अस्त ग्रह को समझें | Ast Grah Ko Samjhe.

  Рет қаралды 110,329

VS Astrology

VS Astrology

Күн бұрын

अस्त ग्रह को समझें | Ast Grah Ko Samjhe.
Hello Friends,
I am Dr. Gaurav Geete. Welcome to
our KZbin channel VS Astrology,
about this video :-
dosto is video mai maine aapko bataya hai ki ast grah ki kya defination hai
ast grah ka kya prabhav hai , kaise samjhe ki koun sa grah aapki kundali me ast hai...
Our some other playlist -
Weekly Horoscope | Saptahik Rashifal
• इस सप्ताह का राशिफल, स...
Monthly Rashifal
• जानिये इस माह का राशिफ...
Astrology Lesson in Hindi
• Astrology lessons in h...
Sawal Jawab
• Sawal Jawab
Yearly Horoscope
• Playlist
Kundali Milan | Matchmaking
• Kundali Milaan
Remedies of all planets | upaay
• Remedies of all planet...
Other social links
KZbin - / vsastrology
Facebook- / vsastrology
Twitter- / gsgite
instagram- / vsastrology
Website - vsastrology.com
#drgauravgite #vsastrology #drgaurav #RahuandKetu #kundaliconsultation #kundalianalysis #Horoscope #Astrology

Пікірлер: 308
@kishanraghani5725
@kishanraghani5725 4 жыл бұрын
You explain very nicely. Like a real guru to learner.
@rachitdave7136
@rachitdave7136 6 жыл бұрын
Sir, I have Surya 21 degree and Budh 6 degree in 4th house of Mithun Lagna. But I am wearing Panna of 6.15 Carat to increase Budh power. Is it bringing them too close? Should I remove Panna? Please suggest. Thank You
@adityachoudhury641
@adityachoudhury641 6 жыл бұрын
Mera makar lagan ki kundali hain or chandrama lagan main hi ast hain or uski bajah se mujhe pichle 3 sal se bohut prblm ho rahi hain... kripiya aap mujhe bataiye mujhe kya karna parega.. moti pehen sakte hain kya
@ushavisharia6451
@ushavisharia6451 6 жыл бұрын
Thanks for sharing such a useful knowledge.sir if Ast grah is yogkarak Then can we get result by doing remedies pls suggest.🙏🙏🙏
@vikashgupta5118
@vikashgupta5118 5 ай бұрын
Sir, Iske liye kya upay karne chahiye??
@saurabhawasthi4318
@saurabhawasthi4318 4 жыл бұрын
Sir, You communication house must be under the influence of jupiter and mecury cuz you have a very very polite way of talking.
@DrDhimanKakati
@DrDhimanKakati 4 жыл бұрын
moon
@malviyaachie
@malviyaachie 2 жыл бұрын
Praman 🙏...Asht ka surya ki degree se bhi farak pdta h kya ??
@108RamChandra
@108RamChandra 6 жыл бұрын
Sir meri janm tithi 30.12.1992 time 02.05 PM he surya budh navam bhav me sath me he kya budh aast he btane ki kripa kare or is kundli me rajyoh he ki nhi
@shubhadipdutta2973
@shubhadipdutta2973 6 жыл бұрын
Very nice.Sir,i have a request ,if u discuss about the combustion of planets separately,it will be helpful for viewers ...
@premshankartiwari1743
@premshankartiwari1743 2 жыл бұрын
❤️🙏 बहुत सुंदर समझाते हैं ज्योतिष समझने में मदद मिल रही है
@AmitSharma-ri8mf
@AmitSharma-ri8mf 4 жыл бұрын
Guruji kya kisi grah ko thik kiya ja skta h. Agr ha to kya koi sateek upay h. Yu to bhg upay hain. But kaam ni krte. Upay wo jisse change dikhe life mein. Jo achuk ho????????????
@ip2814
@ip2814 5 жыл бұрын
Good evening sir🙏 Sir mere kundali me surya-16° guru-16° Shukra-2° hai aur guru Dev mere kundali me yog karak hai bhagyesh bhi h.....but yha guru ast ho rhe to Kya unke saare positive effects khatam ho jayenge? Aur guru Dev ko female kundali me Shaadi pati ka karak khte h to Kya pati bhi achcha Nhi milega.... please sir reply kijiye🙏
@hemabargali4862
@hemabargali4862 6 жыл бұрын
agar yogkarak grah surya s ast ho jaye . tab us yogkarak grah ka shubh result lene k liye kya karna chahiye.
