Best Islamic Chanel 1 peace TV 2 iplus TV 3 paigham TV 4 mercy TV 5 Huda tv
@sabiyakhan5904 жыл бұрын
JazakAllahkhair❤💚
@asmakhatun36444 жыл бұрын
Masaallh jajakalla hu khair
@waqarakhtar42744 жыл бұрын
Masha Allah aap ne bahut acha smajhaya
@atauransari73884 жыл бұрын
Masum you. Goodnot
@shadabakhtar54344 жыл бұрын
Masha Allah Subhan Allah
@shadabakhtar54344 жыл бұрын
8688985859
@aliidervesh83934 жыл бұрын
Jazakallahu khair MashaAllah All as h aap ko apni amaan me rakhe, aameen
@shammushams45154 жыл бұрын
Allah hum sab ko kehne sunne se zyada amal karne ki toufiq ata farmaye
@sheikprofessional4 жыл бұрын
JazakAllah khair. Allah hm sb ko in baton pr amal krne ki taufeeq ata frma.
@amjadansari61973 жыл бұрын
Subhan allah sari tamam tarife allah ke liye hai
@muskanparri28682 жыл бұрын
ماشاء اللہ اللہ ہم لوگ کو بچائے ❤️
@matiurkhan46894 жыл бұрын
Mashallah mashallah bohut khoob molana jarjis
@afeefamuqeet98022 жыл бұрын
Its shk sanaullah madani
@afanali38903 жыл бұрын
Masha allah🤲🤲🤲
@ahlehadeeschannel93762 жыл бұрын
Mashaallah good
@aqeelahmad39974 жыл бұрын
Mashalla
@md.shamshadalamalam61714 жыл бұрын
Masha Allah
@parvezalam70864 жыл бұрын
Nais video
@sufyankhan45694 жыл бұрын
MashaAllah
@shaikkhaderbasha26474 жыл бұрын
Masha Allah 👳♂️🇰🇼🇰🇼🇰🇼
@rasheedahmad84874 жыл бұрын
nice vidio
@sabihabanu76314 жыл бұрын
Alhamdullilah
@sarveshchawhan9763 жыл бұрын
Walaikum assalamu rehematullahi wa barkatohu
@ansariansar31874 жыл бұрын
Subhan Allah
@sameergore21212 жыл бұрын
Walyykum Salam wa Rahmatullah wa Barkatahu. Maà Shaa Allah. Sheikh Bohat hi Bahtreen aur saf saf bate bataee hai Aàp ne. Allah Subhanau Taàla se Duaà hai k Allah ham sab ko Quraan aur sunnat par Chalne ki aur amal karne ki hidayat de. Aur Allah Subhanau Taàla Aàp ko Jazaye khair ata kare. Aàmeen Summa Aàmeen.
@Arshlifestyle16784 жыл бұрын
Masha Allah Jazak Allah aamin jazak Allah
@mohmadimran58454 жыл бұрын
InshaAllah mujhe to ab islam par hi chalana hai.
@yasmeenyasu12934 жыл бұрын
Beshak
@mdmodassir98524 жыл бұрын
Massaallah
@mahiyaadil8669 Жыл бұрын
👍🏻
@syedmajeed45864 жыл бұрын
Barakallah fee Shaikh
@mayramansoori10214 жыл бұрын
Masha Allah maolana sahab. Bht achi maloomat hasil hui h. Allah aapko jazaye khair de ameen.
