Mashallhah kasam khuda ki bahut Acha noha hai dard bhari avaz h
@Afrozjhan98973 ай бұрын
Mashallah mola salamat rakhe
@sayanjalizahra84752 жыл бұрын
Mashallha mola salamt rakhe Ameen
@mdrahib8592 жыл бұрын
Aap jaise nohakhwano ko khuda salamat rkhe jis sadgi se shabi bhai aap adaegi krte hain wo kabile tareef hai mola mukam buland kren apka
@asmazaidi91434 жыл бұрын
Mashallah mashallah 😭😭😭
@Karbalatweets174 жыл бұрын
Mola salamat rakhe sb azadaro ko.... 😥😥😥😥
@saymazahra71874 жыл бұрын
Mashaallah......maula aap sab ko salamat rakhe...
@mohdmeezan4873 жыл бұрын
Hiiiii
@rizwanabbas37392 жыл бұрын
Masha allah... bahot purdard nouha hai.
@kaifali82984 жыл бұрын
Masallah labbaik ya hussain
@mohmadshawab63624 жыл бұрын
Mashallah maula ap ko salamt rakkhy bhay💖💖💖
@mehwishzehra64654 жыл бұрын
Hallo
@ShobyZaidi2 жыл бұрын
Mashallah shabi sahab apki pehchan pure bharat me hai aise hi zikr e ahlebaith karte rahiye mola salamat rakhe
@sameerlive89992 жыл бұрын
Masa Allah subhan allah
@janathzahera54683 жыл бұрын
Haaye mere ali asgr a.s
@alijafri23522 жыл бұрын
Zzak allah maulaa salamat rkhe
@Shadnaqvi4 ай бұрын
Mashallah mola salamat rakhe bhai
@aarfiyouth12 Жыл бұрын
mashallah mola salamat rakhe bhai aapko
@saymazehra40733 жыл бұрын
Maula salamat rakhen
@faheemhaider84304 жыл бұрын
Ghazi Abbas noha .
@nadeemzaidi95664 жыл бұрын
😭😭😭
@kasimhaider17414 жыл бұрын
Mashallah
@todaynews55023 жыл бұрын
मस्सा आल्हा मोला सलामत रखे
@computercorsccctypdca74034 жыл бұрын
Mashallha mola salmat rakhe aap sabko
@jamilaasgharizaidi92762 жыл бұрын
Mashallah bahut hi Sundar noha maula salamat rakhe aapko 😭
@jamilaasgharizaidi92762 жыл бұрын
Purdard noha tha likhne me mistake ho gai
@syedfarmanrizvi16623 жыл бұрын
Maula as salamat rakhe bhai apko
@shanawarabbas7445 Жыл бұрын
May you live long my brother
@mbedkarnagar724 жыл бұрын
Mashaallah bhai mola salamat rakhe app ko
@zarashah57474 жыл бұрын
Mashallaha
@Azadarinaugawan75053 жыл бұрын
Mashallah mola salamat rakhe 😭😭😭😭😭😭
@Maths90124 жыл бұрын
Mashaallh
@hasanzaidi3019 Жыл бұрын
Bhai bahot dard hai awaz m aapki
@maryamkazmi7584 жыл бұрын
Mashaallah ❤️❤️
@mohdmeezan4873 жыл бұрын
Hiiii
@sanarizvi7554 жыл бұрын
Mashallah..god blessed uh always bhai..❣
@mohdmeezan4873 жыл бұрын
Hiiii
@WaseemAli-dl6dw4 жыл бұрын
Mola slmt rkhe bhai koi humre 🤲🤲
@shadabrizvi65834 жыл бұрын
Mashaallha khuda salamat rakhe aap ko
@alizaidi63943 жыл бұрын
Mashallah mola slamt rkhe
@fahminafatima62 Жыл бұрын
Mashallah mola salamat rakhe Please send the lyrics 🙏🙏
@mrzafar23234 жыл бұрын
Mashaala
@ABBASIYACHAKDARWA4 жыл бұрын
Mashaallah 👌👌👌Jio
@aribajafri57964 жыл бұрын
Bhut khub
@mohdmeezan4873 жыл бұрын
Hiiio
@farwahsayed22374 жыл бұрын
