Apply for Shaadi Mubarak Scheme. Telangana EPASS, Documents & Process

  Рет қаралды 31,448

Agla Kadam

Agla Kadam

Күн бұрын

Пікірлер: 285
@shailadausi9408
@shailadausi9408 2 жыл бұрын
Bohut bohut shukariya! Mai jaldi hamara application submit karingey! 🙏
@syedrehanmehdi4746
@syedrehanmehdi4746 3 жыл бұрын
Useful information 👍👍
@mahmoodabegum7954
@mahmoodabegum7954 3 жыл бұрын
Good Information
@modernsilaaiclasses5408
@modernsilaaiclasses5408 3 жыл бұрын
Thank u so much this information
@vskhalilulla3503
@vskhalilulla3503 Жыл бұрын
Assalamualaikum sir dulhe ka date of birth Nika nama me along hi aur certificate me alog hi tho problem kya pls answer
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@vs khalilullah, wa'alaikum'salam Pehli baat to ye hai ki aisa nahi hona chahiye aap ko ainda kisi aur kaam mai problem ho sakti hai. Correction karwalo. Shaadi Mubarak Scheme k liye mai kuch keh nahi sakta. Agar wo nazar andaz karde to thik hai agar nahi to phir mushkil hogi.
@mohammedsujauddin7243
@mohammedsujauddin7243 2 жыл бұрын
Assalamualaikum submit k baad bhi kuch process rahth. Kya ?hai tho kya process hai submit k baad
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mohammed Sujauddin, Kuch nahi hai. Verification hoga. ab 3 mahine guzar gaye. kya verification hua?
@learningandgaining
@learningandgaining 2 жыл бұрын
Sir, income certificate bride ka hona chaiye ye bride k father ka
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Sana Fatima, Shaadi Mubarak Scheme mai apply karne k liye dulhan (bride) k walid (father) ki Certificate chahiye.
@mohammedahmed2815
@mohammedahmed2815 2 жыл бұрын
Asslmwlkm sir valda nahi hi valeed ka account details Kaise dale
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mohammed Ahmed, Shaadi Mubarak Application process mai bataya gaya hai. Zaroor dekhen,
@syedzubair794
@syedzubair794 Жыл бұрын
amount sanctioned hoker 45 dáy hogay abhitak account ma nahiaye ya check nahi mila
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Syed Zubai, bank account mai dalte. Cheque nai milta. Aap office jaka maloom karo behtar hoga.
@manzoorali5206
@manzoorali5206 11 ай бұрын
Rent house h change hogaya adharcard pe alag number hai usse koi problem hoti kya
@mohammedrashed6788
@mohammedrashed6788 2 ай бұрын
Income certificate Dulhan ka lagana ya Dulhan ke father ka lagana. Please tell me ..... Mother ka intkal ho gaya only father hai kiska passbook lagana. ...please tell me
@iAlwaysBeKindandHelpToOther
@iAlwaysBeKindandHelpToOther 2 жыл бұрын
Sir kaise pata chalega ki money account me aya ki????
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Rifile man, aap ka bank account check karo. Bank se message bhi atta na paisa credit hote hi.
@akramhussain3345
@akramhussain3345 3 жыл бұрын
Sir ssc nai hai aur birth certificate bhi nai hai too kaisa apply kare sir
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Akram Hussain, Sorry aap ke mesage mai abhi dekha. kya hua phir? apply kare?
@nidayeqasimijgl591
@nidayeqasimijgl591 3 жыл бұрын
Assalamu Alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh sir doolhe aur dulhan ka jvaint photo kaisa hona chahiye kiya phone se liya gaya photo chal jayega please batayen
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Mushtaque Ahmad Qasimi , walekumsalam wa rehmatullahi wa barkathu. Ji lekin shadi ki photo chahiya Dulha aur dulhan k libaas mai.
@izaankhan20
@izaankhan20 2 жыл бұрын
sir humari shadi 2018me hui kya hum abhi karsakte apply ap hmari help karsakte
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@mahir khan - shaadi mubarak scheme mai 6 mahine ya 1 saal k andar apply kar dena chahiye. Phir bhi apply karke dekhiye kya bolte wo log.
@azeemtaj7466
@azeemtaj7466 2 жыл бұрын
Shadi hoke 1 year hogaey laiken online be hogaya abhi tak call nai aaya
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Azeem Taj, aap apne area Tehsildar ya MRO office Jake Pata lagao.
@arshadsyed9694
@arshadsyed9694 2 жыл бұрын
Sir mere pass sirf marriage certificate ke books hai.. Usse bhi apply karsakte
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Arshad Syed, Shaadi Mubarak Scheme mai apply karne documents ka pura set hona jo video mai bataya gaya. Uske bagair 'incomplete apication' hoga aur reject ho jayega.
