MA net b.ed ye sb bekar hai 😢😢 vacancy aa hi nahi rahi hai
@chanchalsingh98225 ай бұрын
Mam net ki bhi tyari krwao apne channel pr
@NeerajSen-fz3pf5 ай бұрын
Hi mam ap sabse best advise deti hai
@MANISHKUMAR-ve1ut5 ай бұрын
thanku mam bahut achcha video banayi ho teaching job qualification ko lekar
@VinitaSingh-lq2uy5 ай бұрын
Thanks ma'am
@maheshdubey73695 ай бұрын
Ma'am PG ke baad B ed kitne years ka kaise kya karen 2030ke bad मान्यताएं nhi hongi aisa kya kuchh..???? please ma'am btaiye
@aaliyafatimakhan5 ай бұрын
Aisa kuch bhi nhi hai dear. B.ed. ki manyata rahegi. Aapko pta hai 2014 se pehle 1yr b.ed. tha lekin ab 2yr b.ed. hai lekin phir bhi jinhone past me one year b.ed. kiya unki b.ed ki same value hai. Vo aaj bhi schools me padha rahe hain. Is hi tarah agar aage future me koi change aaega to Aisa nhi hai ki manyata khatam krdi jaegi. Jinhone b.ed. krli hogi unki manyata rahegi. Lekin new generation ko changed scenerio k according education Leni hogi. Aur pg walon k liye 1yr b.ed. ka proposal aaya tha NEP 2020 me but abhi lagu nhi hua hai isliye pg wale bhi 2yr b ed karenge lekin jb lagu ho jaega tb pg walon ko 1yr b ed. Krna hoga. So don't worry manyata radd nhi hogi aapki degree ki
@ramansingh94235 ай бұрын
Mam NET ke bhi class start kijiye 🙏
@thesuccessmotivation7635 ай бұрын
Sir please request you Ankit sir Net ki class bhi chalvayi is plate. Fomr per
@shalutomar60875 ай бұрын
CTET samman samaroh kb hoga ma'am please tell me
@thakurpriyankajaggi87845 ай бұрын
Mam I have done Graduation+ doing b. Ed ... If I didn't do itp. Then will i eligible?
@Km.PratibhaYadav5 ай бұрын
Thanks you main
@nishuyaduvanshi1625 ай бұрын
Mam Sanskrit se M.A krne ke liye bhi video bnaye
@SATVEERSINGH-bu9rk5 ай бұрын
mam maine ba + deled kiya hai to aage kya karoon bed ya phir ma
@Abhii_075 ай бұрын
pachtawa
@varsha94965 ай бұрын
Masters kar lo pahle
@vatankumar22415 ай бұрын
Net JRF ki bhi class lay please
@KanchanYadav-hw2ye5 ай бұрын
Es bar 1year ka hoga ki nhi ye clear kariye mam es bar karana h pg complete ho gya h mera
@Success16-75 ай бұрын
Mera to M.A economics s h net syllbus dekh k dar lgta h 😔😔😔b. Ed krke bs regret hi rh gya
@khushbumishra14993 ай бұрын
Ma'am net ka tayri bhi karaiye log please
@mayagautam98315 ай бұрын
Mam 2 sal ke b.ed walo ke ki kya hai is bare me kuch bataye 🙏🏻👈👈🥺
@rajanarya32345 ай бұрын
Net karne ke bad samosa bech rahe hai aur moongfali
@MaheshDwivedi-wh9vv5 ай бұрын
राजस्थान में संस्कृत महाविद्यालय मेंकुछ गेस्ट टीचर की बैंकेंसी निकली है उसमे नेट की योग्यता मांगा है ।
@ArtiSharma-gx6qd5 ай бұрын
Up me agr 6 to 8 ki vacancy aati h to kya usk liye commerce bale sst se form fill kr sakte h kya...pls btaiye jisko b jankari ho reply kijiyega...mene m.com, b.ed-m.ed(integrated) kiya hua h pls reply mam..
@shivamaditya_5 ай бұрын
Pata chale to batana... Same information required!
