Allah subhan wa taaala aapke rizk me, sehat me, umr me, ilm me bohot barkat de.... ❤
@rizu_____07Ай бұрын
Jazak Allah Shaikh
@SyedSyedm-v1y Жыл бұрын
Jazakallah khair sir
@mohdsalim9558 Жыл бұрын
Masha Allah
@zaheeralam2870 Жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Mera apse sawal hai Palestian me ye jo julm ho rha h muslimo par kya iske bare me quran ya hadith me ata h kuch me boht zada pareshan rehta hu sara din bas yahi sochta hu ye sab kab thik hoga Plz anwser my question agle lecture me Mera question ko lene ki koshish kare plzz
@Dr.IramDeshmukh Жыл бұрын
Bht sahi faiz bhai... Jo ap bussiness k aur job k.. Collaboration ka btae
@salmashaik9008 Жыл бұрын
Assalam walikum Faiz sir! Mujhe aap say ek sawal hai ki ,Hamare city may ek Urs chalta hai dargah ki jagah,aur waha par jaana nahi chahiye Allah ki laanat barasti hai! Kya ham waha par kuch cheezon ka baazaar rakha jaata hai. kya ham un cheezon ko doosron k zariye khareed saktay hai?Bina waha par gaye....
@mohdsalim9558 Жыл бұрын
Wa alaikum asslam wa rahmatullahe wa barkathu
@UmGaliyah Жыл бұрын
جزاك الله خير Faiz Bhai
@adnanking9538Ай бұрын
Adv. Faiz syed sir mera man nahi lagra hai deen ki traaf kay mai shirk mai muktila hun please answer me😢
@nasseratehzeeb4607 Жыл бұрын
AssalamuAlaikum Faiz Syed sahab, meri beti bohot bemaar rehti hai, Maine Kai jagah Ayub AS ki dua suni hai, par aap ne kabhi aysi dua ka zikar nahi Kiya hai, kya koi particular dua thi Ayub AS ki, agar thi toh kya aap mujhe reply main dua bhej sakte hai, jazakallahu khair.
@Asra-zk6nw Жыл бұрын
@nasseratehzeeb4607 DUA WHEN AFFLICTED WITH ILLNESS, DISTRESS, ADVERSITY | DUA OF AYYUB (عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ) أَنِّي مَسَّنِيَ الضُّرُّ وَأَنتَ أَرْحَمُ الرَّاحِمِينَ Anni massani-yadh-dhurru wa 'anta arhamur-Raahimeen (Indeed, distress has touched me, and You are the most Merciful of the merciful on… Surah Anbiya Ayat 83
@heenamistry6264 Жыл бұрын
Assalmu alykum mere sawal k jawab bata do please mujhe kya krna chahiye pareshan hun mai
@jaddankajahaan3024 Жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM wa rahmatullahi wa Barkatuhu
@JamilaBegum-pr9hi Жыл бұрын
Agar hum umra ya hajj karne jaye tho kya pure mohle relative ko dawat dena kaisa hai plz tell me
@maherafazal982 Жыл бұрын
Aslm wlkm o rhmtlhi o brkthu
@mohdshahrukh5785 Жыл бұрын
Assalamu alekum mera sawal yeh kai ke apni slary ko chupana kaisa hain yani jab koi aapse salary puchhe to kya hum actual bata sakte hain. Kabhi kabhi ye dusre ke liye hasad ya tassubb ka bais banti h. Or pehla insaaan bhi nhi chahta batana. To kya sharai hukm hoga sath hi kya kam ya zyada bhi bata saket hain kyaye jhuuth main likha jayega??
@arifahammad4514 Жыл бұрын
❤❤❤
@ZeenatKhan-j6o Жыл бұрын
assalam alaikum warahmatullahi wabarakatuh bhai mera sawal ye h jandar chizo ki tsveer bnana haram h lekin school me drawing me jandar chize bnwayi jati h to kya krna chahiye
@mehakfathima5616 Жыл бұрын
Assalamualikum
@SilaikiDuniya2244 Жыл бұрын
Assalamualaikum Mera KZbin pe tailoring ka channel hai mai cutting and stitching sikhati hu, Ghar k halat kharab the to mai ye channel shuru ki thi, kya is channel se jo paisa ayega wo haram hai ya nahi please batana zaroor, kyu ki meri sisters muje ye channel band karne ko keh rahi hain KZbin se jo income hogi wo sahi nahi to mai kya karu please jawab dena zarur
@rabbicamart1749 Жыл бұрын
Asalaamwalaikum
@mehakfathima5616 Жыл бұрын
Please answer my question
@hyderabadihunter874 Жыл бұрын
Ask question ???
@engandmathsway Жыл бұрын
Assalamualaikum
@naeemsayyed9019 Жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barkathu Meri IRC Se Apeel Hai You Tube Ke Adds Ko Band Kare
@hymadali5187 Жыл бұрын
Hundi me paise bhej na kaisa hy hum Dubai me rahne Vale kisi ko dharams dethe hy tho voh banda India me Rupees bhejtha hy. Our yeh kaam karna kaisa hy.
@mehakfathima5616 Жыл бұрын
Allah kyun chote nabalighbache KO apne pass bula leta