@azmathsutana727
@azmathsutana727 2 жыл бұрын
Assalamu alikum meri sister ki shaadi ko one year complate hugya adhar card per house no sahi nahi rehne ki waja se submit nahi kare to abi hum log abi apply karsakte kya shadi mubarak scheme
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Azmath Sultana, ji haan apply kar sakte.
@azmathsutana727
@azmathsutana727 2 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam shukriya
@syedsabeelhussainyt6037
@syedsabeelhussainyt6037 2 жыл бұрын
Ye process kaanha tak ayaa kaise check karre sir please help
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Syed Sabeel Hussain, Check on the telanganaepass.cgg.gov.in website using the bride's (Dulhan) Adhaar number and Phone number. Then let me know here if you got the information or not.
@aslamsyed03
@aslamsyed03 Жыл бұрын
Sir, Jiski shadi qazi ke pas office me hui ho...roqa nahi chapa gaya ho..unke liye kya karna chahiye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Syed aslam, shaadi mubarak scheme k liye Roqa chor k baqi documents lagado.
@HakkaniKureshi-w7k
@HakkaniKureshi-w7k 11 ай бұрын
Ye Maharashtra may form nhi bhersaktey kya
@akramakram6870
@akramakram6870 2 жыл бұрын
Assalamualaikum sir mare shadi ko7saal hogaya sir mare marriage certificate pai Andhra Pradesh dala houa hai or 2015 mai houe shadi
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Akram Akram, Shaadi Mubarak scheme 1 saal ke andar apply karlena chahiye. khair ab aap apply kare kya?
@shujath47
@shujath47 Жыл бұрын
Mother nhe hai and mother ka bank account bhe nhe hai sir. Only aadhar card hai. Apply krsktay??? Q k mother ka bank account mandatory batara star mark hi uspr.
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@shujath, agar kisi ki maa nahi hai to ladki ka apna bank account hai? Agar hai to woh de sakte.
@shujath47
@shujath47 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam Ha nhe hai mummy. Ok sir. Thank you so much.
@ghousiabegum2376
@ghousiabegum2376 Жыл бұрын
Assalamualaikum sar meri sister ka shaadi Mubarak ka status chek kare application diposit pd ocount of RDO batara one month bi hogaya check nahi aaya
@vskhalilulla3503
@vskhalilulla3503 Жыл бұрын
assalamu alaikum sir Shadimubarak scheme. ke lye ssc compulsory hona zaroori hai ya nahi hai pls answer me
@modernsilaaiclasses5408
@modernsilaaiclasses5408 2 жыл бұрын
Meri beti ki shadi 3 February ko hui aur March month me application kiya lekin ab tak account me paise nhi aye? To online kese check kre please reply me
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@modern Silaai classes, local MRO / Tehsildaar office mai status daryaft kariye. Online status kaise check karna hai ye mai ek baar procedure check karke bataonga.
@modernsilaaiclasses5408
@modernsilaaiclasses5408 2 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam thanks for information 🙏
@sheikhalid5560
@sheikhalid5560 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum 2017 mein shaadi hui thi to uske liye abhi apply kar sakte hain ya nahin
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@sheikh Alid, mujhe pata chala hai ki Shaadi Mubarak scheme ke liye ek saal ke andar apply karna chahiye. Aap ek baar apne local MRO Office mai bhi daryaft karlen aur bataen ki wo kya Kehte hain.
@posterrboy
@posterrboy 7 ай бұрын
Assalamualaikum Photo nikha ke din honi chahiye? Please clear karen
@tactical.insaan
@tactical.insaan Жыл бұрын
assalamualaikum, kya ration card mandatory hai kyunke hamare paas hai nahi aur bana b nahi sakte please do reply
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Technical, Wa'alaykum'salam . Bagair Ration Card try karo. Koi harj nahi hai.
@mohmmadaziz6730
@mohmmadaziz6730 2 жыл бұрын
Sir hum Maharashtra se hai but telangana me takhariban 8 salo se rehere to kya hamara ye kam ho sakta gribi halat hai sir
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mohmmad Aziz, kya aap k paas yahan ka Residence proof hai. Jaise Aadhar Card, bank account...wagaira
@mohmmadaziz6730
@mohmmadaziz6730 2 жыл бұрын
Sir hum Maharashtra ke hai And takhariban 8 salo se yaha rehre to kya hamara ye kam ho sakta kuch madat ho jati isliye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mohammad Aziz, jahan tak Shaadi Mubarak Scheme ka sawal hai ye sirf Telangana walon ke liye hain.
