Maashallahu taalaa haq ko wazeh karne men aapke bayaanaat nihasyat mustanad pakke mufeed aur aasaan hote hain jazakallahu taalaa
@muradnagar80072 жыл бұрын
اسباب اللہ تعالیٰ کے۔ تعارف کے لیے ہے
@danishkhan-wn8rn2 жыл бұрын
hazrat aap baat karsakte ho asbab k inkaar k mutaalik dalaail se baat hogi
@mirshahid19222 жыл бұрын
Hazrat db kay bayanaat ka matlib hargiz asbaab ko kulyatan chodna nahi balki asbaab ka yaqeen nikalnaa hota hai, aur ek Allah ka yaqeen dil mein basana ki tab koi makhlooq hume na Koi faida na nuqsan pohancha sakta hai jabtak ki Allah na chahe. Doctor, dawa ke istemaal ke baad shifa ki umeed ek Allah say he honee chahiye.
@happy-ni1fw2 жыл бұрын
Aapne bahut achchha jawab diya yeh hajrat molana se gubj rakhte hai esa mujhe mehsus ho raha hai inhi ki baat men inko jawab mil raha hai
@wahabbaig98302 жыл бұрын
Aap jab tak matlab samjhaen tab tak kitne aam log saad ki baaton ko aap ki tarah na ssmajh kar gumrah hojaenge kya awam men aise bayan jayaz hain jinko samjhane ke liye ek doosre bayan ki zaroorzt ho
@Hashmatunnisa19Ай бұрын
Asbaab ke ikhtiyar ka inkaar nahi Asbaab se hone ke yaqeen ka inkar dil se karne ko kehte hai molana saad sahab.
@shameemahmed42672 жыл бұрын
Molana sad sab ummat ko ulkhaddiya
@shadabshaikh66382 жыл бұрын
M ssad ki baat Puri sunne ke bad hifaisla ket sakte hai
@kar-e-nabawwat11402 жыл бұрын
Allah Qyamat me faisla karne wala hai.....but Apko direct is insan k pas ja kar baat karni chahiye hum apko Allah ka wasta dete hein janab zaroor jaye or puri tehqeeq kare
@afrozalam33602 жыл бұрын
ایک بات سمجھ میں آ گئی مفتی صاحب آپ کے پاس تحقیقی علم نہیں ہے سر سری علم کے آ پ حامل ہیں اللہ تعالیٰ آ پ کو دین کا صحیح سمجھ عطا فرمائے
@umatiytaiyabumatiyataiyab90472 жыл бұрын
ہاں یہ الگ بات ہے کہ آپ حضرت جی کی آدھی بات سنے اور نقل کریں
@FUKRAGAMING022 жыл бұрын
Asbab ka tark karna kaisa hai kzbin.info/www/bejne/h560dYeDrtesjqM
@zoynulislam9982 жыл бұрын
اسباب انکار کا مطلب اسباب سے ہونے کا یقین نہ کرنا البتہ اسباب اختیار کرنا یہ ہوسکتا ہے
@abdulhamidbhatabdualhameed52482 жыл бұрын
Aap ko molana ko bat smj nahin aaye hai. Maksad yeh hai ki asbab say inkar nai laken asbab main yakeen kufur hay
@Sofi-qt1hb2 жыл бұрын
Durust farmaya 💯💯
@happy-ni1fw2 жыл бұрын
Mosa alaissalam ka paigamber hone ke baad ujrat ka jikr kare
@mahmudmahmud33362 жыл бұрын
Aap samjhe Nahin Maulana sad Sahab sirf asbab Kina Fikar Aate Hain chhodane Ko Nahin Kahate Hain yah Kahate Hain Ki asbaab ka Inkar karo Aur Dil Mein yakin Na Rakho asbab Ki Na Fikar Aate Hain asbab chhodane Ko Nahin Kahate Hain
@ShahidKhan-yl5kg2 жыл бұрын
