Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊
@AnchalKasana-o1l4 ай бұрын
Thanku mam for information 👍
@mahijaiswal0426 ай бұрын
Agar bachha sirf 5 se 7 minute dudh pita hai to kya sahi hai
@amritavloganokhilife398 Жыл бұрын
Meri beti 2 month ki ho gyi hai abhi 2-3 din se breastfeed ke time bahut uchhalti hai or roti hai thik se feed nhi kr rahi hai aisa kyu ho raha hai please reply mam
@nehajhalani73156 ай бұрын
Meri beti abi right side se hi milk piti h nd left sideka nopel ander ki tarf h islea pi ni pati h to kya kre
@sharifashaikh8189 Жыл бұрын
Very important informetion
@MyBabyCare Жыл бұрын
Many many thanks
@ritupoddar42852 ай бұрын
Mam agar baby 30 mints dodh peekr 3-4 hr. So jaaye to koi problem h kya
@AasmaSheikh-ts9dt15 күн бұрын
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha😊
@siyakanak1092 Жыл бұрын
Meri delivery ke bad 3 month tak milk baht achi tarah se aa ratha tha phir dhare dhare milk aama bandh ho gya h ab meri beti 6 month ki h vo vo rat ko dudh pine ke liye uthati h to me use formula milk pilati hu to use vo utha jati h phir dubar 2/3 hours tak soti nahti h to plz koi aisi trick bataye jise meri bethi formula milk pi bhi le or vo uthe bhi na
@saraswatishaw5182 Жыл бұрын
Ma'am MERI baby 1.1 month ki hai aur oh formula milk leti hai starting se or breast feeding Avi Kuch Dino se le rahi Hain but mai bhut confused rahti Hu ki breast feeding se uska pet bharta v hai ya nhi. Kya Karu pls reply.
@MyBabyCare Жыл бұрын
Breastfeeding kraiye ..baby agar ek din me 10 bar urine pass kar rha hai aur uska weight gain ho rha hai har mahine to tension mt lijiye
@nehajamal12979 ай бұрын
Mera beta 5 months ka h or wo 5 ghnte tk feed nhi krta h
@punamdevi59765 ай бұрын
Agar bacha 5 minute hi dudh piye to kya karna chahiye