@mujualiali5442
@mujualiali5442 Жыл бұрын
As salam alaikum meri beti ki shadi ek mahina pahle hoovi main qarz se bohat pareshaan hoon meri beti urdu medim 5 class tak padhi hai kya ssc memo nahi hai toh main es se faida nahi utha sakti hoon plz mera ko jawab dijiye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Mujuali Ali, Wa'alaikum'salam Koi baat nahi. Aap apply kar sakte. Aise kai sawalon ka jawab mai ye video mai diya. Ye link pe click karke poora episode dekh lijiye. kzbin.info/www/bejne/mnzaaoGmqq6hZ6s
@shaikmujahed1010
@shaikmujahed1010 Жыл бұрын
Assalamualaikum sir dulhan ka Barth satifiket ni hai aur school satifiket ni hai kya phir bhi karwayi ho sakti hai
@IrfanKhan-eq2jb
@IrfanKhan-eq2jb 2 жыл бұрын
Hello sir Shadi Mubarak ke paise kitne mahine me aaate hai Apply kar k one year hogaya sir abhi nahi aye Voter ID bhi zaruri hai sir ,??? Please answer me
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Irfan Khan, Shaadi Mubarak Scheme k paise 6 months - 1 year mai aana chahiye. Lekin keh nahi sakte. status online chek kare ye MRO/Tehsildar Office mai daryaft karen.
@mahakhan8335
@mahakhan8335 2 жыл бұрын
Asslamwslikum,,hamari shadi ho,ka 11,mahina hoga ab tak shadi mubarak ka paisa nai meal,is ka liya kya karna
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Maha Khan, wa'alaikum'salam local tehsildar office mai Jake enquiry kariye.
@shaikimran3719
@shaikimran3719 Жыл бұрын
Bhai address change karna hai form pe kaisa hota
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@shaikimran , ghar shift kare? Address change karne ki zaroorat kya hai?
@xoxoxixi8568
@xoxoxixi8568 3 жыл бұрын
AssaLamuaLaikuM WrWb Syed Maqsood Sahab, Sir mere sister ki Shaadi last month August may hui hai aur vo Masters in Arts kare hoye hai aur Dulha Sahab Bsc kare hoye hai. Dulhan k Ammi ka inteqal hogaya hai June 2020 mai aur death certificate bhi hai aur Dulhan k ABBA zinda hai to bank details may Dulhan k bank details de saktay haina ? Aur iske approval ka process Kya Hai aur Kitna time lagta hai. Please batyega Shukriya.
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@xoxo xixi, walekumsalam! Ji haan shaadi mubarak scheme mai wo option bhi hai jahan aap Dulhan ka ya unke walid ya bhai ka account number de sakte hain. Is baat ka zikr mai ne video mai kiya hai.
@mohmedsayeed7539
@mohmedsayeed7539 11 ай бұрын
Shadi hoker 15 month hogay apply kar saktay hai kay
@sohail3252
@sohail3252 3 жыл бұрын
bhai apply karke application form kisku dena aur kitna process rahta .. agent's are charging higher than 10k
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@sohail Khan sk mai ye sari Basten is video mai Bata Chuka hoon. Shadi mubarak scheme pr Dobara ye video dekhen.
@jaweriakhan2641
@jaweriakhan2641 2 жыл бұрын
Assalamualaikum sir,mere mother ka account nhi hai aur meri shadi hokar one yr hone aara .mere mother ka aadhar card under process hai isliye account bhi open nhi karssakte.sirf mera bank account details dekar apply karsakti hoon kya?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Jaweria Khan. Aisa try karke dekhiye. Shayad approve ho jaye as a special case. Try your luck.
@mohammedmohid3948
@mohammedmohid3948 2 жыл бұрын
Bride groom ki second marriage hai lkin bride ki first tho ya scheme unlogo ku available hai ky plz boleya na
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mohdammed mohid, agar dulhan ke ghar wale eligible hai aur pehle claim nahi kare to phir apply kar sakte shaadi mubarak scheme mai.
@Seemafatima1234
@Seemafatima1234 2 жыл бұрын
Residential certificate bhi chahiya kya .
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Rehan Kaleem, shaadi mubarak scheme k liye sare documents mai ne video batae. Ek baar check karlen .
@Seemafatima1234
@Seemafatima1234 2 жыл бұрын
Is me tu nahi hai magar internet shop wala pooch rahe h
@Seemafatima1234
@Seemafatima1234 2 жыл бұрын
Is it manadatary
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@@Seemafatima1234 Kai baar ye tehsildar offices alag alag documents mang rahe hai. Agar aap k area Mai mang rahe hai to dey do. Wahan mandatory hoga
@syednehal6368
@syednehal6368 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum shaadi Mubarak scheme syedon ke liye hai ki nahin
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Syed Nehal, Shaadi Mubarak scheme ka taaluq family income se hai. Syed, sheik, Ansari, wagaira se iska koi taaliq nahi hai.
