Sir kya BPL wale EWS certificate banana zaruri hai ? Aur EWS certificate kahan banate hain?
@oneminutewiththeoptimistic1383 Жыл бұрын
Thanks bhaiya for information
@cstechnical Жыл бұрын
🙏
@anjay_832 жыл бұрын
Kya BPL certificate aur ration cards same hota hai.
@laddugopalkiseva37628 ай бұрын
Same question
@mohitchouhan35237 ай бұрын
Same question
@mohitchouhan35237 ай бұрын
Please reply
@goutamkumarjana139911 ай бұрын
BPL certificate mein nam parents ka rahega ya bachhe ka?
@shankhashubhramukherjee95762 жыл бұрын
Bhaiya West Bengal me apply k liye document chahiye kya..
@SanjayKumar-zp7fv2 жыл бұрын
Thankyou very much sir
@cstechnical2 жыл бұрын
🙏
@nikkisingh695510 ай бұрын
Sir EWS certificate parents k naam se hona chahiye ya bacche k aur certificate me address permanent wala lagana hoga ya jaha rent pe rah rahe h school k paas waha ka.... Pls help
@mashoodsiddiqui47712 жыл бұрын
MERA BPL LIST ME NAAM HAI LEKIN BPL CARD YA BPL CERTIFICATE NEHI HAI. HUM BPL CARD YA BPL CERTIFICATE KE LIYE KAISE APPLY KARE? PL BATAIYE. FROM KOLKATA CITY
@ShyamSingh-gm5ch2 жыл бұрын
Sir main up se hoon mere yaha per kon se document lagege aur main jan seva Kendra se aaply kar skta hoon
@HemantKumar-xc5gx2 жыл бұрын
Sir BPL Certificate or income certificate ek hi hai ya. Alag alag hai kya different hai or Maine 2019 me apna income certificate banwaya tha kya wo chal jayega ya new banwana hoga
@mansibehera91022 жыл бұрын
Hello sir BPL certificate online or offline kitna din lagta he pls reply 🙏
@Akbarhyderabad Жыл бұрын
Sir bpl certificate income certificate are same. hota hai kya Main Hyderabad se hu.
@jaiprakashgoswami9404 Жыл бұрын
Sr BPL CARD OR BPL CERTIFICATE AK HOTA H YA Alag alag hota hai please reply
@cstechnical6 ай бұрын
Alag hota hai but kv me ab dono valid hain .
@rajivverma49072 жыл бұрын
Sir RTE ki facility unko hi milegi ......? Jo ST/SC/OBC +EWS + BPL certificate hoga.....plz rply
@sushilkumarkondle Жыл бұрын
Thanks sir ❤❤
@MrSuresh3862 жыл бұрын
Utter pradesh ka centeral obc certificate applicable hoga delhi ke kvs ke nursery admission me???
@cstechnical2 жыл бұрын
Central certificate all india me valid hota hai.
@Akbarhyderabad Жыл бұрын
Income certificate par annual income 160000 hai. Ya laga sakta hai kya
@bs.chandaliya Жыл бұрын
Sir me Delhi se hoon, or sc category se bhi hoon, sir kya mujhe bhi bete ke admission ke liye BPL ya EWS certificate banana padega? Reply please
@cstechnical Жыл бұрын
Sc caste wale ews certificate nahi banwa sakte ......agar aap BPL k under aate hain to BPL related certificate se apply kar saktey hain or sc quota me bhi apply kar sakte hain sath me hi
@rajendrabharati66352 жыл бұрын
AAY Card hai. AAY Certificate kaise banega. Please ek video banaye
@jaiNarain-xg3rz7 ай бұрын
Sir edistict wali website par BPL certificate nahi show ho raha hai sir but EWS certificate show ho raha hai to wahi bana Wala kya Delhi ka baat dena sir ji
@SumanKumar-bu1xo2 жыл бұрын
Sir BPL CERTIFICATE YA RATION CARD AK HI HOTA HAI NA
@jaiprakashgoswami9404 Жыл бұрын
Same problem
@upendrasamal844 Жыл бұрын
BPL certificate parents ke naam pe banaye ya student ke naam pe reply plz
@studywithpassion66942 жыл бұрын
Sir mai Bihar ka rahne wala hu but currently mai Noida me hu rent pe rahta hu aur mere room se only 3km kvs hai to kya mai apne bete ke admission ke liye bihar government dawara bana huaa BPL certificate, central obc, birth certificate ko class 1st me admission ke liye apply kar sakta hu ya nhi ho paayega Apply
@WardhaR12 жыл бұрын
Sir BPL certificate Bache k name s banega ya parents k name par
@namankumar31892 жыл бұрын
Kya bina bpl certificate ke application submite nahi hoga ya reject ho jayega please reply
@cstechnical2 жыл бұрын
Other categories se apply kar sakte hai...
