CORRECTION 13:12 Al-Hakim (may Allah have mercy on him) narrated in Al-Mustadrak from Anas (may Allah be pleased with him), that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: “Whomever Allah blesses with a righteous wife, He has helped him with half of his religion, so let him fear Allah with regard to the other half.”
@ANKhan14 ай бұрын
Barak’Allahu feek brother. 😊
@shahidkhandesign4 ай бұрын
@@ANKhan1 wa feeka barak allah
@MuhammadSahilAli4 ай бұрын
@ANKhan1Allah's Messenger (peace be upon him) as saying: The whole world is a provision, and the best object of benefit of the world is the pious woman. Sahih Muslim: 3469
@s.forSoap4 ай бұрын
Alhamdulillah i can say i am righteous wife..alhamdulillah alhamdulillah..and my husband is a nice man too may allah give barakah in his life ,health and wealth and bless our kids with full deen ameen
@ANKhan14 ай бұрын
Prophet ﷺsaid: “O young men, whoever among you can afford it, let him get married, for it is more effective in lowering the gaze and guarding one’s chastity. And whoever cannot afford it should fast, for it will be a shield for him.” Sahih Bukhari The phrase translated here as “afford it” refers to the costs of marriage; the Lawgiver wanted to highlight this principle, which is that marriage is not merely a contract or fulfilling one’s desire in a permissible manner; rather it is responsibilities and duties, and it is the man who is responsible for his wife’s maintenance. This also indicates that in the case of one who is unable to get married, it is prescribed for him to focus on fasting, because it weakens desire and reduces the influence of the Shaytaan, so it is one of the means of attaining chastity and lowering the gaze.
@MohammedSameer11224 ай бұрын
Barakallahu feekum Bhai
@mohammadrafe51554 ай бұрын
Sir I have a question tha I had given a bsc exam of amu and my waiting is 343 , can I hope tha it will clear in bio ? I am an external boy sir😢plz reply 😢
@CheckMyPlaylists4 ай бұрын
Focus on the your relationship with Allah Sub'hanahu Wa Ta'ala, do your part, and He will grant you good spouse In-sha'Allah.
@MskIAS14 ай бұрын
Bhaijaan Main Aapko Qareeb 3 Saalo Se Jaanta Hun Pehchanta Hun Alhamdulillah Aapki Is Video Se Bahot Kuchh Sikhne Ko Mila Jazak'Allah Khair Kashirah 😊❤😊
@ANKhan14 ай бұрын
Wa antum fa jazakumullahu khairan. 😊💚
@adib78284 ай бұрын
Wah bete ladki ki I’d bana kr baitha hai naam bhi naughty girl
@MdRn-mw6wc4 ай бұрын
This Massage is for Every Muslims Family👍💯.... Jajakallah khair ❤️
@zee63714 ай бұрын
I hope that every parent in India can watch your video, learn and understand.
@suhaill18904 ай бұрын
NO CASTE, ONLY MUSLIM ✨
@AbdulSami-gi3wp4 ай бұрын
Beshak 🫂🫂
@HumaTuber3 ай бұрын
Alhamdulillah
@Hanzala89564 ай бұрын
Brother getting handsome day by day. Mashallah
@CheckMyPlaylists4 ай бұрын
Very insightful video brother.. Masha'Allah ❤️
@goldenuniverse78764 ай бұрын
13:10 خیر متاع الدنیا المراۃ الصالحۃ ( دنیا کی سب سے بہترین چیز نیک بیوی ہے) duniya ki sab se behtareen Cheez nek wife hai
@mdsalimsiddiqui18284 ай бұрын
Bahut kuch sikhne ko mili aapne bhut behtarin tarike se baat rakhi Jazakallah brother for this vedio Ummid hai aise podcast type vedio aur bnayega 😊
@faiyazkhan2354 ай бұрын
Allah nek orr samjhdar jora banaye ameen
@ANKhan14 ай бұрын
Aameen.
@araishkhan14 ай бұрын
Bhai! Try to convert thi into a Podcast! That may help you to reach more people.
@araishkhan14 ай бұрын
Baaqi your video helped a lot.
