Thanku so much...I was extremely confused on this issue n now m. Very clear on it....much regards to u Ali bhai
@fizzahussain91224 жыл бұрын
اللّه آپ کو خوش رکھے ۔۔آپ نے بہت سارے مسائل کا حل سنت و احادیث میں بہت سہل انداز سے پیش کیا ہے ۔جزاک اللّه
@kabeerkhan23743 жыл бұрын
Intellectual level of this man us🔥🔥🔥🔥
@faiqjavaid74174 жыл бұрын
Best logical answers by Teacher Muhammad Ali Mirza. A Great Legend Indeed.
@dasiboy61484 жыл бұрын
6:31😂 He is great
@IloveGod734 Жыл бұрын
Mashalla .when mirza sahib explains tauheed , i thanks to Allah and pray may Allah help you to explain misunderstandings among muslims like this.
@riazbaloch84543 жыл бұрын
buhat achy tareqy ae ap baat samhaty hain Jazak ALLAH khair.
@sahvishbutt50775 жыл бұрын
May Allah bless u Ali bhai
@zahrashahzeb4 жыл бұрын
agar nahi chahti nikah karna tou chalang maar dey? aik taraf aap ne kaha k talaq gun point pe bhi nahi ho skti doosri taraf aap larki k liye itnay araam se kh rahay hain k chalang maar dey stand ley... hamaray muaashray mein aise kai cases huay hain jismein larki/larkay k maa baap usko marnay maarnay ki dhamki detay hain larka tou chalein kisi na kisi tarah sruvive kr skta hai k ghar se chaal bhi jaaye tou itna msla nahi hota usko lekin larki kia krey. yahan kyun nahi ye baaaat lagu ho sakti ? plz agar koi smjha sakay kyunke mujhe in sahab ki is baat ki logic smjh nahi aai? aap ne khud kaha k issue ko address krein tou yahan ye kh dena k maa baap amooman theek hotay hain aurtein aur tarah k cahrm dekhti hain sareehan zyadti hai. aapki baaton se yehi andaza lagaya haai k aap ne ismein apne khayalat ka izhaar kiya hai lekin maslay ka sahi hal islamic point of view se nahi smjhaya.
@usamaahmed17284 жыл бұрын
dobara suno kya kaha ye kaha k gari se chalang mardo agr ni jana chahti
@hamnachaudhary46574 жыл бұрын
to unhon ne thk hi kaha hei na k zabardasti nikkah krwane ki Islam mein ijazat nahin hei...aur lrki ko stand lena chahiye...chhalang ka yeh kaha h k uss mard k sath na jaye. kiun k dekhein...woh uss mard k sath chali gayi aur woh mian biwi ki tarah rahein aik kamre mein rahein to phir to nai na wapis jaya ja skta k G mein ne to dil se mana hi nai...agr dil se nai mana to stand lo aise kisi mard k sath phir ja k rehne ka kia point h?
@nasirwarrich72694 жыл бұрын
Allah paak aap pr apni rahmat hamesha bnaye rakhe. Ameen
@IloveGod734 Жыл бұрын
Ameen
@ObaidKhan_464 жыл бұрын
Agar gun point pe iman nahi jata hai to phir gunpoint pe nikah kaise ho sakta hai, yahan mai aapse sehmat nahi hu jabki mai aapka fan hu aur aapne ulmao se hamari jaan churayi hai (from india)
@velocity150km Жыл бұрын
Gunpoint par nikkah nahi ho sakta, yah bat Ali Bhai ne nahi ki
@Aftab-sherazi5 жыл бұрын
Ali a.s haq h..❤
@robinaakhter5152 Жыл бұрын
If someone is living honestly it’s arrange marriage having kids continuously struggling to improve relationships but no improvement what we should do also 15 years age gap
@IloveGod734 Жыл бұрын
Mirz sahib k hr video zindgi k bht s aspect ko cover kr rhi hoti hn.
@adilbintalat4 жыл бұрын
Jazak Allah
@raospethouse75924 жыл бұрын
Ager gun point pe nikah kia jaie tu???