@abdulmuhtalfi40
@abdulmuhtalfi40 Жыл бұрын
Kya cast aur income certificate ka hona zaruri hi?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Abdul Muhtaifi, income certificate zaroori hai. Nai to unko kaisa maloom hota ki aap mustahaq hai.
@abdulmuhtalfi40
@abdulmuhtalfi40 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam aur cast sir?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@@abdulmuhtalfi40 mai latest information ke mutabiq maloom karke bataonga inshallah.
@abdulmuhtalfi40
@abdulmuhtalfi40 Жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam ok shukriya sir
@abdulasif4701
@abdulasif4701 10 ай бұрын
Asslamu alaikum bhai shadi hokar 12 months hogaya hai apply karsakte kya
@reetuworld4232
@reetuworld4232 2 жыл бұрын
Sir me orrisa ka thi hindu bhi thi or me abhi telegana me Sadi muslim ko karchuki hu kya mujhe ye Sadi Mubarak ka money milsakta
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Reetu World, ye ek technical question hai. Shaadi Mubarak scheme muslim gharane ki ladkiyon ke liye hai jiske maa baap ki income 2 Lakh se kam ho. Ab yahan aap k maa baap muslim nahi hai. Is liye is scheme ka faida aap ko nahi hoga.
@dkcreation4443
@dkcreation4443 2 жыл бұрын
Sir agar adhaar mey maa ka naam alag aur Bank passbook pe alag ho toh kuch prblm hogi yaa phir mandatory nhi hai naam same rahena pls reply sir
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@DK Creation, agar naam alag hai ya koi aur tafseelaat / details mistach hoti hai to problem to hogi.
@sheikashraf3661
@sheikashraf3661 Жыл бұрын
Sir we can apply shadhi Mubarak after 3years of marriage?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@sheikhashraf, yes you can apply in Shaadi Mubarak Scheme after 3 years also. There is no such rule in the scheme policy about this time period to file.
@mdmuskaan4689
@mdmuskaan4689 2 жыл бұрын
What is the time duration of submission after marriage...can we apply after 2or 3 years after
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Md Muskaan, you must apply within 6 months or at the most within a year in Shaadi Mubarak Scheme.
@hazramitravels6327
@hazramitravels6327 Жыл бұрын
Dulhan ka Bank account zaroori hai kya....mother ke nam ka cheque aayega to dulhan ka account zarooi hai can we skip that
@shabanakhatoon1334
@shabanakhatoon1334 3 жыл бұрын
Sir Mai kolkata me rehti hu to apply kar sakti hu na ...,
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Shabana khatoon . Shadi mubarak scheme ek state government scheme hai Telangana walon k liye.
@Kulsstylevlogs
@Kulsstylevlogs 2 жыл бұрын
Assalam alaikum ....ji mere bahen ki shadi hone wali hai next month' me mere mummy'nhi hai divorce hogaya Mummy daddy ka toh hum log daddy k sath rehte hai main bade bahen hu mere shadi hogayi ab choti bahen ki hai next month me toh hum apply karsakte hai kya?.... Aur mere bahen ka sirf Aadhar card he hai aur kuch nhi hai plz reply me sir plz 🙏
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Kuls style, sorry aapka message mai pehle nahi dekha. Kya hua phir? Apply kara? Kya aap ko Shaadi Mubarak Scheme k paise milgaye?
@aneesunisabegum7032
@aneesunisabegum7032 Жыл бұрын
Aswk kitne saal purani shadi Shudha ku dere Yah newly married couple ku dere
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@aneesunnisabegum, 2014 k baad jo bhi shadiyan hui apply kar sakte. Shaadi Mubarak Scheme mai aisi koi shart nahi hai.
@bindassboybindassboy2921
@bindassboybindassboy2921 10 ай бұрын
Assalam alaikum. Total documents kitne ho rahe hain.. kisi aur se karva rahe Hain ham to kya kya lekar Jana jaruri please bataiye..🙏
@zameeruddin6363
@zameeruddin6363 2 жыл бұрын
Bhai meri beti ki shadi hoke 3 years hogae farm main me sewa se online karaya hoon unse aadhar number qalat daldiya 3 years se phir raha hoon main kya karna chahiya boliya please
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Zameer uddin, aap apne area Telsildar se milen aur agar Hyderabad mai rehte hai to apne GHMC corporator ki madad len ya MIM headquarters Darussalam chale jaen wahan aap ko corporators madad karenge.