@ANKhan14 ай бұрын
In sha Allah I’ll do it. 😊
@arif_194 ай бұрын
Maybe this is a good idea 😉
@mdhafeez53284 ай бұрын
@@ANKhan1 Your contents helped me alot according to islamic laws how to make mine good decisions...work on this I mean podcast it's valuable content you're sharing with us!!!!
@Khwabeeda7864 ай бұрын
Was your follower in instagram watching your youtube for the first time and i would suggest you to start a podcast to reach out people in nore numbers love your content learned a lot from you 🙌
@firdostabassum36904 ай бұрын
Masha Allah!!!! Bhot khubsurat tareeqe se samjhaya bhai......
@HamzaKamilVlogs4 ай бұрын
9:43 reality brother, mene bhi kyi baar dekha h allah ase logo ko hidayat se nawaaze
@zishanahmad42534 ай бұрын
Waiting to see you on podcast with Adil Qadri😊
@mohdrayyan-nh6cg4 ай бұрын
"Assalamualaikum brother, I hope you're doing well. I'm a 20-year-old student, and I'll be turning 21 in December. I noticed that you got married at a relatively young age, possibly around 23 or 24. My question is, how did you convince your parents about getting married early? Was early marriage a tradition in your family, or did you have to persuade them? Also, what advice would you give on convincing parents to support early marriage? Lastly, what are your thoughts on getting married at a young age?
@danish_thelearner4 ай бұрын
You demonstrated many points that are being faced by my family 😢..ya Allah ease my and their problems 🙏
@meowfia_173 ай бұрын
❤❤excellent information and Allah bless you with your family members 😊😊
@uzmashareef104 ай бұрын
Best video at the best time Akhiii ,this was really needed😍✨️
@aamirkhan8564 ай бұрын
Bhai aapne is daur ke hisab se bahut hi badhiya baat bataya hai. Aaj kal ke log khas kar ke naujawan bahut hi sensetive aur aggresive type ke hote hain untni maturity hoti nahi hai aur nasamjhi aur nadani mein apna hi nuksan kar baithte hain. shadi ek bahut badi zimmedari hai mere khyal se shadi tabhi karni chahiye jab ladka ya fir ladki mein itni samjhdari samjh boojh ho achhe bure situations ko balanced way mein handle karne ki salahiyat ho infact jazbaat mein aakar fauri taur par koi faisala karne wali bimari na ho. Allahu alam Allah Kareem sabko mazeed hedayat Dey aur sab ko sirate mustakeem par chalne wala banaye. Aameen
@ANKhan14 ай бұрын
Indeed, aur isiliye jazbaat mein aakar ye youngsters Talaq bhi de dete hain chhoti chhoti baat par.
@nknawaz44 ай бұрын
I’m married Alhamdulillah, i wish I could have this knowledge 5yrs ago. But now we live separate . I’m not with parents. May Allah bless you brother
@adnanekhan58384 ай бұрын
Kuch zada hi dark hogya but anyways Your telling the real life situations ,really helpful and informative.
@zainabsiddiqui21424 ай бұрын
Very informative video bhai✨❤️
@mohd.asimkhan4 ай бұрын
Nice video thanks for addressing an important topic
@Hwaseem14 ай бұрын
Bhai ek experience share karna hai aapse aur kuch sawalon ke jawab bhi lene hain mujhe aapki yeh video dekh kar aaj kaafi arse baad bohot achcha sa feel hua Alhamdulillah
@willymontana4 ай бұрын
AN Khan is such a good and smart human being. How can I defeat him?
@danishali00014 ай бұрын
What??
