Assalam alaikum mufti Sahab Aap kaise h plz aap apni khususi dua mein humesha hume yaad rakheyega Allah aap ko hmesha khush rakhe aamin
@aftabaalamaftab68687 жыл бұрын
Fatima Shaikh aap samjhe nahi jaise biwi ko 1 talaak di to yun kaha ki maine tumhe 1 talaak di phir kisi ne poocha biwi kahan hai to shohar kahe Maine use 1 talaak dedi do usne phir talaaq ka naam liya batane Ke liye to kya 2 ho gyi ya kisi se batao to 1 hi talaaq rahti hai jab tak 2 ya 3 ka izhaar na ho
@beinglogical61087 жыл бұрын
volume is too low. please increase the volume
@rustamali39137 жыл бұрын
Mufti saab 20 august ke bad ke apki videos nhi h
@Rashidk99117 жыл бұрын
Ye Show kis channel per kb yani kis kis din kis Time aata hai
@abrarnazir41477 жыл бұрын
QTV pr hr Saturday and Sunday raat 9 bjy.
@shaheenaesabamustafasekehd90057 жыл бұрын
Rashid Raza ya pakistani cenal Qtv par ata hai
@AmanKhan-ck3xe7 жыл бұрын
Rashid Raza Khan
@greatlogix17 жыл бұрын
Poor sound quality
@ahmadfraz93456 жыл бұрын
Dear all, Can any one of you tell me when this program was initiated. I want to take lectures from start.....
@aftabaalamaftab68687 жыл бұрын
Mufti sahaab aaj ke daur me agar insaan 1 talaak de aur 2 takeed ke liye de to kya 1 hi hogi ya aaj ke daur me 3 ho gayi
@imamqasimakram36427 жыл бұрын
Aftab aalam Aftab، agr husband sarih ilfaaz mein lafaz talaaq ek baar keh de to ek talaaq par jay gi aur agr 2 baar khe to 2 aur 3 baar keh de to 3 talaaq par jaien gi ab biwi haraam he jab tak k halalah na ho jay,
@imamqasimakram36427 жыл бұрын
Aftab aalam Aftab, jitni baar sarih ilfaaz mein talaaq ka lafaz boley ga utni hee talaaq prein gi,
@aftabaalamaftab68687 жыл бұрын
Qasim Akram aap samjhe nahi jaise biwi ko 1 talaak di to yun kaha ki maine tumhe 1 talaak di phir kisi ne poocha biwi kahan hai to shohar kahe Maine use 1 talaak dedi to usne phir talaaq ka naam liya batane Ke liye to kya 2 ho gyi ya kisi se batao to 1 hi talaaq rahti hai jab tak 2 ya 3 ka izhaar na ho
@imamqasimakram36427 жыл бұрын
Aftab aalam Aftab , salam, ye kehne se talaaq nhi ho gi kyyk aap ne maazi mein jo talaaq di he us ki khabar de rhe hein na k dobarah talaaq, is se dobarah talaq nhi pre gi
@imamqasimakram36427 жыл бұрын
Aftab aalam Aftab 1 aur 2 talaaq ko rajai رجعی talaaq kehtey hee islye hein kyuk aurat nikah mein hee hoti he 3 haiz k aaney se pehle pehle , to agr husband ne 3 haiz k andar andar hee isi biwi se koy b aisa muamlah kar lya jo sirf mian biwi mein hee hota he to rujoo ho jai ga for example us se kha k mein ne rujoo kya yaus ko choo lya shahwat se ya bosah le lya aur is k lye gawaahon k hone ki zrurat nhi.
@aftabaalamaftab68687 жыл бұрын
Mufti saahab kya nikaah ke baad miyan biwi me hum bistari na ho to kya walime ka khana haram hai Aur agar miyan ya biwi me koi bimar ya majboori ki wajah se shohbat na hui to bhi walime ka khana karaam hai
@imamqasimakram36427 жыл бұрын
Aftab aalam Aftab assalamo'alaikum bhaijaan, I'm student of dars e nizami that's why i know most of the basic masails, humbustari se walimah ka koy ta'alluq nhi hota he, chahey humbustari sehat hotey huye na ki ho ya bimari ki wajah se na ki ho walimah khana to jayz ho ga, واللہ اعلم
@tweeterblog90397 жыл бұрын
No sound
@M.S588247 жыл бұрын
Red Rose there will be fault in you'r device i am listening audio