@sudhirdeshpande8175
@sudhirdeshpande8175 2 жыл бұрын
अति उत्तम माहिती धन्यवाद
@kacharixyz
@kacharixyz 3 жыл бұрын
गुरुजी वृश्चिक लग्न मे अगर मकर राशि में गुरु और सूर्य बैठा है अर्थात सूर्य से अस्त है और राहु के सीवाय किसी ग्रह की दृष्टि भी नहीं है | (लेकिन सूर्य और मकर राशि की शनि तो मारक है) तो मुझे अच्छा फल मिलेगा या कोई उपाय करना पड़ेगा कृपया बताइए |
@harshitajain1470
@harshitajain1470 4 жыл бұрын
Hiw to make asth grah strong? Pls explain
@Alcatraz19940
@Alcatraz19940 4 жыл бұрын
Sir rocket science ka question hai kripya Answer karein t0 Maza ayega Example Agar Surya( 12 degree)k sath 3 alag grah ho Chandra(8 degree) Mangal (19 degree) Aur shukra ( 2 degree ) To is condition me surya se kaun ast hoga aur kyun.... Bhav hai 8th house
@arvindrawat4492
@arvindrawat4492 6 жыл бұрын
Sir,kundli main koi yogkarak grah kamzor hai toh kya usko majboot karne ke liye uska ratna pehanna jaroori hai ya phir us grah se sambandit uske mantro ka jaap kar sakte.
@_dixit_rohit_
@_dixit_rohit_ 3 жыл бұрын
Aast sani agar debilitated ho kumbh rashi lagna me to kya effect hoga
@shikhav1245
@shikhav1245 5 жыл бұрын
Sir aap bahot easy tareeke se samjhate hai koi bhi easily samajh jaye.. thanku so much itna knowledge dene k liye..
@sonalkankariya4657
@sonalkankariya4657 6 жыл бұрын
Your explanation is very simple and clear,what if Surya is with rahu and any other planet together?
@reetikabansal5008
@reetikabansal5008 4 жыл бұрын
If Me is with sun then it makes budh aditya yog. Then ast hone ke baad bhi kya good effects dega?
@usankar8257
@usankar8257 3 жыл бұрын
Sir hamare dhanu lagna , guru 02.08 degree le kar astam ghar me he , sath me sun13.17 degree and ketu13 degree le kar he , kiya mere guru asth he ?
@jethi8305
@jethi8305 5 жыл бұрын
Dear Sir, if Sun and Mars are at 29 degrees, so would Mars be considered as 'ast'? Please guide.
@ektatrivedi3529
@ektatrivedi3529 5 жыл бұрын
Sir ek baat btaye kripya kya ast k alawa grahon ki mrat awastha bhi hoti hai kya koi or wo grah koi kam ka nhi hai kundli me
@dhirajbabar308
@dhirajbabar308 2 жыл бұрын
प्रणाम गुरुजी,ग्रहकी डिग्री कैसे देखे बारेमे मार्गदर्शन करो,🌹👌👍🙏
@mrindian3329
@mrindian3329 Жыл бұрын
Sir mere mesh lagan kundali main sukra 2nd house main hain lekin sun aur sukra same nakshatra main hain aur dono ke bich 24° ka fashla hain. Kya mera sukra ast hain?
@pradiptabhattacharya2673
@pradiptabhattacharya2673 10 ай бұрын
Guruji mere kundali me sun 24 digri ka hai aur mars 10 digri ka hai kya ye mars combust hua hai by sun ??
@hrishabwsk6585
@hrishabwsk6585 3 жыл бұрын
Degree kaise dekhe..aur mera 7 th house may sun hai...to shukra ki condition kaise jane plz help me out sir...aur shadi kab tak hogi meri
@chetansaraf7215
@chetansaraf7215 3 жыл бұрын
Your knowledge is very useful to us. Thanks
@somesh116
@somesh116 Жыл бұрын
Mera lagn Tula hai or 8th house me shukr Surya budh or guru ek sath hain. Iska prabhaw kis tarah samjha jaye?
