For best and Short Notes type material for last months like formula sheet mindmaps (Fre mein😂):- t.me/TheApronBoy. Join kar lo 🙌
@Aaditirajput_neet_motivation13 күн бұрын
Bhaiya addhar card me photo bhi change karana hi Mane pichle saal hi change karaya thaa
@NancyAgrawal-z7h13 күн бұрын
What I should do?
@MuskanBharti-qy6hi13 күн бұрын
❤
@SahabSingh-m9q13 күн бұрын
Bhai mene B sc bhi kar liya to 3 year ke marks bhi include honge apaar id mai
@aliyashamsi563713 күн бұрын
Sir I am a dropper what should I fill in student of
@editz_kishor-313 күн бұрын
4:30 save time
@Ash-vh5fm13 күн бұрын
thanks
@Shittalker0713 күн бұрын
Bro's a life saver
@anjli970513 күн бұрын
Thanku ✨
@KartikaJaju-ih7hr13 күн бұрын
Thanks 😍
@Jotaro_kun4k2012 күн бұрын
Thanks bhai
@aaruuie13 күн бұрын
Govt. Ko sub kuch 2025 mai he karana hai😭💔ak to syllabus ki tention aur kyaa kyaaa new new notice aani reh gayi 🐷
@GopalMeena-b5w13 күн бұрын
Sahi hai yarr
@Suruchi_yadav10813 күн бұрын
Ha j
@AniAnil.0113 күн бұрын
Exactly yaar
@Haazshxkh13 күн бұрын
Sahi
@neetwalalove132312 күн бұрын
kuch bhi krwale govt but 2024 jaisa sceen n karvaye
@Pri9c-Y13 күн бұрын
Esa ek card politician ke liye bhi banvana chaiyeki jisse pata chale vo kitne saal seat par adda jama kar baithe,kitne logo ke paise khaa kar baite,kitna kaam kiya......😮💨🤕 Ek e aadhar ka masla khatm na hua tha tab tak e nayaa card bhi aa gaya😢😭😭 Esa hi chalta raha to 2050 tak 30-40 card ban jayenge 🤷🏻♀️😓 Ab ese haal mai bachche padhe ya card banavane aur update karvane ke liye sirf dhakke hi khaye...😮💨😭😭
@Mylifemyr13 күн бұрын
Sahi kaha yaar Ye sarkaar pagal ho gayi hai inhe card ke alawa koi kam hi nahi hai
@MahiGupta-y2w12 күн бұрын
APAAR ID ❌️ KPAAR TENSION ✅️
@JuliKumari-bb2kv11 күн бұрын
😂😂😂😂😂😂he bhagwan 😂😂😂
@kashishraj705010 күн бұрын
🤣
@AJEETE7410 күн бұрын
😂😂😂😂sahi me yar
@Nishuuuuu615 күн бұрын
😂😂 kha se aate h aise aise log 😂😂
@infintzgaming945813 күн бұрын
Bhaiya mera situation samjho ki mera syllabus khatam ho gaya lekin jab revision karne jata hu like current electricity.. notes revise karne me 15 minutes lagte hai lekin us chapter sare questions revise karne me 6 - 8 hours lag jate hai.. isko kaise kam karu
@dhansingh9713 күн бұрын
Same problem
@Sarwar49213 күн бұрын
Same haal
@Bashit90213 күн бұрын
Bhai practice and practice karte jao ....
@ShivamKumar05913 күн бұрын
Same here😊
@iamsrm_92113 күн бұрын
practice only pyq
@amankumar-ft2ck13 күн бұрын
Bhailog bht aasan hai digi locker se bn jyega. Simple apaar search kro. Agr dropper hoth srf 12 ka roll number dalkar bna skte ho.
@ramjankhan332513 күн бұрын
Dropper hai toh ye important nhi hai class 12 ka hi information se banega you can put Class 10 details also!
@suryansh.113 күн бұрын
@@ramjankhan3325bhai banana zarori hai kya
@aritrabanik741513 күн бұрын
Class 12 boards ke marksheet me jo roll number hai wahi roll number dalna hoga?
@ramjankhan332513 күн бұрын
@@aritrabanik7415 Yes.