asbab se murad asbab se hone ke yaqeen ki nafi hai naki asbab ki hi inkar karwaya moulana ne , sirf kisi ki baat ko lafzo mei lekar dicision ne lesakte poori baat samjhe ke kehna wala kr matlab kya hai aur wo kis maqsad k liye kehraha hai . phir baat clear hogi apne final result per. jazakallah
@khurrammukhtar26702 жыл бұрын
Hzrt Ibrahim alehos Salaam ne gibrail alehisalm ki bhe madad Lene se inkar kya Ye kya tha
@nafeesahmedjr47522 жыл бұрын
اسلام و علیکم مولانا سعد صاحب نے اسباب کی کبھی بھی نفی۔ نہیں کی ان کی بات کا مفہوم غلط سمجھا جا رہا ہے اس امت کو جو اللہ پاک نے زندگی بنانے کے اسباب دیے ہیں وہ اللہ کے احکامات اور نبی پاک صل وسلم کی سنتیں ہیں اس لیے مسلمانوں کو جو اسباب دیے گئے ہیں وہ حکم اور سنت زندہ کرنے کے لیے دیے گئے ہیں غیر مسلموں کو جو اسباب دئے گئے ہیں وہ حکم اور سنت زندہ کرنے کے لیے نہیں دیئے گئے بلکہ ان کی زندگی بنانے کے لئے دیئے گئے اس لیے ہمارا اسباب میں لگنا حکم اور سنت زندہ کرنے کی نیت سے ہوں نہ کہ زندگی بنانے کے جذبے سے
@mkhf.31222 жыл бұрын
Tarbiyet mei jaiz hai. Mukkarrabeen ki galati pakkadna buhat costly hoga Shariyet par tariqat ka ghalba hai. Kamil emaan ka talluq haqiqat aur marifat se hai. Moulana khawas ko meari banana chatey hain.
@lifestyle56122 жыл бұрын
Hazrat aapko molana saad sahab ke bayanat samazne ke liye Mufti sahab aap 1 saal lagalo
@mohdhuzaifa42372 жыл бұрын
Bhai ap galat samje
@talamariakramullah2912 жыл бұрын
Abhe tuje kiun allah tujse ye sawal nahi kare ga
@mkhf.31222 жыл бұрын
Saad Sb Ala martaba mei hain. Aap sharyet ke marhaley rehkar samajney ki kosheesh karein toh bhatak jaogey. Aur dusro ko bih batkaogey. Iss ki nahosat aapko mukkadar hogi.
@mdnafisansari4497 Жыл бұрын
Aasbab mo lena koi inkar nahi kiya hai magar aap moulana saad sahab ke bayan ko samjhte kyu nahi hai o iman ka bayar karte hai bhai
@aneesahmadkhan46382 жыл бұрын
Maulana saad sahab ke paas mashallah Allah paak ne maal Diya haye to Asbab ka inkar karte hayen varna Huj karne jate hayen to kya hawa me baghair sawari ke udkar jate hayen
@shafimaqsood17472 жыл бұрын
Pagal ku samajh ma nahee aiya asbaab kisaa kahtaa hai
@shahiduzzamanshaukat77562 жыл бұрын
" لات کا بھوت بات سے نہیں مانتا " یہ کہاوت 95% روایتی علماء ، پیر ، مجاور اور مفتی کے لئےبالکل صحیح ھے کیونکہ علماء ، پیر ، مجاور اور مفتی قرآن اور حدیث کے علم کو اپنی خاص جاگیر سمجہتا ھے یھی اسکا بہت بڑا جرم عظیم ھے ۔ ان نام نہاد علماء ، پیر ، مجاور اور مفتی کے ذاتی مفاد اور علمی تکبر نے ھی پوری امت کے دنیوی اور اخروی بیڈا کو غرق کر دیا جسکے اثرات پوری دنیا میں دیکھ رھے ھیں ۔انجینیر علی مرزا بھائی آپ علماء ، پیر ، مجاور اور مفتی کو علمی دلایل کی لات سے لتیاتے رھیں اتںا لتیایں کہ دم توڑ دیں ۔ اللاہ آپکو جزائے خیر دے اور کامیاب کرے آمین ثم آمین یارب العالمین ۔