@AdityaKumar-nc2cx
@AdityaKumar-nc2cx 5 жыл бұрын
Mera Tula lagan hai aur Lagan me hi Surya aur Sukra hai....sukra 14 digree me hai aur Surya 19 digree....aur sukra ka mahadasa chal raha hai sukra bakri hai Kya yeh bohot kharab hai?
@2008ganesh
@2008ganesh 6 жыл бұрын
Thanks for all the information on Ast. Ek baar grah ast ho jaane ke baad wo puri jindagi ke liye ast hi rahega?
@RP-dm7gr
@RP-dm7gr 5 жыл бұрын
Meri vrushchik lagn ki mundo hai jisme Surya 0° Guru 7° Budh 7° Mangal 16° Moon 6° Shani 24° Shukra 25° To phir mere saare gray asat hai kya
@shashishankar5957
@shashishankar5957 5 жыл бұрын
Sir अगर सूर्य की डिग्री जीरो या जीरो से कुछ अधिक हो सिर्फ तो उसके पास के सभी ग्रह अस्त माने जाएंगे कृपया इसका मार्गदर्शन दे सर
@vijaydangwal1634
@vijaydangwal1634 5 жыл бұрын
Ghr bhi to dekho kis ghar me hai.surya ke sath hain ya usse ek rashi aage piche tb asht honge
@madhurikumari8910
@madhurikumari8910 3 жыл бұрын
Sar Meri kundali may mangal pancham bhaw ka sawami hokar 5house may O digri ka h toh munga pahN sakte h
@satishjangid9181
@satishjangid9181 3 жыл бұрын
Guru ji Pranam aapka Guruji se Samjhane ka jo Tarika hai bahut Achcha hai aur jahan tak mujhe lagta hai ki aapka Jo second house mein koi Achcha Gruh hai kya koi acche Grah ke Drishti pad rahi hai tabhi aap aap Meethi Vani bol sakta hai dhanyvad
@prajulsahu4877
@prajulsahu4877 3 жыл бұрын
Grahan ki avastha me yadi surya ketu shani mangal Chandra ek saath ho or degree me 4 degree ka antar h to kya ye sabhi grah ast mane jayenge.
@sechanadahal3249
@sechanadahal3249 2 жыл бұрын
Sir i have surya sukra close conjuction but sukra satru rashi par hey and aaast hogaya is it good then
@trilokchandkhatwase9860
@trilokchandkhatwase9860 5 жыл бұрын
जय श्री राम. प्रणाम तुला लग्न में चंद्र 26डिग्री के साथ केतु के साथ6.32डिग्री के साथ बैठा हो तो ग्रहण होगा या नही? सपत्म भाव मे सूर्य 11डिग्री के साथ राहू6.32डिग्री के साथ बैठा हो तो ? मार्गदर्शन करे।।
@poojavishawakarma7453
@poojavishawakarma7453 5 жыл бұрын
Helo sar dhanu lagan may 5house may 0 digri ka ho suriye sukhr budh 6 house may ho aur lagan may rahu ho toh kya munga pahan sakte h plz bataye
@jyotyappakote6129
@jyotyappakote6129 2 жыл бұрын
Thank you, sir. Very good teaching sir. Moon ka Asta kaise hota aur Chandra ka grahan me dushit ka batao sir.
@indian_gurujiscience7460
@indian_gurujiscience7460 6 жыл бұрын
Sir aap bahot achha samazate hai thank you sir kya surya apne aajubaju k ek aage ek pichhe k gharo k graho ko bhi ast kar sakta hai
@omkarthosar1
@omkarthosar1 4 жыл бұрын
Aapne kaha rahu ketu grahan lagate hai par agar rahu ya ketu agar bal avasta mai ho ya surya vrudh ya bal avsta mai ho tho kya parinam milengge?
@sumansharma-lt8vz
@sumansharma-lt8vz 6 жыл бұрын
Sir agar lagnesh hi ast ho jaye to kya fal milega..aur uske upaay bhi btaaye..