@jsplusnaatedition60754 жыл бұрын
Lovely speech
@pohadditoday3 жыл бұрын
Subhanallah subhanallah subhanallah aap hadees bataiye allah ham sab ko din pe chalne ki tofeek ataa farmaye ameen
@shaikhanees83694 жыл бұрын
MashaALLHA
@firasatjamal73983 жыл бұрын
Nice
@jsplusnaatedition60754 жыл бұрын
Lovely speech
@sagirahamad324 жыл бұрын
Allah ho Akbar
@eMountain9744 жыл бұрын
Besahq
@mdrezwan95664 жыл бұрын
Allah hum sb ko shaitan se bachaye
@sarveshchawhan9763 жыл бұрын
Aamin
@BilalKhan-dh2if3 жыл бұрын
JAZAKALLAH ALLAH TALA MUSTAKIL MIZAJ ATA KARE
@shababtamboli86364 жыл бұрын
Allah hamee amal karne ki taufiq ata kare
@anjumshaikh11632 жыл бұрын
Masjid Mai Bachcho ka intezaam kare play area rakhkhe take masjid Mai khawateen bachcho k saath aa sake. Bachche namaz padhne de aur sabko disturb bhi na ho. A request
Assalaamu alaikum maulaana sahab mere mere baccho aur shohar ke liye dua kijiye bahot pareshaani hai hum sub hamesha beemaar rahtein hai aapas me bahot ladai hoti hai bacche har waqt ladte rahtein hai jab se shaadi hui hai tab se pareshaan bahot zyada hai mere shohar ki rozi bhi nahi hai hum khander me aaye the ghar chamkaane diya hum kabhi aaraam nahi krte raat bhar baccho ko dekhtein hai shohar ki baat bhi suntein hai agar hum neki ki baat krtein hai jab bacche thoda sukoon lene dete hai to ibadat bhi krtein hai
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuk Allah aap ki zindagi khushgawaar kare
@silayicenter72854 жыл бұрын
Assalamualaikum Kya haiz ke halat me subah sham ki azkar padh sakte hai
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Ji padh sakte hain
@naziyasultana55674 жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM sir mashallha allha
@mohdaweshansari34954 жыл бұрын
Walaikum assalam o Rahmatullah hi wa'Barkatuh
@muskanjaved59863 жыл бұрын
Mera ye sawal he ki kiya mard ye dua kr sakta he ki jannat me uske nikah me bas ek hi biwi rahe jo duniya me he dusri hoore ya dusri biwiya uske nikah me na rahe kiya esi dua jayaz he
@mdmodassir98524 жыл бұрын
Allah ap ko Hayat de ameen
@najerabanu82773 жыл бұрын
Nadira sultanaAssalamuAlaikum
@altamashshaikh1444 жыл бұрын
Namaaz Me Jab Shaitan Behkaye To left Side Me thok kar padhna hai..ye amal dauraan e namaaz me karna hai ya Namaaz k baad??
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Namaz ke doran hi Aoozu billah ... parh kar
@shaistaqazi88424 жыл бұрын
Aapki sab nasiyat sar akhon pe magar jo admi sirf apni zimmedari nahi uthate bazar nahi lake dete to majburan jana pare tobhi gunah gar hogi na baap pasme ho aur na bata ho to kya kare
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Zaroorat ke waqt mukammal ehtiyat ke sath nikle to koi haraj nahi lekin aksar aisa nahi karti
@mohdaweshansari34954 жыл бұрын
Allah apko salamat rkhei
@anjumanshaikh7104 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa barakatuhu Mere Ek Sawal Ka Jawab dijiye abhi to namaj padhne gaye the ham shetani Hai To hoti hai per aap bahut dar lagta hai tajjub ki namaj mein Aisa Kyon Main Kya Karun Meri Taj ki namaj chhut gai hai please Rahane Michael Allah Hafiz
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh aap ka sawal samajh mein nahi aaya aap 9588888826 per call kare iPlus sawal o jawab
@sheikprofessional4 жыл бұрын
Tahajjud ki namaz ap lights on kr k pdhain InshAllah dr ni hoga, or drne ki zaroorat b ni hai hamare sath to hr waqt shaytaan rhta hai so feel hone pr kyu drna? Or isi trah farishte b sath zyada hote hain or Allah b sb jante hai, drne ki koi baat ni
@ibrahemphathan6514 жыл бұрын
Min sharril wasvasil qannas..
@noorakhtar11974 жыл бұрын
Assalamo alaikum Mera sawal hai kya shaitaan hamal par bhi hamla karta hai
@syedgiranpasha56094 жыл бұрын
Syed giran
@cookwithrabiakausar4 жыл бұрын
Sir, i totally agree with you. Period me dimagi halat sahi nhi rahte, to kya kre. Give solution.
@lifeling94464 жыл бұрын
Assalamo alukum ji aap apne moh se Quran padskte je se ki Quran ki akhri 2 surat nas or falak padte raho or kan me Quran sunte raho insaalha thik hoga.