@Jyoti831835 ай бұрын
Net ke liye commerce ke sir and maa layiye
@DivyaPal-gy2my5 ай бұрын
Kya NET exam dene ke liye UG Or PG main bhi subject combination hona jaruri hai jis subject se PG kiya hai wo subject UG main nahi ho To exam de sakte hai Please tell me mam 🙏🙏
@ajaygangwar80205 ай бұрын
Yes de sakte h
@DivyaPal-gy2my5 ай бұрын
Koi problem to nahi hogi PG us subject se karne per jo UG main nahi hai agar aesa hai to ek subject main fir master degree kaise ho sakti only 2year ki study main
@ajaygangwar80205 ай бұрын
@@DivyaPal-gy2my Don,t worry koi problem Nahin Hogi Kyunki Jis subject se aapane UG kiya hai usse aap TGT ke liye eligible hai and Jis subject se PG Karenge usse PGT aur assistant professor ke liye eligible hongi maine bahut Sare selected candidate ke interviews Dekhe Hain jinmen unhone bataya hai ki Unka UG aur PG Mein alag subject tha
@DivyaPal-gy2my5 ай бұрын
@@ajaygangwar8020 Aap interview lete hai agar aap itna jante hai to ye btaye kya D.EL.ED ke saath M.A ho sakte hai or valid rhegi koi issue to nahi please tell me 🙏
@ajaygangwar80205 ай бұрын
@@DivyaPal-gy2my first of all main interview Nahin Leta and second aap d.el.ed ke sath MA nhi ker sakte d.el.ed complete hone ke bad hi kar sakte hain Kyunki uski minimum qualification yahi hai
@PoojaPurohit-s2j5 ай бұрын
Net k liye class karaye please
@purvirastogi86275 ай бұрын
Mam tgt ki preparation karwa dijiye
@उजाला12345 ай бұрын
मास्टर ऑफ आर्ट कोर्स के बाद पीएचडी कर सकते है।
@Nishamaurya-ux3kn5 ай бұрын
Ha
@RakeshpalPal-h2v5 ай бұрын
Mam beled ke bad kya kare
@deeptimaurya-zx5rm5 ай бұрын
Mam bed entrance ki class start kare
@rkvgyan73665 ай бұрын
Mam kon kon se college aate h NCTE ke under aur kya fees rehti h
@alkatiwari72015 ай бұрын
Mam B. A. Aur M A ki hu ab b Ed krna hai to bed kitne Sal ka hoga
@mukundlalyadav74885 ай бұрын
Maim iss bar btc ka form abhi tk nhi aaya please bataye kb aayega
@MANISHYADAV-du4su5 ай бұрын
Ma'am graduation ka baad itep course kar sakte hai
@भारतEdTc5 ай бұрын
Mam mera graduation final year me Physics and Defence hai and 2 years me physics math defence hai , to kya mai math se tgt de sakta hu and kya physics se dene ke liye Chemistry se graduation karana padaga? please bata dijiye
@pritiverma325verma5 ай бұрын
Ma'am Maine b.ed home science se complete ho Gaya to kya mai m.a kr lu home science se
@Purnimayadav-zo6qw5 ай бұрын
Kaas Raw App me net ki class chalti kaas 🙏🙏🙏
@Himanshusinghrajput8195 ай бұрын
Maam please bta do Lt grade science ka batch kab ayga
@Sonu2004-w1c4 ай бұрын
Ug 4rth year vale de skte he kya
@silence12895 ай бұрын
MSc, MA education dono sath me kar sakte he ?
@Shauryayadav00555 ай бұрын
Mam can I do btc after integrated ba.bed
@LavkeshMahato5 ай бұрын
Itep Corsa me admisn kaise le
@fact_88115 ай бұрын
One year ka bed es baar addmission le sakte hai
@Rahulkumar-oz9qd5 ай бұрын
Mam m.ed wale pgt ke liye patra h?
@LavkeshMahato5 ай бұрын
Itep Corsa kaha se kare
@studysuccess59595 ай бұрын
Mam B.ed ke bad pg karake PGT ke liye eligible hoge