@ambikekumar8477
@ambikekumar8477 2 жыл бұрын
Sir mera ek doubt hai Agr Koi grah mere kundli mai kisi Ghar bhaithne k vajah se neech hogya or agr vhi grah kisi or ghr k mailik ha jha koi b grah ni bhaithe hai toh ky voh Puri kundli mai jha b bhaitheva neech hi khailega ya alg alg uske effects honge
@vinitagangele2654
@vinitagangele2654 4 жыл бұрын
Yadi kisi kundali mi shukra 0 degree ho tho uska kya fal milata h.12house mi shukra budh or Surya sath mi h usme budh ast h shukra 0 or Surya 23 dgree ka h tho kya fal milate h rasi mesh h.
@रामभक्त-थ4भ
@रामभक्त-थ4भ 5 жыл бұрын
Nicely described thanks for sharing the knowledge
@janakchaudhari1745
@janakchaudhari1745 4 жыл бұрын
Sir, kundali me budha yogkarak ho or ast ho to kya upai karne chahiye, meri kundali kanya lagan ki he or 10th bhav me surya or budha sath m he,meri vrischik rasi h
@btensionfree
@btensionfree 6 жыл бұрын
very easily taught and understood..want to ask will the mantras of the Asta planet help...???
@anuppatel5187
@anuppatel5187 3 жыл бұрын
मेरा सूर्य 5 डिग्री sukrya 7 डिग्री का है, क्या अस्त है
@SANKETGANATRA
@SANKETGANATRA 5 жыл бұрын
Sirji, agar surya 12 th house Maine (0 DEGREE) ka hai aur mercury 11th house (21 degree) toh Kya mercury asth grah ho jayega??
@Bhagwatjoshi540
@Bhagwatjoshi540 2 жыл бұрын
Very right sir.
@dishasharma1549
@dishasharma1549 3 жыл бұрын
Sir mera mars 12th bhav me surya ke sath hai , 27 degree me , old hai to iske liye kya upaye kare
@xyz__1177
@xyz__1177 4 жыл бұрын
Sir please reply...9 me ghar me 4 planet AST hai aur Shani betha hai
@mamtachauhan4151
@mamtachauhan4151 5 жыл бұрын
Sir Dhanu lagan ki kundali m ydi budh second house m Surya aur shukre k sath aur Shani Mangal tenth house m kya budh ka ratan pehanna chahiye plz reply sir
@deepakthakur1391
@deepakthakur1391 4 жыл бұрын
Sir mere ek grh mai dono aur difference hai 2 degree ka 16 degree sukhra ka or 14 degree surya ka sath hai?
@musicandartsgallerydevchat8621
@musicandartsgallerydevchat8621 6 жыл бұрын
Kya un graho ko alag kar kundali ke bhav me se nikala ja sakta ha. Jaise agaar surya sukra budh ek satho aur teeno grah ast ho .
@anujkumarbajpai6244
@anujkumarbajpai6244 5 жыл бұрын
Gaurav ji agar vrashab lagn me lagnesh hi 8th house me ast ho jaye jo vipreet rajyog bana rahe ho to kya hoga. Surya 22°56', shukra 22°30'. Kripya marg batayen.
@pkanade9
@pkanade9 3 жыл бұрын
Very nice information sir bahot ache samjate hai sir aap
@rekhabhatt8020
@rekhabhatt8020 4 жыл бұрын
Panchemesh an nvmesh ager AST ho kya to kya result Hoga pls confusion hai
@itsme-ff8ls
@itsme-ff8ls 6 жыл бұрын
Dhanu lagna mei budh ager ketu , Shani k Sath hai to is condition Mei Kya Kare. Kya panna pehne ?
@pankajboraste6102
@pankajboraste6102 6 жыл бұрын
Dear sir, Dhanu lagna main 12ve bhav mein Surya aur Shani ki yuti hai... Surya 11 degree 56 aur Shani 17 degree 45, To Shani ka ast hua iska kya prabhav milega
@goutammojumder1846
@goutammojumder1846 5 жыл бұрын
Mera to mangal and sun k bich o degree ka Antar haii kya kare. Aur me ra lagna bhi Leo haii. Aur yeh aries rasi mne 9th house me ho raha haii.
@vijayverma2106
@vijayverma2106 4 жыл бұрын
सर अस्त हुऐ ग्रह की पावर बढ़ा सकते है क्या ? उपाय काम करेंगे? ?