@statuskidunya81612 жыл бұрын
Choonhe bil se or Sher Medan me baat karte hai
@AshrafAli-zg7fp2 жыл бұрын
Mufti sahib ap fasaad phila rahy hain ap ko kitny paisy milty hain
@umatiytaiyabumatiyataiyab90472 жыл бұрын
پہلے یہ تو ثابت کرو کہ حضرت جی نے اسباب کا انکار کیا ہو
@arbazfaridi91892 жыл бұрын
Abe o qasmi kyun fitna phela Raha hai
@firozkhan-jd9nd2 жыл бұрын
Ab koi jawab nahi to aur bloenge hi kya bhai Aur asbab ka inkar karna goya Allah ki sareyat ka inkar karna hota hai Achha hota ke pane galtiyo se tauba karte aur khud bhi gumrah hone se bachte aur masoom awam ko jo gumrah kar rahe hai becharo ke aakherat ke sath kilwad kar rahe hai is is se bhi bachte
@happy-ni1fw2 жыл бұрын
Aap bhut bade jahil malum hote hai
@arbazfaridi91892 жыл бұрын
Jahil samajh nahi aaye aapke qasmi
@adilnazir76432 жыл бұрын
Aray bhai jaan , mufti sahab lagta hai aap kay samaj mai moulana saad sahab kay bayan kbi nhe atai hai, tumhare bayan say saaf hasad dikh raha hai, moulana saad sahab ka maqsad hai ki asbab ko ikhtiyar karo lekin asbab ka yakeen dil say nikalo ki asbab say hota hai, jb hum jaise logo ko samaj aya to aap to mufti ho apko samaj nhe aya ya hasad ki wejah say video banaye hai
@muradnagar80072 жыл бұрын
توبہ مفتی صاحب۔ ابھی قدرت سمجھے نہیں۔ اسباب امتحان کے لیے ہے اطمینان کے لیے نہیں۔ دنیا دارالامتحان ہے دارالاسباب نہیں
@hadeeamin5352 жыл бұрын
Rt
@shahking9652 жыл бұрын
kya milta h logo ko ek dusre ke hi piche pade rehte he
@hamadnisar81232 жыл бұрын
Tere jise laalim ne umat me fasted felaya hai.mufte a unfamiliar saab
@قناۃالدعوة-ش1ض2 жыл бұрын
افسوس مفتی صاحب بہت محدود سوچ کے مالک نکلے اپ
@ahmadullahkhan13432 жыл бұрын
Maulana saad sahab farfate hain..asbaab ko tark kardena jihalat jai...aur asbaab ka yaqeen karna shirk hai.....
@shafimaqsood17472 жыл бұрын
Khaleee is tarah muqlefath ma apni zindagee ku barbad math karoo hazrat ka bayaan as asbaab la inkar nahee hai a aap ke gumrahee hai ummath ku jodoo phoot math daloo
@syedabdullahyahya61402 жыл бұрын
Mufti sahab aap qasmi toh hai magar tauheed ku hi nhi samje Kabhi Allah ki kitaab quraan ku tarjume sae padiye tauheed ku samjiye Chupp Hazrat ji kai bayanat piche mat pado Tum samjhi nhi sakte Hazrat ji ki baatou ku..... Ye tumhari badqismati hai
@Anis_khan2 жыл бұрын
Logo ki aql ka emthan he pehchano ye sahab kon he tumhare Baap bhe nahe pehchan pay ga kon he tumhare zendagi khatm ho jay ge
@javedraeen24322 жыл бұрын
Are ham ko sari bat samaz me aa rahi he tum kon se mufti ho zo tum ko hazarat ki baat palle nahi pad rahi he. Mene kaha na tumhare dil me hi fasad aur bigad he zabhi to ummat ko apna bana na sake aur firke khatam na kar sake aur sare firko ko ek plet fam par la na sake. Balke tumhara wazud bhi is kam ki wazah se baki nazar aata he warna tum bhi aaz pah chane na zate me deodand ki baat kar raha hun