@avanishsharma3895 Жыл бұрын
Sir bpl k lie kya bpl card hona jaruri hota h
@niteshmishra98992 жыл бұрын
Sir, BPL card hai hamare pas to Sir, ham EWS banawaye ki nhi. Plz reply sir 🙏🙏
@cstechnical2 жыл бұрын
Aap EWS banwa lijiye kuch fayeda to milega .
@Khushigoyal22102 жыл бұрын
@@cstechnical sir bpl certificate k jgh hmlog ration card nai daal skte kya?
@mrinalverma4982 жыл бұрын
Sir mai Ration card ka first page ko koi bhi exam fill up mai upload krskte hai kya
@Surabhi-t6s2 жыл бұрын
Sir aap EWS certificate kase apply karte hai..... please suggest aur video bana de
@cstechnical2 жыл бұрын
👍
@sjagannath38602 жыл бұрын
Sir I'm from Andhra Pradesh but I'm in Hyderabad How can I get BPL Certificate through online My netive state AP But Applying in telangana (Hyd) So witch state BPL certificate required My Annual in 3.40 Lak
@preetirajesh90542 жыл бұрын
Sir 🙏 kya income setifict ko hi EWS certificate khyte h kya please reply kijiye ga 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@gauravchaudhary7280 Жыл бұрын
Ews certificate kaise banega general category walo k liye
@GuluBoy-pj1ov8 ай бұрын
Map ka phone number chahi ye
@electricalequipment1887 Жыл бұрын
Sir ji bijli samvida karmi kon si categary me apply kar sakte hai
@meetsheth54232 жыл бұрын
Sir bpl certificate he but grampanchyat me se talati ne diya he bpl pramanpatra to Ye valid hoga??
@anilhansda092 жыл бұрын
PH ration card se BPL category mein admission le sakte hain kya...?
@manishasharma89602 жыл бұрын
Thanku sir
@cstechnical2 жыл бұрын
🙏
@Skumarwestdelhi2 жыл бұрын
Sir income certificate banane ke bad mein kis category mein apply kar sakta ... 1st class admission ke liye
@cstechnical2 жыл бұрын
Income certificate nahi bpl certificate for sc,st,obc, general or ews certificate for general category
@keturaj3116 ай бұрын
Sir BPL ration card se kvs me selection ho gya hai but admision nhi le rahe hai please sir kuch iske bare me bataye
@subhrasil4586 Жыл бұрын
Sir bpl certificate kayse banaye? AAY ration card holder
@Ravi-ye4fp2 жыл бұрын
Sir bpl certificate student ka banega class 1 ke liye or father ka
@thechnospaw Жыл бұрын
Sir agar humare paas income sertificit nahi h tu hum kese admishion karaye
@subhrasil4586 Жыл бұрын
Income certificate kaha se Lena chaiye?
@malleshmattlay19892 жыл бұрын
Mere paas OBC non creamy layer certificate or income certificate hey tho mey rte quota ke liye form ber sakta hu
@swapan.singh1460 Жыл бұрын
Librarian job like maharastra
@herawarsi28452 жыл бұрын
Admission Ho jaane ke bad kya RTE Kota next class mein le sakte hain sir
@sanjayshah4873 Жыл бұрын
Sar Kolkata se hua BPL certificate muje banana hai online processing Samajh Mein Nahin a Raha sar Kaise online apply karna kaun se website mein jaaun sir help me
@hardworkerlady2 жыл бұрын
Income certificate bna h wo hi hota h Kya bpl certificate
@dhanrajmandalvideo69072 жыл бұрын
sir me mp me rahta hu to kya bihar ka obc ncl jati parman patra kendriya vidyaly me admission ke liye apply kar sakta hu mp me
@babanpawar57112 жыл бұрын
Bpl certificate bache ka hona chahiye ya pita ka certificate chalega. please reply
@cstechnical2 жыл бұрын
Pita ka .