@omkarkanchan6013 күн бұрын
Identity value kya h bhai
@anantmittal956413 күн бұрын
bhaiya mai dropper hu to kya mujhe bhi is apaar id ki jaruuat padegi yaa fir nhi
@RohanSaini-w3g13 күн бұрын
Thanks for information bhaiya❤
@Neet_aspirants1210 күн бұрын
Bhaiya apaar I'd bna chuke h ..but ab agr aadhar card me photo update krwayenge to apaar I'd me bhi photo change ho jayega kya? Kya krna hoga uske liye....ki dono me same photo aa jaye update ke baad?
@ANAMIKAKUMARI-ns1fmКүн бұрын
Bhaiya college name nhi aa rha h dalne pr bihar board ka
@vaishnavikumari907613 күн бұрын
Thanku bhaiya ish important information batna ka liya..❤
@Santosh-qp9xe10 күн бұрын
Bhaiya Aadhar update kahin nahin Ho Raha hai kya Karen hamara date off birth galat hai
@royakash4387013 күн бұрын
digilocker me 10th ka marsksheet to add kar diya...but 12th ke liye bihar board ka option hi nahi hai...kya kare😢..plz reply.😢😢
@DhirajKumar-dm5is6 күн бұрын
Bhaiya mai toh dropper hun kisi college me admission nahi liye hai toh "select i am student at".... wala option me kya likhe
@ManishaChoudhary-yj8hu8 күн бұрын
Jo phone number aadhar se link hai usse hi neet registration krna hai kya?
@AlokKumar-e9h9q12 күн бұрын
Bhaiya meri bachpan ki photo hai aadhar card pe to kya photo bhi update karwana padega
@Ambuj-mr4ym13 күн бұрын
ye sb krke hoga kya at last paper leak to ho hee jata hai...........show off krke kuch bdl to nhi jayega pichli baar bhi bdi checking hui thi .....at the last kya hoga
@umakanttiwari783613 күн бұрын
To mat kra bhai gyan matt de..
@princyyyy2113 күн бұрын
😂@@umakanttiwari7836
@sharmajiOfficial-AS12 күн бұрын
Paper to leak hoga he bhai o nhi rok skte a .
@NEET-n4t11 күн бұрын
Ha Bhai but kya hee kr skte hai paper to dena hi hai
@SouravMaity-n8k13 күн бұрын
Dada. Mei class 10th ak school sei. Class 12 dusre school sei Kia. Ab kya karu. Donno school mera ghar 1hours ka hai.
@incognito570313 күн бұрын
4 hrs ki journey kro Ya fir online banao
@zyreex16913 күн бұрын
Jiss mobile se comment se kar rah hai...ussi se bana lo dada 😂
@taufique._.13 күн бұрын
Dada it just take 1 minute.....you can put roll and year of any one 12th ya 10th
@MohdKalam-w6n12 күн бұрын
Same problem
@MdMonabbar-zg9wu12 күн бұрын
Bhai digilocker se bna sakte ho
@Drxrohitrk13 күн бұрын
Bhaiya mere ko neet Hindi medium ke liye best batch kon sa hai
@redheadking191012 күн бұрын
Adhar update korne ke bat he apaar id bonau ya pehele bhi bana sakte hein sir
@uxmAborntoshine13 күн бұрын
Thnks for information baiya ❤❤❤❤
@JasmineSahu-pr7mw13 күн бұрын
Bhaiya agar koi partial drop jaise bsc leke neet ki taiyari kar raha hoga toh wo kaise banayega please reply 🙏🙏🙏Kya abc id or apar id same hota hai
@Arfat76213 күн бұрын
Yes dono same h ( shayad)
@Aastha_dhakar10 күн бұрын
Same problem
@mansipatidar40615 күн бұрын
bhaiya school ka name hi nahi aara list mein or school band hogya hai
@Drabhay2.013 күн бұрын
Bhaiya abhi tak admission nhi hua hai to kon sa university name dalenge please reply 😢😢😢
@Dipak_kumar24213 күн бұрын
Bhaiya pls yeh bata dijye, dropper student ko APAAR id banane ke liye 10th wale school mai jaiye ya 12th wale school mai , kyu ki mara dono different schools hai .pls reply
@shivammali990112 күн бұрын
10 ya 12 ka koi ak roll number dalna in umang app ho jayega
@PreetiPatel-q1o10 күн бұрын
Bhaiya meri Age 1 march 2025 ko 16 year 5 month hoga kya mai neet ka paper de sakti hu
@PrinceVrindavanVasi0713 күн бұрын
4:30 dg loker application क्या है
@Muskan-h3c13 күн бұрын
Usse he apaar card banega
@sujata7533513 күн бұрын
Bhaiya adhar card se photo update karna compulsory hai kega ?