@najerabanu82773 жыл бұрын
Allah saitan jinnat say bachaye
@shahzadibegum31304 жыл бұрын
😀😁
@SabaKhan-nn7vr4 жыл бұрын
Assalam o alikum Agar sasural wale kuch waqt k liye zabardasti jino k hamle se bachle k liye taveez pehna de Or mera aqeeda us pr nhi h to To kya mai use kuch dino k liye pahen sakti hu Plz bataye 🤲
@lifeling94464 жыл бұрын
Assalamo alukum aap kya kare hande phone se roqua kan ce sune. Or ghar me roqya jor se rakhe vo ghar va le bi sudhar ja ye ge. Inssalha
@sheikprofessional4 жыл бұрын
Nahi pehen sakte meri behen, Allah apke madad Karen or apke liye asani krain. Apne shohar ko ache tariqe se smjhaya k ye sb ghlt hai. InshAllah meri dua hai Allah apki madad krain..ameen
@mohdaweshansari34954 жыл бұрын
Walaikum assalam Jo kam Allah ko pasand nahi oh nahi kar sakti ho
@hasbunallahowanimalwakil86082 жыл бұрын
Walekum asslam, sister , taawiz latkana ya koi bhi ruqaya karna bahut bara gunah hai jo allah kabhi maaf nahi karega , ye shirk hai aur aisa karna bagair maafi mange mar jaye to direct jannum me jayega ,..... Ek hadees Mohammad saw ne irshad farmaya ki agar tumhare tukre tukre kar diya jaye phir bhi shirk na karna .... Jo allah ko pasand nahi wo bilkul na kare , bhale hi usme shohar aur ghar wale naraz hi kyun na ho.... Hadees Sharif me hai k shohar ki ata, at us waqt tak Karo jab tab usme allah ki nafarmani na ho , aur jab shohar kuchh aisa kahe jisme allah ki nafarmani ho to wo kaam na kare , aur waha allah ki ata,at kare aur shohar ki nafarmani.....khuda hafiz
@mitalidas2493 жыл бұрын
L
@anjumanshaikh7104 жыл бұрын
Aur Ek Sawal raat mein Mujhe Jaan Ki Awaaz Sunai Deti Hai
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
wuzu banakar, Aaya tal Kursi park kar zaroor soen In Sha Allah behter mehsoos karenge
@ammarazone98703 жыл бұрын
Assalamu alaikum Agar woman teaching ke liye bahar akele nikle to kya galat hai
@iPlusTVonline3 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Ja sakti hai 1. Agar door na ho, Qareeb ho 2. Raasta Pur aman ho, kisi Sharr aur Burai ki gunjaish na ho. aise mein Bagair mehram ke ja sakti hai lekin agar aisa kuch galat hone ka khadsha ho to bagair apne mehram ya shohar ke bahar na nikle. Safety first
@globalgroupofinfo.74024 жыл бұрын
Peace TV naam kyun change kar diya
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Yeh Peace TV nahi hai Allahu Alam
@mohdusmaanmalik31084 жыл бұрын
Koi Accha Aamil hai Mumbai me Ahlehadis Tuheed parast jinn aur jadu ka ilaj karwana hai
@nali3973 жыл бұрын
Surah falaq surah naas , surah ikhlas or aytul kurshi subah sham khud dum kare kisi or ki zarurat ni padegi , agar roz surah bakrah pade to bhi bohot accha h
@sumiyahthahsin79344 жыл бұрын
This gentlemen says aurat chupane ki cheez hai, bina mehrim ke bahar nahi nikalna etc... But if any woman doesn't have a mehrim, is it her fault? And if she doesn't step out of the house and work-related interact with opposite gender due to the sheer necessity of running her house, then is there any living soul walking this earth who will come and feed her family and take care of even the basic necessities? In most cases, ground reality is far away from what these preachers preach. There are scores of righteous women who are left abandoned with children and are struggling to take care of their family. One cannot just give a sermon based on blanket examples....these preachers should actually be talking more about the deprived ones who are striving to conform to Allah's commands and make both ends meet but are failing miserably for reasons best known to Allah. Such sermons are very demotivating and make suffering people more bitter towards Allah...
@sheikprofessional4 жыл бұрын
Dear sister, firstly whatever he said is general thing, in case of necessity even haram things can become halal if there is a do or die situation, you can even eat pork, drink blood, similarly wome are not to allowed to go out of home without necessity and without mehram. Why are you making an issue out of nothing? Don't be so sensitive use your wisdom to understand things properly before getting sensitive and hyper emotional.
@sameergore21212 жыл бұрын
Walyykum Salam wa Rahmatullah wa Barkatahu. Maà Shaa Allah. Sheikh Bohat hi Bahtreen aur saf saf bate bataee hai Aàp ne. Allah Subhanau Taàla se Duaà hai k Allah ham sab ko Quraan aur sunnat par Chalne ki aur amal karne ki hidayat de. Aur Allah Subhanau Taàla Aàp ko Jazaye khair ata kare. Aàmeen Summa Aàmeen.