Mashallah 👍🏻 Can you please send the lyrics of second manqabat
@ImranDatoo4 жыл бұрын
Ali mola, ali mola (x2) Yahaa(n) mola ali mola, wahaa(n) mola ali mola Idhar mola ali mola, udhar mola ali mola 1. Agar mushkil padhe koi, to tum naade ali padhlo Sataaye jab koi dushman, to tum name ali lelo Nabi ka qaul hai, haider ka logo martaba sunlo Munafiq ko samajhna hai to bas name ali lelo Farishte puchle tumko, to ghabrana nahi har giz Faqat kehna ali mola… 2. Ye salman-o-abu zar kar, ye mesam ka ali mola Ye malik ka bhi hai mola, ye qambar ka ali mola Ye hai jibreel ka mola, ye mikaaeel ka mola Yahi Zahra ka hai mola yahi Hasnain ka mola Yahi Jannat ka hai mola, yahi mera ali mola Yahi tera ali mola…
@frmeghani53524 жыл бұрын
Jazakallah ✨
@SyedMeesamAliMehdi8 жыл бұрын
Brother, Mir Sajjad wrote it (Takallum's younger brother).
@ImranDatoo8 жыл бұрын
Salams bhai jazakallah
@SyedMeesamAliMehdi8 жыл бұрын
Wassalam and no worries. Mashallah very nicely recited Mola salaamat rakhe aap ko.
@ridahfatemaamaanchawdhary73997 жыл бұрын
Ok thanks bro.
@ridahfatemaamaanchawdhary73997 жыл бұрын
Assalamu alaikum wrwb bro. Masha ALLAH, very well recited. Is this your own manqabat ??
@ImranDatoo7 жыл бұрын
Ridah fatema Suleman Ws Sister. Thank you for your kind words. No this originally is recited by Mir Hassan Mir written by Mir Sajjad Mir
@mohammadameerhadi21194 жыл бұрын
Was the second one your own manqabat
@ImranDatoo4 жыл бұрын
Salam Alaykum. No it wasn't one of my own. I'm not too sure who's it actually is
@kasimmomin26787 жыл бұрын
salaams can u plz send me the lyrics for the first Qasida plz
@ImranDatoo7 жыл бұрын
kasim momin salams Dhundne nikle the jo Dhundne nikle the jo duniya mein haider doosra Mil nahi paaya unhe, ab tak qalandar doosra 1. Hai kahaa(n) jibreel jo, rizwan laaya hai libaas (x2) Kya ali ne rakh liya hai, ghar mein nokar doosra 2. Ham tumhe dikhlaayenge, yusuf ali ki aal mein (x2) Tum na dikhla paaoge, nabiyo(n) mein akbar doosra 3. Is ko maara hai ali ne, ye ali ka kaam hai (x2) Dekhlo hai pehle hisse, ke baraabar doosra 4. Aam darwaaz-e se jaaye, kyun khawaa se kibriya (x2) Hoga Kaabe mein, ali ke, waste dar doosra 5. Le to aaye hai saqifa, waale rehbar doosra (x2) Laayenge lekin kahaa(n) se, khum ka mimbar doosra 6. Keh rahi hai ye adaaein, Asghar-e besheer ki (x2) Chaahiye in muthiyo(n), ko baab-e khayber doosra 7. Tegho(n) ke saaye mein sona, bas ali ka kaam tha (x2) Bhaag hi jaata agar, hota wahaa(n) par doosra 8. Jab nabi kehte the khayber mein lade jaa kar koi (x2) To dekhta tha ek ko, folag palat kar doosra 9. Dekh kar sajjad ko, mir-o-takallum kehte hai (x2) Dediya shabbir ne ghar mein sukhandar doosra