Saye me na baithugi aye mere Ali asghar Ab Kaise jiye maadar aye mere Ali Asghar Haaye Maa dar mazlooma kehti thi yahi ro kar Saaye me na baithugi aye aye mere Ali Asghar Aye noor e nazar mujhko Ab chain nahi milta Umeed ke gulshan ka ek phool nahi khilta Aye laal har ek lamha Ab sakht hua mujhpar Mai jaagti rehti thi Aur tujhko sulaati thi Mai teri jawaani ke armaan sajati thi Afsos sitamgar ne khaya na taras tujpe Aakhon me tera chehra Rehta hai mere bacche Kya baat hui beta Kyu rooth gaya maa se Suni hai meri godi Aye tashna daha Asghar Mai sochti rehti thi Kya keh ke bulayega Jab bolne sikhega Maa kehke bulayega De mujhko sada beta Ek baar to maa keh kar Saya bhi nahi koi Aur tapta hui sehra Che maah ka sin bhi hai Nazuk hai badan tera Aa soja mere bacche Aakaar mere seene par Jab dekhti hoon paani Dikhta hai tera chehra Jo mujhpe guzar hai Mai kaise kahu beta Hai zakhm bht beta Is maa ke kaleje par Jhula to nahi paati Par lori sunati hu Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hu Ujdi hui mujh jaisi Hogi na koi madar Kyu baap ke haatho pe Palta tha mera baccha Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar Papdaye huye wo lab Masoom gala uska Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha Jo dekha idhar maine Dekhe na koi maadar Bas bas aye shajar naqvi Mar jane ko hai kaafi Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar
@anmolzehra43734 жыл бұрын
Bhut bhut shukriya bhn
@kashifhasnain27843 жыл бұрын
Bhot shukriya aapka bhan...
@ishrathussain28223 жыл бұрын
Thanks
@amanatfatima99532 жыл бұрын
Admin please pin this comment
@sahibzaidi59122 жыл бұрын
Shukriya ap ka
@abbaszaman5144 Жыл бұрын
Mashaallah ❤
@iamHasanAbbas3 жыл бұрын
(Lyrics) Aey mere Ali Asghar... Saaye me Na baithungi Aye mere Ali Asghar Ab kaise jiye maadar Aye mere Ali Asghar Ay maadar e mazlooma kahthi thi yahi Rokar Aey mere Ali Asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 1. Aey noore nazar mujhko ab chain nahi milta Umeed ke gulshan ka Ek phool nahi khilta Ay Laal har ek lamha ab Sakht hua mujhpar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 2. Mai jagti rahti thi AUR tujhko sulati thi Mai teri jawani ke Armaan sajati thi Afsos sitamgar ne khaya naa taras tujhpar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 3. Aankhon me tera chehra rahta hai mere bachhe Kya baat hui beta kyon ruthh gaya maa se Suni hai meri godi ay tashna dahaan Asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 4. Mai sochti rahti thi kya kah ke bulayega Jab bolna sikhega Maa kah ke bulayega De mujhko sada beta ek baar toh Maa kah kar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 5. Saaya bhi nhi koi Aur tapta hua sehra Chhe maah ka Sindhi hai nazook hai badan tera Aa so ja mere bachhe aakar mere sine par (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 6. Jab dekhti hun pani Dikhta hai tera chehra Jo mujhpar guzarti hai mai kaise kahu beta Hai zakhm bahot beta is maa ke kaleje par (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 7. Jhula to nahi baaki Par lori sunati hun Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hun Ujdi Hui mujh jaisi Hogi na koi madar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 8. Kyun baap ke haatho pe Palta tha mera baccha Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 9. Papdaye huye wo lab Masoom gala uska Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha Jo dekha hai haal maine Dekhe na koi maadar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 10. Bas bas aye sharar naqvi Mar jane ko hai kaafi Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)