@javedraeen24322 жыл бұрын
Tum ko kabhi hazarat ki baat samaz me aaegi bhi nahi is liye ki tum abhi hazarat ke samne bacche ho aur tumhare dil me hazarat ke khilaf nafrate aur bahut fasad he is hi liye zahar ugalte ho hazarat ke khilaf
@shahiduzzamanshaukat77562 жыл бұрын
علماء کے مفاد پرستی اور کوتاہ بینی کی انتہا دیکھیں کہ روپیہ پیسہ اوگاھی والی قرانی آیات اور پیرومزارات اور درگاہ کی چرچا مسجدوں کے ممبروں سے خوب اور ھمیشہ سے ھوتی آرھی ھے اور آج بھی ھو رھی ھے مگر مسلمانوں کو مظبوط بنانے والی ایک اعلی اور بہترین دفاعی اور ترقی پسند تدابیر کا قرآنی حکم علماء دین کی نظر سے نہیں گزری؟ اور اس آیت کی چرچا مسجدوں کے ممبروں سے کیوں نہیں ھوتی ؟ سورہ انفال آیت نمبر 60 میں اپنی دفاع میں گھوڑے کو پہلے سے تیار رکھنے کاحکم دےکر امت کو اشارتاً یہ بھی حکم دیا گیا کہ اپنی دفاع میں زندگی کے سبھی شعبوں میں دشمنوں کے مقابلے اپنے کو زیادہ سے زیادہ مظبوط اور طاقت ور بنایں تاکہ دشمنوں کو آپ پر حملہ کرنے کی ھمت ھی نہ پڑے ۔ بس یھیں پر مسلمانوں کے مزھبی اور سیاسی لیڈروں سے جان بوجھ کر یا انجانے یا اقتدار کے نشے میں یا پھر مکاری سے یا اپنی اپنی مفاد کی خاطر بہت بڑی غلطی ھو گعی کہ اللہ اور اسکے رسول کی کھلم کھلا نافرمانی کرتے ھوے امت کو فرقوں در فرقوں میں باںٹ کر ، فروعی مسائل کی لایانی بحث و مباحث میں الجھا کر اور علم جدید ( آدھونک شکچھا ) جو سب سے بڑی طاقت تھی اور ھے کی مخالفت کر امت کو بہت ھی کمزور اور سیکڑوں سال پیچھے دھکیل دیا جس کا نتیجہ ساری دنیا میں دیکھ رھے ھیں جسکا وبال معصوم عوام سے شروع ھوکر مزھبی اور سیاسی لیڈروں تک پہنچ رھا ھے اور آگے بھی پہنچتا رہےگا جب تک کہ مزھبی لیڈرس مسجدوں کے ممبروں سے وعظ ونصیحت کے ذریعہ قوم کو زندگی کے سبھی شعبوں خاص کرجدید علوم ( ساینس اور ٹیکنالوجی ) اور معاشیات کے بلندیوں پر نہ پہوچادیں ۔ یہ دن دیکھے ھیں اپنی ھی غفلت کی بدولت + شکوہ ھے زمانے کا نہ قسمت کا گلا ھے ۔ خداوندا یہ تیرے سادہ دل بندے کدھر جائیں + کہ درویشی بھی عیاری ھے سلطانی بھی عیاری
@mdamirkhan31422 жыл бұрын
Sab se pahele is video ko bana ne wala tum ko pagal or jahil kahunga kiyon ki tum ne kalima ki mehnat ko samjha nahi is liye tumne Saad ko target kiya.
@shaikahmedk51592 жыл бұрын
Haathi ke daanth khane ke aur, dikhane ke aur. Yehi kuch hal hai Saad saheb ka. Ek bayan me kahte hai, ye jo tum halal kama rahe ho, is par bhi pakad hogi, Gareeb saathi mehnat mazdoori karke apne biwi bache, bodhe maa baap ki rozi ke liye koshish karta hai aur ye janab usse bhi rokte hai, aur doosri taraf apne bungle, farm house, badi badi gaadiya. Tabligh ki aad me bahut sare pate palo is kaam me chal rahe hai, lekin yeh toh in sab ka baap nikla.