@saniyaarab6544
@saniyaarab6544 2 жыл бұрын
Shaadi ka baad kitna month time rahega apply karna ka liye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Saniya Arab, shaadi Mubarak Scheme k liye 6 mahine se ek saal k andar apply karlena chahiye.
@bajisyed2330
@bajisyed2330 2 жыл бұрын
Assalamualaikum Sir ye shadi honeke baad kab tak apply karsaktay batado thoda help hoga hame
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Baji Syed, 6 mahine k andar apply karlen.
@nidayeqasimijgl591
@nidayeqasimijgl591 3 жыл бұрын
Assalamualikum wa rahmatullahi wa barakatuh agar ladki telanga ki hai aur uski shadi doosre stete men ho rahi hai yaani nosha maharashtra ya karnataka ya uttar pradesh ka Hai to shadi mubarak skeem milegi dulhan ka nikah book aur marriage sertificate dosre stete ka hai baqi poore docoments telangana ke hain to kiya ladki ko shadi mubarak skeem milegi zara batayen to meharbani hogi
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Mushtaque Ahmad Qasimi, walekumsalam. Ji haan Shaadi Mubarak Scheme mai Telangana k ladkiyon ko paise milenge shadi jahan bhi ho aur dulha kahin se bhi ho. Present address proof Telangana ka hona chahiye.
@rafathhussain7970
@rafathhussain7970 10 ай бұрын
Bank account closed hogaya hai aur cheque abhi aaya hai ab Mai kya karu
@ozefaqueen1532
@ozefaqueen1532 3 жыл бұрын
Hi assalam alaikum sir mai ek handy cap mother ho mera ek pair polio hai mujhe achanak meri beti ka nikha gaou ke pass jakar karna pad raha hai tilanga ka hi adhar hai or tilanga ka hi dob hai kia mujhe yeh skime se paise milinge
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Ozefa Queen, wa'alaikumsalam - Dulhan agar telangana ki rehne wali hai , residence proof telangana ka hai to phir aap apply kar sakte hai Shaadi Mubarak Scheme .
@sammadsheikh9050
@sammadsheikh9050 2 жыл бұрын
Asslamuailkum, sir EBC certificate mandatory h kya shadi Mubarak k liye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Sammad Sheikh. Ji Haan Shaadi Mubarak Scheme K Liye wo Saare Certificates jo bataei gaye hai video mai wo sab zaroori hai. Lekin kisi wajah se agar aap k paas EBC Certificate nahi hai to bhi submit karke dekhen. Kbhi luckily shayad pass bhi ho jaen. Mai pata karne k koshish karonga Monday ko ki latest kya chal raha hai.
@heenabegum5388
@heenabegum5388 Жыл бұрын
Assalamualaikum bhaiya is scheme ke liye dulhe ke koun koun se documents lagte hai plzzzz bataye na
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Heena Begum, wa'alaikum'salam Ye video aur ye jo link diya hai neeche isko bhi dekhlo phir saare sawalon ke jawab miljaate. kzbin.info/www/bejne/mnzaaoGmqq6hZ6s
@nandinisingh8876
@nandinisingh8876 3 жыл бұрын
Income certificate nii hai sir pehle mom ki job thi abh woh retired hgye kya mai aaply krsakti hoon is scheme k liye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Nandini Singh, haan agar income eligibility limit k andar hai to apply kar sakte shaadi mubarak / kalyana lakshmi scheme mai. Lekin latest income certificate lena pdega MRO office se proof k liye.
@fazilshaikh4275
@fazilshaikh4275 2 жыл бұрын
Assalamu alaikum bhai Agar Jo file reject Ho Gai usko Dobara Kaise submit Karen
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@fazil shaikh, wa'alaikum'salam. Pehle ye pata karen ki reject kiyun hui hai.
@nidayeqasimijgl591
@nidayeqasimijgl591 3 жыл бұрын
Doolhe ke pas sirf Aadhar Card Hi doosra koi proof nahin hai to kaisa Karna sir bataiye please
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mushtaque Ahmad Qasimi, sorry aap ka message mai abhi dekha. Kya hua phir? apply kare Shaadi Mubarak Scheme mai?
@Amrita-q6h
@Amrita-q6h Жыл бұрын
Kounsa app hai hai ya
@mrityunjaykumarrai4315
@mrityunjaykumarrai4315 Жыл бұрын
Dulha and dulhan same state ka hona chahiye ya other state
@HasanAli-cm3ut
@HasanAli-cm3ut 3 жыл бұрын
Askm Bhai Shadi Hua Bad Kitna Mehina Tak rehta Aur Kab Tak karsakta Apply
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Hasan Ali, Shaadi Mubarak Scheme ke liye 6 mahine ke andar apply kar dena chahiye zyada se zyada 1 saal.