@reus46994 ай бұрын
No teli(Malik) biradari is hurt in this video... 22:43
@Aynoor123454 ай бұрын
i think it's understanding and empathy of both male and female that plays the most important role in any marriage
@yooshatarique0194 ай бұрын
Beautifully explained each point ✨
@goldenuniverse78764 ай бұрын
14:52 hit kar gayi ye baat, correct 💯
@ItzDippy4 ай бұрын
Mashallah , i saw ur t-shirt , and it was ❤❤❤❤💚💚🤍🤍🖤🖤
@rahilparveen76844 ай бұрын
Sari baate bahut Bhahetreen tarike se samjhayi bhaijaan jazakallah khair bhai ✔️😇
@NEELOFAR14324 ай бұрын
Jazakallah khair brother ❣️✨ Good explanation 🎉 Bhuttt saare doubt clear ho gye..😊 Alhamdulillah....🫶🏻
@Ahsan_Javed_044 ай бұрын
your point is so good AN khan❤
@Techz_Yt4 ай бұрын
Last wala baat sahi hai ki social media pe upload nahi karni chahiye personal life ke bare me
@mr.40924 ай бұрын
27:25 best advice for our generation💖😊
@Mohammad_seraj053 ай бұрын
14:57 khair joke se hat k baat to bilkul sahi h ❤ love u brother❤
@MS-Hussain4 ай бұрын
Video badi hai, 7 min dekha hai baqi insha Allah. Logon ko chahie important hsi zarur pura sune. Buat kam log relationship ke maamle me itne samjhdaar hote hain. Baqi cmnts dekhne ke baad.
@samreenfatma10194 ай бұрын
Love marriage ke nuqsan dur ki baat hai,pre marital relationships are HARAM.Period🙌
@mathsclub39014 ай бұрын
In Pakistan, ab esa nhi dekhte k lrki kitni naik he, ab mostly ye dekha jata lrki kitni modern he, pese wali he or shaddi k bad job kre gi ya nhi, most of the cases me lrki ka rich background hona is must
@Firozbeliever4 ай бұрын
Afsos ki baat h yrr 😢 this is not our culture... In that case nikah easy kese hoga... zinah to har roz aasaan hota ja rha h or nikah mushkil
@mathsclub39014 ай бұрын
@@Firozbeliever exactly
@FarheenShaikh-dg8pn4 ай бұрын
Allahumma Barik, it’s very useful video
@Ahmed-Nadeem-9734 ай бұрын
Mashallah aquib bhai U explain this in a very well manner wo alag baat hai iam not in that age but i want to know about religion aur apne bahut achhe se samjhaya❤😊 allah give u a healthy and peacefull family life insha-allah Barak allah feek🤗
mashaAllah very informative video JazakAllah Hmary liy b dua kejiy ga
@KennSensei4 ай бұрын
Mashallah ❤ bhot kuch sikhne ko mila
@arif_194 ай бұрын
Sahi time per ||. Sahi video aya ( masallah )❤
@victory098194 ай бұрын
Very interesting and informative ;
@mdnaseem71364 ай бұрын
thanks bhai app ke is video se hame bahut kuch shikne aur samjhne ko mila ❤
@Naz-g9u4 ай бұрын
Thank you using English as well, south people r week in urdu nd hindi, dowry is very common in whole south
@rayyanahmad3384 ай бұрын
20:12 CAST SYSTEM KE UPAR DISCUSSION
@lovewillcometrue4 ай бұрын
13:06 Abdullah ibn Amr reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “The world is enjoyment and the best enjoyment in the world is a righteous wife.” Source: Ṣaḥīḥ Muslim 1467
@mdzaheeruddin98544 ай бұрын
Walaikum assalam. Jazak Allah khair ❤
@aquesarabbi65244 ай бұрын
We want to know your nikah story please !
