Frequently vdo lao yr me bhi apache lover hun since 2007 se mere pas rtr series hain
@harshitchoudhary92012 ай бұрын
👍 badiya lag rahe ha paint konsa use kiya
@BikernBabyBikerАй бұрын
Bhai paint wale video mein hi saare paint dikhaye the 😀 Dekho 1 baar. Apar brand hai uska use Kiya mostly.
@Rewind_palАй бұрын
भाई इसका एक बार engine flash करना जरूर जब चलाना शुरू करोगे
@BikernBabyBikerАй бұрын
Flush se better maine soch hai. Abhi iska oil change karunga fir 500km k andar dubara kardunga. Uske baad chalayenge. baaki dekhte hai kya scene Banta hai 😀.
@Rewind_palАй бұрын
Brother new oil dalkar sasta wala fulsh kardo 500 km / chalana kafi jyada ho jayga kyuki bike long time se khadi h itni mahnat kar ke engine maja ne de kya fayda @@BikernBabyBiker
@Rewind_palАй бұрын
500 km chalana jayada hai kyuki ye bike long time se khadi h sasta engine oil dakar (3m ) se engine fulsh karlo itni mahnat ki aap ne bhai asa na ho 500km/ chalane pr engine ka dukh ho 😅 esly sara kachra nikal jayega ekbar me jse ki petrol tank ko clear kiya h vse he engine ko bi karlo
@BikernBabyBikerАй бұрын
Actually Engine flush use nhi karna chahiye older bikes and cars mein reason being it can damage some seals in it. Engine flush agar regularly use Kiya ho toh koi problem nhi hai. And engine oil k andar bhi detergent hota hai so badiya engine oil like Castrol or motul use karenge and then jaldi se 1 dubara service kardenge fir dekhte hai kya scene Banta hai. Bas 1 2 din k andar kuch na kuch karte hai bike ka 😀. Thanks for appreciating bhai. 🔥