Sir 2023 ki admissions form kese fill kre kb aaey gaa
@sumayyabaloch69422 жыл бұрын
Sir law ki li kese apply kreee please 2023 admissions form kb aaey ga
@huzaifashoukat38573 жыл бұрын
Assalamualaikum Mene inter me pre- engineering ki he or mjhe abhi architecture and design me admission lena he jo k Visual studies me arha he to please guide kren k mera entry kis base pr hoga engineering ki ya visual studies ki ?
@itscutuepie21625 жыл бұрын
Pls tel me Jin k suply agye wo apni suply clear krne k bd admsn lyskty dubra
@sumayyabaloch69422 жыл бұрын
Sir please law ki li kese apply kre law ki bare MN bate
@mangro82963 жыл бұрын
2021 ka syllabus kia aahe ga
@aleezasultan5564 жыл бұрын
3rd year was ka admission pattern syllabus wagera Kiya hoga btaye sir mcat test karachi uni m hota
@SyedaArisha-c4b5 жыл бұрын
Assalam o alaikum Arts ke students ko entry test ke liye wohi optional subjects choose Karne honge jo unhon ne first year mein choose kiye the
@ARKTuiTions5 жыл бұрын
Dear, walaikum Salam dear choose nhi krne honge apko apne fsc agr arts m kia h to uske jo optional subjects the us m se 60 number ke MCQs aege entry test m
@SyedaArisha-c4b5 жыл бұрын
MATLAB jaise Maine first year mein psychology,sociology and education ye 3 subjects choose kiye the to entry test bhi in 3 ka dena hoga
@farihahussain54364 жыл бұрын
Ap b arts group ki ho
@syedhaider14342 жыл бұрын
@@SyedaArisha-c4b AP ne entry test ki preparation kese ki ? Jo elective the us mein se ki thi ? Mein ne arts li hai or mere elective hain psychology, geography or sociology... To mujhe English plus GK or Jo elective subject the mere un mein se test ke liye preparation krni hogi ?
@SyedaArisha-c4b2 жыл бұрын
@@syedhaider1434 psychology mera bhi subject hai actually ye to kaafi pehle comment Kiya tha Maine ab to main masters mein admission lungi In shaa ALLAH ameen summa ameen aur masters mein koi entry test nahi hota sirf merit par admission hota hai
@BeautystorebyLR4 жыл бұрын
Plz Abhi Ku Mai admission start Hai video banayen test ky hawale se
@ARKTuiTions4 жыл бұрын
Dear Insha Allah jald
@musiclearning95444 жыл бұрын
sir b.com ki req % kiya hai KU MAI or iska entrance test bhi hota hai
@gamesden80214 жыл бұрын
Bahi yeah diploma ma math ka portion kiassa hoga Applied math hoga yeah elective math hoga ( jo hum inter ma study karty hain)
@lubnasaeed12903 жыл бұрын
2021 ma Kab aye ga admission Karachi univerty ma
@showbiztime70063 жыл бұрын
M.com ke entry test me accounts ya commerce se related koi subject nhi aega? for test
@sumbulabbas93733 жыл бұрын
please bs in architecture ka test subjects bata saktay hain please
@KanchanKumari-rx4rn4 жыл бұрын
Ku Ka form kB aay gy sir
@hamzamustafa144 жыл бұрын
Isi month
@hassanladdo33472 жыл бұрын
plz some information about B.ed entry test
@sahibasattar79144 жыл бұрын
Assalam o alaikum Agr hm MSc physics mn admission lena chahein to entry test mn konsy subjects honge jis ki hmein tayari krni hogi.
@sahibasattar79144 жыл бұрын
Please tell me
@blackeye98774 жыл бұрын
Sir main ne BA part 1 main admission Lena hai inter main commerce thi ab private karna chati hun process Kia huga
@sahibasattar79144 жыл бұрын
M.Sc physics mn admission k liye in sb subjects k sath just physics ki tayari krni hogi ya phr b.sc k baqi bhi sb subjects ki tayari krni hogi please btain
@itscutuepie21625 жыл бұрын
Humanites grup mai civic edution or islmitah ka tst hum urdu mai b dykty hain ya nai
@ARKTuiTions5 жыл бұрын
Dear, i think nhi phir bhi ap phone kr k poch lain
@KanchanKumari-rx4rn4 жыл бұрын
2020addmision kB hai
@farihahussain54364 жыл бұрын
Humanities walo k b compulsory subject yahi hongy English g.k simple mathematics current affairs Pakistan stideis
@truelines59873 жыл бұрын
Hyeee❣
@bareeqa_notezai58142 жыл бұрын
Or law intery test k liya kiya kiya hoga
@gaminglover47074 жыл бұрын
Privat mama karna hai
@umairumair6302 жыл бұрын
Karachi university agriculture ma entry test hota hai
@AhmedAli-mq8wf4 жыл бұрын
Karachi university me boys hostels hen me dadu se hun please bataye
@farihahussain54364 жыл бұрын
Sir is new year 2020 k admission kb hongy or ye b btaen plz k 3rd year was ka admission pattern syllabus wagera Kiya hoga plz btae
@asadsarwar96284 жыл бұрын
November k end main open honge morning walon k probably
@shaguftayasmeen75883 жыл бұрын
Assalamualaikum.. Sir mujhe BS commerce Mai admission lena hai ...PR Maine inter pre medical se Kia hai...to please guide karde keh mere entrance exam Mai konse subjects honge?
@rafiqkhan27695 жыл бұрын
Nc
@aleezasultan5564 жыл бұрын
mcat test ka btaye sir
@adnanasghar40693 жыл бұрын
Bhai physics Ka nhii hota
@aliasghar5534 жыл бұрын
Koee bataye plzz karachi university kj admissions kb sy start hain ise sal ki last date konsii haii plzz bataden