@bealonebestrong13 күн бұрын
Haa bhai.. Mera bhi bachpan ka h to face and fingerprint update karwana hoga aab..
@Storm20p113 күн бұрын
Bhai agr school aur aadhar ma father name ka spelling different hai aik word mai Kya kre? ..@@bealonebestrong
@usersama100013 күн бұрын
Aadhaar card me 13 or 14 years ki thi tb ka photo hai to kya av ka recent photo v update krna hoga?
@priyanshiyadav647113 күн бұрын
Photo, biometrics update krwa lo for easy process during exam
@kripheshbarman.12 күн бұрын
@@priyanshiyadav6471are you dropper
@Dr.aD00211 күн бұрын
mera aadhar card me pura naam hai but 10th ki marksheet mein sirf "divy" Likha to kya karna padega
@NANDANIYADAV-gm6oz12 күн бұрын
Bhaiya adaar me samll later hai aur 10 certificate me capital hai chalega kya ya change kerwana hoga
@BiswajitBaro-dy1of9 күн бұрын
Adhar card me 15or 16 years ki thi tb ka photo hai to kya av ka recent photo update karna parega.....anyone please tell me😢
@alihusain5379 күн бұрын
Sir mai Bsc me hu aur apaar id mai bana chuka hu kea wahi id lagega ya new bana hai
@AnkitKumar-ud5gw4 күн бұрын
If i passed class 10 in 2022 then what should i mentioned in admission year
@sanjitkumar525213 күн бұрын
Me dropper hu or me BA ya Bsc me admission bhi nahi liya hu me kaha jakar apaar id card banaye
@TwinkleWaskale13 күн бұрын
From digilocker
@sanjitkumar525212 күн бұрын
@TwinkleWaskale digilocker se ban jayega na
@TwinkleWaskale12 күн бұрын
@@sanjitkumar5252 Yes ban jayega
@TwinkleWaskale12 күн бұрын
Digilockerr appar search krke information fill kro ho jayega instant
@sanjitkumar525212 күн бұрын
@@TwinkleWaskale ok thanks 👍
@MagicalHema_019 күн бұрын
Admission year kya rakhe?
@anindyachakraborty389613 күн бұрын
Sir admission year main Kaya dalna hai, passing year of class 12 or entry year of class 12
@ritika548113 күн бұрын
Bhaiya admission year kya dalu. Jis year 12th me admission liya tha, ya fir jab 12th pass out kiya tha.
@ArvindGaikwad-g3u13 күн бұрын
Apaar ID bharane ki link kahan per milegi
@LordRadhakrishna14313 күн бұрын
Bhaiya , jab mai 5th class me tha tb ka photo hai aadhar card me , too only photo update ho jayega ya nhi 😟😟
@PREDATXER13 күн бұрын
Thankyou so much bhaiya😭😭❤️
@MayurPawar-p8r13 күн бұрын
Is bar neet online mode par hone wala hai kya
@Ankushkumar-ej1to13 күн бұрын
Bhaiya ek video upload kijiye jisme appar id kaese bana hai please 🥺
@Lofiswd13 күн бұрын
College ya school me jao
@Naimajaan-p3p12 күн бұрын
mera toh abhi syallbus b khatam nhi huwa ha 😢😢 aur uper se yeh kyah tension hai
@ShivanshGaur-z1y12 күн бұрын
Bhaiya mera adhar card to shi hai bas keval vhi photo Purani hai to kya fir bhi update karana padega
@Neet32512 күн бұрын
Bhai Mera ek question ye hai ki maine class 10 and class 12 math se kiya aur next year maine sirf bio ka paper de diya kisi dusre private school se de diya too main kaise kya kru ek vedio ispe banao plz I request u bhaiya mai aap ki bhaut time se follow kr raha hu
@mahakkardam12 күн бұрын
Same here Prblm
@Auralaura-t5h13 күн бұрын
Sir meri problem smgho mai abhi dropper hu pr abhi mai 17 ka hu pr iss sal me july ko mai 18 ka ho jaunge to kya mai Direct bna lu digi locker se
@Shwetayadav30811 күн бұрын
Partial drop h mera bhaiya appar I'd phle hi clg (1 semester)ke liye bn chuki h to kya whi I'd use hogi yha bhi
@Ishantsharma6913 күн бұрын
Bro this video is insane ❤
@NEETMotivation2m12 күн бұрын
Ye sab kuch mere tym hi kyu kar Raha hai May me exam hai Neet ka aur inlog ka alag hi drama laga hua hai
@Kgon-i2u13 күн бұрын
Mera icse board hai vo show nhi ho rha ...