@jasminmulla4129
@jasminmulla4129 3 жыл бұрын
Sir mere kundli me shukr ast he dhanu lagn ki kundli he par sathi me rahu bhi he shukr ka sath or shukr marak b he par meri shadi me bahut problem aa rahi he plz guide
@seemakumari-se5nk
@seemakumari-se5nk 6 жыл бұрын
Sir ast grah k liye kya upay kare.mera shukra aur buddh surya k sath 11th house me ast hai.., kanya lagna hai mera pls reply
@Riyazkhan-nx3ps
@Riyazkhan-nx3ps 4 жыл бұрын
Ser g mere 6ve ghr me shukra aur surya sath hai shukra 20 digri Aur surya 27 dogri me ye to ye ast hua ya nhi.
@rajendrakumarsharma5985
@rajendrakumarsharma5985 5 жыл бұрын
sir mera surya 3degree he or mangal 15 degree or budh 9degree he kya mangal or budh dono ast h kya
@rajanichintaman7820
@rajanichintaman7820 4 жыл бұрын
Sr yadi mangl ki dgree29 ho varshchik rasi me oor surya varshichk rasi me hi 25 degree...ho to kya mangl ast hai ooor kundli manglik hai... please sr reply
@muditchintaman8941
@muditchintaman8941 6 жыл бұрын
sr yadi sun ki 25degree ho oor mangl ki 29degree ho to mangl ast h
@MahendraThakur-pb3yl
@MahendraThakur-pb3yl 4 жыл бұрын
Sir mithun Lagn mein vakri sukra12 house mein kya fal dega
@arnabchakraborty8659
@arnabchakraborty8659 4 жыл бұрын
Suryo ko kamjor karnatka upay boliya.mera asto graho ko kaisa thik karonga.
@rakhiparcha3952
@rakhiparcha3952 3 жыл бұрын
Aasth planet ka udey kb hota hai ? Pls rpl me
@jethi8305
@jethi8305 6 жыл бұрын
can we wear stone of ast planet? For example, Mercury is 'ast' in 6th House in Sagittarius ascendant? pl advise.
@anubhavsharma951
@anubhavsharma951 6 жыл бұрын
Should we wear a gemstone of asth yogkaraka planet ? It will benefit us or not?
@anubhavsharma951
@anubhavsharma951 6 жыл бұрын
Sir can u please tell me how to make asth yogkaraka shani strong by different ways other than wearing gemstones
@s.r.sshelatkar2605
@s.r.sshelatkar2605 6 жыл бұрын
Sir kundli me yogkarak grah 6,8,12 baithke marak ho jaye to uska daan karna chahiye ya nahi?
@kishorekumardas5159
@kishorekumardas5159 5 жыл бұрын
Agar 12 bhao mei betha ho or ast go gaya, bipirit rajyog kaam karega ??
@shefali2369
@shefali2369 4 жыл бұрын
Mera sun 2 degree, budh 2 degree, shukra 1 degree ,and mangal 4 degree hai..in 4th house situated all these.. Virshabh lagna ke kundli hai. Guru in 12th bhaav _ 6 degree Shani in 7th house
@ronymaitra6570
@ronymaitra6570 2 жыл бұрын
*Sir mera konsa graha kharab hai, aur kinda achha hai.please bataiye.* ★NAME = *Soumodeep maitra*. ★DATE OF BIRTH = *22/10/1994*. ★PLACE OF BIRTH = *Jalpaiguri*. ★STATE= *West Bengal* . ★TIME OF BIRTH= *10:10 PM*
@payaldubey4492
@payaldubey4492 5 жыл бұрын
Kya ast grah ki drishti hoti h?
@shraddhananivadekar4790
@shraddhananivadekar4790 4 жыл бұрын
Sir budh graha ast ho aur marak ho to kya uska daan kare
@pradipkumar4369
@pradipkumar4369 6 жыл бұрын
Meri tula lagna ki kundli hai. 11 bhav me surya aur sani 5 rashi me hai. Surya 08:27 degree aur sani 10.11 degree hai. Sani aast hai. Kya result ayega ?
@shreessweetlife454
@shreessweetlife454 4 жыл бұрын
Sir... Ye ast grah kitne time k liye hota he?????
