sir kisi story mein could/would ka use kaise hota h past ya present mein yh smjha de
@zaidclassesАй бұрын
would aur could dono ko modal bola jata hai. Inka ek se jyada uses hai. Aamtaur se could ka use past ki ability(क्षमता) ke liye kiya jata hai. example I could lift heavy weight during my childhood मैं बचपन में भारी वजन उठा सकता था । Would ka use aamtaour se past ki habit(आदत ) ko dikhane ke liye karte hai example I would play during my childhood मैं अपने बचपन में खेला करता था