Ma sha Allah aap ke taqreer se bohat kuch malumat hota hai super question answer
@Truepath243 ай бұрын
25:27 can make them watch Abdul bari series this is really very helpful for toddlers to get inspired by their aged based good kid's
@mdsadikbaladar9282 ай бұрын
Jazakallahu Khair 🎉❤
@farheenajaffri80303 ай бұрын
Jazakallah shekh
@MdAslam-jv3ty3 ай бұрын
Faiz bhai bahot hi achchi speech dete hain aap main aap ka hamesha speech sunta rahta hu allah app ki sehat hamesha banaye rakhe aameen
@MohdAman-y4w3 ай бұрын
Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barkatahu ❤
@MohdAman-y4w3 ай бұрын
As salam alaikum wa rahmatullahi wa barkatahu ❤
@Sainasaba3 ай бұрын
Mashallah your background is looking awesome 👍
@BegumsYummyFood3 ай бұрын
Masha Allah
@abdulraheemkhan91733 ай бұрын
Nabi Karim S.A.W. ko kon kon se naam pasand the plz describe
@deadmanofficials3 ай бұрын
Agar musalsal pareshani arahi hu accident hu raha hu aur last time accident hua tau bal bal jaan bachi Allah k karam se tau onhoun ne onki wife meri bhabi ne wahan se on k liye onki pareshanion afatoun balaoun ko door karne k liye bataur aik bakray ka sadqa karne ki hidayat ki jo k puri kar di gai .. Yaad rahe niyet sadqe ki thi ... Magar sadqa k liye bakra laya gaya aur halal kiya gaya Allah ki rah me ... Lekin sadqe ka tamam gosht freez kar liya bajaye is k k ghareeboun mustahikoun me taqaseem kiya jaye ... Jab on ko bataya gaya k sadqa banta jata he mustahik me ghareeboun me tau mujhe awoul fawoul bolna shuroo kardiya ... Sadqe ka gosht khane k silsile me kiya hukum he ... Rehnumai farmayen
@VernonAstrup-h7b3 ай бұрын
Lavina Canyon
@khansaif28003 ай бұрын
Ya Jo mahina cal raha Ike baare me batiya
@kanizsiddique98573 ай бұрын
Tahajjud ki namaz ka Sahi waqt kitne se kitne baje tak ka hai kya Fajr ki ajaan ke pahle Tak padh
@AzamShah-wd5wi3 ай бұрын
Assalamu alaikum faiz Bhai Kya ladies bagair dupatta odhe Bina bhi zikr kar sakte hai kya Please answer dijiyega Allah aapko sahet aafiyat ata farmaye Aameen
@ArfatS-cu1vg3 ай бұрын
Assalam Alaikum
@hinakhan19593 ай бұрын
Mashallah
@FaiyajCric3 ай бұрын
Without allha nothing is possible❤
@kfjjdhj3 ай бұрын
Allah
@khansaif28003 ай бұрын
Peshab ke Katre ke bare mein Tafseer se jarur batiya me pesant
@SaherParvez-u9c3 ай бұрын
Kiya kamar ke bechhe hath bandhna mana hai kiyuki qiyamat me name emaal peechhe se diya jayega,
@shahabu.developer3 ай бұрын
Job Ke Liye Kon Sa Dua Aur Kya Karna Chahiye Qki Mere Pas Skills v Hai lekin job nhi hai
@HazratAyesha-x8d3 ай бұрын
Sir mujhe ye bta djiye ki Amal or wazife kare chiye ya nhi
@syedamina23723 ай бұрын
Assalamualaikum ji mera ek sawal tha ke jo ajj kal online incom ka system hai companay idigitalpreneur kiya yeah hallal hai jawab zaroor dijiyega kiyun ki iss fild mein bahot se muslim khawateen kam karrahi hai app ke agle session mein iss ka jawab zaroor dijiyega jazakallah khar
@saimachougule49072 ай бұрын
Maharashtra ki government se milne wali scheme ladki behen yojna ( jo Aurto k liye hi hai) se fayda uthana kaisa hai? Kya yeh jayaz hai?
@ahmedkhan-jn1gb3 ай бұрын
Question... asalamu alaikum mujhe share market me Mera broker mere amount pe 5 Guna zyada Paisa deta hai 0.049% per day interest pe usse meri profit 5 Guna hojati hai kya usse Meri profit bhi haram hogyi mere sell karne pe wo apna paisa interest ke sath le leta hai ?
@sayqamajid3 ай бұрын
Please tell me friends beti ka na Ayeza kaisa rhega
@shameemsartajofficial56513 ай бұрын
جمہوریت کا اسلام میں کیا حکم ہے ؟؟؟ 2۔کیا اسلامی حکومت کے لئے کوئی جدّ و جہد نہیں کرنا چاہیے ؟؟؟
@abdulraheemkhan91733 ай бұрын
Kya hm emergancy m120 km ka safar akele nhi kr sakte bina mahram k
@arthuburfiansari46832 ай бұрын
Hm aj ye dekh re h faiz bhai ne ratan tata ka nam liya h or aj ratan tata ki deth hui h
@youshufrahman4323 ай бұрын
Jo apane biwi ko Marta pita ho uska kya gunah hai
@JunedAlam-mj6bp3 ай бұрын
Kya sharmgah ko haat lagane ya khujane se wazoo toot jaati hai
@razamughal45822 ай бұрын
nai
@farhasyed9333 ай бұрын
Iddat islamic calander k hisab se hoti h ya angrezi k hisab se or Agar puri iddat ache se nibhai jaye or akhri din galti se ya bhul jane ki wajah se iddat ek din phle tod li jaye to Allah k nazdeek iska kya mamla hoga plzzz zara samjhayen
@razamughal45822 ай бұрын
iddat ghar bhetny ka nam nai hain, woh din guzarny ka nam hai. majboori meh bahir jaya ja sakta hain. islami calender se chalega
@juhiahmed364315 күн бұрын
As salam alaikum Bhai jaan Meri Ek Sawal Hai Jiski vajah se main bahut Pareshan rahti hun Sawal yah hai ki documents Mein naam mera Kuchh aur hai aur aqika Kuchh aur naam se hua hai to Nikaah Mera documents ke naam se hua hai to Nikah Hogi Ki Nahin
@nishrindas15793 ай бұрын
👍
@sayqamajid3 ай бұрын
Kya biwi shohar ki marzi ke bagir 7 ve din aqeeqa kar sakti h is majboori pe ki sunnat par razi na ho par biwi ki khwahish ho
@sayqamajid3 ай бұрын
Meri beti hui h main iska naam islamic rakhna chahti hu please suggest me
@kfjjdhj3 ай бұрын
Amaira
@kfjjdhj3 ай бұрын
Iqra
@kfjjdhj3 ай бұрын
Jainab
@kfjjdhj3 ай бұрын
Aisha
@islamic_video_12133 ай бұрын
maemuna rakh lo Mane bahut accha hai
@abdulraheemkhan91733 ай бұрын
Kya hm emergancy m120 km ka safar akele nhi kr sakte bina mahram k