Рет қаралды 30
Aapko nahi pata ke aapke CNIC par kitni SIMs registered hain? Koi bhi aapke CNIC ka ghalat istemal to nahi kar raha? Is video mein hum aapko bataenge ke aap online aur SMS ke zariye apni SIMs ki tafseel kaise check kar sakte hain.
⚡ CNIC Par Registered SIMs Check Karne Ka Tarika:
✅ Online Method: PTA ki website se mukammal tafseel dekhein
✅ SMS Method: Sirf ek message bhej kar apni registered SIMs ki maloomat hasil karein
Agar aap chahte hain ke aapki SIM security mazid behtar ho, to video ko end tak dekhein aur zaroor subscribe karein!
📌 Website Link for Checking SIMs: cnic.sims.pk
📌 SMS Code: Send your CNIC (without dashes) to 668
🔔 Subscribe Karein aur naye updates ke liye Bell Icon dabaana mat bhooliye!
#PTASIM Check #SIM Verification #CNIC