@Roshni0202-n3g2 жыл бұрын
Sir income certificate se bnwa sakti hu
@RohitKumar-jl3qy2 жыл бұрын
Sc category wale EWS se aply kr skte he
@chetan.splashsplash77912 жыл бұрын
सर मेरा बीपीएल कार्ड बड़वानी जिले का है और मुझे मेरे बेटे का एडमिशन इंदौर जिले में करवाना है तो क्या मैं इंदौर जिले में अप्लाई कर सकता हु
@vansikarawat97532 жыл бұрын
Ews certificate aur income certificate same h ya alag alav
@cstechnical2 жыл бұрын
Alag alag
@vansikarawat97532 жыл бұрын
Thank u sir
@alokparjapati27402 жыл бұрын
12वीं ke bad Koi degree karne ke liy BPL certificate ke fayde batao OBC ke liye
@HemantKumar-xc5gx2 жыл бұрын
Sir BPL Certificate khase banega Haryana Gurgaon me
@prabhatdas2326 Жыл бұрын
Class l ke session 24-25 ke liye bpl certificate abhi bana sakte hai kya
@siyon87172 жыл бұрын
Sir! 9th ke forms school se hi lene honge Kya?
@cstechnical2 жыл бұрын
Ager vacancy hoga tabhi school me admission milega... Aur form aapko school mil jayega ya online b download kar sakte h....🙏
@brajamohansahu80872 жыл бұрын
Sir, Namaste🙏, Happy 73th Repulic day. Sir Har state ke city main category 6 tak hote he?
@cstechnical2 жыл бұрын
Happy Republic day Braja mohan sahu ji.🇮🇳.......Nahi......school wise hoti hai category aap ye video dekh saktey hain apko samajh aa jayega ......🇮🇳 👉kzbin.info/www/bejne/mXKrmGaQlqeMirs
@varshakoshti82362 жыл бұрын
AHMEDABAD me kaha se bane ga? EWS or bpl certificate ak hi he?
@varshakoshti82362 жыл бұрын
kindly needful
@sanskarkumar885 Жыл бұрын
Bhaiya mere pass BPL kad h lekin BPL certificate nahin hai isko banane mein Kitna din lagta h
@KunalKumar-gy3no2 жыл бұрын
Sir, kitna time lagega certificate paane me ?
@nazirhusain33842 жыл бұрын
Gen candidate bpl certificate banwa sakte hai Kya or mere pass bpl card bhi nahi hai
@cstechnical2 жыл бұрын
Bilkul ager unke pass bpl card hoga to uski help se bpl Certificate banwa sakte hai
@nazirhusain33842 жыл бұрын
@@cstechnical thanks
@paltu8310 ай бұрын
Kolkata main kaha Jay?
@bhati17212 жыл бұрын
Sir mera bpl list me naam hai aur sir mai Jharkhand se hu mera ug admission Marwari college ranchi me bpl list me naam aa gya hai lekin sir bpl certificate ni hai to ye banega kaise sir please reply sir💕💕💕💕💕
@aarohiaartiyadav86922 жыл бұрын
Rte from Bina government job nahi h to bhi kar sakte h na q ki meri ek hi girl h
@cstechnical2 жыл бұрын
Yes aap RTE K sath single girl quota k teht bhi admission k liye apply kar saktey or agar apke pas sc,st,obc caste quota bhi hai to or fayeda milega....... RTE k liye bpl certificate zaruri hai.
@b.rsalgude37742 жыл бұрын
Sirjee , kindly tell...How to do corrections in names of birth certificate...or is there facility to gain second copy of birthday certificate...???? Plz do guide.....