@mirzazahoor1626
@mirzazahoor1626 2 жыл бұрын
Hello sir Enquiry kya groom ke ghar se bhi hogi? Ya sirf ladki yani dulhan ke ghar se hogi?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mirza Zahoor, enquiry dono k ghar pe hogi aur shayad circumstance or case pe bhi depend karta hai.
@syedimran7137
@syedimran7137 3 жыл бұрын
Bhaiya mere bhabbi ka shaffi mubarak ka pasca nahi aye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@syed Imran, Shaadi Mubarak website pe 'status check' karo bhi aur concerned officer se milo.
@mohdjilani4951
@mohdjilani4951 2 жыл бұрын
Ok
@qaziimtiyazpasha6475
@qaziimtiyazpasha6475 3 жыл бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ بھائی ایک چھوٹی سی گزارش ہےکہ شادی مبارک اسکیم کلئے پورے تلنگانہ میں کن کن ڈاکومنٹس کی ضرورت ہوتی ہے اس پر ایک ویڈیو ضرور بنائے تاکہ سب کو سہولت فراہم ہو یہ اسلئے کہ ہر منڈل والے الک الک ڈاکومنٹ طلب کررے اور ہر منڈل کے رولس الک الک ہے اس پر ضروری معلومات فراہم کرے مہر بانی عین نوازش
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Qazi Imtiyaz Pasha وعلیکم السلام آپ نے ایک بہت اہم مشاہدہ کیا کہ شادی مبارک اسکیم میں ہر منڈل یا افسر افسر کے اپنے اصول ہوتے ہیں یا دستاویزات مانگتے ہیں۔ میں وزارت میں کسی سے بات کرنے کی کوشش کروں گا اور اس بارے میں معلومات حاصل کروں گا۔ دریں اثناء اس ویڈیو میں میں نے پہلے ہی دستاویزات کے سیٹ کا ذکر کیا ہے جو کہ تبی شادی مبارک اسکیم کے لیے درخواست دینے کے لیے درکار ہے۔
@alizakhan2560
@alizakhan2560 3 жыл бұрын
Sir telugu me likha hua hai form kuch samajh ni aara uske liye video banao pls
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Aliza Khan, kaunsa form ? Agar aap k paas form hai to uski photo mujhe pls mail karen. aglakhadam@rediffmail.com Thanks.
@ushmajahan813
@ushmajahan813 Жыл бұрын
Aslkm sir mere mom ki death hogyi hai and dad me second marriage krli main mere chacha ke sth rehti thi toh shadi murabak ke paise papa ko milenge kya? Yah bride ko bhi mil skte ?
@songsmoosvi7120
@songsmoosvi7120 Жыл бұрын
Dulhan ko miljata hai
@syedkareemuddin6220
@syedkareemuddin6220 2 жыл бұрын
Sar status kaise check Karen kiska Aadhar Card markar inquiry hokar 2 days ho chuka hai
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@syed Kareem uddin, ab tak tau solve hogayi hogi aapki problem nahi to mujhe whatsapp pe message kare. +91 8919041286.
@mohdkhaja1439
@mohdkhaja1439 Жыл бұрын
Sir section hone ke baad kab tak check aata
@poojaarule9915
@poojaarule9915 3 жыл бұрын
Agar shadi 2020 hua kab tak apply kar sakte..1 year ke andar hi karna...ya 2 saal tak time rahta plzzzzzzzzz bataiye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Pooja Arule , ideally 6 months ya maximum 1 saal k andar shaadi mubarak ya kalyana lakshmi scheme mai apply karna chahiye. Lekin zyada time beet gaya tab bhi apply karke dekhen kya Objection aega.
@poojaarule9915
@poojaarule9915 3 жыл бұрын
Thanks sir
@arishmalik8500
@arishmalik8500 2 жыл бұрын
Second marriage apply kar skte hai kya Matlab pahle marriage hue thab shadi mubarak scheme nahi thi ab second marriage hue hai tho apply kar sakte hai kya..
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Maksood Ahmed, sorry for late response. Mai aap ka comment notice nahi Kiya. Apply karne mai harj nahi hai.
@syedaftab6584
@syedaftab6584 2 жыл бұрын
Ration card hona zaroori hai kya
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@ Syed Aftab, ji haan shaadi mubarak scheme k liye Ration Card zaroori hai. Lekin aap phir bhi ek baar apne local area Tehsildaar se check karen to behtar hai.