@overthinkology73044 жыл бұрын
Ali bhai shadi ki khwaishmand larky larkian shadi dealers(jo k munafabaksh business) ki waja sa prade kr kr k tng a jatay hn...
@noorfatima-dg7wd4 жыл бұрын
7.31 best answer 💫💫
@NCS222.04 жыл бұрын
Yahan thora ikhtelaf hai gun point pay taalq nahi ho skti to gun point pay ap nikah ko kese justify kar rahe hain Apko pta hai larki ye nahi kar skti jo ap keh ray hain
@kashurmath4973 жыл бұрын
Nahi hota hai gun point pa Nikah
@doityourselffixityourself31103 жыл бұрын
bhai koi nhan bola kae gun point pae nikah hoata hae, jhoot mat bolo.
@naeemuddin74294 жыл бұрын
ایک مسئلہ یہ بھی ہے کہ والدین تنخواہیں کے باعث ملازمت پیشہ خواتین کی شادیاں نہیں کرتے ۔ ایسے خواتین کے بارے میں کیا فتوی ہے؟
@TalhaKhan-ze3tb4 жыл бұрын
MASHALLAH both achi baty ki han app nay
@mehendiqueen7481 Жыл бұрын
Assalamualaikum hazrat kya shadi se pehle mangni karna aur jo rasmen hotin h mangni ka khana khana jaiz h kya
@usamasagheer45385 ай бұрын
Education should be equal. A master should not marry a Fsc or B. A boy. Mental compatibility is necessary. If a girl with high education marry a less educated then of course divorce happens
@HarrisBaig4 жыл бұрын
I don't agree with the point k aurton ko exposure nai hai or mard e rishta daikhtai hain. jb k ghar ki aurtain rishta final nai krtn tb tk rishtai hotai b nai hain. ziada tk aurtain e rishta daikhnai jaati hain families main.
@kiranansari46554 жыл бұрын
Orty man jati hn mard ni manty fr ni hota rshta Tu orto ka kooi exposure e ni h 😑😔😔😔
@aamirakhter88165 жыл бұрын
Ali bhai wali say mutaliq mera 1 question hai. 1 larki Christian thi ous Ka baap ous k paida hotay he ghar chhor kr chala gya larki nay Kabhi apnay baap ko Nahi Dekha ous ki parwarish b ous ki maa nay ki or ab ous larki nay Islam qabool kr k Muslim say shadi krni hai wo apna wali kahan say laay?? Wo Kis ko apna wali banaay?
@syedumaralvi71375 жыл бұрын
uski MA to musilman nhi hoii na ? , wo musilman hy , independent hoii wo ubb to, isi liye wo Huq rakhti nikah ka baghair apny wali(Parents) ki ijazit k
@aamirakhter88165 жыл бұрын
2 persons replied on my question.. both are different 1 k mutabiq wali ki zaroorat nahi or doosray k mutabiq wali mendatory hai chahay qazi e waqt he ho.. Ab Banda kray to kya kray
@syedumaralvi71375 жыл бұрын
@@aamirakhter8816 bhai wali mandatory us waqT hi hota juB Musilman hon xub ghr waly)
@syedumaralvi71375 жыл бұрын
Allah farmaTa hy jo kufaar hyn un se tumhara koii lena dena nhi
@aamirakhter88165 жыл бұрын
But jis ko question Kia hai wo to videos upload kr k ghayeb he ho jatay hain. Anyway thnx aap dono ka
@Abdullah-mu4gq3 жыл бұрын
MashaAllah ❤
@ruemongers25015 жыл бұрын
MashaAllah
@maharumarhayat80705 жыл бұрын
Masha Allah
@faizaiftikhar13863 жыл бұрын
Sorry I don't agree with this stance. You should understand that girls care for their parents and their respect. My parents made my sister to marry my cousin bcz they thought he is perfect.. While for her we received proposals from some very good families. But only stance parents had was that he is from family. And he was Zani and so abusive that we took khula after 1 and a half month.
