Aye Nana Zindan Se Chut kr Aap Ki Zainab aayi hai | Shabih Abbas Arfi New Noha 2023 | 22 Bihari

  Рет қаралды 12,114

World Of Azadari

World Of Azadari

Күн бұрын

Aye Nana Aye Nana | New Noha Shabih Abbas Aarfi 2023 | 22 Safar Shabbedari Bihari Sadat MZN
‪@worldofazadari110‬
ude hue zakhmo ki Chadar
Shabih Abbas Aarfi New Noha Bihari Shabbedari
Seena e Akbar main naiza maar do
Aas Na Todo e Ali Akbar
Bhai tere Bhai ki Qamar tood gayi hai
Dare Zinda pr koi Masooma
Shimr ka Khanjar Chalne Wala hai
Ab Na aayega Laut kar Akbar Umme Laila tu sabr kr lena
Azadari Chitora
trending Noha Shabih Abbas Aarfi New Noha Shabih Abbas Aarfi
22 Safar Shabbedari Bihari Sadat Muzaffarnagar Majlis Shohda e Karbala Molana Athar Kazmi Sb
New Noha Shabih Abbas Aarfi
Aye Nana Aye Nana
Dare Zindan Par Koi Masooma Baba Baba | Shabih Abbas Arfi New Noha | Bihari Sadat Muzaffarnagar Majlis Shohda e Karbala Shabbedari 2023 | Majlis E Aza Wa
Aye Nana Zindan Se Chutkr aap ki zainab aayi hai
aye Nana Aye Nana Shabih Abbas Aarfi New Noha Shabih Abbas Arfi New Noha Bihari Shabbedari Bihari Muzaffarnagar Shabbedari 2023 || Bihari Shabbedari 2023
Aye Nana Aye Nana Shabih Abbas Aarfi New Noha Bihari Shabbedari
Aye Zindaan Se Chutkr aap ki zainab aayi hai New Noha Shabih Abbas Arfi 2023
#noha2023
#yahussain #yaabbas
#noha
#shabihabbasarfi
#newnoha2023
#yaabbas #viralvideo
Shabih Abbas Arfi Amhat Sultanpur
Reciter. Shabih Abbas Aarfi New Noha 2023
Nizamat. Mnazir Meeruthi
Molana Athar Kazmi Sb
f22 Safar Shabbedari Bihari Muzaffarnagar Majlis Shohda e Karbala Shabbedari Bihari Muzaffarnagar
Dare Zinda pr koi Masooma Padha karti hai ye ro Kr noha
Dare Zindan pr koi Masooma
Dare Zinda pr koi Masooma Padha karti hai ye ro Kr noha
Shabih Abbas Aarfi New Noha Bihari Shabbedari
#subscribe
aye Nana Aye Nana
ude hue zakhmo ki Chadar
#yahussain
#youtube
#yarsulkhuda
#yaabbas
#nadeemsarwar
Noha
lyrics Aye Nana Aye Nana Shabih Abbas Arfi
Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana
Aye Nana Zindan se chut kar aapki zainab Aayi Hai..
Aye Nana........
1. Utho Mazar se aye mere Nana Jaan suno
Gira hai aapke baccho PE aasman suno
Musafirat me luta kaise dastan suno
Nawasi karti hai rudade gham bayan suno
Leke jigar pe daage bahttar × 4
Odhe hue zakhmo ki Chadar aapki zainab aayi hai
Aye Nana ....
2. Mushabeyat me ek no jawan beta tha
Bht haseen vo atthara saal wala tha
Badi murade khud maine usko pala tha
Mere Hussain ki aankho ka Jo ujala tha
Usko bhi pardes me khokar ×4
Odhe hue zakhmo ki Chadar aapki zainab aayi hai
Aye Nana
3. Zaeef Baap se jis dam juda hue Akbar
Zamine karbobala me kaanpne lagi thar thar
Pahad toot rha tha mere baradar par
Mere kaleje pe chalta tha dard ka khanjar
Pahad toot rha tha mere baradar par
Nawasa aapka rota tha hath mal malkar
Ruksade Akbar ka gham lekar ×4
Odhe hue zakhmo ki Chadar aapki zainab aayi hai
Aye Nana....
4. Giri hai ghode se jab ran me aap ki tasveer sulag ti rati pa ghutno ka bal chela shabeer lain kerte tha zulmo sitam ka
rula rhi the zaiffi ma baap ko taqdeer
roo kr Bhai ki gurbat pr ....3
Odhe hue zakhmo ki Chadar aapki ki zainab aayi hai
5. Koi ya khata tha akber gire hai magreeb ma
koi ya khata tha akber gire hai mashreek ma
Koi ye kehta tha aao ither gira hai Pisar
Koi ye kehta tha jao uthar Hai Khoon Main Tar .. Hussain chaltay ty manind tifl ghutno pr jis dhar se aati ti aawaz dor ty ty udar kisi ne jabki sahi rasta na batlaya tadap ke khene lgy do Sada mere beta or me dhund ta hu tujhe kb se tu nh milta jigar pe chalta h baba k dard ka aara Sada ye dete ty Akbar pidar yaha aao yaha apka noore Nazar yaha aao nisaar aap pe ho ye Pisar yaha aao mein khakh khoon me hu tarbatar yaha aao ay baba hasr ta lak mein ye gum na bhulunga me uth k aapki tazeem nh kr Paya zaroor uth ta mein tazeem ko mere baba ye zakhm seene ka uthne nh deta Nana Nana nawasa apka Akbar k pas jab phocha ragarty aydiya Ragadte Idiya Kadiyal Jawan Ko Dekha aye Nana Jaan Dada Dardnaak Manzar tha Mere Hussain Ne Jab Aasteen Ko ulta
Nikala Seena E Kadiyal Jawan Se Naiza
Zaeef Baap Ke Aage Jawaan Ne Dam Toda
Aye Nana Aye Nana....
6. Bahut Gareeb Tha Us Waqt Mera Majaya
Pisar Ki Lash Ko Jab Khema Gah Main Laya
Mujhe Jo Seena Akbar Ka Zakhm Dikhlaya
Andhera Meri Nigah O Main Us Ghadi Chaya
Main Hoon Zinda Mar Gaye Akbar ....4
Odhe Hue zakhmo ki Chadar aapki ki zainab aayi hai
Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana Aye Nana ye ro Kr noha Padhe wala recharge