@aritrabanik741512 күн бұрын
apaar id me Maine admission year 12 th ka passout year dal diya tha koi dikkat aayegi kya?
@KusumKumari-wi7ou13 күн бұрын
Hello sir good morning Mera ek doubt haiii ......main bsc m addmission krwai hui 2nd year student toh main nhi class 12th k basic pr bnwa sakte h .......mtlb ki hum bsc k koi information na de toh chalega
@maifoodie..34013 күн бұрын
Bhai abc id ke sam nahi chalega kya..
@futuredocter140313 күн бұрын
Sir maine 2024 me adhar update karva tha fhir se update karva parega kya.
@car.xyz.194813 күн бұрын
Bhaiya mai class 10th me aadhar card update krvaya tha , sab kuchh thik hai, to kya jarurat hai phir se krvane ka ?
@Divxz_ll13 күн бұрын
Online mera college ka naam nahin mil raha hai digilocker per main kya kar sakta hun?
@SWATIKUMARI-fv8ey12 күн бұрын
Mera adhar card mein thumb impression main cut laga hai to kya adhar update karna padega... bhaiya please help 😢😢😢
@Kouravjii-l1t12 күн бұрын
Identity type me kya dalna h
@Sidhureactvideos13 күн бұрын
Jisne class 10 th private kiya ho usko kesa chose kregee?? Can explain.
@Rishibio728012 күн бұрын
I love you... dil par sab haat rakhe aur bolo all is well 😊😊😊😊😊
@VivekYadav-sf8qf13 күн бұрын
Bhaiya Mera 10th marksheet pr aur aadhar card pr DOB alag alag h kya main neet ka form bhar sakta hu. Aadhar DOB limit cross problem hai. Solution batayiye please 🙏🙏🙏
@khushibairagi-xj2qw13 күн бұрын
Bhaiya aapar id abhi banvaye ya form filup krne k bad
@raaz96711 күн бұрын
Bhaiya 10 class college nhi aa rha
@AdeebaAnsari-ol4my13 күн бұрын
i am 2026 aspirant but mere pass h ye mere scl walo ne banawaya h abhi kuch din pehle 🤣thank god maine banwaliya 😵
@NEETard_202613 күн бұрын
Same😅
@AbhayPratap-e4e11 күн бұрын
Kase banaya aapne
@AnkitKumar-bb6rb13 күн бұрын
PLS SIR POORA Read kariyega:Sir mai bsc chemistry kar rha hoo and maine bsc course me hi apaar id banaya hoo ab mujhe samjh nhi aa rha hai ki jab neet ka form aayega to mai usme kya dalu ki mai 2nd year me hoon agr ye dallonga to kya mujhe medical college me admission ke time kon se documents jama karne honge pls reply confused hoo pls bata dijiye
@prabhat1.05713 күн бұрын
Bhaiya school me ban chuki he , phir se banaye kya Please bata dijiye
@aysharaj316413 күн бұрын
Bhaiya mera aadhar update 2023 me hi hua hai to fir karana jaruri hai kya plzz bhaiya bta dijiye
@Akthmuro13 күн бұрын
Identify value kya de bhaya ? Ab hame kya pata konsa college milega full of thought kya karen ?? Kab tak banvana hai card ?? Please reply
@Anubhavverma_2113 күн бұрын
bhaiya phone number adhar change karwana padega kyuki paPA ka laga hai mobile number adhar mein
@Eco_Ed_Snehal13 күн бұрын
Maine last year adhar update Kiya hai and usse apaar id banvaya hai toh koi problem nahi hogi na?..... ya phir iss saal adhar update compulsory hai?
@NaveenKumar0071012 күн бұрын
😢bhai ye adhar card,apaar card,kapaar card ye kya kya ban rha hai .... Ab lagta hai ki bhojpuri me bhataar card bhi banne lagega 😅😅😅
@VarshaKachhap-bw7hl12 күн бұрын
Kapaar😂😂😂
@Someone_know_you12 күн бұрын
😂🤣🤣
@Spiritual81537 күн бұрын
😂😂
@Khushboopal271313 күн бұрын
Bhaiya andhar card main date of birth 2007 h pr 10th ke markshett pr 2006 hai to kya karu
@cameoboi13 күн бұрын
Ab kya purana jo photo hai adhaar card pe woh bhi badal na pdega kya?
