شیعت میں ایسے بھی مولانا ہیں ۔ سن کر مزہ آگیا ۔ زبردست
@syedhaider1914 сағат бұрын
بھائی جان یہ اھلیبیت کی تعلیمات کا نتییجہ ھے
@rahilaali81307 сағат бұрын
Very informative, concise, practical lecture plz must listen
@MohdAli-j9wКүн бұрын
برزخ کے موضوع پر نہایت ہی خوبصورت جانکاری دینے پر شکریہ محترم❤🎉❤🙏🙏🙏
@syedhaider1914 сағат бұрын
بہترین ماشااللہ
@hussainabbas3986Күн бұрын
Absolutely brilliant ماشاءاللہ
@syedanaqvi193819 сағат бұрын
MashaAllah first time the topic of barzukh very well explained by a young maulana. Allah salaamat rakhay aur Ilmi taufiqat main izafa ata farmaye
@ZeeshanAbbas-k6qКүн бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب محترم ❤
@jaffar69842 күн бұрын
Very good talk of a difficult topic by a young scholar
@danishhussain27418 сағат бұрын
Very small lecture that started and in few eye blink finished. I listened it two times but I will listen it many time until your next lecture. No word to praise. Jazakallah.
@JavedHussain-ks6hfКүн бұрын
Zabardast . Kamal .
@noreenzahra70372 күн бұрын
Very nice Such a thoughtful lecture
@arduitube8982Күн бұрын
شیعیت میں نہیں بلکہ پاکستان میں
@sonuzadi1450Күн бұрын
Shukriya
@going-p3n10 сағат бұрын
ماشاءاللہ ۔ان مولانا کے مزید درس کہاں پہ ملیں گے؟؟؟
@sanaiqbal68142 күн бұрын
Bnda asan lfzo me bta dy brzakh kia ha.. jo start me sawal thy un ka short ans to the point bta dy....
@ghulammohammadshah25905 сағат бұрын
Your explanation is highly acceptable by both Sunni , Shia but I do not understand why some Pakistanis have branded you as from ISI USA, because of better relations with Sharief families
@danishhussain2741Күн бұрын
Banmansoo k darmyan bachoo k tarbayat k misal bohat achi lagi. Is ka matlab to yeh huwa keh zandagi guzarnay k usool, qawaayed o zawaabit insanoo k leay utaray gaye hayn. Chunkeh insan may sub say pehlay nafse ammara jagta hay or dusri taraf insan may seekhnay ka amal dusri mukhloqaat say zayada hota hay is leay insaan woh cheez pehlay seekh k adkpt ker la, ga jo us k samna, pehlay aaye gee. Nafs e lawama say pehlay agar insan ko aisa mahoul dea jaye keh jo insani moashrat k usooloo say mutasadim ho to woh insaan moashray k leay harmful ho jaye ga. Lehaza insani tarbeyat k leay ibteda he may wo mahaul paida karna lazim hay jo khudai usuloo or qawaaneen ka passdar ho. Magar yehan aik sawal yeh bhe to uth sakta hay keh agar koi shuru say hay ghair fitri mahaul may warid ho ker perwan charha hay jaan deeni or ikhlaqye aqdar elaahi qawaneen say juda hoon to kea us insan per barzakh ya jannat yaa jahannum k usuloo ka itlaaq ho ga ya phir youun keh layn keh kis terha ho gaa? Aap k jawaab ka talabgar..hope yoj will reply soon
@syedmuhammad33748 сағат бұрын
Jis waqt insaan ka nafs e lawwama osmein buraee ka shaoor baidaar ker deita hay bus osee waqt woh tauba kare aur apnee past ki zindagee. Ki buree aadaton ko chor de. Insha Allah wo negative se zero per aajaey ga. Ab apne ander achee sifaat ko ikhtiar kare aur apne number 100 tak le jai. Allah ne her insaan mein achchaee aur buraee ki tameez ki salahiyyat dee hay chahe wo acche mahol me grow up ho ya bure mahol mein. Isee leeye Allah ne insaan ko baligh hone tak choot dee hay jab oska nafs e ammara baidaar hojata hay. Allah ham sab ko exit ke waqt yenee mout se pehle sachee tauba kerne ki taufeeq ata farmai. Kyoonke mout ka waqt kisee ko nahee maloom is leeye buraee ka shaoor milte he tauba ker le.
@anjumanemohammadiicrc39296 сағат бұрын
آپ کی بات بالکل درست ہے کہ انسان اپنے ماحول کی پیداوار ہے۔ اسی لیے دین نے معاشرے کی اہمیت پر زور دیا اور قرآن کریم نے جو قوانین بتائے ہیں وہ بھی معاشرہ سازی کے لیے ہیں۔ اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم بھی امت کو ایک نظام کے حوالے کر کے گئے جو ولایت و امامت ہے تاکہ انسانی صلاحیتیں ایک خاص ماحول میں پروان چڑھ سکیں۔ ہاں اگر کسی کو ماحول نہ مل سکے تو ایک قانون جو پانچویں آقا امام محمد باقر علیہ السلام نے ہمیں دیا وہ یہ کہ "آخرت کا حساب کتاب دنیا میں عقل کے مطابق ہے" سو اب سوال یہ نہیں ہے کہ مناسب ماحول ملا یا نہیں سوال اس پر کہ جو کچھ اور جتنا کچھ عقل نے سمجھا اسے کتنا قبول کیا اور عمل کیا۔
@danishhussain2741Күн бұрын
Bohat say waqayaat sunay or parhay hayn keh log buray buray gunahoo may mulawis rahy lakin hedayat mil gaye or gumrahi say palat gaye or naikye ikhteyar ker lee or aakhir tak sabitqadam rahay. Yanee phir gunah na kea or apni zindagi shareyat k mutabiq guzaar dali. Ab un ke barzakh kaisi ho gee? Kea phir bhe barzakh may saza k amal say guzaray jayn gay?
@syedmuhammad33748 сағат бұрын
Meree naqis samajh mein ye aaya hay ke exit yenee mout k waqt ham 0_100 ke darmian jis maqaam per honge wesee hee hamaree barzakh hogee. Insaan k mazee ke gunah wash out hojain ge agar wo sachee tauba kare yenee apne gunahon per pashemaan ho aur aainda zindagi mein un se mukammal ijtenaab kare. Tauba insaan ke leeye Allah ka bohat bara inaam hay jo oskee barzakhee zindagee ko mout ke waqt 100 per elevate ker sakta hay Insha Allah.