@sofiakhatoon4259
@sofiakhatoon4259 2 жыл бұрын
Amount ..bank account me ayega ??
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Sofia Khatoon, yes shaadi Mubarak sceme k paise aap ne jo bank account details diye hai usme deposit honge.
@zubairahamed5051
@zubairahamed5051 3 жыл бұрын
Sir kya ek ghar me do ladkiyoun ke liye bhi apply kar sakte he
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Zubair Ahamed, is baat par koi clarity nahi hai. Kai baar aisa ek family mai 2 ya 3 ladkiyon ko diya ja Chuka hai.
@SAMEERKHANOG
@SAMEERKHANOG 3 жыл бұрын
HI ASSALAMUAILAKUM SIR I SEE YOUR TOTAL VIDEOS SIR APSE YE BAAT PUCHNA HAI MAINE SHADI MUBARAK SCHEME DALDIYA HAI TOH SIR DALKE 6 MONTHS HOGAYA OR MAI STATUS ONLINE CHECK KARA TOH AISA SHOW HORA SIR APPLICATION SIGNED BY MLA NOW PENDING AT REVENUE DIVISON OFFICER FOR SANCTION TOH ISKA MATLAB SIR KAB TK AAYENGE PAISE SIR PLZZZ REPLY
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@SAMEER KHAN, Walekumsalam. Iska matlab aap ko Tehsildar office ja kar poochna padega. Sirf wahi log bol sakte paise kab sanction aur aap ke account me credit honge. Shaadi mubarak scheme ko state government fund karti hai. Is liye fund disbursement k liye local MRO/Tehsildar ko paisa chahiye disbursement k liye.
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Sameer Khan, Aap ko Shaadi Mubarak Scheme ke Paise Mile? 10 Mahine ho chuke hai.
@syedraheem5501
@syedraheem5501 2 жыл бұрын
Assalamualaikum sir.. Documents me ration card ka hona zarori hai kya? Aur dulhan k sare documents me name sahi hai lekin ration card me name dusra hai.. Aise me apply kar sakte hai kya.. Please reply.. Ration card k alawa baqi sab documents barabar hai..
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Syed Raheem, Kya aap ko Shaadi Mubarak Scheme k paise milgaye?
@syedraheem5501
@syedraheem5501 2 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam nahi sir.. Abhi tak nahi mile.. Enquiry hogai hai 1 month before..
@newgmail3573
@newgmail3573 3 жыл бұрын
Shaadi Ke 3 yaer bad Dal Sakte
@khamarquazi2733
@khamarquazi2733 3 жыл бұрын
Sir Maharashtra se hu lekin telangana me jakar rahene lage to kitne dino bad paise milenge shadi Mubarak sch
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@khamar Quazi, Shaadi Mubarak Scheme sirf Telanga ke logon k liye hai. Agar aap Telangana se hai aur app ke dastavez mai iska saboot maujood hai tabhi aapko ye scheme se fayda hoga.
@waseemabegum4956
@waseemabegum4956 2 жыл бұрын
Assalalamualikum sir mere bhen ki shadi howi mere Walid nh hn to income certificate me 1,80,000 daldiye unlog jab ke utni income nh hn Kyun ke mere walda kuch nh karte mere bhen h jo abh shadi howi hn wahi job karte the dusru ke ghar par kaam karte the to bole ab kya hum ko paise ayegaye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Waseema Begum, Kya aap ko Shaadi Mubarak Scheme k paise milgaye?
@sayadibarhimalikhadari5786
@sayadibarhimalikhadari5786 3 жыл бұрын
Do name rahe to kuch porablam hoga
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@sayad ibrahim ali khadari, Matla samajh nahi aaya. certificates mai jo naam hai wahi likha hoga nai?
@khamarquazi2733
@khamarquazi2733 3 жыл бұрын
Ok ser Kitna time lagega telangana ke document karne ke liye
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Khamar Quazi, Shaadi Mubarak Scheme mai kamaskam 6 months lagenge.
@mohdmoulana8439
@mohdmoulana8439 Жыл бұрын
Sir shadi k bad karsakte na apply
@TubaFatima-h5m
@TubaFatima-h5m Жыл бұрын
Assalamualaikum sir meri shadi hogayi hai lekin mujhe ye shadi mubarak ka amount nahi mila
@TubaFatima-h5m
@TubaFatima-h5m Жыл бұрын
Please sir boliye kyse kare
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@user-eg, wa'alaykum'salam Shaadi Mubarak Scheme ka application aur amount shaadi k baad hi milta. Kab apply kare?
