Bhai maine full video dekha longest video lekin aapne prayag jn main miss kr diya uska skip I think prayag jn par train stop li thi platform no.1 par may be btw nice effort good 👍😍😍and prayagraj sangam railway station ka platform aapko show krna chaiye tha wrong side view thora pareshan kiya
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
Bilkul Bhai pr scene kuch aaisa tha ki prayag pr train ki chain pulling ki gayi thee aur train PFNo 2 per aayi thi sbhi jante hain ki mostly log prayag Jn pr hi utar jate hain. 2nd - PYGS station ke PF ki video hai aap channel per Ja kar ke PYGS To LKO journey in a Ganga Gomti Express ki dekh sakte hain. Thanks for Watching 💙
@suryaha123 Жыл бұрын
Brother ek bar phir is train se journey kro ab shi ho chuka hai route
@ApoorvSrivastava37542 Жыл бұрын
Haa bhai jarur aaunga ek baar phir iss route pe
@Sudhanshurai-c2g2 жыл бұрын
400 subscriber kr diye maine prayagraj se 🙏🙏😇😇
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
Thanks for Subscribing ✌️ stay tuned and watch awesome videos of Indian railways.
@Loveshorts-442 жыл бұрын
54373 pryagghat faizabad passenger Kab chalegi
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
04382 Ayodhya Cantt Se Evening mei 17:45 Per hai jo Prayag jati hai
@Loveshorts-442 жыл бұрын
@@ApoorvSrivastava37542 Bhaiya ek 1.30 Dopahar me jaati thi
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
@@Loveshorts-44 woh toh bhaut dino infact 2-3 saal ho gye..ab nhi chlti hai
@Loveshorts-442 жыл бұрын
@@ApoorvSrivastava37542 lockdown ke baad se
@takeryard8786 Жыл бұрын
Both trains one frame ayc to delhi exp and sadbhavna isko pakka roka hoga delhi exp ke lie😅😅
@ApoorvSrivastava37542 Жыл бұрын
Haa Bhai
@ajeetsrivastava51422 жыл бұрын
Nice journey 👌 Diesel Loco
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
Thank u ❤️
@nitinmishra11662 жыл бұрын
Train name
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
14232 Basti - Prayagraj Sangam Express
@truth_hurts98402 жыл бұрын
Speed slow hai kyonki mps 70 ka hai...tracks handle nahi kar sakte speed
@harshityadav02 жыл бұрын
Saala railway ko samajh hi nahi aata, kitne saalo se log prayag jn pe stoppage ki mang kar rahe hain. Har din chain pulling hoti hai aur acha khasa nuksaan hota hai isse railway ko.
@ApoorvSrivastava375422 жыл бұрын
Ek nazar se dekha jaye toh Ayodhya Cantt se Phaphamau tk maximum train apni average speed se bhi slow chalti hai... Railway ke zonal board mei adviser galat hain.😞