Shukriya mufti sahab apne meri confusion dur kar di.
@farzankhan6877 ай бұрын
Apko khatna ke bare me kya confusion tha?
@ZoyaMomin-nn1qk6 ай бұрын
Meri bhi
@youtubevanced2295 ай бұрын
Mera to 16 saal me khatna hua tha aur sab dawat uda rahe the .. apke yaha kiska hua tha
@MuskanKhan-uv2rk Жыл бұрын
Sahi bat h Mufti shahab 👍👍
@noorsadiya8617 Жыл бұрын
Assalamualaikum bhai bilkul sahi bat🍓
@shanaiyahuzaine2460 Жыл бұрын
Assalamualaikum bhai
@sakirali9402 Жыл бұрын
Assalamu alaikum Mufti Sahab.₹100 masjid ke liye tamir kiya hun Mufti Sahab
@masoom966Ай бұрын
Assalamo alikum Khatna hone ke 1 din pahle khatna ke Name pe program sakty hai ya nahi
@farzankhan6877 ай бұрын
Jab main 8 saal ka tha tab meri khatna hajjam ne ki thi gaav me but ab meri age 28 hai and kaafi loose skin dobara cover hogai hai to kya dobara khatna karwa sakte hai?
@newuniverse037 ай бұрын
Jo Khatna hoti hai uske gosht ka kya kare
@farzankhan6877 ай бұрын
Khatna ke baad Kati hui skin ( khaal ) ko kapde me pack karke ko mitti me dafan kiya jata hai ya pani me baha diya jata hai
@Raistar.......074442 ай бұрын
Khaja bahut acha hota h❤
@Akhan-di1gn Жыл бұрын
Mufti sahab can you please give me reference of this hadith in which one sahaba rz. don't go in this celebration. I want refrence plzz bcz i read that imam Ahmad bin hambal rh. Said it is ok.
@AsifKhan-ml4kz7 ай бұрын
Kya bache ka hakika karne se pehle sunnat krana jarur hota ha plz baataay bacha kamzor h..3 yar ka h