@ms_peace013 ай бұрын
Moral : Achi biwi aur acha shohar naseeb se hai
@اسماءرضوان-ذ9ذ4 ай бұрын
Mai to ek nek namazi ladke ki dua karti hun Allah mujhe nek or saleh sakhi shohar milade
@Unstoppable_sameer4 ай бұрын
Completely tackled all the queries
@taufikurrahman68174 ай бұрын
Good message
@Allinone-oh7qd4 ай бұрын
Very good explain 👏👏👏
@habibHaq154 ай бұрын
Jazak Allah Khair bhaijaan❤
@irfansheikh78654 ай бұрын
Jazakallah khair ❤
@philomath54454 ай бұрын
Apne sab baatein sahi boli h and i am agree with it, bas aapko ladko ko bhi address karna chahiye jis tarah har ladka sharif zadi dhundta h usi tarah ladke ko bhi khud sharif hona chahiye, aksar mene ladke dekhe h jo khud ki bohot sari girlfriends rakhte h and ulti sidhi chize karte h lekin jab bari shadi ki aati h tab unko shrafat yaad aa jati h biwi sharif dhundte h. Kyu ek sharif ladki aise ghatiya insan ko mile , unhe wohi ladki choose karni chahiye jisse wi date karte h na ki kisi sharif ghar ki shrif zadi, taki us ladki ki Zindagi barbad hone se bach jae. Ladke trap karte h jada tar cases me
@adib78284 ай бұрын
Tension Na lo aaj ke samai mai shayad hi koyi acchi ladki ho ladkiyo se zyada acche ladke mil jayenge jinka koyi girlfriend nahi rahi hogi aur yeh bhi yaad rakhna ladko ki population kam hai ladkiyo se
@philomath54454 ай бұрын
@@adib7828 i think u r uneducated. We knew what u people are watching in your phones and your gaze and your choice, ladki bhav nhi di hogi ye baat ho sakti h par tum khud ko Sharif na bolo...
@adib78284 ай бұрын
@@philomath5445 Bura lag gaya tujhe can’t accept reality 😂nah I am not uneducated like you I just said facts aur tujhe mere baare mai kuch nahi pata toh mere baare mai mat bol shayad tu khud sharif nahi hai apne tarah mat samajh
@philomath54454 ай бұрын
@@adib7828 yahi to baat h agar tum khud acche hote na to tum aevehi kisi ladki ka kirdar na judge kar dete , if you really have ever studied Quran and Hadith then you must know the worth of women in Islam and last wording of our prophet (PBUH) that be fearful in the matter of women. I think abhi bohot zarurat h aapko padhne ki sahi tarah se padhne ki, hukuk janne ki...
@adib78284 ай бұрын
@@philomath5445 Mai accha hi hu aur mai toh bas sach bol raha hu boldo yeh sach nahi hai kya Aur tum jo jhut bol kr ladko ko judge kr rahe ho yeh ladkiya Quran aur hadith ke hisab se chal rahi hai which worth of women you’re talking about mujhe nahi zarurat hai padhne ki koyi hukuk janne ki
@Sahbanquadeer4 ай бұрын
The best part is about cast ..
@nknawaz44 ай бұрын
There is no cast in Islam
@Sahbanquadeer4 ай бұрын
@@nknawaz4 to cast ki baat kr kon raha ha
@Muslimah7034 ай бұрын
Well explained Bhai ZajakAllah Apne ladke ki bat to krli isse Alhamdulillah hum ladkio ko bht chize seekhne ko milengi .. But i request you ki ladkioo ki trf se v ek video apni raay or experince share kare also ladki wale kis tarah rishta find kre ky ky points dekhe ladke side pe( arrnge marriage ) also bhai india me parents bas jyadatr yahi dekhte ki ladka kamata acha ho...bhle uski shakl bilkul achi na ho or Deen ke naam pe bs naamze .... mai burai ni kehri jo mere sth or baohotoo ke sth hora bs wo btari😂..... mere papa pesa ni dekhre actually wo kamat theek thak ho lekin eduaction matric paas hai fr v rishta paas krdete i mean bohot low no wale matric pass akalmand nikljate bakio ka sb janta h ky haal hai.... Bs ye hai parents ka shyd bojh jimmedari pta nhi.... its like bs biyaaahhh dooo bitia ko qki hum middle class wale h bht hayfay dahez offord ni krskte ...plz ap btana ky ky points dekhne chhye mere Papa Alhamdullilah fr v co operative h thore heheh daat sunugi pr i ll try to make him understand things .... basically ap is video ka vice versa bnado bht meharbani hogii hum ladki walo ke lie .... Apna kaam h mehnat krna bs wi krna chhti hu Bakki Allah behtaareen karsaaj hai ❤ JazakAllah May Allah give the righteous spouse to all brother & sisters out there Amen.