@cstechnical2 жыл бұрын
Yes......Obtain 'Birth Certificate Update/correction Form' the municipal corporation office or gram panchayat where your child took birth. Step 2: Obtain an affidavit from local notary and approach the officer regarding change of name in the birth certificate
@b.rsalgude37742 жыл бұрын
@@cstechnical thank you so much sirjee
@afrozeahmed6978 Жыл бұрын
Send how to apply in Telangana keep the link
@deepakjoshi38042 жыл бұрын
Sir ji RTE k kitne calss tak free padai ho tha h
@cstechnical2 жыл бұрын
Class 1 to 8
@humashamshi72142 жыл бұрын
Sir waisai.Kya kya lgana prta hai admission Mai kya kya cheez chaiyai hoti hai
@mamtasaini25872 жыл бұрын
Sir,sgc ke tahat certificate kitne din pahale( online admission se pahale)banva sakte hai..kaise banbai.
@cstechnical2 жыл бұрын
List me name aane k baad bhi banwa saktey hain.
@pankajyadav-yt8si10 күн бұрын
सर छत्तीसगढ़ वालो के लिए
@seemakushwaha88202 жыл бұрын
Sir OBC category ke liye hmko bachche ka cast certificate bnana hoga ya father kaor kya ye NCL banega
@cstechnical2 жыл бұрын
Bachche ka cast certificate banana hoga
@seemakushwaha88202 жыл бұрын
@@cstechnical thank u sir please bataiye obc (ncl) banwana chahiyeya obc he
@cstechnical2 жыл бұрын
Obc ncl k under aatey hain to obc ncl banwayein
@khayaiellengo77532 жыл бұрын
Sir iam from Ukhrul Manipur I don't have BPL can I get admission for class ll. What will be the cost of admission?
@jaatgamer1029 Жыл бұрын
Bpl card or bpl certificate kese bnate h full information
@ajeyagarwal87632 жыл бұрын
Kya EWS aur bpl dono Mai apply kar sakte hai
@cstechnical2 жыл бұрын
Dono me se ek me hi apply kar sakte h ek time me
@ajeyagarwal87632 жыл бұрын
@@cstechnical ok thanks
@cstechnical2 жыл бұрын
🙏
@meghachandrappa11962 жыл бұрын
Sir for rte quota BPL card is in wife's name ( house wife). Income certificate should be in wife's or husband's name?
@cstechnical2 жыл бұрын
If the father of the child lives with him, then the BPL certificate of the child's father will be required. If there is a single mother then the supporting document of the mother will be valid otherwise not.
@meghachandrappa11962 жыл бұрын
@@cstechnical thank you
@jioaurjeenedo70272 жыл бұрын
Bache ko income certificate de sakte hai
@gopalpandey3892 Жыл бұрын
Haryana ka bpl certificate kese banega
@cstechnical Жыл бұрын
Aap BPL card ke madhyam se party Kota mein apply kar sakte hain BPL card phh card ya koi bhi Aisa card Jo BPL se related ho aap admission ke liye use kar sakte hain bus vah computer authority dwara Ishu hona chahie
@hamdaankittur60562 жыл бұрын
Sir BPL certificate hai to kaunsa category me aate hain? Plz reply
@chinmoyeelahkar78062 жыл бұрын
Sir hum general cast hai aur hamare pas AAY card hai aur hamare pas income certificate nahi hai kya ye jarori hai.
@cstechnical2 жыл бұрын
Agar aapki family annual incone 3.5 lakh se kam hai to aap RTE k lite apply kar saktey hain lekin iske liye apko EWS certificate hona chahiye.
@Rk-gf7pd2 жыл бұрын
Sir do bachhe hai Father and mother ki death ho chuki hai age -girl 7year , boys 5year kya bpl card bn sakta hi and no income anywhere
@cstechnical2 жыл бұрын
Iski jankari aap vidyalaya ya tehsil se lijiye 🙏
@TheDropoutKitchen2 жыл бұрын
Thank you bro for the information..keep it up
@cstechnical2 жыл бұрын
🙏
@Nehaaa8744 Жыл бұрын
Hlo sir mera BPL card he to mera beta ko kendriya vidyalaya me admission milega kiyo sir
@diyawithfun23372 жыл бұрын
Sir BPL certificate kiske nam pe chahiye? Bacha ka yah bache k father ka? Pls reply sir
@cstechnical2 жыл бұрын
Father k
@NaitikAwasthi022 жыл бұрын
Sir mother ka ews chlega ya nhi
@sachinkumarkashyap17132 жыл бұрын
Single girl child m bpl catif. Lagan hota hai kiya. Apl card hai.
