@vaidikverma7986 there is no need to open battery compartment.
@NitinYadav-gk2uuАй бұрын
Kisi bade youtuber se contact karke uske vidio me ye sab batao bhai aap..
@Rabindra-dp3rc2xi7xАй бұрын
Ola bhi same problem
@devanshkaria7967Ай бұрын
Mai ather lene vala tha par ab nahi lunga ather 450x
@mr.RK_1998Ай бұрын
Bhai abhi lene ka koi fayda nhi electric gadi ka .. cng freedom le lo
@martin203618Ай бұрын
Bhai tho phir le na ola malum padhaga
@s4sachin2Ай бұрын
Mai delhi mein Rizta lene wala tha, after sale service ke bill sunkar dimag chakra gya, ev paise bachane k liye leni hai, ya paise barbaad karne k liye,ab chetak hi lunga, Ather nahi
@utkarshyadav1294Ай бұрын
Average jitna bta kr diya gya tha usse km hai
@NitinYadav-gk2uuАй бұрын
Take action on ather company
@utkarshyadav1294Ай бұрын
Barish me awaz hota hai Pani padne pr
@vaidikverma91Ай бұрын
@@utkarshyadav1294 hn Bhai
@rajeevverma5573Ай бұрын
उपभोक्ता फोरम में जाओ भैया
@utkarshyadav1294Ай бұрын
Very worst product
@Rabindra-dp3rc2xi7xАй бұрын
Bajaj acha hai
@sagarmagdum2326Ай бұрын
Service center change karlo.. Dusra konsa toh hoga aas paas me Service bakwas hai iska yeh matlab nahi ki puri gaadi barbad hai ..
@vaidikverma91Ай бұрын
@@sagarmagdum2326 bhai indore mai sirf 1 hi service centre hai ather ka, or rahi baat gadi ki toh agar company ke service centre pe gadi nahi sudhar pa rahi, toh vo company ki hi galti hai.
@sagarmagdum2326Ай бұрын
@@vaidikverma91 ok Lekin mai bhi 1 saal se ather use kar raha hu aur service center bhi kolhapur ka accha hai.... Ather ke app pe complaint dalo nahi toh seedha ather ko mail kar do
@vaidikverma91Ай бұрын
@@sagarmagdum2326 ye sab mai kar chuka hu but kuch nahi ho raha