@ahmadbutt5143 Жыл бұрын
Deko jab Ghar khud sambla na jaye tu qasoor Kisi or ko nhi detye ap k agree na Karne se Kya Deen badal de Had ha
@lifewithOMARRR Жыл бұрын
Your ignorance is not the ignorance of deen. You should do research on the guy to whom she is getting married. watch for deendar mard. Are you dumb ?
@whitepearls4495 Жыл бұрын
@@ahmadbutt5143ap jaisy log deen ko samjhny ki koshish kry tu deen badalny ki zarorat he na pary. Jo baat ye behan ny kahi os ka dard koi deen daar banda he smjh sakta ha ap jaisy nahe. And one thing more for your information Allah ki ataat parents ki ataat sy pehly ha aur Allah ny zani mard sy nikah sy inkaar ki ijazat di hoi ha.
@Syed-kg9oj Жыл бұрын
You are right sister 😢aurto Ky Sath hy zulqm ko Hota hy
@nailaimtiaz36175 ай бұрын
Agreed
@abrarlodhi15 жыл бұрын
ماشااللہ بہت ہی اچھی بات کی ہے
@3DMalikRapSongwriter4 жыл бұрын
4:10 Tabrez Sai Tha phir Q k os or zulm kr k Hinduon ne Apnay Bagwan k naam kehalwaya tha
@saiqaali56794 жыл бұрын
Mashallah zabrdst
@shaistajanjua25575 жыл бұрын
Sir, MASAALLAH Zabardast👍🌹🕋
@sajjadahmed74744 жыл бұрын
Asalam-o-alikum Ali Bhai, agar kisi ny 10 sal phly court marriage ki or ab un k bachy b Hain.ab wo apka byan sun raha hai to ab wo Kia kary plz rehnumai kry.
@awaisbhatti73934 жыл бұрын
😣
@ahmedaghadi82814 жыл бұрын
Ab kuch nhi, aurat ke wali ko bole ki voh gawa bane aur usko samjhaye aur andar andar hi nikah kare, aur vese bhi ab wali bhi mana nhi karega kyunki itne time rhe ho sath.
@ahmedaghadi82814 жыл бұрын
Aur tooba bhi kare
@Alpha-x6v Жыл бұрын
Ap sy sawal kesy poch skty hain
@saadhassansyed4 жыл бұрын
Sir, i respect ur all lectures and they are inspiring. But larki ka zabardasti nikah karwana awr wo chali jay... Then.... Is pe mjhy apse ikhtilaf hai.
@sarahahmed47975 жыл бұрын
سلامت رہیں علی بھائ آمین
@shehzalkhanrushi33904 жыл бұрын
Maan baap agr apni aolad mn farq kren or kisi ki khwahish ko muqaddam rakhen baqi bethe rahen or wo bacha ghalat harkaten krna shuru krde to Kya wo waldain gunahgar honge ?
@muhammadsagheer33752 жыл бұрын
Love 💕💕💕💕💕 you 💕💕💕💕💕 Ali Bhai
@creativelogy Жыл бұрын
best vloger
@loveansu57084 жыл бұрын
ali bhai me ny wali ki ajazt k bageer shadi kr li ab 4 bachy hen ab pata chala h k es tara ni ho me keya kro plz rhnamai frmaeen
@Diytutorialonly3 жыл бұрын
Assalamu alaikum ,aap dobara wali ki maujudgi me nikah kare maujuda wife k sath
@rashidbhatti19873 жыл бұрын
A.a Ali bhai aap ne jo gun point per divorce ko byan kia h aur jo ap ne zabrdasti nikaah ka masla byan kia h en 2 me contradiction hai ku 2 cases me situation aik jesi h to phir zabrdasti nikaah k liay zabrdasti haan (consent) kerny ki surat me nikah ko ap jayz aur done ku krar de rahy hn? I mean agar gun point per talaaq nai ho sakti to phir gun point per nikaah kesey ho jata hai??? Plz clarify this issue. Thnx
@dr.nadeemrais4 жыл бұрын
10:50 dahej hi to bohot bada issue ban chuka he.