@mohammedayaz9767
@mohammedayaz9767 2 жыл бұрын
Sir when I am applying bridegroom details adhar numbr is showing already used as this was the first marriage..is there is mandatary to fill grooms adhaar details ? because it is not showing under star mark.
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Mohammed Ayaz9, Sorry for late reply. what happened finally? did you apply for shaadi mubarak scheme successfully?
@mohammedmohid3948
@mohammedmohid3948 2 жыл бұрын
Syed maqsood sab mera bi same problem hai bhai my cousin marriage an her groom is second marriage so Aadhar already used is problem ka hal boleya plzz aapse requst hai hamare
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@@mohammedmohid3948 aap ka Matlab hai ki dulhan ki pehli shaadi hai aur dulhe ki doosri shaadi? Pls message me on my following whatsapp and we can talk +91 8919041286.
@Rahimunnisa-df5hl
@Rahimunnisa-df5hl Жыл бұрын
Do we need Bc-E certificate
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@rahimunnisa, not required.
@mohammedmohid5509
@mohammedmohid5509 10 ай бұрын
Assalamualaikum Sir In Application form I have a doubt about Present address and Permanent address which address I have to give - bride's mother address or bride's groom address in present and permanent? Please Clarify?
@fatimasultana8586
@fatimasultana8586 Жыл бұрын
We can apply for second daughter also?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Fatima Sultana, you can know answers to all such frequently asked questions on shaadi mubarak scheme in the latest episode link given below. kzbin.info/www/bejne/mnzaaoGmqq6hZ6s
@anjumsamreen8548
@anjumsamreen8548 Жыл бұрын
Marriage certificate ki zaroorat nahi hai?
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Anjum Samreen, Marriage certificate ki zaroorat nahi hai. Nikahnama hona.
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
Aur ye episode bhi dekhlo shaadi mubarak scheme pe saare sawalon ke jawab hai kzbin.info/www/bejne/mnzaaoGmqq6hZ6s
@hameedunissa5290
@hameedunissa5290 5 ай бұрын
3:33
@Rahimunnisa-df5hl
@Rahimunnisa-df5hl Жыл бұрын
Is Bc-E certificate mandatory
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam Жыл бұрын
@Rahimunnisa, no for shaadi mubarak scheme Bc-E certificate is not mandatory.
@Anamtamaryam7861
@Anamtamaryam7861 3 жыл бұрын
Sir birth certificate zaroori hai kya
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Syed Omair . Ye log bolre ki zaroori hai lekin agar kisi Wajah se nahi hai to SSC Certificate jis par date of birth mentioned hai wo leke try karo submission.
@sanakhan-vf6yx
@sanakhan-vf6yx 3 жыл бұрын
Sir ye apply karne ke kitne din bd amount ata hai hmko
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 3 жыл бұрын
@Sana Khan, shaadi Mubarak Schrme k tahet funds disbursal ko waqt Lagta hai. Kabhi 6 mahine se 1 saal ka waqt bhi lag sakta hai. Depend karta hai ki government k pass funds hai ye nahi. Aap Kamas kam 2 mahine me ek baar MRO/Tehsildar Office mai check karen.
@sanakhan-vf6yx
@sanakhan-vf6yx 3 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam thnku sooo much
@nazmeennazu2974
@nazmeennazu2974 2 жыл бұрын
kitne saal tak karsakte
@SyedMaqsoodAglaKhadam
@SyedMaqsoodAglaKhadam 2 жыл бұрын
@Nazmeen Nazu, 2014 mai shaadi mubarak scheme launch hui hai telangana mai. Agar shaadi 2014 k baad hui hai to karsakte apply kisi waqt. Leken 6 mahine ya 1 saal k ander apply kare to behtar hai.
@nazmeennazu2974
@nazmeennazu2974 2 жыл бұрын
@@SyedMaqsoodAglaKhadam meri shadi 2019 me hovi my nai apply kari
So Cute 🥰 who is better?
00:15
dednahype
Рет қаралды 18 МЛН
We Attempted The Impossible 😱
00:54
Topper Guild
Рет қаралды 47 МЛН
Israel Has The Right To Defend Itself | Stand-up Comedy by Daniel Fernandes
15:07
Adani | ₹2000 Crore Bribery Case EXPOSED | Dhruv Rathee
27:43
Dhruv Rathee
Рет қаралды 9 МЛН
MUBARAK RISHTE :-  Rishta Apka Koshish Hamari !
14:37
AZAD STUDIO
Рет қаралды 34 М.
Sudden assault near Kursk / Putin's statement
13:04
NEXTA Live
Рет қаралды 762 М.
Siasat helpline centre | Free online | Scholarship | Shadi Mubarak
1:36