@cstechnical2 жыл бұрын
Single girl child quota ke liye ye video dekhe...👇 kzbin.info/www/bejne/fXXPnHikn7hjedk
@nitinkumar-ee7wj2 жыл бұрын
Sir BPL certificate nahin ho payega, to OBC Non creamylayer Bala kis category mein form bhara jayega
@cstechnical2 жыл бұрын
Non government employee....... Category 5 me apply karenge civil/defence sector k kv me agar project kv hain to category 6 me .......caste me obc ka option select karein registration k time
@nitinkumar-ee7wj2 жыл бұрын
Thanku sir
@vikrambalawat8816 Жыл бұрын
Sir rajasthan me bpl certificate nahi ban ra he
@jaiprakasharya55892 жыл бұрын
Mere paas bpl card nhi hai mein bpl certificate keise banwai...mein sc cota se form bharna chahta hu 1class ke liye
@cstechnical2 жыл бұрын
Iski jankari aap gram panchayat ya nagar nigam /tehsil se lein.🙏
@omkarsingh47532 жыл бұрын
Sir request hai ki muja batao ki (j and k) ma dakhna ki zurare hai ya nahi plase reply
@cstechnical2 жыл бұрын
Kya dekhna hai apko admission date ya koi or jankari ?
@mrdaulatiya86732 жыл бұрын
sir hum sc kota me aata hai toh kya hume bpl cetificate banvna para ga
@cstechnical2 жыл бұрын
Ager aap RTE quota me admission k liye appy karna chahte hai tab aapko BPL certificate ki jarurat padega otherwise aap sc quota me apply kar sakte hai 🙏
@mrdaulatiya86732 жыл бұрын
@@cstechnical okk thx sir
@cstechnical2 жыл бұрын
🙏
@premyadav26452 жыл бұрын
Sir mere bache ki janam dete 7/5/2016 h to kaya aadvision ko jayega kv me
@342nishakumari42 жыл бұрын
Ha
@meghagoyal64222 жыл бұрын
Sir , mere pass na to BpL card h,na hi ews certificate, I m from Delhi,plz tell me the process to make ews certificate ,but my father in law have govt. Job ,ek question or h, if I want my children admission in 1st class then kg certificate kaun se school ka hona chaiye mean govt. Or private school
@cstechnical2 жыл бұрын
Class 1 me admission k liye koi lkg ka certificate nahi lagta h bass bacche ka birth certificate lagega aur other documents
@meghagoyal64222 жыл бұрын
@@cstechnical thank you sir
@cstechnical2 жыл бұрын
🙏
@hamdaankittur60562 жыл бұрын
Sir BPL card wife me head of the family wife hai Matlab wife k nam se hai to kya pbl certificate banane me koyi problem hoga
@pawanray20672 жыл бұрын
std -1 ke liye kitni seat hoti hai aur kis Category ke liye kitni hoti hai plz make one video in. this topic
@cstechnical2 жыл бұрын
Aap ye dono video dekhe...👇 kzbin.info/www/bejne/fYq7aJeYnNyDZs0 kzbin.info/www/bejne/ml6YkqF3aJiBnNE
@maheswardas89642 жыл бұрын
Sir ji BPL card nahi hai to kya kare
@rajugole60932 жыл бұрын
Sir EWS कोणासा चाहीये स्टेट का या सेंट्रल का प्लस बतये
@cstechnical2 жыл бұрын
State ka ager usi state me admission k liye apply kar rahe h to
@Duggu-vz4vs Жыл бұрын
Ews ka certificate kese banega batay sir
@Joshi199442 жыл бұрын
Sir ye EWS bachhe k naam ka banega ya bachhe k papa ya mummy ka ...
@S-D6502 жыл бұрын
Sir .me house wife hu .husband private teacher h or hm general me aate h ews h hamare pas to sir hm hmko category 5 to nahi bharna h ews hi bharna .plz sir batao plz