@mifkeysiraj64574 жыл бұрын
Please camera Man... focus only Engineer Sahib not the audience.... Jazakallah
@EesaJaanEesaJaan10 ай бұрын
علی بھائی اگر خواب میں کوئی آپ کو سونا دے تو اس کی کیا کوئی تعبیر کیا ہو گی
@faizaiftikhar13863 жыл бұрын
Now you should give stance that if your daughter is not ready and by blackmailing there is no Nikah.. That sort of Nikah has no value in Islam. So parents have some mercy on their children too. I don't think so If parents allow any girl will betray them
@Haroonisty4 жыл бұрын
Asalam ! Main Hanfi Baralwi hoon lakin Apki bataain bhi theq aur degar ulma ki batain bhi theq. App batain main kahan jaon.
@mwaqarwiki12894 жыл бұрын
Brelvi ulma k tuheed aur biddat k mamly me mowaqaf ghlt hain. Ap ko kiun donu rasty theek lg ry. Mai brelvi ghar me paida hoa hno lekin saaf saaf kehta hno k tuheed theek ni brelvi ulma ki aur biddatein buht hain in me
@muawizbinzafar24614 жыл бұрын
Sir Quraan main to yeh hai jo aurat pasamd hai us say shahdi kro ( i mean love marriage is good or not ???) accordring to islam?????
@anasjutt65084 жыл бұрын
Kadi punjabi kadi Urdu good
@muhammadkhurramshehzad59674 жыл бұрын
Ali bhai talaq kay masly per app ki daleel Quran o sunnat ya Hadis say honi chahiye. Jo Qurani Ayat app daleel kay tor per day rahain hain wo Imaan say mutalik hay na kay Talaq.
@malik74804 жыл бұрын
Ali Mirza sahab app sometime reality se dour reh ky baatin karty hain ... kuch aurtain nature wise brave hoti hain kuch bechari larkyion sy bolna bhi mushkil hoti hai app samjhny ki try kary or logon ko guide kary na ky app apny opnions dain
@Daisy-su1jf4 жыл бұрын
Proud man... logic ni koi baat ka
@untamed8553 жыл бұрын
Bhai dahej wo hota h jo demand krte hain ladke wale.. Gift to different hota h to bap beti ko deta h.. Dahej ladke walon ko diya jata h..
@parveenmahmood52744 жыл бұрын
Well done Jazakallah Khair
@aqsaraheem49874 жыл бұрын
exposure dengay to milay ga na ... jab kabhi nikaly gain he nahi to kahan se hoga....
@Daisy-su1jf4 жыл бұрын
Yahi to in molvion ki bakwaasiyaat hain... aurat in k liay lesser creature hai
@shinylucky4 жыл бұрын
@@Straightforwardpk u find it a joke untill u experience it
@ahmedaghadi82814 жыл бұрын
Aesa nhi hai, baat yeh hai ki aadmi kamata hai aur use society me dusra mard ke baare me pata hota hai aur ek mard dusre mard ki achhe se samajh sakta hai. Varna society me ek aurat kya mardo paas jaake exposure legi? Aur similarly ek mard dusri aurto paas jaake unse exposure lega? Ofcourse nhi!
@ahmedaghadi82814 жыл бұрын
@@Daisy-su1jf bhai apne hisabse itna biased review mat do.
@doityourselffixityourself31103 жыл бұрын
oh acha so want to get outside the house. you can move to a western country and in the name of exposure sleep with guys to get as much exposure as you want.
@muhammadarif63363 жыл бұрын
Ali bhai baishuck log jahaz rain laikin mehdood miqdar main takay ghareebon kee baitiyan uth sakain
@sarahahmed47975 жыл бұрын
جزاک اللہ خیر
@shadab77575 жыл бұрын
Ameem
@np3247 Жыл бұрын
Deendari me kya kya ata h.. ?
