Рет қаралды 458,436
Click here to Subscribe Star Plus : / @starplus
Free Subscription : / @starplus
Watch More Like This : www.youtube.co...
Bapuji ke naye faisle ne Vanraj ko kiya ghar se bedakhal, aur Anupama ko banaya ghar ki nayi maalkin. Is faisle se Vanraj aur Anupama khush nahi hai.
Ek taraf Vanraj ghar se jaane ki tayari karta hai, aur dusri taraf Anupama Bapuji ko samjhane ki koshish mein hai ki wo Vanraj ko maaf karde.
About
------------
"Ye kahani hai ek madhyam vargi housewife ki jisne kabhi jeevan mai haar nahi maani. Ek ideal maa, ek agyakari bahu, ek acchi patni, ek pyaari beti - usne har rishta hamesha dil se nibhaya. Par zindagi ko tha kuch aur hi manzoor. Uske pati Vanraj le aaye uski sautan, Kavya aur bikhair diya unka sansaar.
Anupama ne ki divorce ke baad dobara se nayi shuruat. Hazaron utaar chadhav dekhe Anupama ne aur datt kar kiya saamna iss samaj ka. Ek sehmi aur dari hui aurat bann gayi aatmanirbhar aur hoshiyar. Zindagi ne di ek nayi disha aur dher saara pyaar. Anupama ek misaal hai ke zindagi mai namumkin kuch bhi nahi.
"
#anupama
#drama
#vanraj
#starPlus
Connect with Star Plus on Social Media
Hotstar : www.hotstar.com...
Facebook : / starplus.in
Instagram : / starplus
Twitter : / starplus
अनुपमा | Bapuji Ne Kiya Vanraj Ko Vaseehat Se Bedakhal