@mhdaaquib4 ай бұрын
Zazakallahu khair ❤
@shireenansari64394 ай бұрын
25:20 " Zamana nhi khrab h jo log usme panap rhe h wo achche nhi h" .....So ture😢
@AreebaShoukat-fg2fq4 ай бұрын
Best video ....when will you start vlogging I was waiting for it😢
@HMDCSocialmedia4 ай бұрын
BHAI kasam se dill se is video ko dekh kar dua nikal rahi he bass ek baar aapse milna zaroor chahta hun IN bato ka experience karne ke liye please bhai
@Zikra_Siddiqui14 ай бұрын
Assalam Alaikum Akkhii ❤😊
@waseemmewati78724 ай бұрын
You should also make a video about job culture and professional life of muslim girls..
@yes.allaboutLife4 ай бұрын
Best app to learn islam. Tum bhai konsa use krte ho app.
@ttaqvi4 ай бұрын
assalamlaykum Aaqib bhai... dher sari dua apke liye... aap apne nikah ki story bataiye please.
@NasirJavaid4 ай бұрын
Very informative!
@Budddyfrom4 ай бұрын
bhai assalamualykun, mai ek college student hu, aaj kal college ka haal bahut bura chal raha hai sabhi haram ke taraf bahut jada ja rahe hai aur mujhe ye samajh nahi aa raha hai ki mai apne aap ko kaise control karu in haram chizo se like majority of muslim student haram relationship aur ladkiyo se be wazah baat karna ye sab bahut aam hai , aur jab mai in ko samjhata hu to ye sab ulta mere pe blame dalenge ki tu bada aaya kazi shb banane so mai bahut pareshan hu aur ladkiyo ko bhi pata nahi kya ho gya hai vo burkha bhi bs apna face chupane ke liye lagati hai baki vo log bhi haram ke kamo me lagi hue hai, mai in sab me distract ho raha hu ,aur in log ke hisab se jo ladkiyo se baat nahi karta vo pgl and many more . Aur inko allah ka zara bhi khauf nahi hai. aur ha mera question tha ki (IN SAB CHIZO SE KAISE MEHFUZ RAHE ) and bro I inspired by U .
@remooffice97534 ай бұрын
Namaz padho , Aligarh me main 18 years Raha and alhamdulillah never involved in a haram relationship. Namaz padho , study Karo , outdoor games khelo. Maine yahi kiya
@M.Hamzahshk4 ай бұрын
Bhai jo explanation diya hai aapne 🫡❤️
@mohammadshafe2474 ай бұрын
Bahut zabardast video👍
@Zikra_Siddiqui14 ай бұрын
Akkhii, Q&A ho jayee??!! 🙂👀
@SabirAli-wq4nc4 ай бұрын
It is helpful.
@ansheekapandey82384 ай бұрын
video on marrying a revert please.
@ansheekapandey82384 ай бұрын
@@Medicoayan22 yes
@missionncert853 ай бұрын
Mashallah ❤❤
@nesharmonitor45884 ай бұрын
Bro, I was in a relationship for 2 years and at the end my so called partner said kei mummy pappa mere lye nya rista final kar dye hai ladka kaisa hai nhi pata but ushne hah kar fya...... Mera college life sei chala aw rha tha 1 year long distance vhi tha but avhi alag ho gye hai maine ushe bola tha kei mai apke family sei baat karta hu toh she said KYA KARTE HO JO FAMILY KO BOLOGE.... Mai ushe bahoot kuch chizo sei bacha kei rakha tha even ushe islam kei bare mai bahoot kuch sikhane kei kosis kei but at the end ushne apne parents ka side lya... Bas ab Allah pei bharosa hei or wahi madadgar hai or na ab relationship mai anna hai or na aisa kuch khoish raha....... But maine yeh real face kya hota hai maine dekh lya... Ab kisi kei baato ka bharosa nhi raha sewai Allah ke🥺
@asifahmed65684 ай бұрын
Jab usne tujhe tere kaam se jaana tha tujhe bhai Tera rasta tabhi samjh aajana chahiye tha.. waise b pasand tha wo rishta to Ghar pe batadeta bhai. At least Ghar Wale aake baat aage badhti ya wahi khatam hoti. Ab tu trauma Mai Jake apne duniya aur aqirat ka nuksan mat kar. Allah se maafi maang tauba kar and apne parents ke liye aur khud ke liye qabil ban.. achhi partner ki dua kar Allah se achhi umeed rakh Allah accha ata karega
@nesharmonitor45884 ай бұрын
@@asifahmed6568 inshallah bhaijan..... Allah is the almighty ❤️
@nesharmonitor45884 ай бұрын
Bhai mai ready tha bolne kei lye but bas job ka wait ker rha tha and ushene yeh vhi kaha tha kei avhi time hai mai masters kar lungi and aup tab tak settle ho jaw..... Kher joh vhi hwa achaa hei hwa...... But bura toh tab lagta hai kei agar next wala Banda Deni dunie na samjhe toh phir kharab hai......