@signin74065 ай бұрын
Taqwa, Namaz, Roza, Akhlaq, Amaal
@pakistanigirl26574 жыл бұрын
بندوق کی نوک پر طلاق نہیں ہوتی جو اتنا sensitive مُعاملہ ہے ۔ اور بندوق کی نوک پر نکاح ہو جاتا ہے؟ لڑکی کو گاڑی سے چھلانگ مار دینی چاہیے اور آدمی گولی نہیں کھا سکتا؟؟ just a question. غلط ہے جی ۔!! جو مولوی یا عالمِ دین نکاح اور طلاق کے مسئلے پر حق کہہ جاۓ نا ، میرے خیال میں وُہ great ہے ۔ پر یہاں تو سب آ کے مُعاشرے کو دیکھتے ہیں ، دین کو نہیں
@yasirjamshed90733 жыл бұрын
nikah zaberdasti ki ijazat nhi h nikah bi nhi ho ga agar dil se larka larki nhi mantay hn per wali hona zarori hai agar aisa case ho keh wali jabran nikah kerwa raha h or olad ke pass wazah proof hai to woh baghair wali ke nikah ker sakti h us ka wali government hakim e waqt bany ga or paper marriage ker sakti h apni marzi se ...main samjta hn keh baligh olad ki terbiyat us age tak hho chuki hoti h ab aik azad soch khudmukhtar soch se apny right jo app ne us ki terbiyat ke time btaya kiya right hai kiya wrong usi per chal ker khud muntakhib ker sakti h ya sakta hai but yeh sirf or sirf us soorat main jab koi rasta na bachay jabran nikah kernay ka bola jay
@faizaiftikhar13863 жыл бұрын
So don't give final stance on everything.. Situation can vary with situations.. Please give some space for females too. This time is different and please let people stay in this religion.. Don't suffocate them. Gun point par talaq nhe hote lakin blackmailing say shadi ho skte ha.
@doityourselffixityourself31103 жыл бұрын
tou yae bol rahi ho kae black mailing sae shaadi nahn hogi aur woh larki jab ghar chali jae gi woh zina kar rahi hogi us aadmi kae saath jis sae uski zabardasti shaadi karwai gae hae? Agar ghar chali gae hae tou yae tu zina kar rahi hae yae shaadi hogae ha. now you decide what you want.
@yasirjamshed90733 жыл бұрын
Gun point per nikah nhi hota hai or agar black mail ker ke nikah kiya to bi app ka right hai na mano ussay or an sign kuro kuch bi ho jay protest kuro shuro main hi nikah kisi sorat na honay do jabran high light kiro us mamlay ko
@sulemankhan00786 Жыл бұрын
Which problem
@goalpost23264 жыл бұрын
Good job👍
@build_your_career3 жыл бұрын
You are very great Sir
@amnakousar21195 жыл бұрын
Maan baap emotionaly lrki ko blackmale krty hen tb lrki kya kry
@sjaved69904 жыл бұрын
Termze aur Abudoud ke hadees main hai ager wale ikhtlaf kry to badsha wale hai ya jis ka koe wale nahe
@ghulamsarwarghulam88894 жыл бұрын
7:13 yaha pa Ali bhai ka pair pesal gaye... Ab Samaj ma aya k Imam Abu Khanifa waqi talented the. Awr yi bath Allah ne baqi logo pa b wazikh krdi ka Ali bhai zaheen ha lekin Abu Khanifa b Imam Azam ha
@waleedwt40084 жыл бұрын
Kia baat..? Btaye ga kindly
@syem174 жыл бұрын
Sir jee stand le le k court marriage he karaygi na tou court marriage ghalat kesay hogai?