Пікірлер: 21
@kamilhasan8415
@kamilhasan8415 Ай бұрын
Mashallah 😢
@KisaFatma-py1oz
@KisaFatma-py1oz Жыл бұрын
Masha'Allah bht zabardast
@Aamir-k2s
@Aamir-k2s 10 ай бұрын
Mashaallah mola salamat rkhein aapko❤️
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 Жыл бұрын
Mashallah Zindabad Zindabad
@imranzaidi8730
@imranzaidi8730 Жыл бұрын
Mashaallah
@RaeesAbbas-w3r
@RaeesAbbas-w3r 10 ай бұрын
MashaAllah Mola salamat rakhe Bhai ko
@Asgarali0
@Asgarali0 Жыл бұрын
❤❤
@KisaFatma-py1oz
@KisaFatma-py1oz Жыл бұрын
Purdard kalam moula salamat rakhe Ameen
@oldgold2000
@oldgold2000 Жыл бұрын
Jazakaallah painfull voice😢
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 Жыл бұрын
Mashallah bahut bahut Bena Kalam hai hai mere Nana
@azadariofchudiyala9570
@azadariofchudiyala9570 Жыл бұрын
Mashaallha
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 Жыл бұрын
Maine Aaj Tak apni Jindagi Mein Aisi dard bhari awaz mein Noha Nahin suna Aankhon Se Aansu aa rahe bus
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 Жыл бұрын
Bahut hi dard bhari Mahan han Pada main Aaj Tak Aisa Kalam Nahin suna hai hai mere Nana
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 Жыл бұрын
💔💔😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@oldgold2000
@oldgold2000 Жыл бұрын
Purdard kalaam😢
@noorizaidi8322
@noorizaidi8322 Жыл бұрын
Lyric please
@SYEDAli-h3w
@SYEDAli-h3w Жыл бұрын
Ok
@SYEDAli-h3w
@SYEDAli-h3w Жыл бұрын
Lyrics upload kr di
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 6 ай бұрын
Bahut Hi Pyara padha Subah bahut acche se Ada Kiya Kalam ko hay hay Mere Nana Maula Salamat Rakhe Sabhi Abbas ko
@sahilabbas4015
@sahilabbas4015 6 ай бұрын
Shabe Barat Arif ke har Kalam Sunta hun Pakistan bhej do Hindustan ki shan Hai Sabhi Abbas
@SYEDAli-h3w
@SYEDAli-h3w Жыл бұрын
Mashallah
Ozoda - Lada ( Official Music Video 2024 )
06:07
Ozoda
Рет қаралды 32 МЛН
Сюрприз для Златы на день рождения
00:10
Victoria Portfolio
Рет қаралды 2,2 МЛН
Janum Ali Ali | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445
9:42
Nadeem Sarwar
Рет қаралды 47 МЛН
NA POCHYE K KYA HUSSAIN HEN ||Last recording in Chicago|| AMJAD FREED SABRI
12:56
Ozoda - Lada ( Official Music Video 2024 )
06:07
Ozoda
Рет қаралды 32 МЛН