@asifahmed65684 ай бұрын
@@nesharmonitor4588 khair Allah se dua karo bhai ab Jo hua wo kuch badal to nahi sakte magar ek acche insaan to ban sakte hain
@nesharmonitor45884 ай бұрын
@@asifahmed6568 inshallah
@imperfect74434 ай бұрын
Conclusion NASIB
@heartplayer91474 ай бұрын
Eye opening video
@Anonymous-f5p4 ай бұрын
What do you think about people who are only present in someone's life during good times but disappear during tough times?
@Himu15784 ай бұрын
What a speech 😲❤❤
@aeshan-7864 ай бұрын
Bhai kya aap investing karte ho, stock me ?? Halal investing kya kya hote h ???
@danishfaizan52774 ай бұрын
Bhaiya can you provide link of t shirts you wear please
@faizanali15774 ай бұрын
Assalamualaikum, parents bina dahej liye nhi maan rahe shaadi ke liye, bol rhe ki hum kuch nhi mangenge but wo kuch denge toh mana nhi kar sakte humlog". Maine apne parents se bola ki "aap ek baar bolde ke koi furniture wagera nhi Dene". But wo bole ki "aise nhi bol sakte, dusri baat hojayegi" Unhone phir hadees galat quote ki ke "hamare nabi SAW ne bhi hazrat Aisha ra ko bhi cheezen di thi.. toh dahej lena bhi gunah nhi he ". Phir maine bataya ke wo cheezen bhi hazrat Ali ra ne apni zirah bech ke paise laaye thhe ". But koi Maan nhi rha bina dahej ke. Ab mein kya karun?
@yooshatarique0194 ай бұрын
Mard bano aur mana karo. Dahej lena gunah hai.
@MuhammadSahilAli4 ай бұрын
Jo Saman Dahej Mein Milega Wo Le Aao Khud Hi
@The_simplifiedz4 ай бұрын
Tahajjud🤲
@user-sc6qs5sm8n4 ай бұрын
14:30 lesson for parents
@roman_shaikh4 ай бұрын
Assalamualaikum bhai Thumbnail me Apko thodi si improvement krni chahiye Jaise apne aap ko centre me rakhna chahiye tha apko aur text ko aapke right aur left me rkhna tha background kuch acha select krna tha Jitna attractive thumbnail hoga utni audience ko aap reach kar paoge bhai Just a suggestion And love your videos ❤❤
@ayman___aziz4 ай бұрын
Brother Aquib, must say Alhamdullilah at 26:41 because evil eye is real. I am afraid for you, atleast I said allahumma barik
@imranmallick95854 ай бұрын
Bhai Nabi ale Salam ni Nabi sallallahu alaihi wasallam
@HumaTuber3 ай бұрын
Both are right 👍
@mirafsan54 ай бұрын
Good 🎉
@UmarFarooque-ds3fk4 ай бұрын
The last line was epic 😂" aisi nazar lagegi, barbaad ho jaoge"😂 Akib bhai, keep up the good work, may Allah reward you for it👍🏻👍🏻👍🏻
@mad_muntasir4 ай бұрын
24:56 waiting for that video
@MuhammadAzeem-yv1rn4 ай бұрын
Please start podcast sessions
@Soulful_424 ай бұрын
Assalamwalaikum bhaii 😊
@Anonymous-f5p4 ай бұрын
How do you feel about someone who treats others as disposable once they have served their purpose?