@Adi_SH_0074 жыл бұрын
@Tabish zayn haramkhor iss sai baray tum log ho ...jeenay tou tum log daina nhe chahtay jo zabardasti ladkiyon ki shadi kisi sai bhe kr daitay ho
@poetrychannel23844 жыл бұрын
ak jaga ap farma rai hain k talaq bandooq ki nook par zbardasti nhi hosakti or dosri tarf ap keh rahe hain zbardasti nkah hosakta ha ....iski mohtram ap k logic ki smajh nai aai
@stormeagle714 жыл бұрын
Brother, is main chaar stages aati hain, 1. Zabardasti haan krwana 2. Zabardasti shaadi ki tayari and all that 3. Zabardasti Nikah 4. Zabardasti Rukhasti Agr larki kisi ek jaga b resist ni krti, stand ni leti, to it means uski apni marzi b shamil hy. Agr aisa hy to Nikah to zabardasti wala rha e ni. Walidain chaaro'n stages gun point pr ni krwa sktay...
@irfanAli-lu4yg5 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@arifkhilji5474 жыл бұрын
Best Ali bhie
@sweetnsour82443 жыл бұрын
How do you ask a question from engineer sahb?
@patelguddu785 жыл бұрын
A.salam bhai Bhai muje ye janna tha ke ladke ke liye vali ki izazat bi jaruri he
@rehanahmed82044 жыл бұрын
Na g ye fatwy sirf aurton k liye hain
@scorpio7five4 жыл бұрын
6:50 green book of Saudia says key kanwari larki wali ki marzi key beghair shadi nahi ker sakti aur baap key hotey hoay koi aur wali nahi ho sakta.
@dentistragram4824 жыл бұрын
Or agar larka well settled ho or wo mana kry chezyan lany sy to us surat ma kya kiya jay?
@ahmedaghadi82814 жыл бұрын
Arre toh isme mard ko mat do lekin jab aurat ko de rhe hai toh usme shohar ko kya jarorat hai bichme aane ki, voh aurat ko kuch dege nhi kya agar voh logo ko dena ho toh?
@sadianoor48884 жыл бұрын
👍👍👍👍❤
@heena82634 жыл бұрын
Ya konsay fiqah se hain ?
@deya56194 жыл бұрын
Tammam sahee ahadees sey consult kertey hain .
@MuhammadShahzad-ib2gj4 жыл бұрын
Firqa to ni pr group ahle islam h
@shaheermalik85274 жыл бұрын
Is majlis ka nmbr kya hy
@tmerose99764 жыл бұрын
Ge ASLAMUALAKUM Ali Bai Aap ka koi WhatesApp Ya Landline Nmbr ha tou Kindly Apnay Program kay Start ma Bata dia karin aur..Serf 3 Days CALL Ya WhatesApp Pay Baat ho Aur Time Bee Serf 3..Hours.. 3.. Hours ho. Darmiyaan 1 Ghantay ka Waqfa ho..Thanks.
@shaistajanjua25575 жыл бұрын
At 4:30 hahahaaaa, good Sir.
@muslimsgroup43595 жыл бұрын
Asslamualaikum bahi mera KZbin channel hai plz subscribe my channel mera channel hai jis mai mishary ki TILWAT urdu SUBTITLES mai hai
@MIRZAQASIMBAIG10 ай бұрын
Agar maa baap hi na ho or bhai bhi chota ho or rishtedaar bhi achy na hon to kya kare larki is ka jawab zaroor dena sir bohat zaroori hai
@habibpadda85305 жыл бұрын
Quran SE batay sir shadi ka tafseel SE plzz thori wazahat SE kis or kesi orat SE shadi karni chachiy
@sayyedsalmanmehdimosvi4464 жыл бұрын
اہل تشیع میں والدین سے بڑا ولی دادا ، دادی ہیں اگر کسی کنواری لڑکی، لڑکا کے تین رشتوں سے ولی انکار کردے تو لڑکی یا لڑکا دونوں کو حق مل جاتا ہے کہ اپنی مرضی سے نکاح کرلیں۔ کف کو مسئلہ اگر کوئی لڑکی کسی کم کف والے سے شادی کرلے اور ولی کی مرضی نہ ہو تو ولی کے پاس تلاق کا اختیار ہے انجینئر بھائی اس ہر بات کریں باقیوں سے معزرت ہے
@hddhhxhbxddbfb944 жыл бұрын
Ali bhaye allah apko slamat raky
@Aayan8463 ай бұрын
❤
@princerafique37472 жыл бұрын
Sir agar zbrdsti talaq ni ho skti to nikahk kesy ho skta ha
@razamughal9095 Жыл бұрын
Talaq zabar dasti ho sakti hain
@usmanjunjua56254 жыл бұрын
Jis ne court marig kr Lee ho or us k bche b ho gy hun to un k liy kia raay he ?tell me Ali bhai
@ShehzadiZahoor11 ай бұрын
Kya wali kii ijazat KY sath Court marriage huwi thii ?? Agr ijazat sy huwi thii to ok agr Nahi to Galat Hai not 🚫 ok 😊
@Archer98854 жыл бұрын
Shadi me agr muhabbt hi nahi hai tou faida asi shadi ka? Ye dum nahi hai, its a fundamental necessity. Maa baap ko tou nai pata na k wo admi andar se kaisa ho ga. 10 saa; baray admi se choti si larki ki shadi kr dete hain sirf is lie k wo kamata acha hai. This is a stupid approach.
