Pahle miscall balance ki service to ok karo miscall per balance nahi batata
@Martin90903Ай бұрын
Accha hai vasey to govt se kuch fayda nahi ho ta faltu main employees ke paise fass jatey hai.
@ranbeerjaduan001987Ай бұрын
Aisa nahin ho sakta sarkar se paise nikalwana itna aasan nahin hain 😊
@csgauravkumar764Ай бұрын
Bht galat hoga ye ab jo paisa saving k rup me bacha rehta tha ab bo bhi nahi bachega.
@mtube6589Ай бұрын
No sir wo apne upor nirver karta hai nice step....atm 🏧
@Swastik_deshmukhАй бұрын
Acha h. Na pf k liye logo ko charana to nhi pdega 1000,500 nikalne k liye do unhe.
@ashaysantАй бұрын
लोन लेने से अच्छा है
@moynalhoque5863Ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😂😢😮😅😊🎉🎉🎉❤❤
@harshalbadgujar944Ай бұрын
Fir tum mat nikalo website par mahino mahino apply karkar bhi pf reject ho jata he 😢 Atm se acha rahega
@altamash777Ай бұрын
Negative - Isse to saare log hi pese nikal lenge. Isse to Govt. Ka fayeda bhi kam hoga, kyunki ye pese govt. different schemes me use kar sakti hai wobhi Kam byaj par. Aur jab logo ko itna easy access hoga to maximum log pese nikal hi lenge. Upar berozgaro ki sankhya bhi badh rahi hai. Govt should think again on this.
@prashantbhandare3186Ай бұрын
Mast
@Deepaksingh-oe1zq13 күн бұрын
बहुत अच्छा लगा pf निकले ka atm se kasie nilake video upload karo
@shyamsoure3067Ай бұрын
Thanks for information
@jaydeepsinhgohil5072Ай бұрын
Good video and nice government reform if it is implemented..
@amerkhan9714Ай бұрын
Mera aap ke madhyam se ek hi nivedan hai PF account mein with interest Kitna amount jama hua hai yah dikhana jaruri hai including interest amount balance details
@amitpaneri709Ай бұрын
Good information and inciative by govt
@Swastik_deshmukhАй бұрын
Ritayerment ka paisa bhi kash itni asani se. Nikal jaye esa kuch kriye kahi log. Job karne baad ritayer ho jate par unko apne hi paise judwa kar nikalne me preshan kya jata. Logo ko paise khilane padhte khilane me hi paise bhot sare chale jate milta kya thoda sa
@gurpreetsinghsekhon3985Ай бұрын
What about NPS
@user-ng3gd2rs3cАй бұрын
this is huge problem paisa phas jayega
@devinderkumar1785Ай бұрын
Ye Withdrawal ka process purana hai pehle khud update ho jao
@rajkeshyadav7966Ай бұрын
Nice
@mdanwarg9424Ай бұрын
Mera mnna hai ki isme fraud badhega
@kaustubh3084Ай бұрын
Sab employers ka bhi direct nikalana chahiye transfer autimatic hona chahiye
@gurjitsingh415628 күн бұрын
Enki website nahi chalti 😂
@sukhjitsingh7800Ай бұрын
Purana process sab ko pata ha , new nahi aapkonv nahi pata to news ka koi fayda nahi
@laluchopal439620 күн бұрын
Ok
@SatishKumar-wm6rnАй бұрын
Waste video
@findingfacts7841Ай бұрын
Pahle paise toh de do alag alag jagah daal k paise kaam ka nahi chorte