@sehenaz477612 күн бұрын
Maine class 12 ka details dala koi problem to nahi?
@GovindRajTripathi13 күн бұрын
BHAIYA JO USME ADMISSION YEAR LIKHA HUA HAI USME KONSA YEAR DAALNA HAI SMJH NHI AA RHA, PLS EXPLAIN ANYONE
@SnehasishDas-f9d13 күн бұрын
Bhaiya mane recently November me apna aadhar card update Kiya tha jisme mera photo bhi update hua tha to bhaiya mereko firse update karna k jarurat ha kya ??
@ashu123-eg1zv13 күн бұрын
Thank you 👍❤❤❤❤❤
@Aspirant_0k13 күн бұрын
Bhaiya Neet k form me konsa phn no.uss karu...mera toh sara kuch mere number se hai but adhaar me parents ka number hai 😢
@Puja-cx713 күн бұрын
Bhaiya kya online ki jo shops hoti hai waha par jake ye APAAR ID kara sakte hai ya fir school me hi karwana hoga .??
@bealonebestrong13 күн бұрын
Digilocker se simply 2 mint me ban jata h... Then go for it bahar se time and money waste hi hoga..
@Puja-cx713 күн бұрын
@@bealonebestrong okay thanks
@CrazyAR459013 күн бұрын
@@bealonebestrongbro admission year kya du abhi 12th me hu?
@abhijitsharma237212 күн бұрын
Identify value me kya dale
@rojallali742813 күн бұрын
Bhai kya current face update karana hai adhar me sab ko maine jab adhar banwaya tha bahut pahle tab ka photo hai usme
@BelieveinGod-ht-213 күн бұрын
but im still in 12th class mera tho abhi 12th nhi hua main kya karu ,jab tak neet registerstion khatam ho jaegai mere 12th ke exams lage honge ,muje banani hai id...... plzzzzz reply bhaiya
@JyotiSharma-6213 күн бұрын
Mujhe pta nhi hai friends kya kya document lgta hai plz reply taki mai sab pahle se hi banawa saku
@akrish_akash13 күн бұрын
Certificate or adhar card me parent's ka title alag h to kya krna higa😢
@fromHarvey13 күн бұрын
Maharashtra state board wale 'im a student at' me kya select kre? 😢
@KunalKumar-im9hcКүн бұрын
Class 11 ke backlog ke liye bhi video banaiye na
@shristiahirwar232613 күн бұрын
Phone me bnane ki bad ducument ki trah niklawana bi padega?
@MonikaYadav-r1b13 күн бұрын
Kyuki me gav se 12 th pas ki hu Or present time me bhopal se prepration kr rhi hu 😞 To nhi ja paugi 😢😢 Please help me 🙏🙏🙏
@KhushiKumari-k4u7e13 күн бұрын
Bhaiya mai dropper hu toh 10 k basis pe banau ya 12 k basis pe
@NehalMakwana-m7q13 күн бұрын
Bhaiya maine last yr aadhar card update kiya hua hai to ab Firse to nhi karna padega na dropeer hu
@ShwetaGangwar_12132 күн бұрын
Mera adhare English me sb kuch thik h Hindi me name Galt h to kya update kare
@DhirajKumar-dm5is6 күн бұрын
Identity value me kya likhee
@Ishika-xr1vl12 күн бұрын
Phir iska print nikalna hoga?
@MortuzaHussainChoudhury-s4o8 күн бұрын
Apaar id phone m save korna h ya fir print out korana h Please anyone tell me
@KhushiKalsi_01913 күн бұрын
Thnkuuu soo much bhaiya !! ❤️🥹
@ManishaChoudhary-yj8hu13 күн бұрын
bhaiya mere aadhar card me papa ke naam me 'a' gayab hai. Kya mujhe woh change kara lena chahiiye?
@riya6775013 күн бұрын
Are yaar jo 12th ke baad bsc kar rahs hai uska kaise banega plz reply me 😭😭😭😭
@arkamanna273213 күн бұрын
Bhaiya I am already a dropper and 18+(not minor) so as per instructions my parents don't need to go to school anymore, so I can generate this APAR id by my mobile phone at home...... right?