@Chatha_5 жыл бұрын
Pehly kehta pressurises kr k tallaq nhi huti but pressurise kr k nikah hu jata h 😂 Neem mulah khatra iman
@muslimsgroup43595 жыл бұрын
Muslims group Urdu SUBTITLES RECITATION
@drseharmalikkasath30524 жыл бұрын
Haha
@waqasarshadmughal29565 жыл бұрын
Zabardasti talaq Ni ho skti lekin zabardasti nikah ho skta he ?? Ali Bhai plz eloborate and justify properly. AP ne kaha k nikah agr zabardasti ho to larki stand b to let skti h. Phr yhi bat agr daleel like Jai to Isi tra talaq agr zabrdasti ho to deny wala b goli kha k stand le le ar talaq na de
@waqasarshadmughal29565 жыл бұрын
Islam me zabardasti Ni Ar AGR zabardasti ho to wo kam islami ni
@waqasarshadmughal29565 жыл бұрын
Plz elaborate
@kiranansari46554 жыл бұрын
Jb ghr valy zbrdsti kr ry hon tu kia phr nikah hojata h pochty b ni hn or zbrdsti sign krvay jay
@qa26234 жыл бұрын
آپ کا یہ کہنا کہ "عورتوں کا ایکسپوژر نہیں ہوتا" یہ بات غلط ہے۔ یہ بات پہلے کے دور میں ٹھیک تھی مگر آج نہیں ہے۔ اگر ایک لڑکی جس کی عمر تیس سال سے اوپر ہے اور وہ خود کفیل ہے تو وہ اپنی ترجیحات کو بہتر جانتی ہے۔
@qa26234 жыл бұрын
@Zulu Romeo اگر لڑکے کی شخصیت لڑکی کو پسند ہو اور لڑکی کے والدین کو ناپسند ہو تو پھر؟ ہو سکتا ہے لڑکی کے ماں باپ کوئی بہت زیادہ بڑی عمر کا لڑکا دیکھیں لڑکی کے لئے یہ سوچ کر کہ میچور ہوگا مگر لڑکی چہچہاتی چڑیا کی طرح ہو یعنی ہلے گلے کو پسند کرتی ہو تو ؟ یقینا ایک فریق دوسرے کی پسند کو رد کر دے گا کیونکہ ہر فرد کی ترجیہات الگ ہوتی ہیں ۔ مگر مسئلہ یہ ہے کہ ماں باپ اپنی بھر پور عمر گزار چکے ہوتے ہیں اور وہ دنیا کو اپنی جوانی کی نظر سے دیکھ رہے ہوتے ہیں یعنی بیس پچیس سال پہلے کے تناظر میں۔ مگر عمر تو لڑکی نے گزارنی ہوتی ہے۔۔ اور جہاں تک بات ہے دھوکہ دہی کی تو وہ کسی کو بھی دیا جاسکتا ہے بلکہ میرے خیال میں گھریلو لڑکیوں کے ساتھ زیادہ چانس ہے کیونکہ انکی اپنی کوئی سوچ نہیں ہوتی بلکہ جو گھر والوں نے کہا اسی پہ ایمان لے آتی ہیں۔
@AmmarMohsin-zp6ui7 ай бұрын
@@qa2623 apki baat se itfaq nhi krta. Ap liberalism aur secularism phaila rhi hain
@qa26237 ай бұрын
@@AmmarMohsin-zp6ui دلیل نہیں رہی
@nadeemwahla4154 жыл бұрын
Sir ap ne surah Nahal ki jo ayet sunai he us k jwab men mre sath ksi ne behs ki he k agr easa he to Hmare nabi ne hijrat kun ki or hazrt bilal ne iti azeaten kun jhelen wo b dil me eman rkh k kalma kufar bol sakte the, plz is ka jwab zror den