@thunderstorms2883
@thunderstorms2883 3 жыл бұрын
Ast ke graho ko theek krne ka achuk upay btaye mai kuchh bhi krne ko taiyar ho mera budh aur mangal ast hai
@akkio01
@akkio01 5 жыл бұрын
प्रणाम। वृषभ लग्न में अष्टमेश गुरु नवम में जाकर अस्त हो रहे हैं तो कैसा प्रभाव रहेगा।
@hanumatpathak1087
@hanumatpathak1087 6 жыл бұрын
Sir mera ek bahut hi sadharan prashan h...Smadhan kare to abhar hoga..12th hose jaha ek likha h...Usme surya 26° or mangle 16° hokar asat h to mangal ko munga pahnkar majboot kt skte h .Me neelam bhi pahne hu
@padmajav6454
@padmajav6454 6 жыл бұрын
In case of mercury if the planet is combust and retrogate what is the result? Please reply
@samanshrestha3864
@samanshrestha3864 6 жыл бұрын
Makar lagname budh 12.25 digrika aur Surya ka 2 hai aur shukra 13.03digri hai Esme grah phal deneme kitne sakxem hoga sir
@samanshrestha3864
@samanshrestha3864 6 жыл бұрын
Ji
@narendramandal5150
@narendramandal5150 4 жыл бұрын
Achhi tarah se samjhaye hai. Dhanyawad
@shwetasavalekar8225
@shwetasavalekar8225 3 жыл бұрын
Agar neech ke surya se budh asta ho gaya to ?
@Vinod00401
@Vinod00401 4 жыл бұрын
Agar shani grah asta hai to sadesati ka kuch fark padta hai???
@alka_gupta02
@alka_gupta02 2 жыл бұрын
Sir sun_budh in 7th with same degrees it is astha or not...?
@kishanraghani5725
@kishanraghani5725 4 жыл бұрын
Guruji.Drishti vivran.ka video ho to please.show that.
@mantudeka7999
@mantudeka7999 3 жыл бұрын
Dear sir if asta planet results in dasa mahadasa
@rheavadhera6024
@rheavadhera6024 5 жыл бұрын
Hello Sir, I am Sagittarius Ascendant and Mercury & Sun are sitting in sixth house. They both are at 29 degrees. Can I wear Emerald? Pl advise.
@sandipdey977
@sandipdey977 4 жыл бұрын
yes u must wear...
@jethi8305
@jethi8305 4 жыл бұрын
@@sandipdey977 thank you Sir.
@ashwanibhatia1791
@ashwanibhatia1791 2 жыл бұрын
VERY NICE
@dawoodkhatib2515
@dawoodkhatib2515 3 жыл бұрын
very nice Explanation
@jagdeepmalhotra1007
@jagdeepmalhotra1007 6 жыл бұрын
Hello sir I want to discuss my kundli with u... Please advice me what to do...
@saraswatipoudel8314
@saraswatipoudel8314 4 жыл бұрын
Guruji pranam grahoko digree kaise mapan kare please bataiye
@monikasharma1673
@monikasharma1673 5 жыл бұрын
Very nice sir.. In mesh lagna...in 12 th house with Sun,Mars,Jupiter,Mercury all ast...what will be the affect..
@anandprakash2502
@anandprakash2502 3 жыл бұрын
Jiski degree surya se 8-10 degree tak hogi wo ast honge baaki nai.. 10 se zyada degree wale graha ast nai hone..
Officer Rabbit is so bad. He made Luffy deaf. #funny #supersiblings #comedy
00:18
Funny superhero siblings
Рет қаралды 19 МЛН
Стойкость Фёдора поразила всех!
00:58
МИНУС БАЛЛ
Рет қаралды 7 МЛН
黑的奸计得逞 #古风
00:24
Black and white double fury
Рет қаралды 14 МЛН
MY HEIGHT vs MrBEAST CREW 🙈📏
00:22
Celine Dept
Рет қаралды 42 МЛН
विपरीत राजयोग | Viprit Rajyog.
8:59
VS Astrology
Рет қаралды 223 М.
Officer Rabbit is so bad. He made Luffy deaf. #funny #supersiblings #comedy
00:18
Funny superhero siblings
Рет қаралды 19 МЛН