Aurton Me Depression Ki Problem | Depression In Female | Mufti Tariq Masood

  Рет қаралды 19,290

Mufti Tariq Masood

Mufti Tariq Masood

Күн бұрын

Пікірлер: 21
@Hamithought
@Hamithought Жыл бұрын
Allah Tallah 🥺hum sy bohat payar kartay Hain Sara Koch Allah Tallah na hamry ley banya 🥺Allah Tallah g humry gonhao ko maf karain Ameen or ham per rahmat karain Ameen or 🥺🥺hamray naseeb achay karain Ameen sum Ameen 😍❤️
@thunder528
@thunder528 11 ай бұрын
good speech
@mantashamalik8047
@mantashamalik8047 Жыл бұрын
Bilkul sahi kaha aapne Mufti Sahab 👍 jazakallahu khaira 🤲🧕
@ShaikhAyan07
@ShaikhAyan07 Жыл бұрын
Asslam alikum sahi bat kahi aap nia❤
@evil_dead1234
@evil_dead1234 Жыл бұрын
Har aurat ku ye bahtareen sabakh hai jo aap ne sachai bataya hai saab.
@AmirKhan-uj1sh
@AmirKhan-uj1sh Жыл бұрын
Mufti Tariq Masood assalamualaikum bayan
@missrani8274
@missrani8274 Жыл бұрын
Ourtu k sarh prob yh hy k unko muskil m pareshani m mufti shb yad aty hn khuda pta nhi kion late yad ata hy Ik bar khuda k samny roo lyn esa skon mily gha k jo koi mufti koi baba nhi dy skta
@faridmansuri6945
@faridmansuri6945 Жыл бұрын
Sabr kroge to bhi jannat......aur rishta sambhalne par bhi jannat.
@Allahkibandi1234
@Allahkibandi1234 Жыл бұрын
Assalam o Alaikum. Mufti Sahab jesay aap Keh rhay hen hamesha wesay nhi hota.aaj Kal to shoharon or bchon wali bhi depression main Hain Sirf actresses ki bat nhi hay.jb shadi k bad shohar Sahab zulm kr k Zindagi tabah kr detay hen tab bhi aurat zinda lash ban jati hay.shohar hazrat acha salook nhi krtay.
@aaishazareen8344
@aaishazareen8344 Жыл бұрын
Alllaaahu Akbar 😢 meri elder sis k sath bhi yhi masla h 😞
@basitandshireenshow7232
@basitandshireenshow7232 Жыл бұрын
Ap Allah se jud jaye sare masle apne Allah ko bata de wohi aik zaat h jo ap k saare masle ko hal krsakta h wohi h jo ap ko behtar guide kaega.or har haal m Allah ka shukar kare.
@sofiyamalik257
@sofiyamalik257 Жыл бұрын
Asslamualykum ❤ mufti sahab... How are you doing😊.You said excellent. ☹️🤨
@islamicway2226
@islamicway2226 Жыл бұрын
And We took the Children of Israel across the sea, and Pharaoh and his soldiers pursued them in tyranny and enmity until, when drowning overtook him, he( Fir'awn') said, "I believe that there is no deity except that in whom the Children of Israel believe, and I am of the Muslims." (Thereupon came the response): 'Now you believe, although you disobeyed earlier and were one of the mischief-makers. Now (you believe) while you refused to believe before and you were one of the Mufsidun (evil-doers, corrupts, etc.) So this day We shall deliver your (dead) body (out from the sea) so that you may be a sign to those who come after you! And verily, many among mankind are heedless of Our Ayat.) [Surah Yunus Ayat 90 to 92]
@aaeshaaziz
@aaeshaaziz Жыл бұрын