@sohaibraja81274 жыл бұрын
Hazrat Amar Yasir kay liay yeh ayat aai thee jinsa abu jehal nay zabardasti kufar bulwaya
@kashimalik32684 жыл бұрын
Bohat khoob jnb sir g great lesson
@hammadzia7503 жыл бұрын
Ali bhai jab zabardasti han kranay say nikah hojata h to pbur talak kiu nhi hoti.... Ye issue thora confuse kr rha h
@Sheeza__ Жыл бұрын
Wese to ap mere fav hyn but es Bary m ap ki baat galat he k wo khud ni Dekh Sakta . Kisi mehram ki mojudgi m Dekh sakty hyn .
@zamalshah50744 жыл бұрын
Assalam o alaikum Kia chup ky nikah batil hai aur agr batil hai tou nikah nafiz nhe ho ga matlb nikah howa howa he nhe hoga
@AfzalKhokher4 жыл бұрын
end me apne hazrat Ali k bare me jo baten kahen.. to samj ati he.. k ye banda shaid Shiya he hakekat me..الله أعلم
@MuhammadAli-fu4kb3 жыл бұрын
Don't forget difference between Shia and rafdi
@shakeelansari8564 жыл бұрын
Aurt ki maa agar chinar ho to Beti Se shadi Kar sakte h 😀😀😀😀
@tehniyatiqbal59562 жыл бұрын
جو لوگ بیٹیوں کو جہیز دینے کے لئے صدقہِ یا زکوٰۃ کی امید رکھتے ہیں کیا یہ جائز ہے؟؟ یا اس طرح سے صدقہِ زکوۃ دیا جاسکتا ہے؟؟؟
@farhanalikhoso17042 жыл бұрын
Orat ko pora haq he apne khawand chose krne ka agar khud ni kr rhe tu jaha uske waldin krna chahta he waha larke ke razamandi zroory he walidin ko pochna chahie . Agar wo razi he tu thk ni kr rhe tu uspe zabrdasty ni ho sakty he .
@amenxv63134 жыл бұрын
Parhy likha tabka shia sunni ki qaid sy azad hai. Ye jahilon k masly masail hein. Islam mein koi firqay nahi hein. Bht log dekhy hein jo mukhtalif firqo sy belong krty and apas mein shadi krty hein and kamyab zindagi guzar rahy hein MashAllah.
@manobili23574 жыл бұрын
Wah.....kya bat kahi hai.....
@redrosered55394 жыл бұрын
mano bili kon si baat
@iqbalarain94214 жыл бұрын
Ali Bahi ap na Islam ko Adam Kar dia
@bollywoodyoutube1 Жыл бұрын
agar shohar talaq nh daina chahta ho, aur larki walay divorce paper banva kr larky sy sign krva lain yah keh kr b papers biwi ny banvaye hain shohar yah samaj kr sign kr dai k biwi ny ni rehna toh ab sign kr dia .. lakin phir biwi sy pata chala k papers biwi ki Janib sy ni thay toh kia talaq hoti ah fir ya ni