east to south road h se badha hua h se or west m toilet h jindgi tabah ho gyi h court case ho gya h kuch batao sir pls
@twinklingbabyrishu94964 ай бұрын
Sir meri majburi h ,mujhe uttar disa me hi septic tank aur toilet banana padhega ,aur kahi jagah nahi h to pahale se hi koi remedy kar sakate h please bata dijiye Kya pura tanbe ke tar se lapet de aur kaise
@KunalGahlaut-jb6ec29 күн бұрын
Hamare ghar ke desa guma hua ha East Sauth ki tarf road ha pane kis or nikal please batana
@utkarshsharma82654 ай бұрын
Sir hmare ghar me south west down h to kya southwest ucha krne ki remedy me conduit pipe ki jagha iron pipe lga skte h ?
@Lucky-274 ай бұрын
Yes laga sakte hai..
@HealthOpinion4 ай бұрын
sir Flat me south me kitchen hai... kya ye theek hai... remedy kya kare
@kritika.6214 ай бұрын
ok h
@roshanidudhwala75734 ай бұрын
Sir north ki taraf muh karke khana paka sakte he??? Kitchen vayavya (NW) me hai. Kitchen parelel hai. North and South me slab hai. West me utility area me jane ka door and kitchen sink hai.
@roshanidudhwala75734 ай бұрын
Plz answer sir it's a humble request 🙏
@kritika.6214 ай бұрын
not bad
@SanjeevKumar4204-G3 ай бұрын
Sir North 56 digari guma hua ho tab Kaya Kary
@jaiprakesh-nc7of4 ай бұрын
सर मेरा घर 30 गुना 50 में बना हुआ है पद के हिसाब से देखा जाए तो नॉर्थ वेस्ट कोने में आता है और डिग्री ऑन के हिसाब से देखा जाए तो कोन छोड़कर राइट साइड में आता है तो किसको सही माने प्लीज बताइए
@anoopverma71693 ай бұрын
Sir ji namaste aap ki paid service kitni hai sir
@archanashinde30704 ай бұрын
Sir kitchen me east aur south east ke bich me puja room hai to kya kr sakte hai..kya galat hai kya
@kritika.6214 ай бұрын
no kitchen mai galat h yaha se hatao
@pannalalgupta55344 ай бұрын
south face plot m uter पूर्व में पानी कैसे निकले
@kritika.6214 ай бұрын
or bhi video h check Karen
@Lucky-274 ай бұрын
10:05 😅
@SunilKumar-ns5lc4 ай бұрын
Sir ishan kaun me rain water ka under ground water tank bna skte hai kya or yadi bna liya to kya kre
@kritika.6214 ай бұрын
ok
@chhogalaljain164421 күн бұрын
@@kritika.621 Ishan kon ki underground water tank ka pipe east se agni kon fir south se chhat par ja raha he. Inshort agni kon me flooring ke niche se pure water ka pipe transfer ho raha he. Kya ye mere liye nukshan karak he ?
@amitpanday27124 ай бұрын
Sir, is morpankhi tree outside house, good for Vastu?
@kritika.6214 ай бұрын
ok
@pranaliuplanchiwar11414 ай бұрын
Sir ji mera purv mukhi plot hai tino side me ghar hai letrin pani bahar kaise likalu please bataiye
@kritika.6214 ай бұрын
or bhi video hai check Karen
@arvindarorasira-2motivatio4604 ай бұрын
Sir mera ghar west mukhi Sidi ke 2 steps south ki taraf hai uske baad north ki tarap 10 steps hai phir se South ki or 9 steps se roop se nikal jata hai esme koi problem hoga kya Please sir reply de dijiye bahut pareshan hoon kahi vastu dosh ho nahi hoga please please sir reply kijiye ga
@kritika.6214 ай бұрын
ok h
@shivajisolunke31394 ай бұрын
Sir inviter battry ke liye kam aayega kya ac wala water
@kritika.6214 ай бұрын
Ha
@Onesideelovesadstory3 ай бұрын
Sir Mere Ghar ka mukh east ke taraf hai aur aage jagah bhi hai par अग्नेय kod me kitchen hai aur Mera toilet South West me hai to aur kya safety tank east me bana sakta hu Men gate ke aage Ghar ka area chod kar
@Mrmrschawla194 ай бұрын
Rant pe apartment lete huye vastu mai kia dekhe sir video banaye 🙏🙏
@Lucky-274 ай бұрын
Same rule..
@chhogalaljain164421 күн бұрын
@@Lucky-27 Ishan kon ki underground water tank ka pipe east se agni kon fir south se chhat par ja raha he. Inshort agni kon me flooring ke niche se pure water ka pipe transfer ho raha he. Kya ye mere liye nukshan karak he ?
@Mayank_singh_shekhawat4 ай бұрын
Hamara Ghar Bahut Chhota hai is vajah se ham Ishan kon mein Mandir nahin banaa parahe hain sar please aap koi dusri jagah mandir ki bataiye Jahan ham use banaa sakte hain please sar
@Truelife_living_im54 ай бұрын
Aap west or east me bhi mandir bana sakte hai
@SanjeevKumar4204-G3 ай бұрын
Sir North 56 digari guma hua ho tab Kaya Kary
@chhogalaljain164422 күн бұрын
@@Truelife_living_im5 Mere ghar me agni kon me floor ke niche se pani ki line ja rahi he ? Kya ye sahi he ?
@MaheshKumarSoni-or8jo4 ай бұрын
Sir mere ghar m to N E me hi वाटर हार्वेस्टिंग h ,kya kare
@kritika.6214 ай бұрын
ok h
@achintamishra65162 ай бұрын
Company se order dekar 30 feet ka single pipe 26 wheeler se magwana pregaa..😅😅😅
@toppersacademy75852 ай бұрын
Sar aapka visit karvana Ho to kya
@RamniwasMehra-wf4nq4 ай бұрын
Purav mukhi mkan main toilet ki kui khan honi chahiye sir .gaan main sivar nhi hote kui hoti hn
@RamniwasMehra-wf4nq4 ай бұрын
Ek video jrur bnao sir
@kritika.6214 ай бұрын
East North East mein
@archanashinde30704 ай бұрын
Sir kitchen me east aur south east ke bich me puja room hai to kya kr sakte hai..kya galat hai kya