Assalamualaikum.... Zaruri nahi depression shadi nahi krne ki wajah se hoti hai ......kabhi kabhi shadi shuda. Women hi depression ki mariz ban jati hai.... Hr larki ek jaisi nahi hai ... Kuch hoti hain ...100% me 10%hoti hain iske liye totally ko ek sath galat kahna sahi nahi hai ... Ap hr byan me girls ki topic kyu use krte ..... Allah hm sb ki hifazat farmae depression se ...... .......aurat ki topic hi apke byan me zyada ati hain... Kya koi aurat acchi nahi .sare mrd hi shareef wah. Mard ke liye sb jayez ..mard bhi galat hote ....har bar girls hi galat nahi hoti ... .... Hazrat umar razeallahuanhu ko muslaman banne me .zariya bani ..unki bahan fatima...aur bhi bahut mardo ki kamyabi ke piche aurat ka kirdar nazar ata hai ... Kabhi maa ke shakal me kabhi bahan ke shakal me kabhi beti ki shakal me kabhi biwi ki shakal me ........ Ap kabhi aurat ke bahudri ke waqia nahi batate ... Hazrat ammara razeallahuanhu..bhi ek aurat thi unki bahaduri... Hazrat Sumaiya razeallahuanhu bhi ek aurat thi lekin sbse phli saheeda hain.... Kabhi to aurat ki tareef bhi kren .... ....shadi girls kb nahi chahti hain ...but uske liye acchi family larka sb hona chahiye.......aise to nahi hojayega ..... Girls.women. bhi respect ke layeq hain .... unki tarikh batae acchai ki .... ...sirf burai ... astagfirullah.
@arshadpasha-bb6hk
@arshadpasha-bb6hk Жыл бұрын
Bilkul sahi bahen achi saber wali aurath bhi hoti
@noshabasiddique9053
@noshabasiddique9053 Жыл бұрын
As Salam alaikum mufti Sahab Apne khandan k elawa bhi Kuch bayan kr liya karain jab aik hath ki finger barabar nahi Hain tou aurtain aik jese kese Hogi hum me be inteha kharab mard bhi dekhy Hain Ziada tar sutay matte hoa roads pr mard hi milain gay
@jasminefoodsofficial
@jasminefoodsofficial Жыл бұрын
Sb khne ki batain ha shadi k bad sb se ziyada zillat milti ha chahe Kuch b kr lo
@ItsMahi-o3l
@ItsMahi-o3l 11 ай бұрын
Ap ka no kaha sy mily
@bazghaatta4437
@bazghaatta4437 Жыл бұрын
تو جو باپ بہت تنگ کرتے ہوں ہر وقت گالیاں دیتے ہوں اپنے سسرال کو۔سب گھر والے دن کو کوئی کام نہ کرسکیں رات کو سو نہ سکیں صرف اسوجہ سے کہ والد صاحب ہر وقت بول رہے گالیاں بددعائیں دے رہیں تو تب کیا کرنا چاہئے ہر انسان ایک حد تک ہی برداشت کرسکتا ہے
@noshabasiddique9053
@noshabasiddique9053 Жыл бұрын
Aur agar kisi aurat ne call KR li tou app ko chupana chahyeh us ki hedayat ki Koshish krni chayeh na k har time apni tareef
SELF RESPECT | Khuddar Bano | Mufti Tariq Masood
26:18
Mufti Tariq Masood
Рет қаралды 67 М.
Непосредственно Каха: сумка
0:53
К-Media
Рет қаралды 12 МЛН
Andro, ELMAN, TONI, MONA - Зари (Official Music Video)
2:50
RAAVA MUSIC
Рет қаралды 2 МЛН
번쩍번쩍 거리는 입
0:32
승비니 Seungbini
Рет қаралды 182 МЛН
Depression Ki Wajah Kya Hai ? | Mufti Tariq Masood
38:22
Mufti Tariq Masood
Рет қаралды 4,7 М.
Kisi Bhi Insaan Ki Pehchan In 2 Baaton Se Hoti Hai ? | Mufti Tariq Masood
48:06
Zina Ka Azab | Mufti Tariq Masood | BEST Bayan
21:25
Tariq Masood Exclusive
Рет қаралды 7 МЛН
Aulad Ke  Liye Rizq Ka Wazifa Dua | Peer Zulfaqar Ahmad Naqshbandi
18:21
Mohsin Islamic Media
Рет қаралды 784
Allah Ne Sabko Ameer Kyun Nahi Banaya ? | Mufti Tariq Masood
28:13
Mufti Tariq Masood
Рет қаралды 7 М.
spacial bayan 2025, best bayan of mufti salman azhari Sabah
46:02
Khamosh Aur Kam Bolnewale Insaan Bano | Mufti Tariq Masood
32:36
Mufti Tariq Masood
Рет қаралды 151 М.
Непосредственно Каха: сумка
0:53
К-Media
Рет қаралды 12 МЛН